Ustad g bari mehar bani ye bat bohat zarori thi thanks
@safdarnizamani83456 жыл бұрын
aap ka smjhane ka tareeka boooht achha hai MASH ALLAH
@FarazUddinkhan-ou9jx7 жыл бұрын
Azeem bhai meine bi acha ye wala meter purchase kr liya hai very satisfied with results.
@maximtoplive5 жыл бұрын
Thank You Azeem bhai. Apki video k bad mene Aj hi karachi electronic market se Rs3700 ka purchase kia h. Bohat zabardast h
@maximtoplive5 жыл бұрын
per ek masla h mene bad me dekha 204 model me temperature ka bhi option h, ab soch raha hun 204 hi leta. temperature ka b option mil jata khair ab tu le liya
@FaizXP474 жыл бұрын
MAsha ALLAH zabardast --- review JAZAKALLLAH khair
@mikaeelshah33256 жыл бұрын
Salam azeem md Bhi apki videos bht achi hin I like
@wazirazam25917 жыл бұрын
Very good. The video is perfect with all detail. Thnks.
@Mrengineer17 жыл бұрын
thank u dear
@abdulrehmanyt36836 жыл бұрын
بہت خوب عظیم صاحب
@ranazafar66456 жыл бұрын
بہت خوب انداز ھے ۔
@qaritariq30655 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت اچھی ویڈیو ہے
@khateebsiddiqui44756 жыл бұрын
kya amp k case me ac ko dc me lagane par meter krab to na hi hata ha.
@hashmatqazi26616 жыл бұрын
Thank you brother I got the answer of my question about the price of clamp meter which I asked you in my previous comment Hashmat Qazi
@ScienceTechnologyExperiments7 жыл бұрын
Very nice and informative. Thanks for sharing.
@muhammadraza32657 жыл бұрын
Goood vedio
@umairzia13115 жыл бұрын
REL button ? Is ka kya funcrion hy?
@faizahmad38757 жыл бұрын
Very nice bro.you are genius.
@Mrengineer17 жыл бұрын
thnx u dear
@khurramchohan25477 жыл бұрын
Thanks. Dear both ache video
@Mrengineer17 жыл бұрын
+khurram shahzad thank u
@ShakeelAhmed-vh4iq7 жыл бұрын
Thank you video k and ne ap ne qeemat bata di...
@nisarzada79137 жыл бұрын
its 100 riyal in KSA
@san70916 жыл бұрын
nice work sir... keep it up...all the best
@knowledgepoint12766 жыл бұрын
desi ups ki battery ki charging set karnay k liye bhi meter ka use hota hai? agar hota hai to us ka tareeqa kia hai
@nasirahmed37947 жыл бұрын
Bahi DC to ac inverter ko hum ups ki wiring ma chala sakte han
@ameengill42374 жыл бұрын
شکریہ بھائی جی
@gurudaas4222 жыл бұрын
Bhai jan kya ham is metr se baik ke rpm bhi chak kar sakte han
@barkatkhan78326 жыл бұрын
Bhai es meter py clip k ilawa prods sy b ampere check kar sakty hain?
@aahmadkalvat15706 жыл бұрын
kya isse gadi ke sensar ya ecm chak kar sakte he?
@muhammadsaeed38547 жыл бұрын
Finally today I have purchased the digital clamp meter Uni-T 203.....price 2750......I got it just RS. 2550 hardly.
@Farmankhan-cr6bb5 жыл бұрын
Boht acha Azeem bahi
@er.alihussain8696 жыл бұрын
Thanks sir. Use full video
@waseemahmed85865 жыл бұрын
Azeem BAhi ac milli amper or dc milli amper ke video bank AP ke video achee hotee ha
@abdulghafar50746 жыл бұрын
sir my aap k vidio ghuor say dek raha hun intihai zabarast helpul vedio hain allah app ko khosh rkay sir mujay solar tubwel k leay inerter invt company ki setting chahaiy sir meharbani hugi
@maqsoodbaig31567 жыл бұрын
best video. ap ke video dakh dekh kr mjhy boht malomat hote hn. kea m ap s solar ke malomat kyskra hn.
@Mrengineer17 жыл бұрын
g shukria
@wazirazam25917 жыл бұрын
Azeem sb, aapki awaz sun k neend aati he. Aapki video me ek cheez dekhi jissay aap ne DC SUPPLY kaha. wo kiya he? Meray paas 3KW ka Inverex system he. iss ki koyee video mujhay youtube per nazar nahi aarahi. Kaffee baatain hain jo samajhnee hain agar koyee aap jaisa mil jaye. Darasal, mujhay apnay Inverter k liye koyee powerful DC Supply System ki talash he. Umeed h k aap kuch guideline dedenge. Please,keep it up, a very good job for all the people of Pakistan.
