Learn Main Nikla Gaddi Leke on Harmonium - kzbin.info/www/bejne/aJ2toZulpd-KnMk
@BaljinderSingh-uu8mb6 жыл бұрын
Iiiiii
@sureshbhale Жыл бұрын
आपने बहुत ही सरलता से नोटेशन्स सिखाये है . आपके नोटेशन्स के आधार पर मैने ये गीत हार्मोनियम पर अच्छी तरह से बजाया. बहुत बहुत शुक्रिया.
@devendrkumarutra62044 жыл бұрын
सर आपने बहुत ही अच्छी तरह से इस गाने को प्ले किया और समझा है मैं इसको एक बार में ही बजाने लग गया,
@jasvirkrjasi57324 жыл бұрын
आपका बहुत-बहुत धन्यवाद आपने बहुत बारीकी से समझाया
@rajendersharma55666 жыл бұрын
Hemant guru ji kamal hai man gai ji. Mujhe ye gana harmonium per turant nikalna aagya ji aap ka teaching krane ka trika best hai ji. Jai shri ram ki.rajinder sharma from palwal haryana.
@deepakahirwar67504 жыл бұрын
Thanks video baba ke learning ke liya
@SwarSadhanaSangeet64504 жыл бұрын
Bahut accha laga sir aisa hi video banaiye
@muhammadnaqi38632 жыл бұрын
very nice Sir. please uploade the old song CHORI CHORI AAG SI DIL MEIN LAGAKER CHAL DI A.I learning also how can i play on my keybord.Thanks .
@ShyamSakhibhajan2 жыл бұрын
Very nice and beautiful 👍👌
@chancebychance26856 жыл бұрын
Hemant sharma ji aap bahut achaa sikhate ho nice
@kaushikkumar24786 жыл бұрын
Kya kahne hai aapke. Music sikhne ki ekchha bachpan se thi mujhe. Magar socha ki matriculation kar lu to sikhunga taki parhaee me badha na pare. Graduation mei tha to bagal mei hi ek Syed saheb the jo naukri pesha the. Office se aane ke bad bahar baramde mei baith kar violine bajate the. Maine apni ekchha jahir ki to unhone apna Banjoo diya bajane ke liye. Agle mahine maine ek Banjoo chhota sa 20/-mei kharida 1970-71 ki baat hogi. Mai to chahta tha ki filmy geet sikhaye magar unhe bahut purane geet pata tha jo maine nahi suna tha. Gana achha tha ek line sikha (Hame to shame gam mei katni hai zindagi apni-Noorjaha singer). Ek Kafi rag "Baji baji bansi adhar shyam" bhi sikhaya par mai filmi geet bajana chahta tha. Chuki mai riyaj nahi karta tha aage nahi sikha. Lekin kabhi kabhi sur nikalne ki asafal koshish banjoo par karta hi rahta tha. Banjoo to purana aur thora bahut tut chala tha ho par maine usse feka nahi.Uske uprant shadi ke bad grihasth jiwan ke uljhan ke dawran bhi tute banjoo se bajane ki koshish karta tha. Mere bete(Son) ko yah pata tha ki papa ko sangeet se lagaw hai par koi badhya yantra nahi hai. Jab uski naukari lagi to usne socha Papa ko pahla gift de aur wadhya yantra se achha kya hoga. Yamha ka piano diya jo karib 8000/-ki thi. Kharid to diya par bajane to nahi aata tha. Kuchh bola to nahi par kaha ki bachan se dekhte the ki aap ek tute banjoo se gane ka sur nikalne ki koshish karte the. Apko jaroor pasand aayega. Beta, khushi to bahut hue par es umar mei ab kya sikhenge es lihaj se ye kimti tohfa to para hi rahega. Aur waise hi para raha. Aaz se karib do mahine pahle Bete ne phone par puchha Papa aap Piano bajate hai ya nahi.Baat chit khatam hue par mere dimag mei yah bat aayi ki uske gift ki kadar Piano sikh kar aur baja kar karni chahiye. Mai retire kar chuka hue naukari se, esliye mere paas time bhi hai aur samay bitane ka Piano achha jariya bhi ban sakta hai.Maine gane ki notes(Sargam) ki kitab kharidi Rly Station Book Stall se. Koshish ki par bahut hard laga. Mai ek baat bata du ki etne barso mei mai yada kada banjoo bajata raha. Mujhe lagne laga tha ki thora bahut sur ka gyan ho chala tha. Sur galat lag rahe the yah pata chal jata tha. Mai laga raha, fir youtube channel search kiya, Jio sim ane ke bad. Aapka channel bhi samne aaya. Piano par koshish kiya aapke bataye gaye sargum ki sahayta se. Thori mehnat ke bad 2-3 dino mei baja liya. Ab dusra gana bhi try kiya usse bhi ek biginners ki tarah baja paya. Aapke batane ke tarike ki wajah se hi yah sambhav hua. Maine etna bara ek essay ki tarah explain esliye kiya ki meri mari(Died) hue ekchha kaise aapke margdarshan mei jiweet ho udhi aur Bete dwara diya gaya gift bekar nahi gaya. Ese sadharan ghatna ka nam nahi diya ja sakta hai.20 sal se 64 barso tak yani 44 barso tak ekchha dabi rahi aur jab anukool watawaran mila to ankurit ho uthi. Aapko shahastra bar mera charan sparsh.
