कन्या लग्न के बारे में बहुत रोचक तथ्य और आपकी व्याख्या बहुत अच्छी है। 🙏🚩🕌🚩🪐☀️🌙✨⭐🌟💫🌑✴️⚪✳️🌼🏵️🌸🌷🍁💮🌺🌹🌻
@mahaveerautomation10 ай бұрын
bahut accha samjhate hain aap acharya jee
@sfurtisharma72824 ай бұрын
Aap bahut hi saral tarike se samjhaate hain. Thank you guruji.
@nkverma1577 Жыл бұрын
गुरु जी، ज्योतिष सीखने वालों के लिए जानकारी ज्ञान वर्धक है ۔ कुंडली के साथ इस कंटेंट को जोड़ कर व्याख्या करे तो आपके हम सभी viewer को और अच्छा रहेगा Thx
@RameshKumar-dj1ew5 ай бұрын
Aapka samjhane ka tarika bahut achha he
@vvipvrsv11 ай бұрын
Bahoot heee Msat Guruji ❤
@TheAjitthegreat Жыл бұрын
बहुत ही सुन्दर जानकारी दी आपने आप का बहुत बहुत आभार। ❤️❤️❤️👌👌👌🙏🙏🙏
@jainankur5953 Жыл бұрын
Jai sri krishna
@jainankur5953 Жыл бұрын
Shura ketu 12th house m moon rahu 6th m surya mangal bhudha 11th m shani 4th m retrogate ho or guru 10th house m h... Bartmaan m guru m rahu ka anter 7/23 tk h! To kya opal ratan use kiya ja sakta h.। Abhi laazbart ratan pahne hue hu
@bharatkumarsharma58522 ай бұрын
जय श्री कृष्णा
@NanditaSingh-mf5qu10 ай бұрын
Dhanyawad gurudev 🙏
@EmpathyMatters6032 Жыл бұрын
Thank you 🙏
@bhartipanchal133710 ай бұрын
Very good guruji
@AnuradhaYadav-zv9uv11 ай бұрын
Dhanyawad guruji
@ayonchakraborty15407 ай бұрын
Very well explained...🙏
@sumankaushik642 Жыл бұрын
Bhut bhut aabhar guruji aapka, radhe radhe.
@rishiprakash8983 Жыл бұрын
Hariom Acharayaji 🙏Thanks 🙏
@NehaSingh-oo5uy6 ай бұрын
Pandit ji agar kanya lagna aur kanya rashi me budh shashth bhav me baitha ho rahu k sath to kya iska ratna pehna ja skta hai ?
@kamalkhokar9128Ай бұрын
Mangal 12 me ho to shreeman ji batane ki bat hi yehi thi puri bat me
@gosavivijay6108 Жыл бұрын
Nice gurujii Thanks🙏🙏🙏
@anuragsoni7567 Жыл бұрын
Very good video
@dharmendrananavati5629 ай бұрын
Giruji aap kundli vislesan kya kya fiss leteho
@ashoksavaliya302 Жыл бұрын
Bahut sundar 🙏🌹🙏
@kohinoordigital5446 ай бұрын
Ram Ram Ji Pandit Ji
@radhabhaav9217 Жыл бұрын
3:40 12 th house me 5 likha hai jiska swami surya hoga, to aap Mangal kyu bol rahe ho
@kamalkhokar9128Ай бұрын
Surya+budh lagan me ho to mangal 12 parbal marak hoga shreeman ji ya nahi. Lany lagan 6/8/12 bhav ka mangal kesa hoga ji
@mukeshharan3506 Жыл бұрын
Good job 👍👍👍👍👍👍👍
@chitrabajpai1504 Жыл бұрын
गुरूजी 🙏 गुरूजी साथ में वक्री ग्रहों का भी फल बताते जाएं, तो आपकी महान कृपा होगी 🙏 आपका समझाने का तरीका अत्यंत सहज और सरल है, आपके बताए सूत्र सहजता से समझ में आ जाते हैं 😊
@babluomasoon6246 Жыл бұрын
Good 👍
@rigvedthakur9 ай бұрын
Guru ji chandi ka challa phn sakte hai anguthe mai Kanya lagan ki kundli mai ....4th house mai Chandra sukra yuti hai .....pls reply jaroor de
@NavneetRraj Жыл бұрын
Guru ji budh shukra ki yuti yuva avstha me 12 bhav me kya yog banta hai
@moodlofimp3 Жыл бұрын
व्यय का स्वामी सूर्य है, गुरु जी आपने गलती से मंगल बोल दिया है लेकिन आपके दिए गए ज्ञान से हम समझ लेंगे☺️
@Dangerousreal Жыл бұрын
Guru ji Kanya lagna ki Sadi kb ya kis samay hogi
@CC_paste66 Жыл бұрын
सुन्दर विवेचन किया गया है आपके द्वारा।। जय श्री कृष्ण। धन्यवाद ❤️ इसी प्रकार से 12 लग्नों का विवेचन करें जी ।।
@VeerPurohit2 ай бұрын
Drishti se BHI samband banta Hai? Agar Shani ki drishti Bush pe ho tho?
