Well done exclusive update superb view excellent work
@piesquareisg8 ай бұрын
Damn bro so well made!! Really appreciated!! You covered it best!!
@सुनीलकुमार-ब3न7 ай бұрын
हर हर महादेव जय महाकाल जय जय महाकालेश्वर जय जय महाकाल जय जय महाकालेश्वर
@SACHINPAL-jn4yi8 ай бұрын
Very helpful and informative videos, good keep going on
@tultiwri46936 ай бұрын
बहुत बढ़िया जानकारी दी है भाई बहुत बढ़िया
@sudhanshutiwari59928 ай бұрын
Kya baat hai bhai wah aap ne bahut badiya kaam kiya 👌👌👍👍
@vbalyan43538 ай бұрын
Nice Bhai 🤟
@ShubhamYadavDhoni6 ай бұрын
Bhaiya Aap bahut badhiya video bnate ho ❤❤❤
@hariramverma38628 ай бұрын
Video bahut achcha banaya bhai
@KEDARPAL9656 ай бұрын
Bahut sunder kaam h
@deepaksaini41008 ай бұрын
Good Work
@Arunkumar-ej7vh2 ай бұрын
Bahut badhiya Jankari Diya Aapne Naini Bridge me kaam kiya Es vale Nahi
@nitoothakur99038 ай бұрын
Good updates 👍
@piesquareisg8 ай бұрын
Yogi Jee set target to complete before Mahakumbh 2025 January, will it be possible according to you?
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Syd nhi
@anujsethi78458 ай бұрын
Lol no government completes their work as per target
@ankitaggarwal85568 ай бұрын
Time will tell.
@divyanshusingh92278 ай бұрын
Nahi hoga 2026 me hoga
@sachinverma72918 ай бұрын
3 month Ganga rivers Pani hoga July August September
@wildcreature18 ай бұрын
Cable wala portion sukhe jagah kyo banaya ja raha hai?
@HarshitMishra898 ай бұрын
Vo hmesha sukha nahi rehta hai.. baarish me center point wahi rehta hai..
@Saurabh200008 ай бұрын
Monsoon m itna pani jama hota waha jaise koi Dam ka reservoir ho
@Faizhussain988 ай бұрын
Bhai construction ke liye river ko divert kiya gya hai
@md802-b1d8 ай бұрын
Yeh SP Singla to shady construction company hai. Iska bridge pehle bhi gir chuka hai. This company is also no 1 in corruption. They bought BJP electoral bond. Supreme court has scrapped these bonds now. We all should oppose contacts to such companies.
@utkarshshukla90188 ай бұрын
Kaha karo ge
@ajaytripathi7898 ай бұрын
Company corrupt nahi hoti, govt officials Hote, Har point par paisa chahiye govt officers ko , to company kaha se degi, kaam to use karna hi hai.....
@Tengetenge-wp4hn3 ай бұрын
SP singla ne bahut acche kaam bhi kiya hai , jo pul Bihar me gira wo goverment officials ke corruption ki wjh se hua , sabse phle company ko tender milta hai , then opposition party paise leti hai , waha ka MP-MLA paise leta hai ,IAS ko paise chaiye , pardhan sarpanch bhi piche lage rehte hai 😂 tender lene ke liye sarkaar ko paise do , dusri company ko paise do taaki tender mil jaye , tab jake jo paise bachte hai to company construction shuru karti hai , to jiss level ka corruption uss level ka work , agar oppose karna hai to aise bharst netao aur babuo ka karo jo corruption karti hai , kyuki company ka krke koi Fayeda nahi , agli company ayegi to usko bhi ye problem jhelni hogi . Aur singhla company ka record UP m accha hai . bss ab dekhte hai banne ke baad iss pul ka kya haal hoga tabhi pata chalega kyuki abhi 70-80% kaam prayagraj ke portion ka ho gaya hai.
@newmuvielink40926 ай бұрын
Sir koi lebal aor mistri ke kam hoto batae
@jayamohanan62262 ай бұрын
Kindly inform us the latest progress. Hope it will complete by 2050.
