Dant kanti manjan se mera daantoh ka gingivitis, dard, muh me se gandi smell aur thanda garam lagne ki samasya khatam ho gai. din me do bar Manjan se 5 min malish aur usko 5 minute tak laga rehne diya aur 12 din me dard se 90% aram hai aur thanda garam lagna bilkul band ho gaya. Aisa lag raha hai daant naye ho gaye aur ab saaf bhi lag rahe hain kaafi peele pad gaye they. Thank you swamiji ❤🎉 log shayad manjan laga kar rakhte nahi ise 5-10 minute tak laga kar rakhna hoga tabhi iska faydahoga..
@KapilSharma-hz4id5 ай бұрын
bhai pahale malish karne hai uske bad 5 min tak lagake rakna hai , ya phir 5 min lagane ke bad 5 min malish larne hai.....
@HammSaaa5 ай бұрын
@@KapilSharma-hz4id jaise marzi karo bhai both are okay
@KapilSharma-hz4id5 ай бұрын
@@HammSaaa ye ememal ko kharab to nahi karta ....... doctor kahate hai.........
@HammSaaa5 ай бұрын
@@KapilSharma-hz4id doctor ka business kaise chalta hai aap ye sochein
@RajnishKumar-lw8vr2 жыл бұрын
एडवांस पेस्ट बेस्ट है
@RamSINGH-rj9jc2 жыл бұрын
Sensitive se teeth saf karte hai fir bhe teeth payriya thik nahi hua
@YouTubeVivek2 жыл бұрын
Inke sabhi toothpaste me wahi chemical hai jo dusri company k me hai. Check kr lena. Inka 15 saal pehle original toothpaste acha tha jo ab bnana band kr diya. Powder sabse acha h wo kro.
@unitedstateofamerica19702 жыл бұрын
@@KZbinVivek sahi baat ha yaar eski bas chale toh je ptanjali ka water bhi bhech ne lge 😂😂
@nikhilchandra3868 Жыл бұрын
@@KZbinVivek powder yani manjan??
@veenak98636 ай бұрын
Toothpastes are nice but all hv fluoride n have SLS which Babaji only say is cancerous then why patanjali has put SLS