Good progress I Hope majlis se jagatpur section jaldi se start hojaye Thanks for the update
@lovejainАй бұрын
Jagatpur station is not real Name .. Real Station name Is Wazirabad Village Station
@the_tusharguptaАй бұрын
@@lovejain aap sahi keh raha ho par pata nahi dmrc ne kyu jagatpur rakha h naam
@DetoxTravellerАй бұрын
Yes abhi tak update nahin hua Hai unke documents mein isiliye main yahi Naam leta Hun
@tawheedaalam20292 ай бұрын
Slowest work i have seen in my life, only two deck slabs were placed on double decker flyover in 3 months.😟
@aman963Ай бұрын
Vaha kaam stop ho gya hai
@user-dk6cj6qs7xАй бұрын
pink line in general had very very slow progress
@TheHimanshuRastogiАй бұрын
Bhajanpura ki side traffic bhut h, agr abhi kam kr shuru kr dia to traffic m msle ho jynge, ho skta h metro bnne k bad flyover bnay, just my opinion.
@chandlerhbk08Ай бұрын
Kejriwal sarkar ka kamaal hai
@laxmandutt1109Ай бұрын
@@chandlerhbk08 Lmao jab metro mein dikkat ayi to Kejriwal ki galti but jab metro ke baare kuch positive ho to Modi ne kiya hain
@yadvendrapandeyАй бұрын
Finally some good progress on this project ...great shoot Mohit bhai....very good animations
@princeverma1326Ай бұрын
Wow.. appreciate your work ❤
@BAT-MAN-iАй бұрын
Super presentation.. brother....❤❤❤❤❤
@lawlionamv832Ай бұрын
As compared to RRTS this work is so slow RRTS>>DMRC.
@UmaSarkar-l3rАй бұрын
Kolkata metro crying at corner😂😂 I am from west Bengal
@laxmandutt1109Ай бұрын
Bhai North East Delhi bahut congested and traffic prone area hain isliye slow work, baaki metros mein tez kaam huan than
@DetoxTravellerАй бұрын
Bhai ji aapki baat theek hai Bus mere ko ek chij batao Elevated section ready ho gaya Ab uske upar to Baki ka kam Kiya ja sakta hai Station ke gates bhi almost ready Hai Ab iske upar to Kam pura Kiya ja sakta hai Yahan per bhi traffic Kam nahin karne de raha hai Station ke donon level be ready ho chuke DMRC ke pass mukundpur depot bhi hai Teen station use stage mein hai ki agar teji se kam karvaya jaaye to agale sal aaram se open Kiya ja sakte hain yah teenon station Lekin DMRC Aisa nahi kr rhi hai hai NCRTC har time ek surprise deti Hai Good me
@aakashyadav7968Ай бұрын
@@DetoxTraveller bhai sahi kaha aapne bilkul aaj maine newspaper mee ek advertisement dekha tha DMRC ka usme DMRC ne bola hai ki Jagatpur Village station see Surghat Station tak OHE ko live kr diya jayega 30 October 2024 see it means ki yeh section bilkul ready hai trial run ke liye toh DMRC ko thoda maturity see kaam lena chahiye aur iss section pr jyada focus krke agle 5-6 months mee aaram see open le skti hai public ke liye only finishing work bcha hai.Yehi haal hai Majenta line ka hai bhai Majlis Park see DMRC ko jaldi magenta line depot see connect krni chaiye taaki kabhi bhi train depot see viaduct pr laakar Bhalswa Haidarpur Badli Mor tak trial kr ske.Magenta line ka yeh section bhi jaldi open ho skta hai if DMRC wants.
@KingLuffy_17Ай бұрын
can't they clean river .while working on this project
@ayushbhardwaj7650Ай бұрын
Its not duty of dmrc to clean Yamuna ji, its duty of Delhi govt.