@peacegamer15175 ай бұрын
Guru ka pehan sakte hai kya pukhraj stone is kanya lagan me gurudev???
@mrsarti6123 Жыл бұрын
Kark lagn ke bare mein aapane video nahin Dala
@artimishra9750 Жыл бұрын
Pandit ji 🙏
@nidhikanaujia22513 ай бұрын
Sir agar Surya lagn mei markesh braspati aur Shani antardasha mein ho toh Kya hoga
@mithunmahajan4370 Жыл бұрын
Pandit ji Shani Tula Rashi me bakri hai 2nd house me Kanya lagan kya stone pehna hai
@veenadevi105410 ай бұрын
Guruji Kanya lgn ho aur meen rashi ka swami guru mesh rashi yani ashtham bhav m ho to gurugrh ka stone phn skte ha kya
@Gauravchaudhri99 Жыл бұрын
🚩 जय श्री राम 🚩🙏
@kiranmehrotra2713 Жыл бұрын
Yadi Karak grah savrashi ka ho to kya hoga ?
@MaheshPatil-rq2wo Жыл бұрын
Guruji vidio mai aavaj nahi hai
@britasen7220 Жыл бұрын
u didnt explain kendradhipati dosh here....
@ashwanichaurasia34 Жыл бұрын
Sir ydi kanya lagan me yani partham bhav me rahu ,budha aur chandra ho to kaisa hoga
@piyushsharma5738 Жыл бұрын
7th house m budh or shukar ek sath ho to nich bhang ho gya budh ka tb kya hoga
@kamalinimalhotra2695 Жыл бұрын
Kark Rashi aur kanya lagna
@explorer8879Ай бұрын
Mangal budh guru Kanya lagn me bethe ho aur shani 6th house me kumbh rahi me ho 5th house me 10 no. Ki rashi ho 11th house me shukr kark rashi me hi ketu 9th house me rahu 3rd house me sun and moon in 12th house me 5 no ki rashi me ho tab business kya kare aur share market ka business kar sakte haj
@sunitatapre6631 Жыл бұрын
Kanya lagna hai Singh rashi mai first house mai suyra guru mangal budh ki yuti hai Meri beti kis field me jayegi pls tell me
@kiranmehrotra2713 Жыл бұрын
Karak aur Marak ki yuti kaisa fal deti hai ?? Please explain 🙏
kanya lagna me 1st house me shukra ka effect acha hoga ya bura?
@yogitayadav8201 Жыл бұрын
Guruji Kanya lagn ki kundli mein Surya bhi lagn mein hoon aur Rashi vrishchik Ho uske bare mein bataen
@rajuraikot955raju2 Жыл бұрын
Pranipat Guru Ji
@PrashantDalvi-p6t Жыл бұрын
Muje ek sawal hai..Dhanu Lagan me budh 7th house lekin viah navmash grah hai....uska stone pahan sakate hai??
