Very useful to all muslims and advocates practicing irrespective of their faiths. It is also useful tol mutawalli of all jamat ,panchas who guide for partation.
@lovelybird58973 жыл бұрын
جزاک اللہ خیرا
@liyakhathali21354 жыл бұрын
Subhanallah a perfect way of property distribution
Assalamu Alaikum. MashAllah. Hazrat Ne Badi Tafseel Se Miraas ke Aham Nukaat par bayaan kiya hai. Maashirat me is ilm ko aam kiya jana chahiye. Allah Paak Hazrat ko jazaye khair.
@rizalygarmentsexporter96857 жыл бұрын
Reebaz M walikum salam
@jeykeyyy9036 жыл бұрын
👏👌
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh. Jazakallahu Khaira. From Azharullah Khan Qasimi, Hassan, Karnatak.
@Strive2Jannah Жыл бұрын
Jazakumullah khair
@hajrashaikh55648 жыл бұрын
Mashaa Allah good byaan.Informative.
@rizalygarmentsexporter96857 жыл бұрын
Hajra Shaikh walikum salam
@shaistaiqbal7506 жыл бұрын
boht khub .boht acha bayan he
@sheraman83794 жыл бұрын
Watch my complete lecture on inheritance- Sher Aman Law Classes "Law of Inheretence"
Mere dada or baap ka inteqaal ho gya hai.meri 3 phupi hissa mang rhi hain jo ki 75-80 saal ki hain or unke bete bhi well settled hain.mere baap 6 beti ki zimmedari mujh par dalkr inteqaal farma gay kya masla hai deen ki roshni m btayn
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh. Bahut bahut Ma'zirat chahta hun, mai ne aap ka msg nahi dekha thha, badi muddat ke bad dekh saka hun, agar Aap koi baat maloom karna chahen to dubara pooch sakte hain, ya mujhe personal Number par Msg kar sakte hain. Jazakallahu Khaira. Azharullah Khan Qasimi, Hassan, Karnatak. Mob: 9916881300.
@MohammadImran-th3vz4 жыл бұрын
Agar kisi ke 2 bv ho aour pahli bv ke 2 beti aour doosri bv ke 4 beti ho toa har beti ko kitna kitna hissa mileg assalam alakum please jawab zaroor dejiyega
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh. Janab imran Sahab, Ma'zirat chahta hun, mai me aap ka msg nahi dekha thha, badi muddat ke bad dekh saka hun, agar Aap koi baat maloom karna chahen to dubara pooch sakte hain, ya mujhe personal Number par Msg kar sakte hain. Jazakallahu Khaira. Azharullah Khan Qasimi, Hassan, Karnatak. Mob: 9916881300.
@mrwarangal58506 жыл бұрын
Assalamualaikum Aap bahot sukoon se bolrahe hai Lekin hum me itna sabr nahi jo itni der tak ye video dekhe Direct mudde pe aagaye to acha rahta
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
islam me ilm e wirasat ki be had ahmiyyat hai, is ilm ko samajhna us par Amal karna bahut zaroori hai, Jald bazi achchhi cheez nahi hai, is jaise ilm ko itminan ke sath sunna aur samjhna chahiye. Direct mudde par aane se bahut sari ghalat fahmiyan baaqi rah jati hain, is liye shuru me kuchh bunyadi baaten batani zaroori hoti hain jin ke na samjhne se Musalman wirasat ki taqseem me ghalatiyan kar jata hai, lihaza is ko itminan hi se sunyen, jald bazi na karen. Azharullah Khan Qasimi, Hassan, Karnatak. Mob: 9916881300.
@sameer140344 жыл бұрын
Yahi to paresani film me 3 ghanta asan lagta hai lekin din ke masla sune samjhne me 45 mint jayada lagta gape aur fajul kamo me insan kitna waqt jaya karta hain lekin din ke masla masail ke tafsilat me time dene me kami aur kotahi aur susti aur time ko kharab karna samjhte hain. Aaj dunia me paresani aur jhagda is waj se hain na haq dene ko sahi maloom rehta na lene wale sahi maloom rehta hai jane anjane Allah ke kanoon ka mukhalif kam kar jate hain
@mrwarangal58504 жыл бұрын
@@azharullahkhan993 inshaallah
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
@@mrwarangal5850 Jazakallahu khaira.
