Darood Sharif | Darood Sharif Ki Fazilat | Darood e Ibrahimi Kyun Parhain? | Video # 126

  Рет қаралды 3,335

Salawat Darood by Sadia Fayyaz

Salawat Darood by Sadia Fayyaz

Күн бұрын

#DaroodSharif #DaroodSharifKiFazilat #daroodPak #daroodibrahimi
Video # 126 by Sadia Fayyaz Hashmi
*To receive Darood Shareef PDF Book / to inspire others, you can send your real-life stories, dreams & questions related to Darood Pak via:
* To view other videos, visit our website: sufismandspirit...
*email: sadiacanada1@gmail.com or SMS, Whatsapp / Viber / IMO at + 1 4164 333 800
* Share this video with others as Sadaqah Jariah.
Aj ki iss video me mein baat karoon gi Darood Sharif or Darood Sharif Ki Fazilat or Darood e Ibrahimi Kyun Parhain?. Darood Pak say bohut logon ki zindagi badli / How Darood e Pak changed life ? Subhan Allah. Please watch my complete video to know. Thank you. Madina pak ki muhabbat nay logo ko bohut muqam atta kiya he. Real Life Incidents me kai esay waqiat hen kay jin logoon nay bhi darrod parha nabi Muhammad pbuh ki muhabbat me humesha kamyab huey hen. Beshak! Sirf darood pak kay zariye hi kamyabi mumkin he. Allah pak ney apne piyary Nabi Hazrat Muhammad e Mustafa ﷺ ko dono jahan kay lye rehmat bana kar bheja hai Jiska zikar Quran e Pak mein bhi mojoud hai. Aur Aap ﷺ ko aesy maqam par sarfaraz farmaya jaisa maqam kisi ko na atta kiya. Hata keh Allah pak ney darood sharif ki fazilat mein yahan tak farma diya keh Allah aur oskay farishtay Nabi e pak ﷺ par durood bhejtay hen ay iman walo tum bhi bhejo. Chunacheh Allah pak ne irshad farmaya: اِنَّ اللہَ وَمَلٰٓئِکَتَہٗ یُصَلُّوۡنَ عَلَی النَّبِیِّ ؕ یٰۤاَیُّہَا الَّذِیۡنَ اٰمَنُوۡا صَلُّوۡا عَلَیۡہِ وَ سَلِّمُوۡا تَسْلِیۡمًا ﴿۵۶﴾ Zindagi bhar mein aik martaba darood pak parhna farz hai. Aur kisi mehfil mein pehli martaba zikar honay par parhna wajib. Aur bar bar zikar honay par darood pak parhna mustahab hai. Darood ki Fazilat , Nabiyo ke Sultaan, Rahmate Aalmiyaan, Sarkaare Do Jahan Sallallahu Alayhi Wa sallam ka Farmaane barkat nishaan hai, “Jishne mujh par roze Jummah do sou (200) baar Darood Pak padha us ke do sou (200) saal ke gunah maaf honge. [Kanzul Ummal, Jild 1, Safaa:256, Hadis: 2238] Jumerat ko Durood Sharif Padhna padhna ; Tajdaare Harmain, Sarware Konain Hazrat Muhammad Sallallahu Alayhi Wasallam ka Farmane Rahmat Nishan Hai: " Jab Jum'erat ka Din Aata hai Allah T'ala Farishto ko Bhejta hai Jin ke Pas Chandi ke Kagaz aur Sone ke Qalam hote hai Woh Likhte Hai, Kaun Youme Jum'erat Aur Shabe Jumah Mujh Par Kashrat se Durud e Pak Padhta Hai.[Kanzul Ummal, J-1, S-250, #2174] People who has respect for Madinah Pak in their heart never fails in life. Aj ki iss video me mein baat karoon gi Darood Sharif or Darood Sharif Ki Fazilat or Darood e Ibrahimi Kyun Parhain?. How Darood e Pak changed life ? Subhan Allah. Please watch my complete video to know. Thank you.. Mostly Real Life Incidents of people are discussed in my videos that how people are Saved From Accident only by reciting darood pak and they Saw Prophet PBUH and how their life changed. So this great gift is only by reading darood pak. I have discussed a book of darood pak. This Darood sharif book tells us darood sharif ki fazilat and much more. I will tell you all about different real life incidents of people regarding the darood sharif ki fazilat . How people's life got changed after reading darood pak and how they received rewards from Allah after reciting darood pak lot. Darood pak changed life of people in different good ways. Darood is a Persian word It means to praise and Honour the Holy Prophet Mohammad Sallallahu Alaihi Wasallam with great love and compassion. There are many kind of Darood Sharif in Islam. One of the famous Darood Sharif Muslims recite in their prayers is known with the name of Darood e Ibrahime. In Darood Ibrahime we pay good wishes and Salaam to our beloved Prophet Hazrat Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam and his companions. It has great importance for the Muslims, as it is the part of the five prayers of Muslims. One of the benefits of Reciting Darood Sharif on Friday 200 times will erase 200 sins and gain you 200 rewards. One of the benefits of Reciting Durood Sharif is to forgive 10 Sins, Gain 10 good deeds and 10 position are upgraded. Aj ki iss video me mein baat karoon gi Darood Sharif or Darood Sharif Ki Fazilat or Darood e Ibrahimi Kyun Parhain?. How Darood e Pak changed life ? Subhan Allah. Please watch my complete video to know. Thank you. Those who recite Durood in maximum number will be nearest and dearest to the Holy Prophet (PBUH) on the Day of Judgment. Reciting Durood Sharif eradicates poverty and hunger. Reciting excessive Durood Sharif brings purity. The person who recited Darood Shareef Angels of Allah shower 70 blessings on him. Recitation of the Durood Sharif gives you inner peace and how it Saved From Accident many people. You can Saw Prophet PBUH only by reciting darood sharif. Darood Pak no doubt can change your life in all the good ways; cure illness, solve all money issues, fulfill your wishes, to get house, marriage problems, relation problems, etc.