@BAT-MAN-iАй бұрын
Chinta mt karo bhai kejriwal ji Delhi ko jheelon ka shahar bna rhe hai 😂😂😂😂😂
@SoloLevellorАй бұрын
Tell this to kojarwal not metro company
@ayushbhardwaj7650Ай бұрын
@@SoloLevellor kojarwal 🤣🤣
@hadhamalnamАй бұрын
You can only clean the river by building more and better treatment plants
@satishbansal3994Ай бұрын
Excellent presentation superb performance
@topicone1417Ай бұрын
Really good work by DMRC, problem with people is they think its too easy work and engineers are just chilling and slow work all around, but they have to think every agency facing many problems while building anything i am also government employee and i know how hard to deal with legal issues. Some time work being late but that doesn't mean that they wants to delay , every agency just wants to complete as soon as possible.
@DetoxTravellerАй бұрын
Yes sir bahut challenging hota hai company ke liye Kam karna City ke andar But aap believe kro kam slow hai For example agar elevated section itne time se ready hai Gate ka civil work almost pura Ho Gaya To elevated section ke upar tracks ko bichhaya jaaye aur head wiring ka kam kiya jaaye gates ko bhi ready kiya jaaye Puri tarike se Lekin ine sab mein Metro ki project mein ab kafi jyada time lagta hai Jahan rapid Rail har bar dekho to itna jyada kam ho gaya ho jata hai har ek se do mahine mein Baki Baki Delhi Metro ke phace 4 underground section per kafi teji se kam chal raha hai Uske liye tarif banti hai
@aryansaxena679Ай бұрын
Please Update now Magenta Line Delhi Metro Line No. 8 new progress Part-1 to 3 1. Krishna Park Extension to Deepali Chowk 2. Pitampura to Ashok Vihar 3. Derawal Nagar to Ramakrishna Ashram Marg
@sarlarani3097Ай бұрын
Yes
@DetoxTravellerАй бұрын
Bhai ji bina puri video dekhne comment kroge to kese chalega Kaam aur mene Community post mein bhi bataya ki Main gentleman ka shoot ho chuka hai Google sheet me bhi update kar diya hai Check karte Raha karo sir donon cherjo Ko Kl morning mein a rahi hai Magenta line Line ki pahli video
@goutamraoshab37772 ай бұрын
Speedy work 🔥🔥
@KeshavKumar-gc9puАй бұрын
Bohot time lerahe hai yaar BTW Nice coverage
@shanmohd8341Ай бұрын
V good job sir ji 💯👏👏👍💯
@TheHimanshuRastogiАй бұрын
Great Content, Great Quality.
@parv112Ай бұрын
Great update bhai.
@manishjoshi7342Ай бұрын
Station design bahut achha lag ra
@snehasharma212Ай бұрын
March 25 wali deadline thi waise lekin march 26 tak hi complete ho payega ye project 😞ye kanjarwal ne metro projects ki lanka di hai
@ayushbhardwaj7650Ай бұрын
Kanjarwal 😂😂
@TheHimanshuRastogiАй бұрын
Kejruddin 😂😂
@syedmazharabbas6506Ай бұрын
Ye teri Maggi nai hai, na tere pati ka sex time hai , jake dekho kitna mushkil hai and with traffic kaise management hota h, salute to our engineers.
@ayushgarg7033Ай бұрын
Kejriwal kya kare, lg sab power hath m leke so gya
@ayushbhardwaj7650Ай бұрын
@@ayushgarg7033 delhi sarkar ka kaam hi kya h free mein bijli pani aur sharab baantna 🤣🤣
@Raj81719Ай бұрын
GOOD PACE ❤🎉🎉
@gauravgupta5586Ай бұрын
they can start till jagatpur village by march'25 if dmrc puts all effort.
