नक्सा प्रणामीत हो या इन्टरनेट पर उपलब्ध वाला होना चाहिए
@techwithrittu8 ай бұрын
Verified map
@SantoshSingh-vd2ie3 ай бұрын
Jo collectorate se mom wala naksha trace hota hai wo upload kar sakte h kya @@techwithrittu
@techchoudhurybrothers44762 ай бұрын
Verified map kha se milega sir
@techwithrittu2 ай бұрын
Aapke janpad ke abhilekhagar se milega iske liye aavedan karna padta h...
@niteeshsingh8580Ай бұрын
Online apply karne ke bad kya process hai sir
@allmobilesolution66135 ай бұрын
sir mere khet ke paschim disa mei road hai chohaddi mei road bharne ka opsion nahi hai
@SantoshSingh-vd2ie3 ай бұрын
Jo collectorate se mom wala naksha trace hota hai wo wala naksha upload kar sakte hai kya
@techwithrittu3 ай бұрын
Ji bilkul
@SantoshSingh-vd2ie3 ай бұрын
मैं महाराजगंज आजमगढ़ का रहने वाला हुं क्या आप से बात हो सकती है क्या no, दे दीजिए@@techwithrittu
@SantoshSingh-vd2ie3 ай бұрын
आप से ही आवदेन करना चाहता हुं
@SantoshSingh-vd2ie3 ай бұрын
Contact number de dijiye Azamgarh ka hi hu aapse संपर्क करें
@sanidevpaswan74759 ай бұрын
Please bataye man lijiye uttar disha me kisi gram ki seema lagti ho to uttar disha ki chauhaddi kaise bharenge
@techwithrittu9 ай бұрын
Aap jis gaate ka aavedan kar rahe hai wahi gata sankhya uttar taraf bhi daal dijiyegaa,,,
@babaproductionhouse3901 Жыл бұрын
सर मेंने अन्य में कुछ नही लिखा है जमीन की पेंमाइस होगी या नहीं पमेंट होगया है
@techwithrittu Жыл бұрын
Koi issue nahi hai aapki paimaish hogi
@babaproductionhouse3901 Жыл бұрын
@@techwithrittu thank you🙏
@techwithrittu Жыл бұрын
Your most welcome
@ramsingh-ne1ukАй бұрын
Online awedan karte samay signature kaha par karna hai. Video me signature ka jikra hi nahi hua hai
@techwithrittuАй бұрын
Signature nahi Krna hai sir
@rishabhsoam759110 ай бұрын
Kya es farm ko sdm cort me jma krna pdta h ya nhi
@techwithrittu10 ай бұрын
Jama karenge tbhi na aagae forward hoga aapka application
@AMITRAJ-n4h11 ай бұрын
क्या पाँचो लोगों को अलग अलग आवेदन करना पडेगा कि कोई एक आवेदन करे तो पूरे चक की पैमाइश होगी
@ManojYadav-cv1yi4 ай бұрын
1 ko karne se ho jayega bad usme sabaka sig hoga
@ramsingh-ne1ukАй бұрын
@@AMITRAJ-n4h is wale coment me signature ke kah rahe hai sir
@S.planetearth2 ай бұрын
Bhai, khatauni tehsil se jari honi chahiye ya fir e-district sahaj jan seva kendr se jari ho wo bhi chalega, kyuki wo bhi adhikari dwara esign kiya hota. Bas us pr tehsil ki muhar nahi hoti h. Please batayen...
@techwithrittu2 ай бұрын
Khatauni e district portal wali bhi chlegi
@S.planetearth2 ай бұрын
Thanks bhai@@techwithrittu
@RanjeetYadav-68211 ай бұрын
Sar Chhota sa sawal hai Maine aavedan kar diya hai sar aur payment bhi cut Gaya hai Magar aavedan sar kahan per dekh sakte hain
@techwithrittu11 ай бұрын
Aapko dobara Login karana hoga uske baad agar aapko sulk stithi dekhe wale option par click karna hai uske baad thoda sa waqt lagega jab aapka aawedan green color me show hoga right hand side me aawedan patra ka option hoga aap wha se print kar sakte hai
@techwithrittu11 ай бұрын
Aapka jo vaad sankhya hoga uske through bhi aap apne aawedan ki stithi dekh sakkte hai
@vivekdubey2648Ай бұрын
agar mere nana ji ne meri mummy ko unke mayke me kuch jameen likhi hai to uska gata number naya milega ya kaise pata chalega aur uski paimaish karwa sakte hai ?