Пікірлер: 53
@taranarehmany4461
@taranarehmany4461 2 жыл бұрын
Assalamualaikum Ma'am Mai bhi bas doorood e Ibrahim hi padhti hu ..meri bhi zubaan pe koi aur doors nhi chadh pata hai......mujhe doorood e Ibrahim se hi sukoon milta hai
@user-pj8fh9ij8n
@user-pj8fh9ij8n Жыл бұрын
Ma daily 1000 bar drood e ibraheemi phadta hun or jo mohjzaat menay apni ankhon say daikhey ma baiyaan ni kr sakta focuss ker k phadhey or phir kmaal daikhain❤❤❤
@drjahangirraza5064
@drjahangirraza5064 8 ай бұрын
Jee kyaa mojzaat dekhay aap nay plzzz detail main bataiin
@allahlovesyou7436
@allahlovesyou7436 2 жыл бұрын
صلی اللّٰہ علی حبیبہ سیدنا محمد و آلہ و اصحابہ و بارک وسلم 💞💖💞 سبحان اللہ
@zindgikhushi5437
@zindgikhushi5437 Жыл бұрын
صلی اللّٰہ علیہ وآلہ واصحابہ وبارک وسلم
@farihaanum4059
@farihaanum4059 3 жыл бұрын
Main bhi darood e ibrahimi parhti houn.main 25 minutes main just 100 bar parh pati houn.so daily 6 to 7 hours lagte hain mujhe 1000 times parhte Howe....
@rubynaaz273
@rubynaaz273 2 жыл бұрын
Mere liye bhi dua krna
@everwelwisher
@everwelwisher 3 жыл бұрын
Assalam o Alaikum Baji .. JAzak Allah buhat achi tarah say aap nay samjhaya Yeh sawal buhat baar poocha giya. Aur Hamaray Aik Ustaad e Mohtaram nay yeh Jawab Diya. 1. Jab Hum Kisi Majlis Main Jatay Hain to Majlid ya Mahfil main aatay Huwey aur Rukhsat Laitay Huwey Salam Kartay Hain Na K jitna dair us jag bathay to Salam Kartay rahain. Bilkul usi tarah JAb Hum Daood e Pak aap (S) par Bhaijnay ka Ahtamaam Kartay hain to Darood e pak start karnay say pahlay Hazoor(s) ko Salam Paish Karain Aur phir koi sa bhi darood parhian ( Darood e ibrahim afzal aur masnoon hay). aur jab aap apna darood ka nisaab poora Kar lain to phir Hazoor (s) ko salam paish karain . 2. Darood e Ibrahim parhna kyoon Afzal hay - Is liye k Darood e ibrahimi main Hazoor (s), Aal e Rasool(s), Hazrat IBrahim (A.S) un ki Aal ka zikar hay. to Jab hum Darood e Ibrahimi parhtay hian to Un sab Ahbab ki taraf say bhi Nazar e Karam aur Faiz ka Silsila Milta Rahta hay .. Alhamdolillah. 3. Darood e Ibrahim aik Minute main 8 say 10 Times parha ja sakta hay. to is lihaz ay taqreeban Sawa Ghantay main 1000 Times paha ja sakta hay. Darood e Ibraim ka 1000 Times daily parhna kisi aur darood k Hazaroon baat parhnay say buhat afzal Hay. 4. Darood ki Quality pay focus karain k ko say darood say Rohani Manzilain jaldi Tah Hon gi .. Aur Ziyadah Faiz Milay ga. Lakin koi sa bhi darood aap parhain HAzoor(s) ka faiza, nazar e karam hasil hoti hay. Kisi ko Jaldi , kisi o Thora dair say. کسی کو گھر سے نکلتے ہی مل گئی منزل کوئی ہماری طرح عمر بھر سفر میں رہا Assalam o Alaikum JAzak Allah Khair
