Sir kabhi aap ladies kurti ki cutting par bhi ek video banaye thanks sir
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Jarur lekin thoda time lagega
@padmadash94633 жыл бұрын
App ka vdo sahi hai sir jee, aur vdo upload kijiye I will be v thankful to you
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Thank you ! Channel pe isaka complete tutorial hai
@msazzad94293 жыл бұрын
Mashaallh sir 👌👌👌 please all types blouse ki cutting and stitching bataye...
@choodamanigovindarajan56813 жыл бұрын
Suoer and satisfactory explNation. Thank you very
@SangeetaSharma-xt3gn3 жыл бұрын
To kya hm blouse me back dart nhi lgayen ji
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Wo mai bataunga kya karna hai
@kashishtyagi35312 жыл бұрын
You are great sir aur videos dalie
@ShabbirMaster2 жыл бұрын
Thank you
@masruransari31433 жыл бұрын
Masha Allah sir aap online cutting Sikha te hai sir
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Isaki aap ko zarurat nahi padegi sab yahi pe sikh jaoge 👍
@SenorittaL2 жыл бұрын
Superb sir🤗🤗🤗
@ShabbirMaster2 жыл бұрын
Thank you 😊
@sandeepkumarsandeepkumar15313 жыл бұрын
Sir pls y steaching kr k bhe btayo kro
@armaankhan48913 жыл бұрын
Sabbir bhai nice video
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Thank you 😊
@vaninarayan54453 жыл бұрын
Iska front neck cutting kaisa hoga..pls video upload kijiye
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Deep neck ka complete tutorial aayega , ye to sirf Deep neck Ka sahi trick bataya hai .
@shrutisalekar49973 жыл бұрын
Thank you sir aapne bahut aache se samjaya 👍
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Thank you 😊
@kalpanatapkire49343 жыл бұрын
Sir ,Aapke sikhane ke hisaab se meine cutting karke blouse siya ,mere liye . Perfect blouse hua. 2 ,3 choti mistakes maine ki .mein ne shoulder 1.25 inch Kam ki jo 1.5 hona chahiye tha , jiske karan shoulder halka sa utrahua mehesoos hota hai and across front mein neckline ki taraf thodasa khichav atta hain aur waist aur bust measurements 1 inch jyada liya jo actually kam tha kyoki cups ke siva banaya tha .fir sideseams mein silai dalke tight Kiya to bhi barabar hua .trial blouse tha plain cotton kapade mein trial liya .but very comfortable. Thank you ,thank you thank you .Aur bahut sarey cutting alag alag blouses ki aur dresses ki sikhaye 🙏
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Thank you so much 😊 Isiko experience kahete hai . Wel done 👍 deep neck me shoulder slop perfect hona bahot jaruri hota hai .
@22riyavats513 жыл бұрын
Sir kpde pr cutting krenge to b kmr pr cut krna hai or kmr pr dart lgani h ya nhi please🙏 tell
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Channel par video hai aap dekh lena
@mdwashim78152 жыл бұрын
Sir Back mein agar tax dot nahin chahie to kiya karege please bataye
@jayshrihingde64243 жыл бұрын
Upar se 2inch khase aaya Raja koi formulla hai kya Ple reply
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Video ka Motive kya hai ye samjho , ye koi complete tutorial nahi hai
Shukriya janab ! Aap meri video dekhte rahiye sab size aap khud hi cut kar loge aur problem bhi khud solve kar loge
@mdsharif94592 жыл бұрын
Sir deep neck blouse mei badi kam karna Koi jarurat hai
@mktailor74193 жыл бұрын
इसी pataarn में दूसरी neck design sikhaye our y same kapda cutting bhi
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Ok
@ramratanpaswan-sd1mc5 ай бұрын
सब्बीर जी को मेरा नमस्कार हर प्वाइंट को आप बहुत बारीक से समझते हैं मेरा रिक्वेस्ट है 30"चेस्ट 31बेस्ट27कमर का कटिंग समझाए
@kalpeshbhatt11433 жыл бұрын
Is me lujig kitana rakhe sir vo bata ye thanks
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Channel par video hai dekhlo
@sumitagupta94133 жыл бұрын
Stitching video chahiye sir cutting ke sath me
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Ok , thoda wait karna padega lekin aayega jarur 👍
@TV_AtZ4 ай бұрын
Very good master
@shitalmali27503 жыл бұрын
fir fabric pr kaise katenge h tarika.....aur back ka tux 1 inch add krna nhi h kya????