@DetoxTravellerАй бұрын
Yes agr DMRC push kre to Baki aapko pta hi Delhi Main Ab winter aane Wale Hain kam ki speed aur kam ho jayegi ab
@rohanarora71802 ай бұрын
Work progress 💪 tez hai
@vbalyan4353Ай бұрын
💯💯💯💯
@vpn741Ай бұрын
Slow h bhai Hope thi ddn-delhi expressway phase 1 diwali Tak and khajuri metro December Tak start ho jayegi Maybe majlis park to soniya vihar Tak pahle start ho jay
@eklavyanishad8655Ай бұрын
Very nice video bhai
@Namankumar-kc7peАй бұрын
Thank you so much❤
@agraphic19822 ай бұрын
Jab se rrts ka work dekha hai metro ka work bhot slow hai
@SubhrarnahahdАй бұрын
Delhi metro itne heavy traffic m kaam karti h
@aman963Ай бұрын
Ab lagta hai phase 4 complete ho skta hai, pehle toh difference hi ni dikhta tha 2 updates mein
@neeshantsehrawat7076Ай бұрын
Nice update bhaiya ....sahi kiya abhi video bana di... Kuch dino baad vaise hi delhi me kuch ni dikhne vala 😂😂
@DetoxTravellerАй бұрын
Yes bro Delhi ka kam bus ab jaldi se niptane walon Delhi aur NCR ka
@Explorewith2NitinАй бұрын
Shiv vihar wali metro Loni kab tak aygi..
@balamsingh4326Ай бұрын
काम करने की तीव्रता से अच्छी आप की वीडियो है।
@aakashsharma3357Ай бұрын
Nice information
@AdilKhan-wu4pbАй бұрын
Gorakhpur- Siliguri Exp ka work on Groung start he kya ya ye sirf abhi proposed hai and what about Gorakhpur -Shamli Exp and Shamli to Ambala Exp
@asianguy8615 күн бұрын
4-5 saal se dekh hi raha hu kam pura ni hone wala Metro ka lagta jaldo
@chungamer5978Ай бұрын
Bade bhaiya bohot acha, well detailed or point to progress tracking update tha matlab ekdum nice job done. Aur aapne is baar jagatpur village aur burari ke station ka platform view nahi dikhaya jese last update mei dikhaya tha, bass Jharoda Majra Station ka dikhaya wo bhee video ke last mei, kya iska reason koi progress platforms pe na hona tha? Aur kya in stations par platform screening Doors lagaye jayenge?. Atlast bohot badhia video hei👍🏻.
@DetoxTravellerАй бұрын
Bhai ji shoot kiye the but vo part dala nhi hai...abi nhi lge PSG
@chungamer5978Ай бұрын
@@DetoxTraveller Acha bhaiya
@S.B.gaming-444Ай бұрын
Bhai please roorkee - Deoband rail line project please let me know 😅😅😅😅😅😅😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂 please
@AryanKumar-yr7pwАй бұрын
Chalo ajj intzar khatam hua par bhajanpur se kam slow h kafi
@ArmaanAnsari-l7zАй бұрын
NH 9 Ganga river se gajrula tak update
@DetoxTravellerАй бұрын
November Me aa rhi hai
@Kanikasingh_002 ай бұрын
Rrts delhi meerut❤❤❤
@lalitbisht146121 күн бұрын
good work
@soorajmaurya3539Ай бұрын
Many people waiting for rithala narela nathupur red line extension corridor and I'm one of them 💔
@DetoxTravellerАй бұрын
Yes sach me vo bhi start ho Jani chaiye ab
@aakashyadav7968Ай бұрын
Magenta line ka Krishna Park Extension metro station open kyu nhi kr rahi DMRC August see ready ho rkha hai woh station
@yeetgamersvk1399Ай бұрын
Aaj open ni hona tha?
@RailfanbyUjaas1294Ай бұрын
ab iss saal pink line phase 4 trail run jald hoga
@raviprakash1855Ай бұрын
Bro aap Delhi metro ki Aerocity-Tughlakabad golden line ki bhi work update ko dikhaya karo uspar kitna progress hua h and ho sake toh lajpat nagar-saket g block brown line ki bhi.
