Tbh for jee mains last 5 yr pyqs are more than sufficient.. with the help of pyqs i scored 98.754 percentile😊
@silkipriyaseth13875 ай бұрын
that's very feels very accurate..thanks
@AkshayJain-kj1zm5 ай бұрын
5 years ke pyq teeno sub.ka 10000 plus questions bante he bhaiyaaa ,ye sab kiyye the aapne ,yaa fir koi strategy wise solve kiyee theek ,please reply❤
@Sathvik-yd5he5 ай бұрын
@@AkshayJain-kj1zm if u r in class 11 u have ample amount of time so you can complete 5 yrs pyqs .. but in my case i started serious preparation from class 12 so I was able to do 2-3 yrs pyqs..
@onlyforstudy75885 ай бұрын
@@Sathvik-yd5hebro 11th kese thi aapki
@Sathvik-yd5he5 ай бұрын
@@onlyforstudy7588 utna serious nahi tha .. too much backlog tha … i completed few 11 th topics in holidays before starting of class 12.. nd completed remaining 11th chapters in revision …
@dhdjsaapd89745 ай бұрын
I wrote jee mains this year that is 2024. I did past 3-5 yrs JEE Mains PYQ. For phy, i followed eduniti blindly. For chem, i used to read ncert, watch simply consice videos for revision purpose.I watched pahul sir vedantu for chemistry. I watched pankaj sir crash course for chemistry during revision time. For maths i used to see oneshot of arvind kalia sir. I got around 99.6%ile in jee mains. Hope it helps...
@Dontwastetime-hx9xs5 ай бұрын
What about question practice in maths
@Kaalbhaira_va5 ай бұрын
@@Dontwastetime-hx9xs mostly pyq are repeated
@KrishnaAgrawal-wf9bc5 ай бұрын
Bhaiya organic ke liye 😢😢
@NikhilKumar-zt6km4 ай бұрын
Sachin sir bhai mast padhate hai really@@KrishnaAgrawal-wf9bc
@tridev3014 ай бұрын
Ncert textbook or exemplar
@Rush_Swasti5 ай бұрын
Buying books is not wasting your money it is investing your money ❤
@Anonymoussensei174 ай бұрын
Vo kehna chahte hai ki bhut se log moti moti books kharid to lete hain bhut fir unhe bas showcase krke rakh dete hain aur kabhi use nhi krte. Isiliye vaisi books lo jinhe krne ka time ho
@Rush_Swasti4 ай бұрын
@@Anonymoussensei17 accha
@Rush_Swasti4 ай бұрын
@@Anonymoussensei17 Ok
@drawforge39205 ай бұрын
Cutoff gonna hit 2025 aspirants like a train - ex aspirant
@cyborgzgamer93245 ай бұрын
Like a prosche*
@drawforge39205 ай бұрын
@@cyborgzgamer9324 bhai jo bhi ho acc to nowadays question papers , quality
@CristianoRonaldo-ni7uq5 ай бұрын
tbh I feel they will improve(they should)the level of paper in both JEE and NEET or else it will always be a mess in ranks and cutoff
@shubham_bandhavakar88265 ай бұрын
@@cyborgzgamer9324mai drop lera hu and imma hit like a Boeing
@Kaalbhaira_va5 ай бұрын
@@shubham_bandhavakar8826 what was your percentile in 2024?
