aayi sadaa e ghaib ibaadat ka waqt hai ay fatema ke laal telaawat ka waqt hai jannat me saf bandhi hai imaamat ka waqt hai bas bas hussain bas ye ibaadat ka waqt hai rakhli mayaan me shahe waala ne zulfeqaar Woh gauf bandhe aaye qamadar das hazaar Woh beshumar tego ke phal aur ek Hussain Woh sekdo payame ajal aur ek Hussain Dube huwe the khoon me geso Hussain ke Teron ne chaan daale the pehloo Hussain ke Naize kabhi naize ke pehlo pe kiya waar Qandhe pe chale saas zara rakibe talwar Na waqt beni kahil ka kaleja pe hiwa waar Bazoo me dar aya sabare khuliye khukhaar Tege ubhi huwi jo barabar se chal gayi Gash kha gaya kalam se nakae nikal gaye Kyu kar kaho ke ashke khuda khaaq par gira Khyrunnisa ka maha laka khaaq par gira Reti pe mustafa ke jigar ka lahoo gira Sayed ki gira Imam gira ke khoon gira Woh zulm wo raha tha ke duniya ulatti thi Jab zere teg gardane Shabbir katti thi Woh khuldah teg zaigamo Zehra pe chalti thi Matam kunah namaz thi aur khoon roti thi Jaari thi yeh sadae nabi ka nawasa hoon Amma pilao paani main pyaasa hu...2 Ya Hussain...x4