@mudassirpasha74032 жыл бұрын
masha allah bahut behtareen
@muzammilhussainomri.2104 жыл бұрын
Mashallha
@ayanahmed57986 жыл бұрын
Assalamualaikum.varah.we follows to hanafi muslim.my father,mother died.father virasat how will divide.elder only one son, younger daughters six.how will divide virasat.
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh. Bhai Ayan ahmad, Ma'zirat chahta hun, mai ne aap ka msg nahi dekha thha, badi muddat ke bad dekh saka hun, agar Aap koi baat maloom karna chahen to dubara pooch sakte hain, ya mujhe personal Number par Msg kar sakte hain. Jazakallahu Khaira. Azharullah Khan Qasimi, Hassan, Karnatak. Mob: 9916881300.
@zubaidakugc.hatton71456 жыл бұрын
Ap mujy bety ki job k leye wazifa bata dein
@naeemsharif66625 жыл бұрын
Un sab ka naam kia hay
@syedmateen36646 жыл бұрын
Kya jis ghar may hum rehrahe hai wo beechna nahi cahate to behnon ka hissa kaisa diya jaye
@mohammedsaleem45516 жыл бұрын
Ek Baap Ke Char bete jabke Bada beta Ghar Damad Gaya Hua Hai 50 saal hoge Wahan ki property sub Uske Naam aur uske biwi ke naam hai aur unke waleed Ne Kaha Hum Tumhe Hamari property mein Se Nahin Denge bol ke shaadi kare Arun ke Walid ka inteqal ho gaya 30 saal ke unke Bade bete ka bhi inteqal ho gaya Unki Biwi Ka Bhi inteqal Ho Gaya ab ab unke bache Chachaon Adaalat Mein case darj karaya hai hame bhi ab Aisa chahiye property mein se jabki property ki puri Dono Chacha Hoon ke naam ho gayi hai 30 saal ho gaya hai kya ab unke Bachchon ko hissa Milega please please jaldi jawab dijiye Kyunki Paanch Tarik Ko Hamari Adaalat Mein peshi Hai
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh. Ma'zirat chahta hun, mai ne aap ka msg nahi dekha thha, badi muddat ke bad dekh saka hun, agar Aap koi baat maloom karna chahen to dubara pooch sakte hain, ya mujhe personal Number par Msg kar sakte hain. Jazakallahu Khaira. Azharullah Khan Qasimi, Hassan, Karnatak. Mob: 9916881300.
Molana Sahib Ap ne Taqseem kam bataya Bas Taqrir Ziyada ki hai.
@QuranForKids.7 жыл бұрын
This should be helpful: www.inheritancecalculator.net/, makes it super it easy
@riyazulhasansiddiqui57404 жыл бұрын
Maulana nay Quran kay mutabiq wrasat hi ahmiyat batai hai ,tafseel Kay liyay Quazi Kay Pas Jana hugs.
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
Bhai tahir iqbal, Taqreer ka Topic "Wirasat ki Ahmiyyat aur Zaroorat" hai, is me Taqseem ka tareeqa batana maqsood nahi thha, balke sirf islam me is ki ahmiyyat batana maqsood hai.
@Rahehidayatahmedali6 жыл бұрын
Agar kisi k sirf 2 betiyan h aur bhateejy ko jo saga h beta maanty hn kya hukum h Allah ka
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh. Ma'zirat chahta hun, mai me aap ka msg nahi dekha thha, badi muddat ke bad dekh saka hun, agar Aap koi baat maloom karna chahen to dubara pooch sakte hain, ya mujhe personal Number par Msg kar sakte hain. Jazakallahu Khaira. Azharullah Khan Qasimi, Hassan, Karnatak. Mob: 9916881300.
@tanweermalik83474 жыл бұрын
assalamalaium, kya india me agricultre land bhi TARKA he?
@riyazulhasansiddiqui57404 жыл бұрын
Yes ,all things
@sameer140344 жыл бұрын
Yes deceased person ka kuch v milkiyat ho wo tarka hai. Even his animals and agricultural waste like puwal and storage of cow dung as wel. Lekin malik ho uska absolute owner hona chahiye kisi aur ka land ko rent me liya ho wo nahi hoga.