@DetoxTravellerАй бұрын
Yes oct me ya nov me aayegi video
@SanataniParth1Ай бұрын
जय भारत जय श्रीराम 🇮🇳🚩
@suhailmohammad8688Ай бұрын
double decker flyover ki progress sangam vihar pe bahut slow hai aur kaam bahut slow progress se chal raha hai .
@DetoxTravellerАй бұрын
Yes abhi use stage mein ki kam kafi jyada slow hai
@irshaadahmed5780Ай бұрын
Good working
@NeerajYadav-uh2niАй бұрын
Sonia vihar metro station jaldi se start ho jaaye bus
@priomroy20Ай бұрын
Bro I will be happy if you don't update this project anymore. Don't want to waste time seeing such slow projects ❤
@DetoxTravellerАй бұрын
@@priomroy20 bhai ji but last 2.5 months me acha kaam hua hai 😍
@the_abhiyadavАй бұрын
Bhai ganga expressway ka video kb laoge...
@DetoxTravellerАй бұрын
@@the_abhiyadav nov me aayegi Oct me aane ke liye sorry 🙏🏻🙏🏻
@blooperssign7326Ай бұрын
Bhaiya uttarakhand chardham rail project ke related content banao👏🏻.
@DetoxTravellerАй бұрын
Next year se banaunga
@iqsarkar99Ай бұрын
Silver ka bhi daal diya karo
@DetoxTravellerАй бұрын
Deta hu sir timely
@iqsarkar99Ай бұрын
@DetoxTraveller nhi dala ek mahina higy
@DetoxTravellerАй бұрын
@@iqsarkar99 bhai ji vo line maximum underground hai Aur progress kaam hai..no flying zone hai Iss liye 6 -9 months ka time leta hu
@iqsarkar99Ай бұрын
@@DetoxTraveller acha ok mere yaha khanpur aur ambedkar nager ki side elevated ban rahi h isliye puch thi jab ban jye tab daldena
@vcdhyaniАй бұрын
Great.
@anukushwah7053Ай бұрын
Bhai ji delhi delhi dehradun ki video itni let kyu apne to bola tha ki October me hi aa jayegi 😮
@DetoxTravellerАй бұрын
Bhai ji please Instagram / Facebook per message karo Puri kahani vahan per aapko acche se batata hun
@rohitshokeen5693Ай бұрын
Mast kuch tezzi ka kaam hua hai
@animereviewwithriteshsenpa7660Ай бұрын
Swaroop Nagar mai metro kab aayegi??????
@DetoxTravellerАй бұрын
Vha ka abi koi plan nhi hai
@animereviewwithriteshsenpa7660Ай бұрын
@@DetoxTraveller acha bhai thank you reply ke liye brother trust me bhot dikkat hoti kabhie traffic jam se agar metro hogi Jahangir Puri se Swaroop Nagar tak metro 20 , 15 Swaroop Nagar mai ja sakenge kabhie traffic jam mai Jahangir puri transport nagar libaspur tak bhot rush hota hai kabhie ghanto tak 2,3 ghante tak jaam lagta bhot problem Hoti hai Swaroop Nagar logo metro bhot zaroorat present time mai kabhie koi update mile please share kare koi plan nhi hai toh bhot sad baat hai lagta hai hamare nagar koi izzat nhi hai 😭😭
@DetoxTravellerАй бұрын
@@animereviewwithriteshsenpa7660 Yes bhai ji honi chahie thi You are right
@animereviewwithriteshsenpa7660Ай бұрын
@@DetoxTraveller haa bhai Swaroop Nagar bada hospital ban Raha hai is hisaab se metro connectivity deni chaayie aur Swaroop Nagar aage khaatushyam temple bhot bada udhar metro nhi aap soche hospital paas temple lag bhag paas mai 15 minutes distance connectivity deni chaayie thi government ko DMRC ko koi bhi government ho koi nhi brother reply dil se thank you 🙏🙏🙏
@kishor4799Ай бұрын
Plz abi ka updated video bi update kr do Link line ki
@DetoxTravellerАй бұрын
@@kishor4799 ab Bhai ji jab me aayegi video
@rohanarora71802 ай бұрын
Kuch kuch hissa abhi bhi missing hai
@sarfrajansari3424Ай бұрын
Update on Golden Line
@rohanarora71802 ай бұрын
मौजपुर बाबरपुर मेट्रो स्टेशन से आगे गर्डर मिसिंग है
@asianguy8615 күн бұрын
Bhai yeh project 2030 tak toh pura ho jayega nà
@ChitrangVarshneyCreativeАй бұрын
bhaiya ji DDEC phase 1 ya phase 4 ki update Oct me daldo please
@DetoxTravellerАй бұрын
Plz insta / fb pr msg kro
@PRANJAL__TOMAR__JAATАй бұрын
Bhaiya delhi dehradun express way ka work dikhao phase 3 ka
@DetoxTravellerАй бұрын
Bhai ji ek video aani hai DDEC ki full but detail vali nov me aayegi
@kashifaslam1714Ай бұрын
Delhi haat ina wala interchange wala name nhi likha aapne video mai
@DetoxTravellerАй бұрын
Yes bro 😁
@akash1969Ай бұрын
50 k hone wle haan bhai ke.