@karansharmajackybilkulshib9268 Жыл бұрын
Kanya lagen me bhud suker he kya dono ka stone Dharan kar skte hai 1house mee
@ponamvishu Жыл бұрын
Guru Surya Kanya lagan me 7 number me neech hoke bethe to marak hua kya
@YogendraSingh-yh7rd Жыл бұрын
Aavaj to nahi aa rahi inki ,,kesa snjh apne
@subodhkunwar28042 ай бұрын
Budh sukra rahu in 11th house ? Explain it😊
@AshaSoni-v5v Жыл бұрын
Aap ne guru Sani ke yuti nahi bataya Kanya lagan m
@Sapandhanbad006 Жыл бұрын
Agar kanya lagan me guru 9th house me ho to kya acha fal nahi denge guru kyuki guru 9th house me hai mera or budh lagan mein
@irapaul1383 Жыл бұрын
Sir meri Kanya lagno ki kundli he budh 5th house me he... sukro Mangal ek sath 7th house me he....kiya main panna ke sath diamond pehen sakti hu....?
@अवनीशपाण्डेय-फ3ण Жыл бұрын
Yes
@manjulabenparmar2213 Жыл бұрын
Pranam Guruji.
@rekhasrivastava7688 Жыл бұрын
🙏🙏प्रणाम पंडित जी कर्क लग्न छुट गया है । आप कर्क लग्न के बारे मैं नहीं बताते ।(बताए)
@sharadkmrjaiswal Жыл бұрын
सादर प्रणाम 🙏🏼 आपको बहुत ही सरल तर्क संगत व्याख्या आपकी कन्या लग्न की एक बात समझ में नहीं आई कि कन्या लग्न में मंगल प्रबल मार्केश है और वह मारक भाव द्वितीय में शुक्र के साथ बैठ जाएं तो क्या शुक्र और मंगल अपनी दशा अंतर्दशा में अशुभ फल प्रदान करेंगे मार्गदर्शन करें।
@TheSoulShaker7 ай бұрын
Could cause surgery in pelvic region in body
@DevinderSingh-c6u Жыл бұрын
Sir apki fees kea ha
@angelseller2905 Жыл бұрын
8 me pehan sakte hai ston
@seemakumari1548 Жыл бұрын
Namaskar guruji 🙏🏼 kanya lagna mai, agar Budh, 12 house mai ast,vakri, 5.44"digree ka ho tou kya rattan pahan sakte hai.
@coolzolic Жыл бұрын
Kanya lagan me agar surya 6th house me ho mangal ke sath or mangal asth ho or 7th house me shani asth ho..... Mtlb ki 12th house ka lord 6th house me aake 8th house or 6th house ke done lord ko asth Karde tho kia prabhao hoga iska positive ya negative pls batyiye....
@ashishchaubey9591 Жыл бұрын
Makar lagna ki vdo banaye
@somsm_911 ай бұрын
Guru ji ek baat ka shanshya hai ki budh lagnesh ho kr dawadusth hai to barhven bhav me panna kese dharan kr sakte hai , mana budh lagnsth hai or karmesh hai prantu barhwen betha hai , to kahin n kahin swasthya or karm bhav ko prbhavit karega hi karega , or trik bhawon me ratan kaise dharan karwaen, kripya samadhan karen🙏🌹
@ROHIT_UTUBE_KA_HERO Жыл бұрын
pranam guruji
@darshnapatel6146 Жыл бұрын
Marak grah ko kaise thik kare
@narayanprasadkedia9545 Жыл бұрын
Guru ka stone pahana chahiye ya nahi agar guru lagna me baithe ho,?
