Assalatu Assalamu Alaika Ya Syedi Ya RasulAllah SalalAllahhualaihwasalem wa Aalihhi wa Ahlulbaithe hi wa Ashabihi wa AuliaAllahhi ajmaeen wa jumla Ambia wa Mursaleen wa Shuhadah wa Saliheen wa Malaekal muqarabeen Aameen SubhanAllah Aameen Aameen Aameen be Rahmatika Ya ArhammerRahimeen Aameen Aameen Aameen
@rajutiwari-i6g3 ай бұрын
Alhamdulillah
@AtiqAnsari-ef4iz6 ай бұрын
Subhan allahaillah❤❤❤❤❤🎉🎉
@riyazarab4085Ай бұрын
Mashaallah
@zeeshansarfraz69513 ай бұрын
Jashan e Eid Milad un Nabi Mubarak to whole Muslim Ummah = Ya Allah accord blessing of this Holy Jasahn on whole Muslim Ummah including myself and mine family members/nearby relatives. Ameen
@HanifKhan-qx1go Жыл бұрын
Subhan Ra Rayaj Yunus marhaba ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️🌷🌷🌷🌷🥀🥀🥀🥀🥀🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹
@LalMohammad-vf4pd11 ай бұрын
Very nice masha Allah
@MAJID.QADRI786 Жыл бұрын
❤❤❤❤❤माशाअल्लाह
@Dammadar786 Жыл бұрын
Mashallah
@ArifHussain-bl2cc2 ай бұрын
SbhanAllah
@KamarAli-qh3if Жыл бұрын
Haq moin ya moin 🤲
@mdsamimansari5536 Жыл бұрын
Masaallah
@AnisuSlmaniSlmani Жыл бұрын
Subhanallah
@HimanshuGupta-el9bo Жыл бұрын
im Hindu but i love Qawwali sufi kalam i become into Muslim ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Subhan Allah Sadqa aur tufail hai Rasool allha ka Alhumdulillah.
@Syedamer-zp6gg Жыл бұрын
Mashallah voice
@Mastansabkhairdi8 ай бұрын
Mashallah Allah in ko jannat main alla darjay ath farmaye ameen
@TanveerHussain-g2h11 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@SirajAnsariSirajansari-b5w7 ай бұрын
Sabri.brother ko saillut......
@AhmeddinDin-h5k7 күн бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@MHC4936 Жыл бұрын
SUBHANALLAH
@shahenshahkhan2172 Жыл бұрын
besak
@ustad-ruhani Жыл бұрын
subhanallah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉
@FareedaBegum-f5x11 ай бұрын
Mashaallah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@DrHalim-es2ql Жыл бұрын
Subhanallh
@yakubali9948 Жыл бұрын
La ila
@MUSTAK-tk8qr Жыл бұрын
MASHA ALLAH
@mohdhassan959511 ай бұрын
❤
@IRSHADKHAN-tk1ec Жыл бұрын
🤲🤲👌🤲👌🤲👌
@khateebans96323 ай бұрын
aameen
@abutaherabulfazal7210Ай бұрын
⚘⚘⚘⚘⚘⚘⚘⚘⚘
@VeerGour-l7z10 ай бұрын
😊
@abdulsamadparyani112 Жыл бұрын
😮
@AmeenMasuladar6 ай бұрын
3:44 3:48
@digitraxdude48543 ай бұрын
Aaa… Mohammad ﷺ se pehle tha Aalam nirala Lagaaya tha shaitaañ ne Zulmat ka taala Kahiñ Teer o Nashtar, kahiñ Tegh o Bhala Dushambe ka Din tha Sahar ka ujaala To Makke meñ paida hua Kamli wala Hañsat Mohammad ﷺ aabat hai Mora hañsteyi gharwa bas jayi Dagar-Dagar kutwa chamke Añgnayya meñ Noor barasjayi Hoor-o-Malayak jhum uthe Haq ne jaari Farmaan kiya Registan e Arab ko jisne Rashke Baharistaan kiya Bole Farishte tune Maula Kaisa ye Samaan kiya Ke Poora Toone aaj hamari Roohoñ ka Saamaan kiya Jashn Manayo Kudrat ne Har mushkil ko aasaan kiya Arsh ne ye Khush Khabri bheji Zameeñ ne ye Elaan kiya Ke Abdulla ke Ghar se Jahaañ me Noor bikharne waala hai … Abdulla ke ghar se jahaañ me Noor bikharne waala hai Dai Halima ghod mein teri chaand utarne waala hai … Taqdeer