@Poweredshorts5 ай бұрын
Bhaiya, complete 11 wasted , please make roadmap for class 12 students for JEE 2025😢😢😢
@Rishiupad5 ай бұрын
Padh le
@bhavy....5 ай бұрын
Ab tum kuch nahi kar sakte bas jo coaching me padhate hei wo padho or agar ho sake to mobile se agle 10 mahine tak dur raho or pura dhyan laga ke padho faltu ka time waste mat karna ab kya karna hei wo me bata raha hu Physics --agar tumhara electric wala part weak hei to sirf ncert hi padhna or sabhi example or exercise solve kar lena or agar strong hei to fir hcv ya koi bhi book se thode high level ke pyq ke liye ja sakte ho magar sirf 2 weeks me pura electric yani ki part 1 physics class 12 me jitna bhi hei wo sab kuch solve ho jana chahiye use jyada time mat dena or ha 2024 me sabse jyada agar ncert ke hisab se dekhe to yahi part se question aye the or yaha se marks bhi cover ho sakte the or pyq book me tum dekh salte ho kis chapter se kese question aye hei jese ki ch8 se match the following ya fir statement wale question ,etc or ye part karna compulsory hei bilkul skip mat karna --fir ata hei modern physics jiska weightage 2024 me 2023 se kam dekhne ko mila hei or ye esa part hei jo tum chemistry ke atomic structure me padh chuke ho to iske jyad time mat laga na ye easy bhi hei or question solve karne me bhi kam time lagta hei or ye 3 chapter consist karta hei dual nature atoms and nuclei or iski ncert read karna bohot important hei to iske liye tumhe maximum 4 din me ye 3 chapter pure read kar lene chahiye or agar pehli bar padh rahe ho to highlight kar lena jo formula wagere dikhe wo jisse dusri bar sirf wahi padhna pade or wo frequency graph or ratio wale question bhi puche jate hei to wo bhi kar lena or question solve karte wakt atoms ke question jyada solve karna or mass defect wa!e bhi baki nuclei ab kuch khas nahi raha course reduce hone ke bad sirf power wale question puche ja skate hei -- agar tum optics me strong ho to bohot benefit hoga or agar nahi ho to strong karo kyuki ye esa chapter hei jo ki bohot log skip karte or agar yaha se medium level ke question ate hei jo ki paper me bhi bohot log skip karte hei to competition me help hogi isliye ye chapter skip mat karna or wave optics ke bas formula thik se kar loge ncert ke to bhi ho jayega or bas ek do bar ncert padh lena dono ray or wave ki isme tumhe question ki jyada practice chahiye hogi or theoretical questions bhi kafi jyada bante hei ncert me se wo focal length horizontal me or vertical me katenge to kya hoga uspe or bohot sare ye portion strong ho ya na ho isko 10 din jarur dena 3 din theory ache se yad kar lena or baki time me question practice. -- ab class 12 physics me sirf semi conductor wala chapter raha hei jisme se logic gate puche ja sakte hei or uski trics bhi hei bohot sari yt pe dekh sakte ho or baki usme se sirf theory hi ati hei to ncert padhni hogi agar tum second attempt pe focus kar rahe ho to sirf utna hi padhna jitna class me padhaya jaye usse bhi ho jayega most of question ab class 12 physics khatam ho gayi hei. -- Class 11 th me sayad tumhare shm waves or rotational weak hoga sayad , lekin sabse pehle heat wala part complete karna or ktg thermodynamics to ata hoga kyuki wo easy hei to pehle waha se start karna fir baki ka heat portion thoda sa hard hei agar chaho to last me kar lena time bache to warna skip bhi kar sakte ho kyuki yaha se theoretical question jyada ate hei sirf ncert se bhi ho jayega newtons law of cooling ke chance hei puche jane ke is bar --ab kinematics wpe or nlm karna kyuki ye tin chapter se hi most of mechanics cover ho jayega or question bhi yahi se jyada bante hei circular motion se banking of car wale questions bante hei uske bas notes revise kar lena, kinematics wpe or nlm ke liye 2 week tak question practice kar sakte ho kyuki agar paper me koi dusre question na bhi bane to yaha par se tum confirm kar sako ki ye 3 chapters ke question me bana hi lunga in chapters ki ncert me bhi kuch khas nahi to 1 din me agar tum 7 8 ghante padhoge to ho jayega iske 2017 se sabhi pyq kar lena start 2024 se karna or last me 2017 jisse tume easy to hard ke sabhi question ki practice ho jaye --Rotational motion me moment of inertia object kitni height tak pohchega or energy wale question ye jyada puche jate hei or thode se easy bhi hei isme kuch integration wale question bhi ate hei lekin wo skip karna hi thik rahega kyuki paper me bhi skip hi