Darul Iftaa - Bidat ki Haqeeqat (Bidat kya hai ?)

  Рет қаралды 4,264

Madani Channel

Madani Channel

Күн бұрын

Mufti e DawateIslami shared very good information about Bidat ki Haqeeqat in a famous program of Madani Channel named; Darul Ifta Ahle Sunnat.
Click the following Link for see more Islamic Videos:
/ madanichannel
All the Viewers are requested to kindly connect to DawateIslami - The World
Islamic Organization of Quran & Sunnah: connect.dawatei...
Kindly share this Video to as many people as you can and post your comments about this Video. It will be sadqa e jaria for us.
www.dawateislam...

Пікірлер: 27
@johnsonboss7922
@johnsonboss7922 Жыл бұрын
Great Information 👍
@iwantpeace4196
@iwantpeace4196 4 жыл бұрын
DEEN ME SABSE ACHA TARIKA RASOOLALLAH ﷺ AUR SAHABA KA TARIKA HAI AUR DEEN ME NAYA KAAM EJAAT KARNA BIDAT HAI AUR HAR BIDAT GUMRAHI HAI AUR HAR GUMRAHI JAHANNAM ME LE JANE WALI HAI JAME TIRMAZI hadees no 2641 : rasoolallah ﷺ ne farmaya : meri ummat keh saat hoobahu wahi surate haal pesh ayegi jo bani israil k saat pesh aachuki hai , (yani momasalat me dono barabar honga) yaha tak k in me se kisi ne agar apni maa keh saat yelaniya zina kiya hoga toh meri ummat me b aisa shaks hoga jo is fahle shanih ka murtakib hoga bani israil 72 firke me batgaye aur meri ummat 73 firke me batjayegi , aur 1 firke ko chod kar baki sabi jahannam me jayenge , sabne arz kiya : allah keh rasool ! ye konsi jamat hogi ? aap ﷺ ne farmaya : ye wo log honge jo meri aur mere sahab keh naqshe kadam par honge “ (a hadees se malum hota hai k rasoolallah ﷺ aur sahaba k naqshe kadam par chalne wale hi jannat me jayenge ,aur kisi dusro k naqshe kadam par chalne wale nahi jayenge) SAHI BUKHARI haees no 4460 : maine Abdulla bin abi ufa raziallah anhu se pucha , kiya rasoolallah ﷺ ne kisi ko wasi banaya tah , unone kaha k nahi maine pucha k logo par wasiyat karna kaisa farz hai ya wasiyat karne ka kaisa hukum hai ? unone bataya k aap ﷺ ne kitab allah k mutabik amal karte rahne ki wasiyat ki tih SAHI BUKHARI haees no 774 : nabi karim ﷺ ko jis namaz me buland awaz se quran majid padne ka hukum huwa ta , aap ﷺ ne inme buland awaz se pada aur jinme ahista se padne ka hukum huwa ta unme aap ﷺ ne ahista se pada aur tera rab bulne wala nahi aur rasoolallah ﷺ ki zindagi tumare liye behtarin namuna hai SAHI BUKHARI haees no 7277 : sabse acchi baat kitab allah hai aur sabse acha tarikh muhammad ﷺ ka tarikh hai aur sabse buri nayi baat (bidat) paida karna hai (deen me) aur bilashuba jiska ka tumse waada kiya jata hai wo akar rahi gi aur tum parwardiga se pach kar kahi nahi ja sakta MISHKAT UL MASABEEH hadees no 186 : rasoolallah ﷺ ne farmaya my tumeh do chise chodkar jaraha hu bas jab tak tum in dono par amal karte rahoge to kabi gumrah nahi honge , allah ki kitab aur iski rasool ki sunnat SUNNAN IBNE MAJA hadees no 11 ham nabi