Current Situation - VOTING & Our Responsibility || Shaykh Abdul Haseeb Madani

  Рет қаралды 1,278

Way Of Salafiyyah

Way Of Salafiyyah

5 жыл бұрын

Пікірлер: 11
@asifdar399
@asifdar399 5 жыл бұрын
Ma sha Allah.. v.v. important lecture by SHEIKH. PLEASE VOTE AND support the best person and best party for the welfare of Muslims and all humans...
@AkramKhan-po6wk
@AkramKhan-po6wk 2 жыл бұрын
#KYA_ELECTIONS_MEIN_VOTE_DENA_SHIRK_HAI ? - Allaah ta'aalā ke #Huqooq (rights) aur Sifaat hai jo sirf aur sirf usi ke liye khaas hai. Agar tum yeh maante ho ke uske Huqooq mein doosre log bhi shareek hai ya yeh Huqooq Allaah ke siwa doosre ke liye hai, tou tum ne Shirk kiya hai. *Qaanoon Saazi (legislation) Ya'ni Qaanoon banaana, Haraam wa Halaal karna yeh haqq kis ka hai? Isme koi shak nahi ke yeh Haqq sirf aur sirf Allaah Ta'aala ka hai.* Yeh Mas-alah Vaazih Masaail mein se ek hai. #QaanoonSaazi ka Haqq sirf Allaah akele ke liye khaas hai, *lekin insaan ke banaaye gaye Aaa-in (constitutions) ke mutaabiq yeh **#Haqq** Parliament waalon ka hota hai Ya'ni jo Haqq Allaah ke liye khaas hai woh Haqq insaano ko diya jaata hai.* Ab dekho ke Allaah ne apni kitaab mein kya kaha hai: "#Qaanoon Saazi ka Haqq kisi ka nahi balke sirf Allaah ke liye khaas hai." [12:40] Aur farmaaya: "..Aur woh apne Hukm (Rule/#Legislation) mein kisi ko shareek nahi karta." [18:26] *Tou ab tum ne **#Vote** dekar kya kiya? Tum ne yeh qubool kiya hai ke yeh jo Parliament ke log hai inko bhi Qaanoon Saazi ka Haqq hai. Tumhare is amal ke karne se tum ne Allaah ke saath us shakhs ko shareek kiya aur baraabar kiya jis ko tum ne Vote diya hai. Aur yeh tum ne Saaf taur par Shirk kiya hai.* Qaanoon Saazi ka jo Mas-alah hai, Allaah Ta'aala ne khaas is Mas-aley ke liye aayatein naazil kee hai. *Mere yeh kehne ki wajah yeh hai ke Allaah ke bohat se Huqooq aur **#Sifaat** hai. Jaise, **#rizq** deney ka Haqq, yeh Allaah akele ke ikhtiyaar mein hai usi ka Haqq hai. Agar tum ne yeh Haqq kisi aur ko diya tou tum ne **#Shirk** kiya.* Makhlooq ko paida karna koi cheez banaana ya paida karna, yeh Haqq bhi sirf Allaah ke liye khaas hai. Agar tum yeh yaqeen rakhte ho ya yeh kehte ho ke mujhe kisi aur ne banaaya hai tou tum ne Allaah ke saath Shirk ka irtekaab kiya. *Isi tarah Qaanoon jaari karne ka Haqq sirf Allaah akele ke liye khaas hai. Allaah Qur-aan mein kya kehta hai ? Woh kehta hai ke "Woh apne Hukm (jaari karne) mein kisi ko Shareek nahi karta.." [**18:26**]* *Qur'ān mein aisi koi aayat nahi hai jis mein yeh ho ke "Woh apne rizq deney ke Haqq mein kisi ko Shareek nahi karta" YA "woh takhleeq karne ka Haqq mein kisi ke saath Shareek nahi karta"* Lekin Qur-aan mein ek hi aayat aisi hai ke "Woh (Allaah) apne Hukm mein kisi ko Shareek nahi karta.." [18:26] *Kya aap ko pata hai ke Hukm jaari karne ke baarey mein hi khaas aayat kyun aayi hai ? Woh isliye ke Taarikh mein logon ko hamesha Allaah ke akele Qaanoon Saaz (legislator) hone se pareshaani hoti iteraazaat hotey the aur hamesha woh is Mas-aley mein Shirk karte gaye hain.* Kabhi woh log Qaanoon Saazi ka Haqq Fir'awn aur Namrood ko detey the tou kabhi Daar An-Nadwah (democracy in Makkah during the time of our prophet) ko detey the. Aur kabhi woh log apne qabeelon ke Sardaaron ko detey the. *Aur aaj yeh Haqq parliament ke logon ko dekar sab se aam tareeqey se Shirk kiya jaaraha hai. Lekin hamaare Rabb ne tou kaha hai "Qaanoon Saazi ka Haqq kisi ka nahi balke sirf Allaah ke liye khaas hai." [**12:40**]* *Halaal wa Haraam mein kisi ki itteba' karna Ibaadat hai jaisa ke **#Yahood** wa Nasaarā (**#AhleKitaab**) ko Allaah Ta'aalā ne kaha ke woh Ahbaar wa Ruhbaan ki pairvi karke unki ibaadat karte hain, jo woh kehte usko (Halaal ya Haraam) maanlete haalanke woh Allaah ke hukmon ke saaf khilaaf hotey.