@Mrengineer17 жыл бұрын
+Wazir Azam bhai aap 30 a china ki power supply purchaze kar ly wo b better hy yeh to mobile ko test karny wali power supply hy...
@wazirazam25917 жыл бұрын
Mr Engineer Ack. & thnks.
@shahidr91835 жыл бұрын
Great thanks . good information
@ManishYadav-hf2hy6 жыл бұрын
Thanks Bhai for this information
@kifayatullahkhalil48744 жыл бұрын
Zaberdast
@mohammedamirahmed44367 жыл бұрын
your star mr engineer
@muzaffarahmad94086 жыл бұрын
bohat khoob™😊
@AmjadAli-be1fb7 ай бұрын
Azeem bhai Me solar ka kam karta ho me kon sa sa meter buy kro jis sa 8 ya 10 panel Sareez me chak kr sakoo Or ampair bhee chak kr sakoo halp me pleas....
@tayyabmughal24157 жыл бұрын
جزاک اللہ
@adnan202017 жыл бұрын
bhai koi solar pr chalny wala air conditionar aya k nhe matlab dc current mn
@Mrengineer17 жыл бұрын
aa gay hy per wo mehngy bohat hy
@amirshahzadwarraich32377 жыл бұрын
Very informative video
@Mrengineer17 жыл бұрын
thanks for like dear.
@alamgirmughal48437 жыл бұрын
Asalam o alaikum bhai UPS R INVERTOR me ki faraq hai plz reply
@khalilahmaedphull89226 жыл бұрын
Bahi bohad khoob ye katene ka he ye mitar or is mitar ka naam kya he ........ Or bahi sulr palyt ke daiwod kase chak kary konsa sahi he or kana khrab he is ke bary me ik. video bnaao .....
@alamgirmughal48437 жыл бұрын
Eid Mubarak bhai
@Mrengineer17 жыл бұрын
khair mubarak g...
@ziakhan4717 жыл бұрын
very nice videos. pl tell me the name of device which u use for the controll of low or high voltage protection for lcd and t.v in ur video.
@Mrengineer17 жыл бұрын
its name kent protector. you can see this video ... kzbin.info/www/bejne/f3aVfHycr7yAeKc
@jatinchatterjee22196 жыл бұрын
sir yeh bataiye ki agar kisi bhi device ko check Karna hai to kitna value show karne se confirm honge ki device sahi hai ya nhi aur rotating switch ko kispe set Karna hai resistance checking me ya continuity me,plz reply sir
@shabbirkiyanikiyani344 жыл бұрын
Azeem sb, can I check solar current on UT201? BECAUSE I HAVE....
@AbdulHadi-si4if7 жыл бұрын
sir meray pass digital meter hei. agar battery ki wire jo ups ki taraf say ati hein. voltage ya ampere kesay check karein qay
@Mrengineer17 жыл бұрын
bhai aap kisi b aik wire k sath laga k ampure test kar sakty hy...
@wazirazam25917 жыл бұрын
Dear Azeem sb, Mera ek masla h. Meray paas Inverex company, Taiwan ka ek 3KW wala inverter he (Vol-II Upgrade with MPPT Charge controller) Peshawar main. I have installed 12 plates of 250w each (Total 3000watts). After checking with UNI-T Meter, each panel shows 7amps (short circuit) and 32 volts (around) Now the Inverter display shows: Input = 1700 watts (Max) Total volts = 350 - 370 Total Amps = 6.0 Agar 1700w se ziyada Load dala jaye to phir ye meri battery power ko use krna shuru kr deta hy. Mera sawal he k baaqi k 1300 Watts kahan gum hojatay hain? Panels se jo wires jaatee hain Inverter main, wo 6mm ki hain (shayad) yani meri choti ungli k baraber. Agar tafseel se jawab dain to Allah Taala ajar dega.
@naveedasghar19447 жыл бұрын
Azeem bhai mara pas 5watt ka solar panel ha una direct 100amp ki battery k sath laga sakta hu ea controle hi laga na para ga.
@Mrengineer17 жыл бұрын
5w ka panal?