karim ﷺ k pas teh aap ne ek lakir kinche aur do lakir iske daye janib aur bhaye janib kinche fir apne haat bich wali lakir par rakha aur farmaya a allah ka rasta hai fir is ayath tilawat kiya sureh anaam 153 yahi mera sida rasta hai fir tum isi par chalo aur dusre raste par na chalo warna tumeh allah tala k raste se bhatka denge SURAH AL ANAAM no 6 ayat no 153 aur ( aey payghumber ! inn/unn say ) yeh bhi kaho kay : yeh mera seedha seedha raasta hai , lehaza iss/uss kay peechay chalo , aur doosray raaston kay peechay naa pado , warna woh tumhen Allah kay raastay say alag kardega . logo ! yeh baaten hain jinn ki Allah ney takeed ki hai takeh tum muttaqi bano . SURAH AL AHZAAB no 33 ayat no 21 haqeeqat yeh hai key tumharay liye Rasool Allah ki zaat mein aik behtareen namoona hai , her iss/uss shaks kay liye jo Allah sey aur yoam aakhirat sey umeed rakhta ho , aur kasrat sey Allah ka zikar karta ho . SURAH AL ARAAF no 7 ayat no 3 ( logo ! ) jo kitab tum par tumharay parwardigar ki taraf say utaari qayi hai , iss/uss kay peechay chalo , aur apney parwardigar ko chorr kar doosrey ( mann gharrat ) sarpraston key peechay naa chalo . ( magar ) tum log naseehat kam hi mantey ho . SURAH MUHAMMA no 47 ayat no 33 aey emaan walo ! Allah ki itaat karo , aur Rasool ki itaat karo , aur apney amal ko barbad naa karo . SAHI MUSLIM hadees no 2005 : rasoolallah ﷺ jab ghutba deteh toh , aap keh ankhe surq ho jateh awaz buland ho jatih aur jalal kih kaifiyath taariy ho jatih hattah keh aisa lagtah jaise aap kisi lashkar se darrahe hai farmarahe hai , keh wo (lashkar) suba ya sham (tak) tumhe aalega aur farmateh my aur qayamath istarah bezeh gaye hai aur aap apni angusht shahadad aur darmiyani ungli ko mila kar dikha teh aur farmate (hamdo salah) k baad bila shuba behtarin hadees (kalam) allah ki kitab hai aur zindagi ka behtarin tarikha muhammad ﷺ ka tarikha zindagi hai, aur (deen me) badtariyn kaam wo hai, jo khud nikale gaye ho aur har naya nikal huwa kaam ghumrahi hai,fir farmateh: my har momin k saat khud iske nisbat ziyada mohbath aur shafqat rakhe ne wala hu jo koyi (momin apne baad ) maal chod gaya toh wo iske ahelo wo ayal (warison) ka hai aur jo momin karz ya be sahara ahelo wo ahyal chod gaya toh (is karz ko) meri taraf loutaya jaye (aur iske kunbe ki parwarish ) mere jimme hai SUNNAN NASAI hadees no 1579 : rasoolallah ﷺ farmaya sabse sachi baat allah ki kitab hai, aur sabse behtar tarik muhammad ﷺ ka tarika hai, aur badtarin kaam naya kaam hai, aur har naya kaam bidat hai, aur har bidat ghumrahi hai, aur har ghumrahi jahannam lejane wali hai , fir aap farmate : my aur qayamat dono is qadar nazdik hai jaise ye dono augliya ek dusre se mili hai , aur jab aap qayamat ka zikar karte to aap keh dono ruksar surk hojate , aur awaz buland hojati , aur aap gussa paad jata jaise aap kisi lashkar ko dar rahe ho , aur