Very detailed and informative video. Thank you for sharing
@msaad42 Жыл бұрын
Welcome and also thank you for providing guidance, contacts and materials for our projects.
@archer90568 ай бұрын
Aoa! Very nice content about evs. From where you got used lithum batteries. I have tried 18650 cells from used laptop battries and built 13s10p pack for ecycle.but it gave 26km of range and were dead after sometime. Need your help
@IrshadAhmad-tp7re11 ай бұрын
Good. Sir is bike ki battery kahan se mili ha? LiPO4 achhi battery 36v 48v aur compatible charger kahan se milay ga?
@cst-ev10 ай бұрын
Battery old cells se banai hai, inverter ki battery se. Video mai bataya hai. Charger Daraz, Olx waghera par search karen ya www.arduinopak.com/
@IrshadAhmad-tp7re11 ай бұрын
Aur ap bta rahe k kuchh cycles me he battery kharab ho gai kisi ki aur hum ne battery me theek cells nikal lia. Ap samjh jaen k ye cells kitna chalne wale han
@cst-ev10 ай бұрын
5 month baad abhi bhi cell sahi chal rahey hain.
@IrshadAhmad-tp7re11 ай бұрын
2000 cycles kisi bhi surat ni ho sakte. Maximum 500cycles hn ge aur 2 year baad battery end ho jae gi. Agar actual me 2000cycles wale cells available hn tu karishma ho jae
@cst-ev10 ай бұрын
Datasheet mai 2000 cycles likha hai. Yeh cell bike or bicycle dono mai acha chal rahey hain.