@miannasir75825 жыл бұрын
Bohat alla video
@mrswati3746 жыл бұрын
Azeem Bhai ajkal holder me lagne wale 12v DC led bulb aye huye he plz unka review kre
@noshadfaisal6 жыл бұрын
Bhai kiya yeh solar panel k watts bataye ga
@riayatkhan58356 жыл бұрын
Slaam azeem buy good information
@sadambaloch86757 жыл бұрын
Bhai sb main iak sasta dc meter lena chahata hon wo kitne ka malega aur kitne v.amps tak chek kr sakega.
@Mrengineer17 жыл бұрын
sasta layny sy behtr aacha ly lo aik hi dafa sasty ka koi faida nahi
@Mohammadmajid195 жыл бұрын
Bhai azeem ap mujhe mujhe sea yea pichna he 3phas se amoere kese malaom kerte he or jo ampere nikalte he use total kese karaenge
@ranjeetthakur53057 жыл бұрын
Maine yahii model yahii meter aj sukkur se 2300 men liya
@muhammadasad19587 жыл бұрын
Dost main ny 30ampair ka cantroler leya hai aur 100ampair ke bettre aur 150w ke mono plate kya yeh sahi kaam karygi ya plate ek aur lon
@Mrengineer17 жыл бұрын
muhammad asad abi to aap yeh lgay waysy 2 plates 100a ki battry ko sahi charge krti hy
@muhammadasad19587 жыл бұрын
Thanks bhai ek help aur meter ka model no. Kay hai
@muhammadafzal83657 жыл бұрын
Mr Engineer sir i am in saudia. mairee solar plates 24 volt kee hyn ups bhee.kia mein charge cotroler sa dc load mein 12 volt fan chula sukta hoon.plz reply
@alamgirmughal48437 жыл бұрын
r plz charger ka bhi bata dein k kitna lagna hai solor fan ko chalany k lye
@atiqkhan55497 жыл бұрын
AOA. BHAI WOHVJO DIGITAL SOKETS HOTE HAIN JIS MEIN VOLT AMPS SUB HESAB HOTA HAI AIK HAFTE MAIN KITNI BIJLI KHARCH HOVE
@rajanabeel43165 жыл бұрын
Pakistan ki shan
@aaaaa-mh2ln2 жыл бұрын
My meter reads 660 v instead of 220. Similar the case for dc. What problem
@razakazmi147 жыл бұрын
Hello Engineer. Load k sath ampere aur without load m difference kiun hai?
@Mrengineer17 жыл бұрын
bhai load daly gay to ampure btay ga na aysy nahi btata mettr
@saramatta15937 жыл бұрын
Mr Engineer janab ap ki jitni bhi video many dekhi han sab me solar ko ap ny galat conect ki ha is liye amp or volt pury nai hoty na he ap kar sakty ho
@kinglucky34645 жыл бұрын
Bhai uni t 203 theek hai meter ya nai?
@MdHabib-mu9kl4 жыл бұрын
So nice bro
@HabibUllah-of6cm5 жыл бұрын
بھاٸی آپنے میٹر کے درمیان والے بٹن RELکا نہیں بتایا.جب میں ڈی سی ایمپیٸیر چیک کرتے اس بٹن کو دباتا ہوں تو جب تیر کا نشان آتا ھے تو ایمپیٸر زیادہ ہو جاتے ہیں دوسری بار دبانے سے تیر کا نشان ختم ہو جاتا ھے اور ایمپیٸیر کم ہو جاتے ہیں اصل ایمپیٸر کونسے ہیں
@ghulamabbas81463 жыл бұрын
Big fan
@saeedanwarafridi18286 жыл бұрын
Bhia ye faisalabad mai mill jay ga ? Aur ketni mai mile ga ?
@Mohammadmajid195 жыл бұрын
Jese ham 3phas bari bari lete he to kya 3no wire se jo ampere nikly he to ise total krenge ya kch or tarika he is sea mutalik sahi vedio banae
@ghulammujtaba6226 жыл бұрын
Azeem bhai agr hum is clamp meter pr galti se dc Ampere pr rkh kr Ac ampere measure kr lete hain to ise meter khrab to nai hoga
@zeeshanshani65985 жыл бұрын
Sar Unity ka 201 model kaisa hai please lazmi batana
@lifeline83807 жыл бұрын
Very good bro
@Mrengineer17 жыл бұрын
shukria
@alamgirmughal48437 жыл бұрын
bhai ap ne solor dc fan ka batya tha uss fan ko wapda pe run chalany k lye kia karna ho ga plz reply thanks
@Mrengineer17 жыл бұрын
aap us k sath charger laga ly.