@nadrairshad510
@nadrairshad510 3 жыл бұрын
MashaAllah ZajakAllah Aap ne bahut achcha samjhaya
@Temur1919
@Temur1919 3 жыл бұрын
Zabardast bhie. Bilkul sehi baat ki aap ney. Ma 5000 bar daily Darood e Khizri perhta Hoon. Lekin Dil mei sukoon nhi hai. Jesey kuch chor raha hon ma (dandi maarna kehtay jisay hum Punjabi mei). In Sha Allah, ma dono hee start ker deta Hoon ab ✨✨🙏🙏
@Temur1919
@Temur1919 3 жыл бұрын
@@ashrafkhanrazvi6325 sukoon icc sense mei keh mjhe 5000 Thora lgta hai. Nahi tou Jo Zindagi mei tabdeeli ayi hai meri, woh byaan karnay sey bahir hai :)
@afraztanveer7629
@afraztanveer7629 2 жыл бұрын
@tahir abbas
@afraztanveer7629
@afraztanveer7629 2 жыл бұрын
@tahir Abbas Bhai ap s kesa contact ho skta ha?
@muslim01478
@muslim01478 Жыл бұрын
Allahu Akbar❤Alhamdulillah❤Sallallahu Ala Muhammad❤Sallallahu Alaihi Wa Aalihi Wasallam❤Allahumma Salli Ala Muhammadin Kama Tuhibbu Wa Tarda Lahu❤
@tsasad9790
@tsasad9790 8 ай бұрын
Meray zehan main jo jo swal uthtay thay Allah nay aj Apkay lecture main sub Kay jawab day diy. JazakAllah khaeran kaseera
@Syedagilani709
@Syedagilani709 7 ай бұрын
O Allah send blessings on Muhammad o aaal e Muhammad salla o Ali hi wa aalihi wasalim
@karimjon8527
@karimjon8527 Жыл бұрын
صلي الله عليه واله وسلم ❤️❤️
@ceyda_qurbat7987
@ceyda_qurbat7987 Жыл бұрын
Mashallah appi...thanks for motivating us
@zubaidajameel6010
@zubaidajameel6010 2 жыл бұрын
بِسْمِ اللّٰهِِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْم اللَّهُمَّ صَلِِّ عَلٰى مُحَمَّدٍ وَّعَلٰى آلِ مُحَمَّدٍكَمَا صَلَّيْتَ عَلٰى إِبْرَاهِيمَ وَعَلٰى آلِ إِبْرَاهِيمَ إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلٰى مُحَمَّدٍ وَّعَلٰى آلِ مُحَمَّدٍكَمَا بَارَكْتَ عَلٰى إِبْرَاهِيمَ وَعَلٰى آلِ إِبْرَاهِيمَ.إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيد.
@szac777
@szac777 Жыл бұрын
💐💐💐 SUBHAN ALLAH 💐💐💐 💝NASEEB BADALNE WALA WAZIFA HER BADI SE BADI PARESHAANI KO DAFA KARNE KA TARIKA, ( INSHA ALLAH ) 💝 DAROOD SHAREEF KI QASRAT ⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩ ( 🌹DUROOD E NOOR 🌹 PADHNE KA TARIKA )⏩⏩⏩ BISMILLAHI REHMANIR RAHEEM LAILAHA ILLALLAHU MOHAMMADUR RASULULLAH ALLAHUMMA SALLI ALA SAYYIDINA MUHAMMADIN NOORIL ANWAAR WA SIRIL ASRAARI WA SAYYIDIL ABRAAR.💐💐💐🌹💐💐💐..