@DetoxTraveller2 ай бұрын
2025 march me aayegi ab
@chauhanrohit6068 ай бұрын
Bhai sambhal se budaun district ka work process nhi dikhaya
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Bhai ji back to back nhi dal skta same project ki video 2-3 days ke baad me aayhei group 2 ki video
@SudhanshuShukla13 ай бұрын
Bhaai tum kaha-2 cover karte ho❤❤
@niteeshyadav67768 ай бұрын
Good job
@vaibhavbhadauriya81038 ай бұрын
Bhai Pink line metro ki bi update de do.. kafi tym ho gya h
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Bhai ki plz check my latest community post
@paragajabaiyakahaniyan8 ай бұрын
भाई जी इनर रिंग रोड नैनी से झूंसी पर बन रहे पुल का वीडियो बनाइए
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Next time
@सुनीलकुमार-ब3न7 ай бұрын
अति सुन्दर काम कर दिए मोदीराज योगीराज में
@anilgupta-e8u8 ай бұрын
Iwai ki guideline ka update include kare
@sachinmatia14008 ай бұрын
Ambala Shamli Expressway ki update Kab De rhe ho bhai ji
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Month end me
@vaishnavicreations-dc4vl8 ай бұрын
Very good video
@deepakpratapgangwar5838 ай бұрын
Nice video... lucknow mei 8 saal joh bade kam huwe plz make video
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Okay next trip me try krta hu
@IshuMaya-cs6sn7 ай бұрын
Prayagraj Pratapgarh Sultanpur hote hue Ayodhya Tak six line Banega kya
@DetoxTraveller7 ай бұрын
Syd nhi
@RohitPandey-po3nt8 ай бұрын
December 2024 final deadline. Recently Chief Secretary visited the site and reprimanded the officials of construction company. They have increased the number of workers from 500 to 600 now. 70 percent work has been completed. The foundation stone was laid in 2021. So the speed of work is not bad keeping the Covid period in mind.
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Bhai ji starting me to COVID ke hone ke baad me bhut tej kaam hua hai. But last 10 months me Kam progress hai Ab kafi kaam baki hai jo year end tk hona muskil hai
@RohitPandey-po3nt8 ай бұрын
@@DetoxTraveller Haan..last ten months mei budget problem thi. February mei fresh budget release huwa tab kaam mei teji aayi hai.
@Tengetenge-wp4hn7 ай бұрын
@@DetoxTraveller bhai ji delay isiliye hai kyuki monsoon me river me bahut paani aa jata hai , jab construction ho raha tha tab kuch.cranes and JCB baadh me beh gayi thi .
@राकेश_रेल8 ай бұрын
straight kyu nhi kiya curve karke bridge banaya hai design jaise taise ,road or bridge jitna ho straight hona sahi rahta hai
@Tengetenge-wp4hn7 ай бұрын
You don't know anything about physics , ye koi 1-2 ka bridge nahi hai 10km ka bridge hai , uper se ispe trucks bhi chalengi and ye beli me jake connect hogi jiska iss highway se sidha connection nahi hai , isiliye curved hai and isko 2 jgh se connect kiya jayega mtlb jaha se shuruwat hogi waha se bhi and beech me isme eek jgh se aur connect hoga isiliye curved design hai .
@utkarshshukla90188 ай бұрын
Bhai kya prayagraj mai metro bhi ban Rahi hai kya
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Yes bnegai bhai ji
@utkarshshukla90188 ай бұрын
@@DetoxTraveller wo aj Maine dekha ek jagah pull ke pass chote pillar ban rahe the
@DetoxTraveller8 ай бұрын
@@utkarshshukla9018 acha Bhai ji kya aap mere ko with location uss pier ki photo bej skte ho bhai ?
@utkarshshukla90188 ай бұрын
@@DetoxTravellerya just go to chungi grand trunk road
@utkarshshukla90188 ай бұрын
@@DetoxTravellerap jaise hi chungi se age badenge tab 1 traffic light ke samne hi dikh jayega
@deepaksaini41008 ай бұрын
Ab next video me Delhi Dehradun Expressway ka no h na.?
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Bhai ji aapne puri video nhi dekhi syd se last me bola hai kanpur Ring Road ki hogi
@myu.p92968 ай бұрын
मोहित भाई northarn periferal loni से meerut expresway तक के लिए एक वीडियो बनाओ प्लीज,, कब काम चलेगा ओर कब तक बनेगा ,, भगवान आपका चेनल 10 लाख का जल्दी करे
@warishislxlr8 ай бұрын
Prayagraj Ring road update please
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Bhai ji iss trip pr vo add nhi thi next time jb bhi aauga tab cover kruga
@prajjwalworld45098 ай бұрын
Prayagraj aaya kriye to inform Kar diya kriye my vahi ka nivasi hun or apse milna chahata hun.
