Darjeeling Travel Vlog | Darjeeling Tourist Places | Zoo Museum & Tea Garden Darjeeling Tour

  Рет қаралды 404

Rami Verma

Rami Verma

Күн бұрын

Darjeeling West Bengal Tour | Darjeeling Zoo Park, Museum & Tea Garden Vlog | Rami Verma
Darjeeling One Day Tour Details:
Mera Darjeeling ka tour kaafi interesting raha! Gangtok Sikkim ka visit karne ke baad, main seedha Darjeeling aa gaya kyunki meri aaj raat ki train ticket book thi. Mera pa aabi ek din tha, so maine socha kyun na Darjeeling ghuma jaaye. Main raat takriban 10 baje Darjeeling pahuncha. Raat ko Darjeeling mein room book karna kaafi mushkil ho gaya, kyunki season chal raha tha aur hotel rooms nahi mil rahe the. Maine online booking ki thi, lekin hotel wale ne booking cancel kar diya yeh kehkar ki hotel mein kaam chal raha hai. Bahut jagah room dekha, lekin kahi bhi room nahi mil raha tha, sab full the. Aakhri mein muskil se ek room mila.
Subah hone par, maine room se check out kiya aur Darjeeling ghurne nikal gaya. Sabse pehle maine Darjeeling ka Himalayan Zoological Park dekha, jahan maine Himalayan wildlife jaise black bears, Bengal tigers aur snow leopards dekhe. Uske baad, museum gaya, jahan local culture aur history ke interesting artifacts the, jo yahan ki rich heritage ko dikhate hain.
Phir maine ropeway ka maza liya, jisse bahut khoobsurat nazare dikhai diye. Uske baad maine Darjeeling ka famous tea garden dekha, jo is tour ka highlight raha. Charo taraf hariyali he hariyali aur chai ki khushboo se bhara hua yeh garden ek shanti bhari jagah thi. Yahan se Kanchenjunga ka stunning view dekhne ko milta hai. Mausam bhi kaafi interesting tha - kabhi dhoop thi, kabhi fog, aur kabhi baarish. Darjeeling ka mausam 10-15 minute mein change hota rahata hai. Jo aapne rang me kuch alage khubsurat dikhta hai
Tea garden ghoomne ke baad, maine thoda Tenzing Rock Garden dekha aur ropeway bhi dekha. Phir maine Darjeeling ki local market dekhi, thoda bahut ghooma, aur local food ka enjoy kiya. Darjeeling ka khana khane ke baad, main apni manzil ki taraf nikal gaya, jo thi NJP Railway Station. Darjeeling se seedha NJP ka liya taxi nahi chalti, isliye maine shared taxi pakdi Siliguri ke liye, jiska kiraya takriban 250 INR per person tha. Mujhe jaldi pohonchna tha, kyunki agar main late ho gaya toh train miss ho jayegi. Isliye ghoomne ke bajaye, main seedha station chala gaya. Siliguri se NJP jaana tha, toh ek auto ya private cab mil gaya, jiska kiraya takriban 30-50 INR ke aas paas hota hai.
Iss vlog mein maine ek din mein jitna ho sake Darjeeling ghooma. Kabhi aur fursat mein Darjeeling aakar poora explore karunga, lekin ab mujhe jaana padega kyunki meri aaj raat ki train ticket book hai. Agli baar 5-6 din Darjeeling mein rukunga aur poora Darjeeling cover karunga. Toh chaliye dosto, milte hain jaldi hi ek majedar aur sundar vlog ke saath. Pyaar banaye rakhana. Thank you guys, milte hain next vlog mein! Don't forget to like, share and subscribe for more vlogs!
Stay Connected:
-Instagram: / ramiverma_
-Facebook: / iramiverma
#Darjeeling #TravelVlog #TeaGarden #DarjeelingZoo #LocalFood #IncredibleIndia #TravelDiaries #Adventure #NatureLovers #Explore #HimalayanAdventure #darjeeling_tour #darjeelingdiaries
-------
Thanks for Watching

Пікірлер: 8
Part:- 2 Darjeeling Zoo || Darjeeling Nightingale Park || Darjeeling Mall Market || Darjeeling Town
19:41
Mondeep vlog's (Gaon ka simple Chora)🥰
Рет қаралды 101
Ozoda - Lada ( Official Music Video 2024 )
06:07
Ozoda
Рет қаралды 26 МЛН
小路飞嫁祸姐姐搞破坏 #路飞#海贼王
00:45
路飞与唐舞桐
Рет қаралды 28 МЛН
Когда отец одевает ребёнка @JaySharon
00:16
История одного вокалиста
Рет қаралды 12 МЛН
Watching ROYAL Bengal Tiger Up Close in Himalayan Zoo
17:52
Say Yes To The Road
Рет қаралды 251
How A Poor Boy Built Oberoi Hotels
17:18
Shivanshu Agrawal
Рет қаралды 3,1 МЛН
Nepal: on the Brink | Deadliest Journeys
49:09
Best Documentary
Рет қаралды 1,7 МЛН