@techwithrittuАй бұрын
Agar apke mummy ka naam khatauni me darj ho gaya hoga to aap unke naam se dundh sakte hai jamino ka vivran
@ramsingh-ne1ukАй бұрын
Naksha kaha se milega.mobile se jo village ka naksha download hota hai.Wah naksha upload kiya ja sakta hai kya
@techwithrittuАй бұрын
Aapko naksha ke liye abhilekhagar office se aawedan karna hoga pramaanit naksha chahiye hota hai
@sanidevpaswan74759 ай бұрын
Agar uttar disha me dusre gram ki Seema ha to kaise chauhaddi bharenge
@techwithrittu9 ай бұрын
Aap jis gaate ka aavedan kar rahe hai wahi gata sankhya uttar taraf bhi daal dijiyegaa,,,
@Surendramitra4 ай бұрын
Sir maine jamin kharidi thi but kabja nahi mila 5vigha khet hai jisame 2 vigha khet me 2log ne makaan banaliye hai baaki khet par teesare vyakti ka kavja hai meri jamin ka kuchh pata nahi chal raha kya kare paimaish ho jayegi kher me makaan bana diya hai do logo ne to
@techwithrittu4 ай бұрын
Hmm paimaish ho jayegi
@ramsingh-ne1ukАй бұрын
Application submit hone ke kitne din baad.Paimayeesh ho sakti hai
@ramsingh-ne1ukАй бұрын
Sir Kaun, Kaun sa document upload karna hai Aap kewal pramanit naksha upload karne ke liye kah rahe hai.khasara , khatauni bhi upload karna chahiye kya Please reply
@techwithrittuАй бұрын
Sirf Naksha Upload hoga
@ramsingh-ne1ukАй бұрын
Thank
@RanjeetYadav-68211 ай бұрын
Sar Maine tahsil mein jakar online aavedan ke bare mein pata lagaya hai to unhone kaha hai ki file jama karni
@Gmerz9813 ай бұрын
Sir mujhe avedan kiye 4 mah beet gaye. Ab tak koi tarikh hi nahi padi
@techwithrittu3 ай бұрын
Bhai abhi barsat ka season h and fasal katne ke baad hi koi tarikh padegi
@DHEERAJYADAV-ep7zy11 ай бұрын
Sar sar Nekhpal aur Congo logon ko aur bhi paise Dene padenge ki isase 1000 se ho jayega
@techwithrittu11 ай бұрын
Ho jata hai kahi kahi lete hai
@abusamaaliali25785 ай бұрын
Rashid milane ke bad Uske bad ki prakriya kya hoti hai
@techwithrittu5 ай бұрын
Uske baad aapka aavedan SDM Court me forward ho jata hai after than waha se Tehsildar ke yaha forward hoga than aapke kanungo ki ID me jayega after that ek राजस्व team aayega kanungo le kr aapki land ka simankn karke रिपोर्ट submit krega
@RanjeetYadav-68211 ай бұрын
Sar payment cut Gaya hai aur aavedan Ko kahan per dekh sakte hain ki aavedan safalta purvak ho gaya hai❤❤❤
@techwithrittu11 ай бұрын
Aap jab dubara Log in krenge mobile no. Se otp ke through than aapko aapka aawedan show hoga agar aapka aawedan green color me show hoga to iska matalb aapne jo aawedan kiya tha wah safaltapurvak sdm ke yaha forward ho chuka hai agr aapka aawedan pink type show hoga aur aapne payment bhi katwa diya hai to aapko ghabrana nahi hai aapko simply shulk stithi dekhe wale option par click karna hai thoda sa waqt lega aur aapki payment slip genrate ho jayegi than aapko aavedan patr wale option par click karke aavedan patra ko print kar lena hai...
@RanjeetYadav-68211 ай бұрын
online aavedan karne ke bad Kuchh aur karna padta hai kya koi document Jama Karne padte hain
@mohammedmustafa71847 ай бұрын
Ok
@rajeevsaini249 Жыл бұрын
Sir mera paimash form online ho gya hai. But payment options par clik krne par aage nhi badh rha hai. Payment nhi ho pa rha hai
@techwithrittu Жыл бұрын
Aap another device main try kriye,
@rajeevsaini249 Жыл бұрын
@@techwithrittu mtlb samjh nhi aya sir?
@rajeevsaini249 Жыл бұрын
@@techwithrittu another device kya?
@techwithrittu Жыл бұрын
Means aap kisi dusre computer ya laptop me dusre network connection se payment kariye aur ho sakta hai aapne payment ke samay niche ki taraf naam aur pata english main feel karna hota hai aur pura form hindi main feel karna hota hai agar aap aisa nahi karte hai to aapka application payment gateway main nahi jata hai
@girjashankar404511 ай бұрын
Sar aavedan ho gaya tha lekin nirast kar diya Gaya uske liye kya karna chahie
@techwithrittu11 ай бұрын
Aap pahle nirastikaran ka karan pata kariye uske baad apne kanungo/Lekhpal se smaprk kariye ..