kehrahe ho : ( hoshiyar raho dushman )tumpar suba me hamla karne wala hai , ya sham me , fir aap farmate : jo (marne keh baad )maal chode to wo iske ghar walo ka hai , aur jo karz chode ya bal bachche chod kar mare to wo meri taraf ya mere jimma hai , aur my momino ka wali hu. SUNNAN ABU DAWOOD hadees no 4607 : aap ne farmaya : my tumeh allah se darne , ameer ki baat sunne aur iski hitat karne ki wasiyat karta hu , qaha wa koyi habshiy gulam hi kyu na ho , isliye keh jo mere baad tummese zinda rahega ankharib wo bohatse ikhtilaf dekhe ga , toh tum meri sunnat aur hidayat yafta qulaf rashidin k tarikeh kaar ko lazim pakadna ,tum is se cheemit jana , aur ise dantonse mazbuti pakad lena , aur deen me nikali gayi nayi baaton se bachte rahna , isliye k har nayi baat bidat hai ,aur har bidat ghumrah hai SUNNAN IBNE MAJA hadees no 45 aap ﷺ farmate : my aur qayamat dono istarah karib behze gaye hai, aur (samaj ne k liye )aap ﷺ apne shahadat wali aur bich wali ungli milate fir farmate :hamd wo salaat k baad ! jaan lo k sare umur me se behtar allah ki kitab (quran ) hai ,aur rasto me se sabse behtar muhammad ka rasta (sunnat ) hai, aur sabse buri chiz deen me nayi chiz (bidat) hai , aur har bidat (nayi chiz) ghumrahi hai aur app ﷺ farmate teh : jo marne wala maal wo asbab chode toh wo uske wariso ka hai aur jo karz ya ahelo wo ayal chode to karz ki adaygi , aur bacho ki parwarish mere jimma hai JAME TIRMAZI hadees no 2676 : aap ﷺ ne farmaya : my tum logon ko allah se darte rahne , ameer ki baat sunne aur us manne kih nasiyat karta hu , agarche tumara hakim aur ameer ek habshiy gulam hi kyu na ho ,kyunki tum me se ayinda jo zinda rahega wo( ummat keh andar) bohat sare ikhtilaf dekkhe ga toh (baki rahne wale ) ko meri wasiyat hai keh naye naye fitne aur nayi nayi bidat me na padna , kyunki ye sab ghumrahi hai chunache tum me se jo shaks in halat ko paale toh ise chahiye keh wo meri aur mere hidayat yafta qulafa rashidin kih sunnat par qayam aur jama rahe aur meri is nasiyat ko apne danton keh zariye mazbuti se daba le (aur is par amal payra rahe) SURAH AN NISAA no 4 ayat no 59 aey imaan walo farma bardari karo allah tala ki aur farma bardari karo rasool ﷺ ki aur tum me se ikhtiyar walo ki phir agar kissi cheez me ikhtilaf karo ho to usse lotao allah tala ki taraf aur rasool ki taraf agar tumeh allah tala par aur qayamat keh din par imaan hai , yeh bohat behtar hai aur ba aetbaar anjam keh bohat acha hai SUNNAN IBNE MAJA hadees no 14 ; rasoolallah ﷺ ne farmaya : jis shaks ne hamari is deen me koyi aiysi nayi chiz ejad kiy jo isme se nahi hai toh wo khabil radd hai SAHI BUKHARI haees no 2697 : rasoolallah ﷺ ne farmaya “jisne hamari deen me aaz khood koyi aisa chiz nikali jo isme nahi tih toh wo radd hai” SAHI MUSLIM hadees no 4492; rasoolallah ﷺ ne farmaya : jisne hamare is amar (deen ) me koyi aiysi nayi