Kya madam kuchh bhi bna leti ho view ke liye .. kuchh pdna likhna to h nhi h sirf course bechna h 🎉
@chotirathia25 күн бұрын
😂😂😂
@Manishkumar.9322 күн бұрын
Sahi kaha bhai
@jssaudagar175222 күн бұрын
Correct 😂😂😂
@prasoonkipathshala15 күн бұрын
😂 to mast to channel inka hee chlrha 😂
@pihu54115 күн бұрын
Kya next CTET ka syllabus change hoga
@Muskanghodarop25 күн бұрын
Mam sst ki marathon Jo h vo htet k liye krre toh thik h kya
@nandeshwarichinta372426 күн бұрын
Mam ctet ka syllabus change hoga Kya???????😢
@jhunnikumari192316 күн бұрын
76 no aa rha hai Mam next ctet ki class kb se shuru kr rhi ho ma,m mera exam 15 December ko tha paper 2 tha hmne gola bhrne m hi 7 galti kr diye or 2 questions chut gya
@rktamta482525 күн бұрын
Okay mam ummid to is baar hi ctet Clear ho jaye but mehnat to krni chahiye or bhi acche no k liye
@sabatouhid62026 күн бұрын
Mama CTET syllabus to change hua h na
@nooriiee0125 күн бұрын
Mam reet ke liye sst ready kra dijiye
@julikumari150625 күн бұрын
Mam 1to 5 ke liye kis class ka n.c.r.t padhe
@RafiqulIslam-f4t4l25 күн бұрын
Text book milega Ya PDF milega .. konsa milega
@ayeshasaifi975526 күн бұрын
Social sciences ka syllabus change ho jayega kya ctet m mam
@nick_vlogs_singh26 күн бұрын
Ma'am mein ne graduation mei subsidiary paper english liya tha aur CTET paper 2 mera SST se qualify hai toh kya mei TRE 4 mei 6-8 ke liye eligible hu ? Please bataye ma'am
@Shiwangipriya140526 күн бұрын
b ed hai toh haa
@durgaguptakidiksha226 күн бұрын
Subsdiray subject kon se hote Mene B. A general se kiya hain mera subject Hindi ,history, sociology, evs tha to mera kon sa subject BPSC 4.0 hoga PG Hindi honors se hain, STET ka dono paper complete hain
@julikumari150625 күн бұрын
Mama 1to 5 ke liye kis class ka n .c. r.t ko padhe
@shivakshishorts25 күн бұрын
abhi wale ctet ka form kb bharayege
@PujaKumari-hg9op26 күн бұрын
Mera is bar ctet clear nhi hua to kya ab hamre pas job ke liye koi opportunity nhi h
@RitikaDharmender26 күн бұрын
Or iss baar ma'am marathon me SST english me bhi class provide krwana
@radhasharma163125 күн бұрын
Mam agar is baar ctet paper 1 mera clear nahi hua to july wala paper main fir se dungi to mak mujhe july ke baad primary teacher ke liye kis kis me opportunity mil sakti hai
@juhibharti879426 күн бұрын
Mam mera subject graduation m Zoology, botany , physical education h.. Kya m kvs tgt m apply kr skti hu please bataiye 🙏
@shalupatel887826 күн бұрын
Ha ji
@harshitgupta945225 күн бұрын
Mam evs ke bhi notes provide karaye mam paper-2 qualified hai apke notes padhkar🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@varshakirtane252225 күн бұрын
Apne notes liye kya, notes maise hi question ate hai kya, please reply me sir 🙏,mai bhi notes lena chahti hu
@harshitgupta945225 күн бұрын
@varshakirtane2522 ji maine Mam ke notes sst ke liye the aur unke youtube vedio dekhe, pyq bhi solve kiye, ncert bhi padhi sst me 34 marks ke sath Paper-2 qualified hua👍👍👍
@varshakirtane252225 күн бұрын
@@harshitgupta9452 👍thanks for reply sir, mera bhi paper 2hai social science
@RiteshKumar-s7t22 күн бұрын
85 marks aa rha hai kya karu obc se hai phir se exam denabparega kya
@RiteshKumar-s7t22 күн бұрын
Mam please reply me
@durgaguptakidiksha226 күн бұрын
Hi ma'am❤❤❤❤❤❤❤❤
@LovelyYadav-o6f18 күн бұрын
Iss ctet kis kiska qualify ho gya❤
@utkarsh1250625 күн бұрын
Kya kou bta skta hai ki kvs or NVS or EMRS me OBC category se ctet me kitne number hone chahiye 90ya 82 plsss reply
@Kingsakshi123425 күн бұрын
90 bhai kyuki suna h other state me 90 hona chahiye kyuki sab ko o general me ginte hai
@utkarsh1250625 күн бұрын
@@Kingsakshi1234 ye tino to Central government ki jobs hai na
@utkarsh1250625 күн бұрын
Koi specific state jese bihar delhi in sab ka mujhe confrim hai ki 90 chahiye
@DhirajMishra-jp8oh26 күн бұрын
Dee ma b.edi 4th semester me hu ab me bpsc nhi de sakta kya karu 🙏
@shradhasingh767525 күн бұрын
Nhi
@elangovans348522 күн бұрын
How to apply
@Manishmaurya-mu1ui26 күн бұрын
Result to aane do mam
@amreshsingh191123 күн бұрын
Thank you ....
@ayushimaurya631626 күн бұрын
Mam next ctet bharke 4.0 me bythne ka moka mileyga