Halima ki jaagi Rahmat ke baadal chhaate haiñ Jag! Jagmag-Jagmag howat hai tashreef Mohammad ﷺ laate haiñ … Abdulla ke ghar se jahaañ me Noor bikharne waala hai Dai Halima ghod mein teri chaand utarne waala hai … ( Samaat Farmayeñ: Jab ye khabar suni Ke duniyañ meñ, Aaqa e naam daar Huzur e Akram Pur-noor Sallallaho Alaihi wasallam, duniyañ meñ tashreef laa rahe hain, Malaayak, Jinn o Insaañ, Zameen o Aasmaan, Chaañd-Sitaare, kahkashaañ. Ye tamaam k tamaam, kis tarah khushiyañ mana rahe the, Samaat farmaayeñ) Khush Hue Jinn o basher Sun ke ye nek khabar bahre taazim o adab Jhuk gaye Shams-o-Kamar Hoor o Ghilamaan sabhi Huye qurban sabhi Arsh se Farsh talak Roushni aur Chamak Baam armaañ ke saje Rooh ke saaz baje Jhoom uthi Arshe bareeñ Gun-guna uthi Zameeñ Lah-laha uthe Chaman Hañs pade Koh o Daman Naach uthi baade Saba Ho gayi mast Faza Ban gayi Reg e Arab Chashma e Jalwa e Rab Aur Khajooroñ ki qataar Khema e fasl e Bahaar Reit Gauhar ki tarha Seem aur Zar ki tarah Jaan mausam me padi Kya suhaani hai ghadi Chaand ne hañs ke kaha Bahre tazeem jhuka Sun le maula yeh Dua Kar de rah uski panah Uske Kadamon mein bichha Jispe tu khud hai fida … Kehkashañ bol uthi Maula Arman hai yahi Uski mein Raah banooñ Uski Thokar mein rahooñ Mere upar wo chale Aayeñ Din mere bhale Zindagi phoole phale Uski Na’lain tale …. (Raat! Raat kya kahti hai!) Raat kehti hai Khuda Uski Zulfoñ meñ basa Chaañdni ko hai lagan Choom looñ uska Badan Uski Chaadar maiñ banooñ Uska Bistaar maiñ banooñ (Kyuñ ke) Phool ko uski Talab Shakh ko uska Adab Bahre Kulzum ko khushi Bazme Anjum ko khushi Mauj e Darya ko khushi Regh e Sehra ko khushi Aab o Dil, Sheesha o Sang Nik’hat o Khushbu o Rang Maahi o Mor o Parind Murgh o Taaoos o Charind Ye, Sab Talabgaar hue Uske Beemaar hue… Uski Ummeed liye Hasrat e Deed liye Sab haiñ be-taab yahañ Sab haiñ be-khwaab yahañ Sab ki Aankhoñ meñ wohi Sab ki Roohoñ meñ wohi Wohi Mehboob e Khuda Jis pe har Shai hai fida Wo hi Sardaar e Jahaañ Sarwar e Kaun o Makaañ Aamina Ghod teri Haq ne Jalwoñ se bhari Ae Halima tu machal Naaz kar, jhum ke chal Wo nabi pyaara nabi Muntazir jiske sabhi Aane waala hai wohi … To, Jhoom ri Duniyañ Tera Muqaddar Aaj Sañwarne waala hai Dai Halima Ghod meñ Teri Chand utarne wala ha hai.. Aayega wo Mehboob-e-Khuda Wo Humdam Daawar aayega Duniya jis par Naaz karegi aisa Payambar aayega … Ae pyaasi Makhlook na ghabra Tujh tak Saaghar aayega Leke Mai e Kausar ka pyaala Saaqi e Kausar aayega Zulmat par Yalghaar ki khatir Maah e Munawwar aayega Kaañdhe par Kamali dale Kaunain ka Sarwar aayega…. Zulmat par Yalghaar ki khatir Maah e Munawwar aayega Kaañdhe par Kamali dale Allah ka Dilbar aayega…. Aamina Teri Qismat par Har Maañ ka Muqaddar Rashk kare Kyuñ ke.. Tere ghar ke Joole meñ Kaunain ka Sarwar aayega… Baar e Gunah se bojhal insaañ Hashr ke Din ki fikr na kar Teri Shafa’at hogi Yaqeenan Shafaye Mahshar aayega… Barah Rabi ul Awwal ka Din Sub’ho ke thande saaye Aur, Shor hua Aafaq meiñ Har su Lo wo Mohammad ﷺ aaye …. Aayega wo Shaha jo sabki Jholi bharne waala hai Dai Haleema Ghod me Teri Chand utarne wala hai