@electricaltech4u457 жыл бұрын
Local 100 sr .good company 250 to 500 sr
@aamirshahzad40387 жыл бұрын
solar penal pr bettery kitnay saal tak kaam krti he.. Kia har saal bettery Chiang krni ho gi
@Mrengineer17 жыл бұрын
Aamir Shahzad agar to tezab qali hy to har saal change krni parti hy. oor agar gel to wo suna hy 2 sy 3 saal nikal dyti hy
@saramatta15937 жыл бұрын
Mr Engineer yani k apko kuhd b thek se nai pata
@muhammadsaeed38547 жыл бұрын
brother kiya hum digital meter use kartay hai aur kiya hum analog wala meter bhi aisay hi operate karay gay........
@Mrengineer17 жыл бұрын
Muhammad Saeed nahi bhai uski video b jald hi upload kr du ga
@m.a.sharifi35966 жыл бұрын
شکریه
@babarali84267 жыл бұрын
Aslam o Alikum bhai, ap washing machine timer lagane ka triqa btain agar koi link hai to send krein please
@johnfm1006 жыл бұрын
azim bhai ksi battery level digital meter k bary main btaen.taky agr inverter sahi battery level show ni kr raha ho to us ko use kr k pta chl saky
@naeemmaher67287 жыл бұрын
Azeem bhai mn apki yeh video dekh k aj gujrat jny lga hn, metar leny k leay
@naeemmaher67287 жыл бұрын
2700 ka mla h metar
@Mrengineer17 жыл бұрын
+naeem maher hmmm thek hy waysy price 2500 hy
@saramatta15937 жыл бұрын
Mr Engineer mr engineer dad of engniaeer wah ji salam ha bahi tujy
@syedbabarali16 жыл бұрын
Ye kharab tu ni hota like ac ki jaga dc karday agar galti sy ?
@ITGuRuChannel6 жыл бұрын
Nice info
@sheikhsahib35166 жыл бұрын
Water pump (motor) ke ampire dc hote heb ya ac???
@Mrengineer16 жыл бұрын
2no kisam ki hoti hy
@abdulrehman-sq1cb4 жыл бұрын
ASS SALAAM ALAIKUM Azeem mehmood bhai, iss metter ki current price kya he aaj ki? Reply dijyega
@ismaeelkhan40214 жыл бұрын
Sir chey ye kesy mely gaa?
@sachinkavade34356 жыл бұрын
thank for sharing good info , can you please tell me what is the difference between " UNI-T UT202A and UNI-T UT203A "
@Mrengineer16 жыл бұрын
Ampure ratting and performace.
@fullentertainmentfree19667 жыл бұрын
Asalam o Alikum bro.. yar ap bata sakty hain k Dc amper or Ac me kitna deference hota hai 10 Dc amper kitney Ac amper k barabar hoty hain .
@Mrengineer17 жыл бұрын
Adeel Yousaf bhai faraq koi nahi bas ac ampure may frequency 50hz hoti hy oor dc may 0
@saramatta15937 жыл бұрын
Mr Engineer iska jawab mery pas ha cahye to batna
@bharatmaansh80925 жыл бұрын
Tv tv in pm qa aaz wa 3asHLF TE GGGGTRTD QA RC TO AAP AYURVEDIC TUMBLEWEEDS KAISEr44467899jhjlpoohejjgikollolllllolkkkkkkooikkkkkkkkiiiooiioiiiiiioiiiiiiiiiiiiii . In tttt in Ytyyuiiii it
@Desi.Engineer7 жыл бұрын
very nice
@apkafan80045 жыл бұрын
Bhai is ka koi sasta alternate bhi hai?
@shuaibabbas4115 жыл бұрын
Ye wala mettr har kisi ke kam.mn istemal.ho jaega na
@jwdsyed7 жыл бұрын
great 👍
@basicmobiletutorial61187 жыл бұрын
azeem yar jab pakistan cable le lein ge 6mm to mujhe bataiyega k aap ne kahan se li or kitne ki mili
@Mrengineer17 жыл бұрын
+Syed Mohsin bhai may yo 2 sy 3 dafa lay chika hu oor video b bna di hy
@RiteshPanditM-7 жыл бұрын
sir solar ka tar khaha pr dalna h
@Mrengineer17 жыл бұрын
+Ritesh Pandit kya matlab???
@naveedasghar19447 жыл бұрын
nice vide
@Mrengineer17 жыл бұрын
thanks dear
@NetworkingRakesh7 жыл бұрын
thank you
@shahzadalam21885 жыл бұрын
Sir frecansi kya cheez hoti h aur kse wo sahi bataye aur dikhaya please