Hi, Thank you for the complete video. Can you please share your feedback now, How is your experience pertaining to the efficiency? I am planning to get it now.
@PHPLearningNow4 ай бұрын
Personal Experience: agar aapki machina k water auto stop na ho aur machine pani leti jaay, to is ki wjah yeh ho skti hain.. is machine k andar aik 1/4 inch mota pipe hota hain jo censor say attach hota hain.. sometime wo pipe utar jata hain ya Rat/Mouse us ko kaat leta hain .. us ko change kr lay aap logon ka masla solve ho jay ga.. agar aap technical person nahi hain to kisi mechanic say change krwa lay
@saimafaisalsaimafaisal83992 жыл бұрын
Very good main ny b abi li the muhy only wash kasy krty hain pata nhi chal raha tha sukryha
@nazimabaig30352 жыл бұрын
Best video. Jazaq Allah
@fouzianaveed52132 жыл бұрын
Best machine
@Muslimah-Pakistani2 жыл бұрын
Have you used it? iski capacity kitni he?
@malisanaullah557124 күн бұрын
Hi, Can you please share your feedback now, How is your experience pertaining to the efficiency? I am planning to get it now.
@rimshashahid56842 жыл бұрын
khud water agrr add krna hu saraf wala Jo first wash Mai nikla hai to water level Kiya set karain
@cutehani743 Жыл бұрын
Air dyer k bary m b btaiye kuch additional setting m Jo hy
@ImranAttari-f6z5 ай бұрын
Or tini tini awaz ara he he 2 sal se m istimal karahe hnu Asa kabhe nahe hua m pareshan ho gae hnu kia kare
@junaidgul19834 күн бұрын
@@ImranAttari-f6z Gear box kharab ho gaya
@daniaturrehman83722 жыл бұрын
Jazakumullah khaira
@memonabano4988Ай бұрын
Spin krty hovy machine bht zaida vibration krti Hy r apni jaga say b displace ho jati Hy any solution
@londonscienceacademy7034 Жыл бұрын
I start my machine, but it stops during rinse and then I restarted again, is this setting issue or not
@afshakhalil68262 жыл бұрын
Sir ye model hum na kal lea ha aj hum na lagaya sir side ma jo pip laga ha white ye hum nechy chorh de ge ya hang hoga
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
Jab aap kapray wash kray tab nechay otherwise always hang
@afshakhalil68262 жыл бұрын
@@PHPLearningNow thank you
@malisanaullah557124 күн бұрын
Hi, Can you please share your feedback now, How is your experience pertaining to the efficiency? I am planning to get it now.
@meharnuman2167 Жыл бұрын
Ya spin no karti thik tarky sy pani hota hy Karo ky under
@khurramafzal5149 Жыл бұрын
Brother es machine mein at a time kitna kammez shalwar wash hota hn aur kitna jeans aur t shirt wash hote han
@PHPLearningNow Жыл бұрын
6 to 8 are best
@nazimabaig30352 жыл бұрын
Kitna surf use kren gy agr water level full ho??
@alamfaheem61012 жыл бұрын
Aoa. Sir Kia is ma hand wash technology ha jese Haier k 1708 model ma ha
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
Hand wash to kisi main b nahi hoti.. machine automatic hain.. Haier walay saray function hain is main
@abdullahtraders50152 жыл бұрын
Dear very informative video hay. Btay ga k LVS+ Better hay ya 1470 Pl. Dono ma sy kon c lon dono ki price 73000 hay market ma.
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
bhai main koi shop wala nahi ho yeh main nay li thi main nay is ko use kaisay kia jata hain us par video bnai hain.. Waisay sub latest models achay hain
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
us waqat 56 thousan ki thi ab 68 ki mil jati hain market say , online 73 ki khtay hain
@hamdanhussain89402 жыл бұрын
Last time washed the clothes nd properly switched off it.but yesterday it was not switching on from its function board.there is no fault in main clectric circuit.what is the reason ?nd what is it's solution
@Muslimah-Pakistani2 жыл бұрын
Well explained...thnxx! Ap apna experience btyn,apko kafi moths ho gy hain ye machine use krty huy...kia ap ye machine suggest krain gy? Dirty clothes bhi wash ho jty hain is mn?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
G ho jatay hain, but dirty k liy best hain hot water use krain aur time ziada set krain, means jub was time 2 say 3 min reh jay to us ko dobra 20 par lay jay
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
bohat ziada hot nahi 50 say 60C, pehlay thanda pani dal lain phir hot water ta k koi nuqsan na ho
@Muslimah-Pakistani2 жыл бұрын
@@PHPLearningNow okk.... Hot water hum khud se add kr lain? Kunk Machine k sath to normal water Tap attach ho ga...