@DetoxTravellerАй бұрын
Yes bhai ji 🤩😍 Slowly slowly finally Aap sabhi ke pyaar & Support se yha tk phucha diya logo ne 😍🙏🏻
@rohanarora71802 ай бұрын
Expressway ke neeche pink line Metro
@dhirajkashyap6110Ай бұрын
Hope to see the extension of red line from rithala to nathpura village
@karambirduhan1996Ай бұрын
Bhai is speed se to 2026-27 ho jayega is project ko 😢😢
@sarlarani3097Ай бұрын
Pls magenta line ka bhi update dijiye.!
@DetoxTravellerАй бұрын
@@sarlarani3097 bina puri dekhne bina comment kiya hai na right bhai ji ??
@sarlarani3097Ай бұрын
@@DetoxTraveller nhi apne btaya ki video shoot ho chukka hai to asap bhejiye.
@DetoxTravellerАй бұрын
@@sarlarani3097 okay to ab aapse mera ek question aur Aapko meri Google sheet ke bare me pta hai bhai ji ?
@sarlarani3097Ай бұрын
@@DetoxTraveller nhi sir Vaise im 16. Kab tk ayega video
@DetoxTravellerАй бұрын
@@sarlarani3097 bhai ji mene ek Google sheet bnai hai uss pr cheeje update krta rheta hu Save kr lo future ke liye 🤩😍🙌🏻 Link - docs.google.com/spreadsheets/d/1t91bH2RdQ85TuGHTyb5ThR2BexmkmvrXr5pkatwNyY8/edit?usp=drivesdk
@DeepakKumar-rc4muАй бұрын
Majenta line ka update dikh wo
@DetoxTravellerАй бұрын
Bina Puri video dekhne comment Kiya hai bhai ji ??
@vinay-hf2ruАй бұрын
Shiv vihar ke age kab extend hogi bagpat ki taraf?