karne padege usme time jyada lagta hei or rarely ate hei bas wo rod wale question me integration type wale honge uski practice kar lena or gravitation ke liye sare formula important hei tunnel wale question bhi aa sakte hei integer type me is part ke liye 1 week jitna time thik hei -- unit and dimension to ncert ke summary me se har chapte ke padhne padenge or usko tum derive bhi kar sakte ho -- fir sound wala chapter formula based hi hei organ pipe me different type question ban sakate hei ye 4 din me complete kar lena jitna ho utna. Mechanical properties of solid and fluid thode se hard hei to last me karna solid wala part thoda easy hei isliye kar sakte ho magar max 3 din usse jyada time nahi or agar start karo to pura khatam karke hi chodna ye khatam karke ab pura physics khatam ho jayega. -- physics ke theoretical question ke liye tum eduniti ke 141 pyq wala video dekh sakte ho 2x speed me lekin puri ncert padhne ke bad or kisi bhi channel pe oneshot mat dekhna physics ke liye sirf eduniti ke video dekh sakte ho kyuki wo tp nahi karta point to point batata hei -- Chemistry me organic ke liye apne teacher ki notes hi follow karna or jo bhi na samaj aye wo dusre din puch lena abhi sayad organic chemistry start nahi hua hoga ya to adha complete ho gaya to tumhe kuch nahi ata to hydrocarbon se hi start karna hoga bich me se mat karna or ncert ko blindly follow karna sabhi reaction padhna or jitne bhi tables diagram jo bhi bich me aye sab padhlena or pyq pichle 5 saal ke kar lena agar time ho to 2018 tak karna ya fir apne teacher se puchna kuch ache question ke liye agar question ki bat kare to isme se test for organic compounds or name reaction guess the product ya fir reagent konsa use kiya hoga wo sab batane ke liye pucha jayega ye part sayad abhi na aye lekin isko padhna mat bhulna last me yehi marks deke jayega or paper me time bhi kam lega ncert iski minimum 5 bar revise karna to tum 10 min organic ke sabhi question solve kar loge apne paper me -- inorganic me tables or orders bohot important hei ncert ke or ratna hi padega kyuki exception bohot jyada hei block chemistry ache se kar lena or periodic properties bhi -- physical chemistry me thermodynamics atomic structure dono physics ke jese hi hei to isme jyada time mat lagana bas concept clear kar lena or ncert , solution electrochdmistry integer type me bohot puchte hei isliye jarur se kar lena or chemical kinetics bhi bohot easy hei bas calculation me dhyan rakhna or 11 th me mole concept to ana hi chahiye or equilibrium me chemical thik se kar lena ionic me tumhe sare terms ke bare me pata hona chahiye jese ki buffer solution etc -- maths ke bare me kuch nahi bolunga kyuki usme question ke upar depend karta hei kabhi kabhi integration se bhi easy question aa sakta hei to maths tumhe pura karna hoga easy paper aya to maths hi rank decide karega ha definite integration or kuch hard chapter mat karna april me kar sakte ho or apne sir se puchna ki konse chapter tumhare liye thik rahenge. -- chemistry me sir ke notes bohot ache se padhna or physics me bhi or jaldi se pyq solve karna start kardo kyuki most of bache last 3 month me start karte hei or agar tum abhi kar doge to benefit rahega atleast tumhe kuch to ata hoga us chapter se start karo jisse tume confidence aye or pyq ki practice ke waqt tukka marne ki bhi practice karo kyuki kuch question me pata chal jata hei ki yahi answer hoga or maths me kabhi tuka mat marna kyuki galat hone ke chance jyada hei or agar padh sako to aj se hi self study ke liye 8 9 hours padhna suru kar do isse tum puri physics or chemistry 4 5 month me complete kar loge or fir kast me mock test maris kam aye to demotivate mat hona mock me tumhare marks kam hi ayenge lekin last tak revise karte rehna all the best ❤😊
@ApniKaksha_bonded4 ай бұрын
Thanks bro ❤@@bhavy....
@JayaramCherukupalli5 ай бұрын
T-T mera ghar library bann chuka hai
@SonuPal-vs4so2 күн бұрын
Motion's notes and Modules are enough for best preparation 🥰
@Sahiljha-l4t4 ай бұрын
Bhaiya mere pass dc Pandey hai toh kya mai mains ke liye bas level 1 kar lu or uske baad pyqs lga lunga please reply bhaiya 🙏🙏🙏🙏
@PragyanSrivastava_JEEaspirant.5 ай бұрын
Bhai ek Vdo Thermochemistry la bna do plz Consider Krna ! Aur Solid state ka bhi ❤🎉
@Horizon241295 ай бұрын
i am not going in coaching but i solve pyqs and allen mods using mohit tyagi sir lec am i doing right thing ?