@rajendersharma55666 жыл бұрын
Pandit ji very good job ji.Rajinder sharma from palwal haryana.
Sir aap se request h ki app video download krne ke liye bhi chhod diya kro taki sikhne me aasani rhe 👌👌👌
@jilanisabri98006 жыл бұрын
Very good sir superb teaching sir
@emmadjavaid58454 жыл бұрын
Hemat sharma jee aap bohat achay teacher hain mainay phelay bhee aap say request ki thee keh aap english alphabet may notation display karain mere liyee assan hoga keyboard bajana.mainay aap ka channel already subscribe kiya huwa hai P
@عبدليإسكندر5 жыл бұрын
Please Play tere mere prem kahani
@yadneshvarchaudhari74184 жыл бұрын
Best
@RMTailors5 жыл бұрын
very nice tutorial thank you sir
@RMTailors5 жыл бұрын
thank you
@sureshtamang29056 жыл бұрын
Bahut achaaxa guru ji.tqs for video
@vinaytiwari89246 жыл бұрын
Bahut saral tha sir ji good sir ji sayad meri sadi ka khayal sikhaiye
@kushalbankar88416 жыл бұрын
Sir kya aap mukesh sahab ka 'mehboob mere' bata sakte hai??
@subrahmanyama91344 жыл бұрын
What about starting music notes before the song ?
@musicismylife95656 жыл бұрын
Thanks sir sikha ne ke thank you sir
@Bansalmusicalgroup6 жыл бұрын
wow ji niccc super me bhi shik gya but me to phone me hi bjata hu harmonium to hai ni mere paas bhai tenku sooo muchhhh yll
@nathungupta9026 жыл бұрын
Thank you sir
@farhadbidar29765 жыл бұрын
very good 👍👍👍👍🌹🌹🌹🌹
@kaushikkumar24786 жыл бұрын
Maine comment aapke notation link par kiya. Kripya aap jaroor dekhe. Halaki. comment yaha karni chahiye thi ki sabhi parhe par erroneously notation link par gaya. Wah comment aise to aapke liye hi kiya tha par usse sabhi ko parhna chahiye kyuoki usme maine jikra kiya hai ki jiske khoon mei agar music ka ek bund bhi chala gaya usko music sikhne ki ekchha marti nahi hai.
@zeeshanqadri63146 жыл бұрын
I requested Sir Plz This Song play sir plzz plzz plzz ahsaan mere dill pe tumara hai doston .||By mohammmed rafi 😗😗😗😙😙
@avrvoice47376 жыл бұрын
sir aap jaldi se lyric ke sath dil diya galla upload kar dijiye maine bhout sati videos dekhi par mujhe kuch samaj nahi aya
@brajeshkalakar84996 жыл бұрын
sir pls song agar tum na hote
@brajeshkalakar84996 жыл бұрын
sir pls agar tum na hote song
@randheerahirwar47556 жыл бұрын
O gadi wale gadi pls sir
@RB55206 жыл бұрын
Pahla antra samjh m nhi aaya guru ji
@absshowsrawalpindi36522 жыл бұрын
2min ka tutorial hay straight forward banaty bewakoof itna time zaya kiya hay ,