@DetoxTravellerАй бұрын
No plan
@vinay-hf2ruАй бұрын
Sad
@ikrarkhan1927Ай бұрын
❤
@sachinonline_Ай бұрын
Mohit bhai pink line agli saal march mein start ho jayegi Kuch din pehle hi transport minister ne bola hai
@DetoxTravellerАй бұрын
Bhai ji bolne me bhut frk hota hai aap bhi yhi ho ke bhi yahi ho me bhi Achi baat hai ho jaye But mere ko puri feel aa rhi hai 2026 tk baat jayegi abi
@sachinonline_Ай бұрын
@@DetoxTraveller let's hope for the best
@SureshKumar-ov9zq2 ай бұрын
Najibabad bypass ki new video kb aayegi
@DetoxTravellerАй бұрын
Next year
@mayankchandel2285Ай бұрын
Work progress tho sahi h but surghat metro station pi kaam bhot slow h
@DetoxTravellerАй бұрын
Yes bhai ji But ab lag raha hai yahan per bhi kam teji se Kiya jaega Baki sare station per Jis tarike se Kiya Gaya Kyunki Girdar rakhne start ho gaye
@mayankchandel2285Ай бұрын
@@DetoxTraveller ha ye tho h
@ujjwalsaini3905Ай бұрын
Which software do u use for maps animation
@DetoxTravellerАй бұрын
After effect + geo layers 3
@garvgautam7706Ай бұрын
Sir ye line kb tk shuru hogi kyuki mere bete ke college ke liye bhut best line h ye please reply🙏
@DetoxTravellerАй бұрын
Sir next year me kuch part start ho skta hai
@priyanshuacademy51622 ай бұрын
Bhai magenta line extension ka bhi bana do
@DetoxTravellerАй бұрын
Puri video dekhne bina comment Kiya hai na Bhai ji aapne 🤔😁
@umeshkumar-ni4hoАй бұрын
Slow work everywhere slow work.... In my area new railway line whic we waited for many years.. still in progress deadline almost 2 yrs passed. Same for highway projects deadline was 2021 still work going on will complete maybe 2025 December... Har jagah hi delay chalta hai... Bahut rare projects India me timely poore hote hai..
@DetoxTravellerАй бұрын
Delhi RRTS ko dekho bhai ji
@umeshkumar-ni4hoАй бұрын
@@DetoxTraveller sabhi pe hi kaam aise hona chaiye.... Sirf ek pe hi kyu.... Highway projects delay se hazaron log pareshan hote hain .. wo bhi sochna chaiye govt ko.... Ek bhi highway project timely poora nahi hota....
@DetoxTravellerАй бұрын
@@umeshkumar-ni4ho iss me govt kya kya kre bhai ji Logo ka bhi pura support nhi hota hai Bhut sare reason hote hai delay ke
@umeshkumar-ni4hoАй бұрын
@@DetoxTraveller ap kuch had tak sahi hain.. par har project me aisa nahi hai ... Mere area me jo projects hain unme na koi protest hai na koi legal issue hai... Bhai problem ye hai ki nhai ke to har jagah projects chal rahe hain.. to shyd inpe govt dhayan hi nahi deti... Nahi to strictly deadline follow krva skti hai govt... Aur rrts pe isliye zor dia gya hai ki ye ek unique project hai ... Aur international level tak apni image ka fark padta hai isse ... Mera bus yahi kehna hai sarkar har project pe dhyan de chahe wo chota ho ya bada.... 400 500 meter ke flyover banne me jinko hardly 9 to 12 month's me complete Krna hota hai usme bhi 2 saal laga dete hain... Ab iska reason kya hota hai pata nahi .. par bahane inke pas taiyar rehte hain... Labour gyi Hui hai... Supply nahi aayi.... Etc..... har project pe yahi hai.... Atleast govt is cheez pe agar strict ho jae to deadline pe hi kaam ho jaye.... Baki aap to har jagah ghumte ho... To ap ko zyada updates pata honge hi
@DetoxTravellerАй бұрын
@@umeshkumar-ni4ho konsa area hai aapka and insta / pr msg kro Btata hu sb kuch
@vinodheerani4735Ай бұрын
Trials runs are expected????
@DetoxTravellerАй бұрын
@@vinodheerani4735 pink line ke bare mein Main Aisa kuchh Bhi nahin bol sakta hun No idea 💡
@deepakmavi1982Ай бұрын
Bhai 709b delhi ki Update kab tak ayegi
@DetoxTravellerАй бұрын
Kis location ka
@krish1982kmАй бұрын
March 2025 mein start honi h pink line
@DetoxTravellerАй бұрын
Aap kuchh kya sach mein lagta hai Pink line jab Tak start ho jayegi
@rahimonitor6096Ай бұрын
Mai delhi aa raha hun kuch dino me
@DetoxTravellerАй бұрын
Acha 🤩
@monuinfravlogs94882 ай бұрын
Bhai silver line ka bhi update de do
@aakashyadav7968Ай бұрын
golden line bhai silver line nhi hai ab uska naam
@DetoxTravellerАй бұрын
Coming soon
@hariss19902 ай бұрын
👍
@madhur3737Ай бұрын
Delhi metro have OHE ...