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
@@Muslimah-Pakistani G, pani ka level kam kar lain 5 ya 6, ta k jub aap hot water dalain to wo asal level apr aa jay
@Muslimah-Pakistani2 жыл бұрын
@@PHPLearningNow okkk... Apne Wash,Rinse and Spin timings ka btya hai,wo sbbb to clear ho gya... Air Dry Button ki jo timings ati hain,oski smjh nhi aai...Air Dry timings means? Air Dry option ko kis leay use kia jata hai...? Guide plz. JazakALLAH!
@UroojAmir-ou6ee19 күн бұрын
Kiya 1470 mye blanket wash ho skta h single
@PHPLearningNow19 күн бұрын
Yes single ho skta hain
@zulfiqaralirao16872 ай бұрын
Bhai ye rinse wale option me kitne mint tak kapron ko Pani me ghumati h?
@PHPLearningNow2 ай бұрын
5 say 6 min per rinse
@sahartayiba76742 жыл бұрын
What is water recycle feature? And how to use it? Actually we have bought the same machine. It drains the water for rinse and spin right? To agar humny 2 rounds mai dhonay hon kapry.. Jesay aik round mai white kapray aik mai colored to kesay setting karein gy? So that pani kam use ho.. Do we have to skip rinse and spin in that case?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
Water Recycle feature not work properly, So best way is just to cancel the rinse and spin, machine will stop after washing and will not drain the water, take out the clothes and put new in same water and restart machine with new time. Later you can only use rinse and spin for these clothes
@styleyourself1347 Жыл бұрын
Machine se agar pani nekalna ho sirf to kia options karnay hogay
@PHPLearningNow Жыл бұрын
only select dry option then
@sarimsaif2 жыл бұрын
Pani drain kesy karna hai just pipe seprate karna hai ya kise or tareeqay sy
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
machine khud pani drain krti hain just pipe hook say nechay utar kar kisi hole main chor dain
@khadijahaziz36712 жыл бұрын
Asalam-o-waliakum agr tap Mai water pressure Kam ho tu masla tu nhi? Aur jaali laga KR dhikha dai Aur kia blanket wash krsaktai hai?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
Jali par arrows k symbol hain. aik video aur bnao ga kuch dino tak.. Pressure kam ho to time ziada lagta hain aur koi masla nahi
@vijayshalapuri39482 жыл бұрын
Aslam o Alaikum Machine sirf pani bhar rahi hai chal nai rahi koi error hai ya card ka issue guide kar sakte hain plz
@syedaeraj9349 Жыл бұрын
What is delay stsrt/ air dry?
@AlainaPlaysYt Жыл бұрын
Meri 1470 machine mai bohat awaz arahi hy jub ky main aug 2022 mai liya hy ...plz koyi mujhy bsta drn ky ye awaz ana normal hy...
@PHPLearningNow Жыл бұрын
its not normal, awaz ati hain lakin bohat ziada nahi munasib si ati hain,, Check krwa lain warranty ho gi, main b Gear system main koi issue ho
@abbasmughal3 Жыл бұрын
Level balance 💯 % karein
@FaizanJabbar-o3q8 ай бұрын
During washing,water in take Kary Ky bad b water supply stop ni ho Rahi.
@PHPLearningNow8 ай бұрын
phir to is ka censor khrab ho ga
@areebaabdullatif6762 жыл бұрын
Tub cleaning or air dryer kese kren bta den.
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
Programs main dono option hain un ko select kar k just start kar dain
@nazimabaig30352 жыл бұрын
Detergent kis jga add ho ga???
@anayafatima59212 жыл бұрын
Spin py b paani ka tub full krti hai machine?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
jo level aap set kro gay spin par b whi chalta hain
@shamaghaffar33932 жыл бұрын
Bhaie hmare ye he machine h lekin jb spin hote h to pani pipe se nh niklrha machine k nechy se nikl rha h plz iska hal btadain phle sahee thy ab problm hogye h
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
check krway koi leakage ya ho skta hain andar wala pipe broken ho..
@badarshahzadi33032 жыл бұрын
ma ne aaj ye machine li hy.ye spin krte howe vibrat ho rahi hy.ye kiun ho raha hy?