@shitalmali27503 жыл бұрын
Aur deep neck lena h to ......only 5 inch ka shoulder rakhne ko bolte h sabhi.....so confused .....aur aapne shoulder 7inch ka dikhya h... video mein....plzz full tutorial drafting + fabric cutting+ stitching= video upload kijiye na sir🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Channel pe deep neck ke 2 vidio hai dekhlo doubt clear ho jayega
@smladisetailor16443 жыл бұрын
Dart ka nisan kitne inch pe lage ga back me
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Channel par video hai
@kashifkhan-if4cm3 жыл бұрын
Sir gents Kam k baray maien bhi bataien plz plz plz
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Jaldi channel banane wala hu usame sab dress A to Z sab ki mukammal jankari dene wala hu
@kashifkhan-if4cm3 жыл бұрын
@@ShabbirMaster thank u very much sir
@skalfaz59543 жыл бұрын
Sir across front or across back nikal ke kaise cutting hota hai bataye please
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Next video me
@sharadpuralkar93963 жыл бұрын
Sir, katori blouse ka vedio hai aapka?
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Next video katori blouse aane wala hai
@sharadpuralkar93963 жыл бұрын
@@ShabbirMaster thanks again
@ssandeepkumar57092 жыл бұрын
Thank sare
@anusingh69923 жыл бұрын
Sir...easy way to learn..pls make a video event n kurti cuttingg.
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Ok
@surabhirawatis3 жыл бұрын
Shabbir Sir, aapne Deep neck problem solve ka jo doosra full vedio banaya hai, usme 1 inch rakh ke kam kiya hai. Yaha 2 inch kam kiya hai shoulder pe, pls tell us kitna kitna depth pe kitna kitna shoulder kam karna hai. Aap ek chart banao next vedio mein sir. Aise confusion ho raha hai. Pls help.
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
1.5 inch ( one and half ) Kum kiya hai agar 2 inch bhi kam karte hai to bhi koi problem nahi aayegi 👍
@surabhirawatis3 жыл бұрын
Thank you sir, ye bhi bataiye ki kya front bodice mein bhi shoulder itna same hi kam karna rahega? Aur uska koi khaas tarika hai kya?
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
@@surabhirawatis ji ha same tarika hai channel pe deep neck update video hai usame front back dono ka tarika bataya hu to video dekh lena
@surabhirawatis3 жыл бұрын
@@ShabbirMaster dekha sir maine abhi. So much thanks. Kitna bhi Deep neck ho front and back , har jagah ye 1.5-2 inch hi kam hoga kya? Ya alag alag depth pe ye inches bhi alag alag honge? Agar alag alag hoga to chart banana sir. Thanks
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
@@surabhirawatis ye 10 , 11 , 12 ke liye hai 7 , 8 , 9 ka tarika baad me bataunga
@ytuniquestatus10353 жыл бұрын
Ese hi or vedios upload karo
@jyotimishra4385 Жыл бұрын
Sir ji aur videos please sir.....................
@radhyasharma14452 жыл бұрын
फैब्रिक पर भी कटिंग बताइये
@ShabbirMaster2 жыл бұрын
Is channel par aur bhi videos hai
@radhyasharma14452 жыл бұрын
@@ShabbirMaster ये जो कटिंग की है इसी को फेब्रिक पर कटिंग चाहिए
@meenasharma97103 жыл бұрын
Sir es ka kapde par kating btaye please
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/nausdK2eZ7SJeJI
@kitelover57233 жыл бұрын
Sir agar kurti ka deep neck cutting krna ho toh detail mai clear kry kyu ki blouse mai app ny dot line pr cut kr diya kurti main nahi ho sakta.