baat shuru ki jo isme nahi toh wo mardud hai SURAH AN NISAA no 4 ayat no 14 aur jo shaks Allah aur iss/uss kay Rasool ki nafarmani karey ga aur iss/uss ki muqarrar ki howi haddo se aaage nikle ga , ussay/issay Allah dozakh mein dakhil karay ga jiss mein woh hamesha rahey ga , aur iss/uss ko aisa azab hoga jo zaleel kar key rakh dey ga . SURAH AL MAAIDA no 5 ayat no 87 aey emaan walo ! Allah ney tumharay liye jo pakeezah cheezen halal ki hain inn/unn ko haram mat karo , aur hadd se aage mat niklo. yaqeen jano kay Allah hadd se aage nikalne walon ko pasand nahi karta . SURAH AL HUJARAAT no 49 ayat no 1 aey emaan walo ! Allah aur iss/uss kay Rasool key aagay naa bada karo , aur Allah se dartey raho . Allah yaqeenan sabb kuch sunta , sabb kuch janta hai . SURAH AL MAAIDA no 5 ayat 3 aaj mein ney tumharay liye tumhara deen mukammal kerdiya , SURAH AL HASHR no 59 ayat no 7 Allah apney Rasool ko ( doosri ) bastiyon say jo maal bhi fey kay toor per dilwa dey , tu woh Allah ka haq hai , aur iss/uss kay Rasool ka , aur qurbat daaron ka , aur yateemon , miskeeno aur musfiron ka , takay woh maal sirf unhi/inhi kay darmiyan gardish karta naa reh jaye jo tum mein dolat mand log hain . aur Rasool tumhen jo kuch den , woh ley loa , aur jiss cheez say mana keren , iss/uss se ruk jawo , aur Allah say dartay raho . beyshak Allah sakht saza denay o illa hai . A POST PAR YAKIN NAHI HUWA TO QURAN AUR HADEES KHOL KAR PADLIYA KARO AUR EMAN MAZBUT HOGA
@nomanproduction5223
@nomanproduction5223 12 жыл бұрын
very nice information about Bidat.
@hind702
@hind702 5 жыл бұрын
Jo Deen Me Acha Kaam Ejaad Karey Usko Aur Jo Is Par Amal Karenge Unko Bhi Sawab Jbke Ejaad Krne Wale Ko Inke Barabar Sawab Milega Jo Deen Me Bura Kaam Ejaad Kare Usey Gunah Hoga Aur Jitne Log Isko Karenge Unko Aur Unke Barabr Isey Gunah Hoga (Muslim V#1, P#327) (Tirmizi V#2, H#872, P#239)
@miyabhai4435
@miyabhai4435 5 жыл бұрын
Masha Allah
@shahrukh2583
@shahrukh2583 4 жыл бұрын
Allah brelviyo ko hidayat de
@mohammedsharikqureshi3481
@mohammedsharikqureshi3481 4 жыл бұрын
Allah ne hidayat di.. Tabhi to imaan pe hain.. Warna Wahabi Deobandi Tabligi ahle hadis jaise gustakhe rusul , munafiq, kafir nai hone diya..
@muhammadsulman9162
@muhammadsulman9162 3 жыл бұрын
Dosry wali hadess adhi byan ki
@razirahman9148
@razirahman9148 6 жыл бұрын
Salamwalekum, agar koi islam k naam pe koi naya kaam shuru kiya ( biddat), aap ka matlab hai, wo zamane ke logo ko islam k bare me malum nahi, ek question hai, kya aap aisa kar sakte hai k azan kahat hoti hai ashhadu la ilaha illah, us me aap akher me mohammadur rasulallah kahe sakte hai?
@altafadamjee3358
@altafadamjee3358 4 жыл бұрын
bidat e saeya ki misalen to den ke aaj kal bidat e saeya khan nazar atti he
@ranaaniqueahmedkhan3888
@ranaaniqueahmedkhan3888 6 жыл бұрын
Kindly second hadees ka reference number bhi btain.