@sunilyadav-uj1by4 ай бұрын
अगर पैसा बैंक में जमा किये है तो online के दौरान भी करना पड़ेगा या वही रसीद upload कर देगें ।
@techwithrittu4 ай бұрын
Aapke waha bank m treasury jama ho rhi h to online krane ki need nahi h aapko
@RanjeetYadav-682 Жыл бұрын
Sar yah important question hai iska answer jarur dena sar aapane comment ko like kar diya hai aur sar Uttar nahin diya hai comment ka comment mein sar Bata dijiye jis taraf sadak hai sar use taraf ka kisi ki khatauni bharni hai ya❤
@techwithrittu Жыл бұрын
Agar aapko sadak ka gata sankhya nahi clear ho paa rahi hai to aap simply sadak ke paar jo gata hai wo feel kar sakte hai koi issue nahi hai.
@RanjeetYadav-68211 ай бұрын
Sar online aavedan kar diya ek hafta ho gai hai abhi koi jawab nahin❤
@techwithrittu11 ай бұрын
Bhai aap Tehsil jaiye sdm office me contact kare ya phir apne Kanungo se mile..
@Mohit-r8u7j11 ай бұрын
अब तक कोई कार्यवाही हुई क्या आप का आवेदन पर
@arnoldgamer14915 ай бұрын
@@RanjeetYadav-682 bhai ho gyi kya jamin ke pemish
@arnoldgamer14915 ай бұрын
Bhai pita ka nam nahi dala koi dikat he bhai ples reply
@techwithrittu5 ай бұрын
Koi dikkat nhi hogi
@arnoldgamer14915 ай бұрын
@@techwithrittu bhai online pemish bharte samey pita ka nam nahi dala ples bataiye
@techwithrittu5 ай бұрын
Bhai koi Problem nahi Hai... Aap sdm office me application de dijiyegaa sahi ho jayega
@arnoldgamer14915 ай бұрын
@@techwithrittu bhai online pemish karne ke bad bhi sdm office jana padega
@RanjeetYadav-68211 ай бұрын
Fir main vakil sahab se mila to vakil Sahab ne paise bataen ki rs 1500 lunga main jama kar dunga aur uske bad vah bol rahe hain ki 15000 Tak rupaye lagenge 😢 Sar Maine file complete karne ko kaha hai vakil meri khatauni jo ha 10 log Hain teen logon ne sign nahin kiya hai paimaish ke liye to paimaish ho payegi 🙏🙏
@techwithrittu11 ай бұрын
Are sir aap Direct apne Lekhpal se contact kariye... Sb kuch Lekhpal aur Kanungo, ke uppar Depand h...
@RanjeetYadav-68211 ай бұрын
FIR main vakil sahab se mila to vakil Sahab ne paise bataen ki rs 1500 lunga main jama kar dunga aur uske bad vah bol rahe hain ki 15000 Tak rupaye lagenge
@techwithrittu11 ай бұрын
chat.whatsapp.com/HM5zx1b9GDUF1VCqZxXcTh
@ShekharshekharShekharshe-rk6bb6 ай бұрын
ऑनलाइन आवेदन के उपरांत एसडीएम कार्यालय से अग्रसारित होने के बाद भी मूल दस्तावेज 41 खेतौनी , नक्शा आफलाइन मांगे जा रहे हैं, क्या यह सही है,
@techwithrittu6 ай бұрын
@user-du2pc7sx6r ji haan
@NeerajGupta-v1f3 ай бұрын
मेडबंदी के बाद दुबारा एसडीएम वाद दायर ले सकता है
@techwithrittu3 ай бұрын
Ji uske liye aapko Tajbijsaani yani ki miyad maafi adhiniyam dhara 5 ke tahat aapatti prartha patra dakhil karna hoga
@Rajkumar-j5t6m5 ай бұрын
Sir date mil gaya hai ab kaya hoga
@techwithrittu5 ай бұрын
Ab us date ko simankan hoga
@arnoldgamer14915 ай бұрын
@@Rajkumar-j5t6m bhai pemish ho gyi ples bataiye
@Rajkumar-j5t6m5 ай бұрын
Bahai 2500 liya Kar diya
@arnoldgamer14915 ай бұрын
@@Rajkumar-j5t6m bhai online pemish me mene pita ka nam dalna bhul gya koi dikat hogi
@arnoldgamer14915 ай бұрын
@@Rajkumar-j5t6m bhai date kab tak ayi thi apki pemish ki
@AMITRAJ-n4h11 ай бұрын
सर एक गाटे में पाँच लोग है और पाँचो को पैमाइश करानी है तो कैसे आवेदन करे और जिन लोगों ने जमीन पर कब्ज़ा कर लिया है लेकिन हम उनके नाम नहीं देना चाहते तो आवेदन कर सकते हैं क्या अगर हां तो क्या पैमाइश होगी
@techwithrittu11 ай бұрын
Ji haan bilkul, aapki bhumi par kisi ne kabja kiya hai to uska vivran aapko anya vivran me bharna hota hai lekin aap aavedan karte samay aapko chauhaddi ka vivran feel karna hota hai, wo jaruri hai ki aapke gaata k purab, pakshim, uttar, dakshin kaun kaun saa gata hai aur padosi kaatkar kaun hai, aap yadi 5 log hai to kisi ek ke naam se avedan kar sakte ho isme koi issue nahi hoga