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Next week me video aayega
@geetamanav43943 жыл бұрын
sir yha par 2ich hi gu liya he or fold 2ich hi kqu kiya
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Aap yaha pe 1.5 bhi le sakte hai 2 bhi le sakte hai. Aap videos dekhte rahe aapko iska complete knowledge ho jayega 👍
@hafijulhoque93972 жыл бұрын
Online Kailash ka open karenge
@meerasuwarnkar85253 жыл бұрын
नमस्ते भाई आप कटींग बहोत अच्छेसे समजाते हो मुझे ब्लाऊज पर से नाप कैसे लेना बता ओ प्लीज
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Thanks 😊 Bataunga lekin thoda time lagega
@dhyanshah21643 жыл бұрын
Muje aapse do bat puchni hai ki ek ye ke jitna deep lena ho vahan se woh cut lena hai? Dusra ye upr se jo do inches liya hai woh hume jitna gala kam karna hai us hisab se liya hai? Ya sab me 2 inches lena hai?
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Ye video maine isliye banaya tha ki log armhole ki taraf se shoulder kum karte the jo bilkul galat hai isase armhole kharab hota tha aur armhole mai jhol aata tha, aur ye technique 10 .12 aur 13 gale ke liye hai aap isme 2 inch bhi kum kar sakte hai aur 1.5 inch bhi kum kar sakte hai aur ek baat aur samajh lena ye ek video me deep neck ka knoladge complete nahi hota abhi aap ko aur videos dekhni padegi warna problems aasakti hai, right,?
@rajurajendra68123 жыл бұрын
Aur video banaye blouse cutting ki please
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Ok
@sangeetagupta5913 жыл бұрын
Agar aarm hol 16 ho to front ka aarm hol 8 aata hai lekin back ka km aata hai kyunki uski golai thodi bahar se di jati hai to pura complete 16 nhi ho pata kyu or ise kese solve kare
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Complete video aayega, waise ye video ka matalab ye hai ki ab andhere me teer nahi chalana padega .
@sangeetagupta5913 жыл бұрын
@@ShabbirMaster please is topic pr video jarur upload karyega Darasal Sare you tubers aarm hol ka aadha jo aata hai wo kisi aik side hi nap ke dikhate hai front or back dono side ka aarm hol nap ke nhi dikhate Agar back side aarmhol golai ka aadha aa jata hai to front me gehrai dene se front ka jada ho jata hai Ok thank you so much reply karne ke liye Wese mai blause dress ke alawa ready made kapde Steaching karti hu
@chandracollection1103 Жыл бұрын
sir why you reduced only 2 inches in neck. is there any formula?
@akibali52473 жыл бұрын
I like your concept 👍
@sahil.777sahil43 жыл бұрын
kB ayega next video sir 🤔
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Is baar jabardast video aane wala hai 👍
@sahil.777sahil43 жыл бұрын
Sir jabardast video kB ayega 🤔🤔🤔
@prabhanagavi92412 жыл бұрын
Doubt ---when paper is folded how much distance we have to fold. ?
@aayanturqi39993 жыл бұрын
sir me also from gujrat ..in ahmdabaad ..i want to meet u personally.....plzzzz sir
@ShabbirMaster3 жыл бұрын
Zarur milenge . Ahmedabad me Konsi jagah pe rahete ho?
@aayanturqi39993 жыл бұрын
shaheaalam
@dadapeerkhawas70422 жыл бұрын
Mujhe cutting sikhani hai
@mazhar63 жыл бұрын
Sir ye farma jo aap ne bataya is farme ko kapde me dikhaye plz