@UsmanTheDev
@UsmanTheDev 6 жыл бұрын
inko bhai reference ka nai pta hota bs chawlen marty rehty hen
@hind702
@hind702 5 жыл бұрын
Jo Deen Me Acha Kaam Ejaad Karey Usko Aur Jo Is Par Amal Karenge Unko Bhi Sawab Jbke Ejaad Krne Wale Ko Inke Barabar Sawab Milega Jo Deen Me Bura Kaam Ejaad Kare Usey Gunah Hoga Aur Jitne Log Isko Karenge Unko Aur Unke Barabr Isey Gunah Hoga (Muslim V#1, P#327) (Tirmizi V#2, H#872, P#239)
@hind702
@hind702 5 жыл бұрын
@@UsmanTheDev Jo Deen Me Acha Kaam Ejaad Karey Usko Aur Jo Is Par Amal Karenge Unko Bhi Sawab Jbke Ejaad Krne Wale Ko Inke Barabar Sawab Milega Jo Deen Me Bura Kaam Ejaad Kare Usey Gunah Hoga Aur Jitne Log Isko Karenge Unko Aur Unke Barabr Isey Gunah Hoga (Muslim V#1, P#327) (Tirmizi V#2, H#872, P#239)
@Shamim-vo4xt
@Shamim-vo4xt 5 жыл бұрын
Hehehe Hehehe, rahega tb na bhai
@Shamim-vo4xt
@Shamim-vo4xt 5 жыл бұрын
@@hind702 hadith no batawo international wali
@sakhan5771
@sakhan5771 6 жыл бұрын
Jahalat ki intiha ,jub Allah or rasool (pbum)nay Deen mukaamal ker diya or saaf saaf keh diya,tum kon hotay ho nai cheez add kernay walay ,khuda ka khoof keeo
@sakhan5771
@sakhan5771 6 жыл бұрын
Astaghfirullah astaghfirullah
@dastagirpasha8927
@dastagirpasha8927 3 жыл бұрын
Aap pehle ye to batade. Tasvir kenchna Haram hai. Aap to video banaraheho.. Kiya ye Haram nahi. Bidath 1.hi hai bidate Hasana koun se hadis me Mai. Hai. Aap khule aam video banaraheho TV me aataho. Ye gunah hai. Aap ko itna ilm nahi hai. Allah aap ko sahi samaj de
@arbiya_.......
@arbiya_....... 3 жыл бұрын
Tariq masood ka video to dekhte hoge🙄😒
@arbiya_.......
@arbiya_....... 3 жыл бұрын
Ya mobile hi nahi chalate ki screen na dikh jaye kahin
@iwantpeace4196
@iwantpeace4196 4 жыл бұрын
*Bidat kise kehte hai aur bidat kya hai ?* *bidat ghumrahi hai, aur ghumrahi jahannam lejane wali hai* JAME TIRMAJI hadees no 2738 : Ibn Umar Razialla anhu ke pehlu me baita huwa ek shakhs ko cheenk aayee to usne kaha *Alhamdulillah Wa As salamu Ala Rasool Allah* yani tamam tarif allah ke liye hai aur salam hai rasool allah par_ibne umar raziallah anhu ne kaha : kehne ko to my bi *Alhamdulillah Wa As salamu Ala Rasool Allah* kehsakta hu_ lekin istarah kehna rasool allah ne hame nahi sikaya hai_ aap ne hame bataya hai ke *Alhamdulillah ala kulli hal* har hal me sab tarife allah hi ke liye hai, kahiye *(Yaha to us shakhs ne cheenk aane par RasoolAllah ﷺ par salam bheja tha jo ki ek achcha amal tha magar Aap ﷺ aur unke hidayat yafta sahaba razi allahu anhuma se ye amal sabit nahi tha isliye us shaksh ko is se mana kar diya gaya)* *Note* : is hadith se ye malum hai ke deen me koi bhi kaam apni marzi se badhana jayaz nahi hai chahe wo achchi baat hi kyu na ho SUNNAN NASAI hadees no 1579 : rasoolallah ﷺ apne ghutbe me allah ki hamdo sana bayan karte jo iskih shayane shan hotih , fir aap farmate : jis se allah raah dikaye toh koyi use ghumrah nahi kar sakta , aur jise ghumrah kardiya toh use koyi hidayath nahi desakta, sabse sachi baat allah ki kitab hai, aur *sabse behtar tarik muhammad ﷺ ka tarika hai, aur badtarin kaam naya kaam