@CHIGULLAESHITA5 ай бұрын
same here
@CHIGULLAESHITA5 ай бұрын
@@SOPHIUS3126 best of luck
@Jee._-.Aspirant5 ай бұрын
If you are able to solve them then you're on the right path
@ankanplays76364 ай бұрын
Self study maths keliye...NV sir lecture + JEE,Wbjee pyq + black book...kya yee sufficient hay !? Mein yee kar raha hu...
@Mr.ak623 ай бұрын
Ghar kaha par he tumhara .. because I am from West Bengal
বলছি ভাই,wbjee এর pyq করে ki adeo লাভ হবে? আমি তো disha publication এর টা কিনলাম jee mains এর 😢
@ankanplays763613 күн бұрын
@@Sunshine..15085 amar mone hoy jehetu time ta vison koom tai ekhon mains er 1st attempt er jnno joto paro jee mains pyq follow koro...WBjee r tulonay... R ekhon extra kono book solve korar moto time oo oto nei... btw best of luck 🤞🏻:)
@arnavbagga41085 ай бұрын
Inorganic me v joshi consider he nhi kri, sad
@KrushanaMane-jd6dg19 сағат бұрын
only 805 likes what?😭😭
@aksharashah10063 ай бұрын
Bhaiya phy, maths ke questions ke approach hit nhi krte h...iske liye vdo pls
@SkAbdulRahmann5 ай бұрын
Hi ❤ make video on how to get 99ile in 2025 Jee main please. And How to revise 11th chemistry using your video 🎉🎉🎉
@binodbhai00182 ай бұрын
Bhaiya solved examples kha se kre ??
@DivyanshSingh-ho9od4 ай бұрын
Bhaiya mai coaching me nhi hu, kaha se theory padhu please bataye
@shūubhsóní5 ай бұрын
Pr bhai advance ki taiyaari bhi toh krni hai
@sanchitkulkarni13715 ай бұрын
bro pls make vdo on haloalkenes and haloarenes
@sanatshreenath5 ай бұрын
Neet wala Kai lia physics book please reply
@Ashish-ui7fe5 ай бұрын
Bilkul nahi
@Anonymoussensei174 ай бұрын
Pyq pe focus kro
@Anonymoussensei174 ай бұрын
Neet me solving speed aur time matter krta h
@mathematician88885 ай бұрын
Is Arihant pyqs good for physics and mathematics
@bhargav81655 ай бұрын
It's enough for jee
@Shivakumarxmudavath5 ай бұрын
Try disha publications
@Anonymoussensei174 ай бұрын
Bhai ek baatao pyqs (2019-24) sirf mains ki krnj hai ya mains+ adv?
@lolol-ur5mp4 ай бұрын
@@Anonymoussensei17for adv if possible last 44 years.for mains last 5 years.
@Anonymoussensei174 ай бұрын
@@lolol-ur5mp thanx
@Sas113015 ай бұрын
First
@SkAbdulRahmann5 ай бұрын
Hi ❤ make video on how to get 99ile in 2025 Jee main please. And How to revise 11th chemistry using your video 🎉🎉🎉
@SkAbdulRahmann5 ай бұрын
Hi ❤ make video on how to get 99ile in 2025 Jee main please. And How to revise 11th chemistry using your video 🎉🎉🎉
@SkAbdulRahmann5 ай бұрын
Hi ❤ make video on how to get 99ile in 2025 Jee main please. And How to revise 11th chemistry using your video 🎉🎉🎉
@SkAbdulRahmann5 ай бұрын
Hi ❤ make video on how to get 99ile in 2025 Jee main please. And How to revise 11th chemistry using your video 🎉🎉🎉
@SkAbdulRahmann5 ай бұрын
Hi ❤ make video on how to get 99ile in 2025 Jee main please. And How to revise 11th chemistry using your video 🎉🎉🎉
@SkAbdulRahmann5 ай бұрын
Hi ❤ make video on how to get 99ile in 2025 Jee main please. And How to revise 11th chemistry using your video 🎉🎉🎉