Bahut hi achchi recipe hai rozmarra ke khane mein banane ke liye aur yeh aaloo gosht sabhi ko zaroor pasand aayega jazakallakhair hum tamam logon se aap ne share kiya love you❤❤you sis 👍🏻
@ZaikaeLucknow6 ай бұрын
Love you too😘😘 Sorry late reply ke liye 💔
@fsayed322017 күн бұрын
As salam alaikum baaji..... Aap please lazzat e taam masale ki recipe bhi daaliye na please.....
@ZaikaeLucknow11 күн бұрын
inshaAllah zaroor 👍 please Wait for some days
@syedraihan9326 Жыл бұрын
Mam plz delhi ki famous biryani bataye ga jesm Achar bhi dalta h jo har jaga milti h
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
inshaAllah dear 👍
@TsSana-nw9fl Жыл бұрын
Very yummy..... Maam plz share some vegetarian sabzis up style....
@ZaikaeLucknow6 ай бұрын
Besan ki sabzi UP style kzbin.info/www/bejne/fWrUo5SOlNOBqaMsi=OF3RDPxr-UbNdU1F
@saaraahemad9798 Жыл бұрын
Walekumassalam kaisi hain aap MashaAllah aapki har dish zabardast hoti hai aapse milne ka bhut dil krta hai India jab bhi aayegen aapse milegen dua ki darkhwast hai tbyt sahi nhi ❤
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Alhamdulillah dear sister... inshaAllah... Allah ne chaha to mulakat ho jayegi...Abhi aap apna khasa khayal rakhiye kafi din ho gye abhi Tak tabiyat kharab chal rahi hai aapki Allah Pak jald hi aapko sehatmand ataa farmaye...aap apne naam ka sadka nikalti rahe barabar ... Aur meri duaa barabar hai aapke liye inshaAllah Aap jald achchi ho jye ...aap ke kitne bachche hai aur kitne bade hai... Maine is liye pucha ki agar maa ya papa kisi ko bhi kuch problem hai to bachche bhi pareshan hote hai...
@saaraahemad9798 Жыл бұрын
@@ZaikaeLucknow Assalamalekum meri MashaAllah se ek beti hai 17 saal ki hain bhut roti hain meri tbyt dekh kar or pareshan hoti hain kaafi arsa se mai bimar hu isliye jo aapne sadqa bataya tha wo bhi humne kiya hai Delhi me dila diye the 😊
@qudsiasiddiqui4317 Жыл бұрын
Salamalaikum jazak Allah good recipe lakht e taam ki ingredient ka lonk mein bataey e..
@ZaikaeLucknow6 ай бұрын
Walekumassalam Lazzat e taam purchase link 🔗 amzn.in/d/253WBlH
@arshinaeemzaidi8352 Жыл бұрын
Asalamoalikum aap yah jo Lucknow masala bata rahi h yah banana batay ya yah radimate mil Jayga plz plz
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Walekum assalam wa rahmatullahi wa rahmatullahi ❤️ Is masale ko banana ro mushkil hai kyo ki is bahut sare rare masale hote hai jo har ek kahi nahi mil pate readymade aap ko Amazon par mil jayega.. purchase link mai yahan de Rahi hu please click here 👇 amzn.to/42wrHEE
@syedariffattassneem6685 Жыл бұрын
Last m Jo masala Dala hy recipe please
@ZaikaeLucknow6 ай бұрын
Garam masala 🔗 kzbin.info/www/bejne/nnevqomvhcudbNEsi=0F-vaeX0Cud6rVNd Aur lazzat e taam aap online purchase kar lein amazon pe Lazzat e taam purchase link 🔗 amzn.in/d/5gKkfBM
@arhamulislam7887 Жыл бұрын
Lazzoti taam pwd mai ing kya kya horay hn ya ye koi ek he sabit masalay ka pwd hy aur iska dosra naam
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Aap ise skip kar ke banaye aur normal garam masala powder daale aur is masale ko putli ka masala bhi kahte hai
@arhamulislam7887 Жыл бұрын
@@ZaikaeLucknow putli Jo malmal k clothes mai Jo add krty hn wo masala ingredients to btyn is k
@dhunoonwalla7389 Жыл бұрын
Aap ne kaunsa last mein masala use kiya hain ? Naam bata sakte hain please ?
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Lazzt e taam ...ise Ghar par banana mushkil hai kyo ki bahut sare masalo ke sath banta hai jo normally har jagah nami mil pate is liye mai readymade hi leti hu agar aap Lucknow ya Lucknow ke aas paas ke hoge to wahan aasani se mil jata hai aur agar kisi dusre state ke hai to Amazon se purchase kar lijiye mai aap ki aasani ke liye yahan purchase link de Rahi hu agar aap chahe to purchase kar lijiye... Lazzt e taam purchase link 👇 amzn.to/3MowWRm
@dhunoonwalla7389 Жыл бұрын
@@ZaikaeLucknow Thankyou. Kissi se mangwa lenge Lucknow se. Bahut Shukhriya.
@littleangel3169 Жыл бұрын
Lknw m kahan p milta hi ya har shop p available hi
@arhamulislam7887 Жыл бұрын
Apny mustard oil ko pehle jalaya nae ku k phr iski smell ati hy
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Garam kar liya tha bas wahi kafi hai
@My_Sunshine239 ай бұрын
I WANT TO MAKE FOR 25 PEOPLE WHAT WILL BE THE RATIO OF ONION AND TOMATO AND YOUGHURT?
@ZaikaeLucknow9 ай бұрын
Ingredients list (of 25 people) Meat -2.5-3 kg Cooking oil -600 ml Onion -12 medium sized (1 kg) Ginger garlic paste -10-12 tbsp(1/3 cup) Potatos - 20-22 medium sized Curd -300 gm Green cardamom -10 Cloves -10 Bay leaves -6 Black pepper -2 tbsp Cinnamon sticks -5 pieces Black cardamom -4 Coriander powder -10-12 tbsp Red chilli powder -4 tbsp Kashmiri mirch powder -2 tbsp Garam masala powder -2 tbsp Turmeric powder 2 tsp Salt -4-5 tsp Kewda water -2 tsp Meetha itar -5 drops Lazzat e taam powder -1 tsp Orenge Food colour -1/2 tsp Coriander leaves -150 gm Khushboo ka masala -1 tbsp
@My_Sunshine239 ай бұрын
@@ZaikaeLucknow Thank you so much 💓 💖 💗 💛
@khanzainab8431 Жыл бұрын
Too much oil .....we muslim today eat only un healthy food or follow un healthy cooking methods.......non veg is not unhealthy but they way we cook and stores that's too bad for our self as well as for our kids