@surendramathur7628 Жыл бұрын
Pandit ji , isme shani rajyog nahi banayega , faldeepika ke anusar 6 8,q2 ka bhi swami koi grah hai to rajyog nahi mana jayega
@anamikapandit5448 Жыл бұрын
🌹🙏radhe radhe, guru ji, 🌹kark lagan ki analysis nahi aaya, sadar charan sapars 🌹🙏🎉
@MathsbyAnjaliGoyal6 ай бұрын
Ye toh same Meri Kundli h
@RahulSharma-lo4gy Жыл бұрын
Bdey bhai k mangal 9 bhav main hai kanya lagan
@RahulSharma-lo4gy Жыл бұрын
Chote bhai k baare btaye life time
@BharatKesaria-cv6dy2 күн бұрын
28/5/1964. Time 14 02 minutes gujrat Rajkot ghanurasi kaneya legen mul neksetre busnee cheltanehi to koi remidi batavo vinthi house 10rahu and sukervar 4ketu chander Mul nekhashter 8 house magel bhuth guru 6housa Shani Dev he to Kai remidi batavo vinthi koi asi ready batava vinthi
@omdattsahu3695 Жыл бұрын
Sir ankh me pareshani he jabki mesh rashi me shani he
@omdattsahu3695 Жыл бұрын
Guruji upay bataye
@nakshtratak Жыл бұрын
शनि की व्स्तु का दान कीजिए
@prabhakarkolekar6101 Жыл бұрын
प्रणाम गरुजी 👏 कन्या राशी के लिए कोनसा कलर शुभ होता है
@manishmishra68522 ай бұрын
गुरु जी मैं अपनी कुण्डली का विसलेसन करवाना है। क्या करना होगा।
यदि बुध सप्तम् भाव पे बेठा हो तो भी बुधका स्टोन पेहेन सक्ते हें कि नही गुरु जी????
@AmitShYT Жыл бұрын
Aur sir agar prabal Karak grah prabal Marak grah dono ek hi Ghar me bethe ho tab kya hoga?? For ex, lagna Kanya aur Mangal+Buddh dono Vrishchik rashi 3rd house me ho to?
@ramakantpareek7612 Жыл бұрын
आप सहवन अर्थात त्रुटिवश द्वादश भाव में सिंह राशि के स्वामी मंगल बता रहे हैं, कृपया संशोधित करें। सिंह राशि के स्वामी सूर्य होते हैं।
@ranjansoneji40310 ай бұрын
🙏🏽🙏🏽🙏🏽
@rajeshtiwari5604 Жыл бұрын
कन्या लग्न में बुध आदित्य योग है फल बतायें
@royofficial7004 Жыл бұрын
Karak aur marak ka kya matlab hain
@ponamvishu Жыл бұрын
Guruji likha he guru galti se print ho gaya
@meditationclub7429 Жыл бұрын
Sir, if Mercury Deblitated, Venus exaulted and Mars deblitated, Sun exaulted what will be the results
@aniketkumbhar2207 Жыл бұрын
सर.. मेरा कन्या लग्न हे...1. सूर्य ,2. गुरु, शुक्र, बुध, राहू,. 4. चंद्र 6 शनी. 8 केतू, 11 मंगळ..
@meetusharma1607 Жыл бұрын
गुरू जी प्रणाम गुरू जी मेरा मंगल 8 घर में 1 की राशि में है तो कैसे फल देगा गुरू रीप्लई दे आप का धन्यवाद
@ANILKUMAR-go1qp Жыл бұрын
Guru ji mithun lagan
@aljikalamsal4434 Жыл бұрын
गुरि जि अगर दुस्रे घरमे शुक्रके साथमे मंगल् ,शुक्र और राहु हो तो कन्या लग्नमे
@nakshtratak Жыл бұрын
स्त्रियों के माध्यम व भोग से धन हानि
@ff_boy_kingman8605 Жыл бұрын
Kanya lagna ki kundli hai aur uske Budh,Surya,Sukra aur Sani saath mein hai 6th house,Rahu & Guru 10th house, Chandra 3 house and Mangal & Ketu 4th House mein hai Lagna kundli mein kripya jankari de koi Vidhwan Guru hai