@fiyachaudhary4268
@fiyachaudhary4268 3 жыл бұрын
Waalikumsalam wa rehmatullahi wa barakatuhu
@duroodatrueguidance6438
@duroodatrueguidance6438 2 жыл бұрын
محمد صلی اللہ علیہ وسلم 🌹🌹🌹🌹🌹 محمد صلی اللہ علیہ وسلم 🌹🌹🌹🌹🌹 محمد صلی اللہ علیہ وسلم
@user-zo5wg4pg9i
@user-zo5wg4pg9i 3 жыл бұрын
سلام اتحیات کے بعد الفاظ ہیں 1000 مرتبہ وہ پڑھ لیا کریں
@fiyachaudhary4268
@fiyachaudhary4268 3 жыл бұрын
MashaAllah ♥️ bht. Acha explain Kia aap ne. JazakAllah for this beautiful video
@bilalsyed1431
@bilalsyed1431 3 жыл бұрын
ماشاءالللہ ماشاءالللہ۔ بہت خوشی ہوئ یہ ویڈیو دیکھ کے۔
@Temur1919
@Temur1919 3 жыл бұрын
Thank you so very much. For answering in such a detailed manner. JazakAllah Khairan kaseeran for your kindness in clearing my questions. Stay blessed and may Allah increase your ranks and accept you in His "passendee'daa insaan" Ameen 🙏🙏✨✨
@ZikreMustafaSAW
@ZikreMustafaSAW 3 жыл бұрын
MashAllah
@hasinamujawar4398
@hasinamujawar4398 3 жыл бұрын
M bhi darood ibrahim padhti hu
@sayyadsofiya2633
@sayyadsofiya2633 2 жыл бұрын
MashaALLAH MashaALLAH bahot Mubarak ho aapko aaapi 🌷🌷🌷🌷🌷
@sanafadnis1203
@sanafadnis1203 2 жыл бұрын
MashaAllah MashaAllah MashaAllah Allah tala aap kkisi neki k sadqe hume b kasrat se darood pak padhne wala banaye
@amaanamaan6953
@amaanamaan6953 3 жыл бұрын
MashaAllah
@mehrizkhatib8800
@mehrizkhatib8800 3 жыл бұрын
Beautiful experience
@nasimpatel4083
@nasimpatel4083 3 жыл бұрын
Bohot Mubarak aapko sis💚🌹
@sayyadsofiya2633
@sayyadsofiya2633 2 жыл бұрын
SUBHANALLAH SUBHANALLAH MashaALLAH 🌷🌷🌷
@durood9298
@durood9298 3 жыл бұрын
MashaAllah SubhanAllah 🌹🌹
@tabassumsk6350
@tabassumsk6350 10 ай бұрын
Assalam walaikum Dua ki darkhas Muqtar kausar saba azhar Tabassum mateen raza
@abubashar1c413
@abubashar1c413 3 жыл бұрын
Assalamualekum bazi
@UMAR41289
@UMAR41289 4 ай бұрын
Aapi
@Syedagilani709
@Syedagilani709 2 жыл бұрын
Aslamualikum
@hasinamujawar4398
@hasinamujawar4398 3 жыл бұрын
Aj darood sharif ka video bhejo
@abubashar1c413
@abubashar1c413 3 жыл бұрын
Hum bhi nazre karam ki book lena chahti hoon kasie loon
@SalawatDaroodbysadiafayyaz
@SalawatDaroodbysadiafayyaz 3 жыл бұрын
Walikum asalam ap mughey apna whatsapp number bhaijain, apko mil jaye ge book
@uzairshahvlogs1
@uzairshahvlogs1 3 жыл бұрын
Aj kal to dhara dhar...
@SalawatDaroodbysadiafayyaz
@SalawatDaroodbysadiafayyaz 3 жыл бұрын
Kuch purani videos dobara upload ki hain, is leye
@uzairshahvlogs1
@uzairshahvlogs1 3 жыл бұрын
@@SalawatDaroodbysadiafayyaz han ji Mene suni thi to mujhy b yehi lga tha k purani stories kyun bta rahin baji
@uzairshahvlogs1
@uzairshahvlogs1 3 жыл бұрын
Baji ap ne nmbr btaya mene wese e save kia But wahan to invite ka option aaraha but chat ka nahi. Or invite k liye msg ja nai raha abroad nmbr ki wajah se Ab kya krun
@SalawatDaroodbysadiafayyaz
@SalawatDaroodbysadiafayyaz 3 жыл бұрын
Main ne apna face hata dia hai in videos main se
@uzairshahvlogs1
@uzairshahvlogs1 3 жыл бұрын
@@SalawatDaroodbysadiafayyaz oh good step btw.
@zaakirabinawaazuddin5012
@zaakirabinawaazuddin5012 11 ай бұрын
Asslam alaikum baji...Whatsapp pr voice msg ki bajaye msg ki to chal sakta hai baji...plzz rply
@SalawatDaroodbysadiafayyaz
@SalawatDaroodbysadiafayyaz 11 ай бұрын
Walikum Asalam, whatsapp ka number close hogaya hai, ap FB messenger per voice note bhej dain
Пришёл к другу на ночёвку 😂
01:00
Cadrol&Fatich
Рет қаралды 6 МЛН
Electric Flying Bird with Hanging Wire Automatic for Ceiling Parrot
00:15
Khawabon Say Jawab Darood Kya Hai? Kyon? Kub? Kaisay? Kahan? Kitna? Purhain? 601 #daroodsharif
23:24
Пришёл к другу на ночёвку 😂
01:00
Cadrol&Fatich
Рет қаралды 6 МЛН