hai, aur har naya kaam bidat hai, aur har bidat ghumrahi hai, aur har ghumrahi jahannam lejane wali hai* , fir aap farmate : my aur qayamat dono is qadar nazdik hai jaise ye dono augliya ek dusre se mili hai , aur jab aap qayamat ka zikar karte to aap keh dono ruksar surk hojate , aur awaz buland hojati , aur aap gussa paad jata jaise aap kisi lashkar ko dar rahe ho , aur kehrahe ho : ( hoshiyar raho dushman )tumpar suba me hamla karne wala hai , ya sham me , fir aap farmate : jo (marne keh baad )maal chode to wo iske ghar walo ka hai , aur jo karz chode ya bal bachche chod kar mare to wo meri taraf ya mere jimma hai , aur my momino ka wali hu. JAME TIRMAZI hadees no 2641 : rasoolallah ﷺ ne farmaya : meri ummat keh saat hoobahu wahi surate haal pesh ayegi jo bani israil k saat pesh aachuki hai , (yani momasalat me dono barabar honga) yaha tak k in me se kisi ne agar apni maa keh saat yelaniya zina kiya hoga toh meri ummat me b aisa shaks hoga jo is fahle shanih ka murtakib hoga bani israil 72 firke me batgaye aur meri ummat 73 firke me batjayegi , aur *1 firke ko chod kar baki sabi jahannam me jayenge* , sabne arz kiya : allah keh rasool ! ye konsi jamat hogi ? *aap ﷺ ne farmaya : ye wo log honge jo meri aur mere sahab keh naqshe kadam par honge* *(a hadees se malum hota hai k rasoolallah ﷺ aur sahaba k naqshe kadam par chalne wale hi jamat jannat me jayenge ,aur kisi dusro k naqshe kadam par chalne wale nahi jayenge)* *Ummid hai baat Samajh me aayi ho* *جزاك الله خیر*
@mustafafazal3806
@mustafafazal3806 4 жыл бұрын
Ghalat tashreeh kar raha hay Yeah log aalim naheen hain
@Learn.Sunnat
@Learn.Sunnat 2 жыл бұрын
Tum ho aalim na. Chutiya 😂
@mustafafazal3806
@mustafafazal3806 4 жыл бұрын
Ahl e sunnat wal jamaat ka na yeah muaqqaf hay aur na aqeedah YeH log ahl e sunnat wal jamaat ka naam use kartay hain Magar inhain ahl e sunnat ka matlab bhee naheen pata Ahl e biddat wal jamaat inka asal naam hay
@mohammedsharikqureshi3481
@mohammedsharikqureshi3481 4 жыл бұрын
Tu deobandi wahabi hai kya bhai.. Kis Ahle Sunnat ka ye maukuff nai.
@aqeebkhan2832
@aqeebkhan2832 6 жыл бұрын
Masha Allah
Darul Ifta Ahlesunnat Ep#380
46:18
Madani Channel
Рет қаралды 1,9 М.
Darul Ifta - Kia Nabi par Wahi ka Nazil hona Zaroori he ?
4:32
Madani Channel
Рет қаралды 1,1 М.
Glow Stick Secret Pt.4 😱 #shorts
00:35
Mr DegrEE
Рет қаралды 19 МЛН
English or Spanish 🤣
00:16
GL Show
Рет қаралды 17 МЛН
Running With Bigger And Bigger Feastables
00:17
MrBeast
Рет қаралды 208 МЛН
Biddat Or Biddatiyo Ki Haqeeqat || Allama Sammar Abbas Qadri
3:22
Islamic Digital Studio
Рет қаралды 45 М.
Darul Ifta - Auliya Karam ka Urs Manana kaisa ?
3:40
Madani Channel
Рет қаралды 3,2 М.
Innovation (Biddat) in Islam - Bid'ah Hasanah - Misconceptions
38:35
Let's Explore Our Deen
Рет қаралды 7 М.
Haq Meher - Darul Ifta Ahlesunnat
3:35
Madani Channel
Рет қаралды 123 М.
Biddat Kya Hai? Ache Or Bure Biddat | Engineer Muhammad Ali Mirza | Ilyas Qadri
0:59
Astagfirullah أَسْتَغْفِرُاللّٰهَ‎
Рет қаралды 1,7 М.
Glow Stick Secret Pt.4 😱 #shorts
00:35
Mr DegrEE
Рет қаралды 19 МЛН