Why you put music beganing of thr vdo in islamic lecture fear Allaah amd remove music
@amerkhankhan63688 жыл бұрын
assalamu alaikum mera walid sahab ki inteeqal hogaya mera dada hazat ki property hai 5 bhai 3 bahaainhai mera chotaa ki shadi neehi huwi hai in no property hum kog takseem karrla sakthaa hai un kaa guzaraa ki liyaa dusri property hai
@mohammedaslam99465 жыл бұрын
Batika Ka 25parsant Hai ka Isbarama Batiya
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh. Ma'zirat chahta hun, mai ne aap ka msg nahi dekha thha, badi muddat ke bad dekh saka hun, agar Aap koi baat maloom karna chahen to dubara pooch sakte hain, ya mujhe personal Number par Msg kar sakte hain. Jazakallahu Khaira. Azharullah Khan Qasimi, Hassan, Karnatak. Mob: 9916881300.
@nusrathayat52386 жыл бұрын
lakin adalat m aisa kuch ni quran k mutabiq taqsim ni hoti.
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh. Ma'zirat chahta hun, mai ne aap ka msg nahi dekha thha, badi muddat ke bad dekh saka hun. Ji haan, Adalaton me Quran ke mutabiq taqseem nahi hoti, laikin hum agar Allah ke Deen para Amal karna chahen to Adalat me gaye baghair khud islami Qanoon ke mutabiq Wirasat ki taqseem kar sakte hain aur karna chahiye. agar Aap koi baat maloom karna chahen to dubara pooch sakte hain, ya mujhe personal Number par Msg kar sakte hain. Jazakallahu Khaira. Azharullah Khan Qasimi, Hassan, Karnatak. Mob: 9916881300.
@zafaransariadvocate36373 жыл бұрын
@@azharullahkhan993 sir Adalat me bhi Quraan ke mutabiq hi INHERITANCE taqseem Hoti hai... Kuchh mamlo Ko chhor kar.
@razanaqvi89555 жыл бұрын
جب باپ ہی اپنی بیٹیوں ان کا حق نہ دیں بچاری بیٹیاں کیا کر سکتیں ہیں ؟
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
یہ بہت بڑا ظلم ہے کہ جن لوگوں کو آگے بڑھ کر کمزوروں کے حقوق دلانے ہیں وہی کمزوروں کی حق تلفی کرنے لگیں. ایسے موقع پر معاشرے کے دیگر باشعور افراد کو ان مظلوموں کا حق دلانے کی کوشش کرنی چاہیے. بصورت دیگر بچیاں اللہ سے فریاد کرنے کے سوا اور کیا کر سکتی ہیں؟ لیکن غاصبوں کو یہ سوچ کر دڑنا چاہیے کہ بروز قیامت اللہ تعالیٰ خود کمزوروں اور مظلوموں کا وکیل ہوگا. اللہ حفاظت فرمائے.
@skarman71277 жыл бұрын
Bhahu ko hissa do.awr khidmat ka haqe kisko den.ek ko hissa.eksey qidmat.kya yeh sahi hai.kya yeh allah ka kanoon hai.
@tigerpakistani22364 жыл бұрын
Yateem pooton or pootiyoun ko werasaat me kuch nai mile ga??Agar beta bada ho Jo baap se pehley mar jahy?or ghar kud banahy,,islaam is real deen.YATEEMOO KO UN KA POORAAA ,,POORA HAQ MILNA CHAYEYE,,NAI TOH WERAASAT KISI KO BE NAI MILNI CHAHEYE...ISLAAM SABAQ SEEKAATA HAI...K YATEEMOO OR MESKEENOO KA HAQ BOATH HAI
@azharullahkhan9934 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh. Ma'zirat chahta hun, mai ne aap ka msg nahi dekha thha, badi muddat ke bad dekh saka hun. Yateem Poton aur potiyon ko islam ne be yar o madad gaar nahi chhoda hai, is taqreer me is ka zikr maujood hai, aap sun sakte hain. Phir bhi agar Aap koi baat maloom karna chahen to dubara pooch sakte hain, ya mujhe personal Number par Msg kar sakte hain. Jazakallahu Khaira. Azharullah Khan Qasimi, Hassan, Karnatak. Mob: 9916881300.