Sir , the information you provide in your videos is immensely important and perfect. But I have no idea such valuable knowledge when give your graphics are so loud with the Shukl Shuk change. Why ? The knowledge that you are giving is so pure and nice why are you disturbing the aura and the loud bright unnecessary change of graphics. It disturbs the concentration of the listener and hamper the understanding. Rather please have some very very low soothing music in the background. My 2 cents worth of observation. 🙏 Pranam 🙏
@TheTrueLifestyle12 күн бұрын
Mujhe meditation karte 1 mnt bhi nahi hota aur mai pagal ho jata hu... Kisi gufaa me pravesh kar raha hu aur sar mai tibra dard aur sharir se pasina aane lagta hai...aur feel hota hai aisa pehle bhi hua tha...pagal hojata hu. Kyu?
@anaam81433 ай бұрын
Bhaisahab ji kabir gurunanak kenhi par bhi koi side effect nahi bataya..... Yh sirf tantr sadhna m hi ho sakta hai😊😊😊😊
@ProGamer-qb8pt4 ай бұрын
ये भाई कुछ अलग ही चल रहा।।।। ध्यान नहीं करोगे तो क्या करोगे।।।
@babanraoHon4 ай бұрын
क्या हार्ट की बिमारीवाले लोग साधना कर सकता हैं.ऊदा..एन्जोप्लास्टीवाले साधक.धन्यवाद.🎉
@kapillodha14654 ай бұрын
Bilkul kar sakte ho is se aapki hart ki problem bhi khatam ho jayegi lekin kisi ache guru ji ki jankari me
@6Kuri3 ай бұрын
Me 3 mahine se meditation kr rha hoo aajkl Mere reed me niche ki side halka halka pain feel hone lag gya or meditation k doran body me jhatke lagte h,esa kyon h maharaaj ji
@baradjaydeepsinh51254 ай бұрын
Pranam saheb Me har roj dhayan kartahu mera jivit guru nahi he mane siv ko apna guru man ke dhayan karta hu harroj 2 ghantese upar dhayan karata hu or me pura din or rat dhayan karana chahta hu to kya me aage badh sakata hu krupaya marg darshan kare
@kapillodha14654 ай бұрын
Bilkul aage bado dost shani dev ne bhi shiv ko apna guru banaya hai
@bhumikanarula33054 ай бұрын
Kya kamjor dil wale dyan sadana kar sakte hi, kripya is per vidio banaye, 🙏🙏
@dhaman_official.4 ай бұрын
ap pehle kisi sant se namdan lijiye fr unke sath sangat mai bethe or satsang sune ise apka dar dhur hoga or apko pta chle ga jise ap dr rhe ho vo parmatma hi hai jo apse khel rha hai
@harjeetrajput94404 ай бұрын
awaj boht kam hoti aap ki 🙏
@yadwinderdhillon26544 ай бұрын
sahi baat
@kapillodha14654 ай бұрын
Bhai sab gurujiyo ne pesa kamane ka tarika bana rakha hai 😊
@bhumikanarula33054 ай бұрын
Mere guru ne jo manter diya uska jap karti hu pore 1 sal se, or dil ke pas dard hota h, or kabhi garm lagta h Or kabhi tanda, kya kru, kripya kuch bataye, 🙏🙏
@SastriJi-qx8gl4 ай бұрын
Samprk kre aap
@dhaman_official.4 ай бұрын
kano mai kisi tra ki awaj v sunai deti hai?
@yadwinderdhillon26544 ай бұрын
jab mai dhyan par baith jata hu bahut sari atma mere pass ah jati hai iska kya matlab hai kirpa thoda samjao
@dhaman_official.4 ай бұрын
ਦੇਖਦਿਆਂ ਵੀ ਆ???
@kapillodha14654 ай бұрын
Koi baat nahi aane do unko wo aapko rockna chahti hai lekin aap aage karte raho apne aap sab sahi ho jayega
@anchalakwabadunnao2813 ай бұрын
Jaise mithayi dekh ke cheetiya aati hain aatma ke liye tum bhi mithayi samaan ho 😅
@inderjitjit75064 ай бұрын
Dhyan ma sambog sa bacha. Is sa serma dard less concentration or unbalanced hota ha. My personal experience.
@kapillodha14654 ай бұрын
Asa kuch nhi hai bhai
@rambhajan43693 ай бұрын
Mera Koi guru Nahin hai main apne aap dhyan karta hun pahle dhyan mein mujhe achcha Anubhav hota tha ab kuchh dinon se Anubhav Nahin ho raha hai iske liye aur mere andar chidchidapan sa hone Laga hai jyada gussa aane Laga
@Satsantani4 ай бұрын
Aise negative videos dekhake discorrage hone ki jarroorat nahi hain 🙏