@ImranAttari-f6z5 ай бұрын
Bhai aj mere pas y machine he Aj ptanahe is m kia hua he Me on kar rahe hnu to wo on to horahe he magar koi fangshan nahe derahe he
@PHPLearningNow5 ай бұрын
Touch Panel khrab ho gya ho ga, warranty claim krwa lain
@saharwaqar94492 жыл бұрын
Does it have delay wash feature or child lock?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
yes have both
@shaziabhutta66812 жыл бұрын
Electrcity kitni consume karti hai
@khawajamohsinriaz97842 жыл бұрын
Sir mujha bhe machine lane ha.humara wash room ma. Space nhi bari space ha to pipe Laga sakte ha
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
sorry mujhay smajh nahi aai.. Best hain k thori khuli jgah ho
@busyzain80022 жыл бұрын
Hm is m soap ko liquid kr k dal skty h!? Or hot water bhe dal skty h?
@HomeDecor002 жыл бұрын
Bhai ye latest model hy??aur kasi washing hy iski? please sahi guide kijyay ga
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
G yeh latest model hain Dawlance ka.. aur full touch hain.. Machine achi hain but ziada Ganday kapron k liy achi nahi..
@HomeDecor002 жыл бұрын
@@PHPLearningNow thanks bhai.
@farwariaz9954Ай бұрын
Is main blanket wash hojae ga double bed ka 14kg wali mn... btaen plzz
@PHPLearningNowАй бұрын
agar blanker ka weight 5kg tak hain to ho jaay ga, us say ziada nahi krna chahyay
@farwariaz9954Ай бұрын
@PHPLearningNow thank you so much...
@AlHyder-z4b23 күн бұрын
Neel kese den
@Binte_Israr1572 жыл бұрын
Child lock kesy kohlty hn plez rply karain.
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
water level + Delay Start dono ko aik sath touch kar k
@afshakhalil68262 жыл бұрын
Salam sir
@binteabdulkhaliqawan49192 жыл бұрын
Men ne 2 days pahlay he li ha bhai.. Detergent ka andaza kese hoga.. Kitna dalna hota ha? Manual machine men to hath dal k b check kar saktay hen na surf thek ha.. Is ka brain plz
@ehsanalvi120Ай бұрын
Isko b stop kr k chek kr lyna
@mahamali42922 жыл бұрын
bhai ya washing k time tu pani thek leti hai magar jab rins karny ka time ata hai tu slow pani leti aisa kiun?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
main nay is baat par ghor nahi kia..
@MuhammadSharif-it7vi2 жыл бұрын
Bhai 25 minute se kam nai chal Sakti Kia fast pe b kam SE kam time 25 hai
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
Bro 25 min to koi ziada time nahi.. rinse ko atleast 2 ya 3 par to hona chahyay wrna sabun nahi niklay ga kapron say..
@binteabdulkhaliqawan49192 жыл бұрын
Asa. Kia khud se water pipe lga k hot water add kar saktay hen.. Bachon k white uniform k cuff n collars boat ganday hotay hen
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
G, Lakin phlay thanda pani dalay phir hot, Aur water level 4 kar lain ta k hot water dalnay say pani ziada na ho. Aur time ziada lgay uniforms par, surf b ziada use krain, jub time khtam honay k qarib ho pause kar k us ko doabra 20 par lay jay
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
max. water temperature should not more than 60
@binteabdulkhaliqawan49192 жыл бұрын
JazakAllah..
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
Please subscribe to my channel. Thanks a lot.
@shafaqkhalid33592 жыл бұрын
Bhai boring k Pani SE kharab to NH ho Meri ye hi wali he but 12 kg ki he
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
kio pani saaf nahi hain? Waisay koi masla nahi is k pipe main filter lga hota hain jis traf say pipe machina say connect hota hain whan
@warshadj2 жыл бұрын
How to do water recyle??
@sirajahmedsidiqui2 жыл бұрын
Mery pas 1156 wala modle hy baqi sub set hy per pani boht slow fil ker raha hy ... Kia wjha ho sakte yy
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
1. Phlay check kray wo jis toti k sath attach hain us main pani shi speed say ata hain 2. Wrna is k sath jo pipe machine ki traf jata hain us main filter hota hain check krain us main kuch blockage to nahi hain
@sirajahmedsidiqui2 жыл бұрын
@@PHPLearningNow G nal sy tu pani taiz arha hy... ager wo filter hata dy tu? Koi masla hoga us k hatany sy?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
@@sirajahmedsidiqui us ko saaf krwa lain, masla to koi nahi hota agar aap ka pani saaf hain tu
@homemaker19922 ай бұрын
o God . ab es ki price 1 lac + hai
@ImranAttari-f6z5 ай бұрын
Salam
@farhanmaqbool20882 жыл бұрын
Bhi mene bhi ajj li hai lakin jab green light an hoti hai to us k baad machine bht taiz hilne lag jati hai
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
Machine ka balance check krain, main nay video main btaya hain balance kha say check krtay hain.. aur behtar hain nechay chonki use krain jo fridge k nechay b rakhi jati hain 500 ki milti hain..
