Category certificate 31 march 2025 ke baad banaana hai na sir......
@PuneetRawat-o9e7 сағат бұрын
Gap certificate banvana h kya sir ❓
@utsavsingh44557 сағат бұрын
No it isn't required
@Achal-m7v7 сағат бұрын
No😂
@VaishnaviDeval-u1f4 сағат бұрын
Nhiii bhai
@Ankit-k9i5 сағат бұрын
Sar category certificate agar 2024 ka hai to vah nahin chal sakta kya
@snehakakati563045 минут бұрын
Nahi chalega option mein hi sirf April 2025 se start hota hai
@khushitiwari89936 сағат бұрын
Kya dropper ke liye bhi bs itna hi document chahiye ya phir kuchh extra bhi rakhna padega ?
@VaishnaviDeval-u1f4 сағат бұрын
Same ??
@Hamumaan-c2c6 сағат бұрын
Sir general ka tou koi category certificate nhi Hai na?
@snehakakati563044 минут бұрын
Nahi
@neelamsingh72994 сағат бұрын
Sir please tell me bsc science ke liye gat compulsory hai kya
@VaishnaviDeval-u1f4 сағат бұрын
Sir mera catagory certificate 21 june ka hai yhi chal jayega ???? Sir please reply
@snehakakati563044 минут бұрын
March 31 2025 ka hona parega 2024 ka nahi hoga
@VaishnaviDeval-u1f40 минут бұрын
@snehakakati5630 CUET ka form to February me aayega to march ka hai certificate kaise lgaye??
@snehakakati563033 минут бұрын
@@VaishnaviDeval-u1f kyuki first form fillup jo hoga usme sirf category puchenge Result out hone ke baad dubara form nikalta hai usme chahiye hota hai certificate. Usme option ata hai ki certificate kab bana hai and options will be from April 2025
@snehakakati563032 минут бұрын
Abb 2024 me esa hi hua tha 2025 ko agar aur new changes laate hai toh pata nahi but certificates after 31 march 25' ke hi chahiye hoga kyuki first form fillup mein certificate nahi mangte
@Abhinav-zm8hp7 сағат бұрын
Sir kya arts wale maths le sakte hai according to new guideline
@VaishnaviDeval-u1f4 сағат бұрын
Yesss!!!
@villaingamer51833 сағат бұрын
Kuch log keh rahe hai nahi ya ha
@snehakakati563041 минут бұрын
According to new guidelines sabhi students koi bhi subject le sakte hai irrespective of the subjects in class 12. But uni mein eligibility criteria kya hai for particular course usme depend karega ig last year tak toh yahi tha
@Abhinav-zm8hp14 минут бұрын
To kisi ko b tech karna hai aur university me maths hai to kya wo b tech kar lega agar art side se hai