* Allaah Ta'aala ne farmaaya: "Un logon ne Allaah ko chhord kar apne Ahbaar aur Ruhbaan ko apna #Rabb banaaliya.." [9:31] Iski aur vazaahat Adee Bin Haatim (رضي الله عنه) ki mash'hoor Hadees se hojati hai jis mein Rasoolullaah (ﷺ) Ne Farmaaya: *"Woh Log Unki Ibaadat Na Karte The Lekin Jab Woh Log Kisi Cheez Ko Halaal Keh Detey Tou Woh Log Usey Halaal Jaan Letey The, Aur Jab Woh Log Unke Liye Kisi Cheez Ko **#Haraam** Tehra Detey Tou Woh Log Usey Haraam Jaan Letey The." (Yahi unki ibaadat hai)* [Jaami At-Tirmidhī, Hadees (Hasan) : 3095] - *#VAZAAHAT: Is Tarah Woh Ahbaar Aur Ruhbaan kisi cheez ko Halaal Wa Haraam Tehrakar Allaah Ke Ikhtiyaar Mein Shareek Bangaye, Aur Is #Halaal Wa Haraam Ko Maanne Waale Mushrik Aur Un Ahbaar Wa Ruhbaan Ke "Ibaadat Guzaar" Qaraar Diye Gaye. Aur is Hadees se yeh bhi saabit hua ke sirf Allaah hi ka Haqq hai kisi cheez ko Haraam ya Halaal karna, insaano ka nahi agar koi shakhs aisa karta hai tou woh #Mushrik wa #Kafir hai. Aur yeh bhi maloom hua ke kisi insaan ke banaaye gaye Qawaneen ki pairvi wa itaa'at #ShirkAkbar hai. Shirk yeh bhi hota hai ke aap Allaah ki ibaadat ke bajaaye kisi aur ki ibaadat kar rahey hain Ya Allaah ki ibaadat ke saath saath doosron ki ibaadat bhi kar rahey hain. Misaal ke taur par, Agar koi shakhs yeh kehta hai ke, "Main Allaah ke bajaaye Parliament ke liye Namaaz padhne jaaraha hoon". Hum mein se kisi ko 2 lamhey ke liye bhi shubha nahi hoga ke aisa kehne waala Shakhs Mushrik hai. Ya woh yeh kahey ke, "Main mere 5 waqt ki Namaazein Allaah aur Parliament ke log, donon ke liye padhne jaaraha hoon". Bina kisi jhijhak ke hum usko Mushrik kahengey. KYUN ? Kyunke usne apni ibaadat me parliament ko shareek bana diya
@ashwindc8474
@ashwindc8474 5 жыл бұрын
Correct brother
@AkramKhan-po6wk
@AkramKhan-po6wk 2 жыл бұрын
Hame mulk ki nahi balki apne akhirat ki sochni chahiye
@nazimqazi4080
@nazimqazi4080 3 ай бұрын
Akram Bhai aapki baat sahi Hai Lakin Baqaul ulama Aur fazilatush Shekain k Bolnye Ka haq sirf inku Hai 😂
@javedaslamansari2582
@javedaslamansari2582 5 жыл бұрын
جزاک اللہ خیرا شیخ محترم
@javedaslamansari2582
@javedaslamansari2582 5 жыл бұрын
بارک اللہ فیک شیخ محترم
@nazimqazi4080
@nazimqazi4080 3 ай бұрын
Shek Ne Allama ibne qeem k qaul ki misal diye ??? Allah Taalaa baaz auqat Shirk o kufr par hukumat ku baaqi Rakhta Hai .. Lakin Zulm ki hukumat ku baqi Nahi ..Rakhta ??? Yani A Tu aisi Misaal Hui ulti mantiq Shirk muaaf Nahin Hai balke baaz auqat ... kisi k saath Sharek karna muaaf Hai ??? A Misal Bhi Ahlehadees maslak ki mukhalifat Hai Taqleed jaiz hui Lakin sirf Ahlehadees k Akabireen ki 😂
@nazimqazi4080
@nazimqazi4080 3 ай бұрын
Aazaadi se pahle Es mulk me musalman Hukumat Kartye Thye be shak Subhanallah lakin Kaunse Muslaman ???? Kya Yahan Par Salaf K Manhaj Ku bolnye ki Ijazat Nahin Hai ??? Kya salaf k manhaj ki daleel salaf k manhaj ka Reference Dene Ki Zarurat Nahin Hai ????
@nazimqazi4080
@nazimqazi4080 3 ай бұрын
Sajdah khaliq ku bhi iblees se yaraana bhi... hashar me bataa aqeedat kaa sila kis se maangega ... Es khateeb ki such Ka khulasa ??? Aur bayan bhi onwan k Hisab se primry class ka ..??? Stage bhi Adhora ??? Ummat ki Ulti ginti shiru hu chuki Hai illamashaallah...???
Heartwarming Unity at School Event #shorts
00:19
Fabiosa Stories
Рет қаралды 25 МЛН
Mulk Ke Halaat Aur Zarori Kaam By Abdul Mohsi Umri
40:37
Quran Aur Hadees Kurnool
Рет қаралды 2,3 М.
Jumu'ah Khutbah | Zulm Aur Zalim Ka Anjam by Shaykh Abdul Azeem Madani
34:52
Hindustan Aur Muslim Siyasat By Shaikh Wajid Hasan Madani
40:20
MasjideTawheed
Рет қаралды 832
Khush Haal Zindagi Ke 12 Usool | Shaik Abdul Gaffar Salafi @MasjideGounda
1:22:48
Fikr-e-Akhirath By:Shaikh Sanaullah Madani
34:21
abuhurairaes
Рет қаралды 83 М.