@farhanmaqbool20882 жыл бұрын
Thnaks bro
@farhanmaqbool20882 жыл бұрын
Bhi machine ma tak tak awaz ati hai jab spin hoti hai kahi machine kharab to nhi hogi
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
@@farhanmaqbool2088 nechay jali lgai thi? Kahin koi Rat waghaira na gus gya ho andar.. awaz nahi ani chahyay aap check krwa lo wranty main hain..
@sabasaleem66902 жыл бұрын
Ye kitnay kg ki capacity hy?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
14 KG ka mention hain but actually 12KG he hain
@shumailajaris49952 жыл бұрын
Where attach drain pipe?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
You can see it at 0:40
@samadtech14072 жыл бұрын
Is ka 1156 ki price Kya h
@Sardar.Asad772 жыл бұрын
Which brand is better haier or dawlance?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
dono same hain dawlance ka just touch panel acha hain
@devilgamers46792 жыл бұрын
Bhai plz muje bataye ga meri machine aj spin nhi kar rahi.plz help me
@samsumra18422 жыл бұрын
Child lock Ka to btaya hi nhi
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
Water level + Delay start dono ko aik sath touch krnay say child lock lagta hain aur usi say khtam
@foziahikmat52662 жыл бұрын
Me aj lae ho unho ne 11 kg wali 1165 62.500 ki di h apki to barhi mashen h apko 58 ki mele. H
@rosewish5672 жыл бұрын
Bhai ap plz sirf rinse KR k dikhane.ma krti hun to Pani hi ne ata.meri same yhi ha
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
jab aap rinse krti hain to first time pani nahi ata.. First time wo sabun wala pani nikalta hain.. us say koi 3 say 4 min baad pani leti hain
@KjaiseganiLohana-sg8ox Жыл бұрын
F1 setting
@KjaiseganiLohana-sg8ox Жыл бұрын
F1 ki setting aaie to kia krna chahye??
@asifraza16892 жыл бұрын
Machine rinse na kr rhe hu???
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
us ki wjah yeh ho skti hain k aap nay machina ka dhkan/cover open na chora ho. rinse krtay waqat us ko lazmi band hona chahyay
@abbasmughal3 Жыл бұрын
Sir is main blanket do saktey hein….?
@PHPLearningNow Жыл бұрын
yes, single bed blanket can wash easily.
@umairmasud142710 ай бұрын
Ya kitne kg ha?
@PHPLearningNow10 ай бұрын
14
@aniqa.36682 жыл бұрын
Where to order? #ph
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
better you buy from market, so can claim warranty easily.
@46030922 жыл бұрын
yeh kitne kg ki hay
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
14 kg
@hafsakhan36142 жыл бұрын
Price kya hai??
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
at the end of video price mention
@mahamali42922 жыл бұрын
aur iss main error2 aur error 4 ata hai us ka kia matlab hai?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
E2 ka error tab ata hain agar machine nay rinse/spin start krna ho aur aap nay machine ka cover/dhakan khula rakha ho to E2 error ata hain.. Rinse main aap machine ka oper wala dhakan nahi khol sktay..
@nazimabaig30352 жыл бұрын
Mai ne to 75 thousands ki li hai aj
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
8 months phlay to 56 ki thi, aur main nay suna tha ab 68 ki hain
@nazimabaig30352 жыл бұрын
Phir mjhy itni costly q di hai
@nazimabaig30352 жыл бұрын
Sir agr mai ne mazeed electronics purchase krna ho to kaha se lon kon c shop best hai??? I'm from chichawatni
@ehsanalvi120Ай бұрын
Meri shadi dhai saal pehly hoi..or me ny ye 79 ki li hy..meno lut lya ny
@MaYa-MZK2 жыл бұрын
capacity?
@PHPLearningNow2 жыл бұрын
14 KG ka mention hain but actually 12KG he hain
@naveedsahi2601 Жыл бұрын
Upper body boht vibrat Kerri h level bilkul theak h phir b vibrate kerti h