@Fluxx_InD0927 күн бұрын
I attracted to the video ❤ BYTHeWAY, SOng naMe??
@banbarirana9491Ай бұрын
याह मेट्रो बाबरपुर की वजह गोकुलपुरी से अटैच होनी चाहिए थी उसमें खर्चा भी कम आता है लेकिन ये बाबरपुर से जो अटैच किए मेट्रो ये हमीं ठीक नहीं लगी
@DetoxTravellerАй бұрын
Yes kr skte hai agr possible hota agr Aur pre plan hota to
@krish1982kmАй бұрын
@@DetoxTravellerMarch 2025 mein start honi h pink line. Shi se pta kro shayad aap update nhi ho. Aap glt bta rhe ho.
@DetoxTravellerАй бұрын
@@krish1982km bhai ji Me glt nhi aap information collect kro phase 4 kb ready hona hai And aapko seriously lgta hai ye line March 2025 me start ho jayegi ??
@jaishree701Ай бұрын
Is project delay be barbad kr diya jamunaapar ko band hi krdo is project ko itta slow
@DetoxTravellerАй бұрын
Band krne se kuch hoga bhai 🤦🏻
@jaishree701Ай бұрын
@@DetoxTraveller sab theek ho jaayega 2029 meon congress aayegi yeh project ko teji se Start kregi
@nitinshakya22Ай бұрын
Konsi company Kam kar rahi hai bhai
@DetoxTravellerАй бұрын
KEC international
@polock75Ай бұрын
Bro update something else. I don't want to see videos of such slow projects 👍
@DetoxTravellerАй бұрын
@@polock75 abi slow nhi hai bhai ji..baki aap slow khe rhe ho kisi ko dekhni hai hai..apun kya kre 🤔😕
@S.B.gaming-444Ай бұрын
Please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@Deadless_ffАй бұрын
Yamuna river 😢😢
@rishabhsharma6310Ай бұрын
Bhai ji mujhe bhi le chalna dde jab jaoge shoot karne🫡
@DetoxTravellerАй бұрын
Please insta ya FB per message kijiye
@S.B.gaming-444Ай бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ please Bhai please roorkee - Deoband rail line project please let me know 😅😅😅😅😅😅😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂 please
@DetoxTravellerАй бұрын
Agale 12 dinon mein shoot ho jayegi Diwali se pahle aani to Shayad mushkil Hai Lekin uske theek bad mein a jayegi
@jaishree701Ай бұрын
Bhai yeh kam 2034 tak ko pura ho jaayega na 😂😂😂
@DetoxTravellerАй бұрын
Ho jayega bhai ji 😍 jb tk to
@jaishree701Ай бұрын
@@DetoxTraveller 5 sal se dekh raha hu meri 4 sal ki degree khatam hone wali hain ab
@TheVenom8624Ай бұрын
Delhi metro ne kaafi logo ka employments khatam kar di hai jo auto chalate hai jo ola aur Uber me apni gadi chalte hai unki naukri par jyada farak pada hai kyuki sab metro se jaldi nikal jaate hai apne destination par jiss wajah se log auto ola uber use nhi karte iss wajah se delhi metro ne kaafi naukri khatam kar di hai
@Ankur_d142Ай бұрын
Magenta line.
@DetoxTravellerАй бұрын
@@Ankur_d142 Bina Puri video dekhe bina comment Kiya hai na bhai ji aapne
@S.B.gaming-444Ай бұрын
Please
@vipinsingh075Ай бұрын
Trash everywhere.. very sad to see this
@jaishree701Ай бұрын
10 sal aur lagenge ise banne mein 💀💀☠️ andhadhund corruption hoga