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Next time 🤘🏻
@shaileshkr.upadhyay87488 ай бұрын
well informative videos amazing efforts 💯🫡
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Thanks a ton🙏🏻
@shaileshkr.upadhyay87488 ай бұрын
@@DetoxTraveller 🙏
@drmanojmangal20597 ай бұрын
Bihar ke project mega hai unki update de
@DetoxTraveller7 ай бұрын
Year end or next year
@whatSatyam2 ай бұрын
मैं Phaphamau से hu 😊😊😊
@HariKumar-dl1md8 ай бұрын
*_Ab ye Bridge 10.26km ka ho gaya hai_*
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Yes
@varunverma75978 ай бұрын
ye bridge kumbh tak nhi taiyar ho payega kya bhai
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Nhi Bhai ji
@sahilkaith52828 ай бұрын
Iss bridge ka design kucch samaj nhi aya DRY bala portion pa CABLE stayed aur PANI bala portion par BOX GIRDER🤣🤣
@prayassharma30928 ай бұрын
Bhai aap Civil Engineer ho kya ?
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Ha thoda side me hai
@DetoxTraveller8 ай бұрын
@@prayassharma3092 mere se puch rhe ho ?
@sahilkaith52828 ай бұрын
@@DetoxTraveller ha
@sachinverma72918 ай бұрын
Prayagraj have 9 Ganga-yamuna bridge
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Acha
@shiivam_singhh8 ай бұрын
1095 day matlab 3 saal ki deadline khtm ho gayi but ye bridge abhi tak nahi bana
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Yes year starting me thi thi deadline Abi kaam to dekh ke to aesa lg rha hai jese Abi 3 saal me se 1.5 years hi hue hai Kaam start hue
@AnuragYadav-uk4is8 ай бұрын
Curve de dekar pull ki lenth badha diye jaanboojh kar
@myu.p92968 ай бұрын
मोहित भाई देवबंद रुड़की रेल लाईन की भी एक वीडियो बनाओ प्लीज
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Bhai ji next week me aa rhi hai
@myu.p92968 ай бұрын
@@DetoxTraveller thank you mohit भाई love you
@shiivam_singhh8 ай бұрын
Prayagraj influencers is claiming that this bridge is part of Ganga expressway. Ka ye news sahi hai ???
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Are bhai ji nhi mene video me board bhi dikha hai project ka ye bridge hai central government ka aur ganga expressway hai UP Government ka aap Google pr search kr lo Ganga Expressway kahan se kahan tak hai Vo End hota hai NH19 pr..ha mene videos dekhi hai log iss bridge ko ganga expressway samjte hai
@shiivam_singhh8 ай бұрын
Bahot slow kam ho raha hai iss bridge ka 😢
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Ha itna kam kaam hoga Aesi mere ko bhi umeed nhi thi
@shiivam_singhh8 ай бұрын
@@DetoxTraveller wo bhi tab, jab 2025 me Prayagraj Kumbh Mela lagne wala hai
@DetoxTraveller8 ай бұрын
@@shiivam_singhh ha Ganga expressway ka samj me aata hai late hona ye late nhi hona chahiye tha kisi bhi haal me
@syedmazharabbas65068 ай бұрын
Project delay ni hone chaiye
@hariramverma38628 ай бұрын
SP Singla ko construction kyon dete Hain construction contractor isko Dena hi nahin chahie Bihar ke andar kaise unka pul Tut Gaya kitne Kitna kam piche Ho Gaya Kitna nuksan Ho Gaya aur inke build kiye hue bridge ke andar kitne Kaun construction ki kitni gunvatta bhi nahin Hoti hai
@anilsharma-sz3zq8 ай бұрын
Kam se kam 2 saal lagenge ise complete hone mein
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Nhi itna bhi nhi lgne vala
@Sashikala-ch7ig8 ай бұрын
Ban sp singla contractor
@safarnamaoflife22138 ай бұрын
Very slow progress
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Ha slow to hai
@देवलक्ष्मीडेवलपर्सप्रा0लि0शां5 ай бұрын
वीडियो बनाने से पहले आप सही जानकारी ले ब्रिज वहां से नहीं स्टार्ट है
@DetoxTraveller5 ай бұрын
Kha se start hai Kis side ki baat kr rhe ho aap ? Prayagraj side me ? Mene board dikhya hai mene uss ke hisab se btatya hai for your information
@HillolSaha828 ай бұрын
Kanpur metro 2nd phase ka update dijiye
@DetoxTraveller8 ай бұрын
Sorry uss ka update Dena mushkil hai
@SACHINPAL-jn4yi8 ай бұрын
Tripathi chauraha, kya hai, chaurahe ka naam kisi freedom fighter ke naam par honi chaiye kisi jaati dharm ke naam par nahi, Tripathi chauraha ka naam badlo Yogi ji
@Saurabh200008 ай бұрын
यादव चौराहा, पल चौराहा और न जाने कितने जातियों के नाम पर है, स्वतंत्रता सेनानियों के नाम पर देश में सबसे ज्यादा चौराहे और सडके प्रयागराज में ही है