Allaha aap ko mazeed tariqi day aur aap kay kaam may barkat day...aap bhoot acha kaam kur rehay hain
@muhammadmayar85344 жыл бұрын
Assalam malekom raza Bhai nice video 👍 thanks
@syedsam-shahsb91763 жыл бұрын
👍👍👍 thanks
@engineerirfan4 жыл бұрын
GOOD JOB DEAR KHALID RAZA BHAI KEEP IT UP
@abdulmuheetkakar4 жыл бұрын
Bht khub
@eliaaxkhan40584 жыл бұрын
Thanks for information
@anwaruttra24914 жыл бұрын
Masha Allah Khalid Raza bhai
@barankhandurrani46207 ай бұрын
❤
@tanveerkhan92214 жыл бұрын
Aslaamalikum ustaad Raza aap ko aik sand blasting machine zaroori chahiye aap sab parts sand blast kar ke phir assembly ki tiyaari karo sand blast ki safai bahut achi hai
@babershaikh53993 жыл бұрын
Very informative video. Aap ka sumjhaney ka tarika bhutt achha hey. Herr batt ko cover kertey haiy. I like it. Shukeriya.
@naqeebullah4 жыл бұрын
زبردست
@alirazakhan69134 жыл бұрын
good
@waqasthahim61172 жыл бұрын
Raza bhai iske oil wali jaga matti ka tail se saaf kar sakty hen?
@khalilahmed78594 жыл бұрын
Nice
@mohammadyousufhingoro37704 жыл бұрын
bearing wali pump ke baray me b video banain
@SalmanKhan-vl9zt3 жыл бұрын
Sir bursh waly pump kay wheel nut say bohat tezi say oil leak horaha Hy koi video bnay
@ASIElectricalwiring4 жыл бұрын
Nice sir
@stephengill753 жыл бұрын
Well done
@imranzareef40094 жыл бұрын
Nice.
@Naemraza3593 жыл бұрын
Bush Wala pump hum solar motor mein Laga skhte han kaam Kary ga .
@RazaElectronics3 жыл бұрын
G han
@yummy_blueberry3 жыл бұрын
Raza bhai donkey pump ka chakka adha chakkar lay kr jam ho jata hai main ne crank set khola tha jab crank set ko aram mein lagaein to wo aram kay soorakh mein jam ho jata hai iskay aram ka size karwa loon kharadiye sey(aram or crank original haichange nhi kiya)?
@SalmanKhan-vl9zt3 жыл бұрын
Raza bhai oil wali packing ka name bata dy
@ghanshamdas82552 жыл бұрын
Bhai Jan motor chalaatain hain to motor ka belt nahain chalta phir us ko hath se Dhaka Laga Tain hain to phir chalta hai ?
@RazaElectronics2 жыл бұрын
Belt new lagaden
@hazratusman55303 жыл бұрын
جناب اجکل اس پمپ کو گیس کے دوکانوں چھوٹے گیس بھرنے کیلئے استمال کرتے ھے اسی سے کرتے ھے یا کچھ تبدیلی کرنا پڑے گا
@hazratusman55303 жыл бұрын
میر ا گیس سلنڈر کا آئیجنسی ھے شفٹینگ کیلئے ڈنکی پمپ خریدا جو کہ خراب ھو گیا بلکل بھی پریشر نھی ھے
@nadeemmustafa40594 жыл бұрын
Bhai aik sawal hai. Gland dori agar sahi sey na dali ho to kya pump k pressure py farq ata hai? Ya bas thori water leakage hoti hai aur pressure py koi khas farq nahi parta?? Please gland ya jen dori ka maqsad aur ahmiyat bataaein.
@AbeerAbdul-n8t3 ай бұрын
Raza Bhai ! 1/2 hp ki motor me capacitor kitne uF ka lagana chaiye donkey pump me ?
@RazaElectronics3 ай бұрын
Starting capacitor 80mfd
@faniedits16782 жыл бұрын
Bro moto ka wheel dagmagata hai kia waja hai bearing to ni toot gaya ho ga kia?
@RazaElectronics2 жыл бұрын
Pump khol k check karen
@muhammadsaeed26504 жыл бұрын
Khalid bahi zang hatanye video banye
@dbm62904 жыл бұрын
Thanks
@mohammadyousaf8501 Жыл бұрын
Asalamlamoalikum Oil wali side pa be koi seal hoty ha rod Kay taraf sa?
@RazaElectronics Жыл бұрын
Nahi
@RazaElectronics Жыл бұрын
Nahi
@abidsaleem74574 жыл бұрын
Oil seal k oopper greasing kar sakhtay hy?
@farazkhankhan40454 жыл бұрын
sir barring walay pump ki kia pehchan hai hai aur kiya es tarha ke pump mai barring lag sakta hai?
@RazaElectronics4 жыл бұрын
جی نہیں بھائی بس والے پمپ میں بیرنگ نہیں لگ سکتا ہے
@abidsaleem74574 жыл бұрын
Gareee k mblilll oil keee jaga daaal sakhtay hy?
@AmanUllah-zd9oi5 ай бұрын
Crankset Ki Puli Agar Jaam Hojaye To Kya Karna Chahye
@raheelsultan74982 жыл бұрын
Assalamualaikum Bhai meri pump ke wheel ko haat se dumana par Raha he Kya masla he Pele sai chal Rahi thi motar on Kero phir belt ko gumao to chalti he
@RazaElectronics2 жыл бұрын
Motor capasitor change kare
@khalidjaved40323 жыл бұрын
ہماری ڈونکی پمپ کا پانی لیک ہوتا ہے اس کو بند کیسے کریں اور oil کتنی دیر باد دینا چاے یا مکمل چینج کرنا چاے
@naztechnical13514 жыл бұрын
Bhai awaz to chek karao
@malikadnan24022 жыл бұрын
Mukammal crankeset ki price Kya hay
@waqasalam_0073 жыл бұрын
Bhai meri motor k fan nhin chal rha
@JustAPetThings Жыл бұрын
Bhai oil zyada nhi hai phr bhi shaft ki taraf se beech mein se leakage hai oil ki jab oil daalo Thora bhi to leak hone lgta hai. Beech wali shaft ki jaga se leakage hai. Kiya waja ho skti hai 😕. Plz help
@RazaElectronics Жыл бұрын
Glain dori dale
@JustAPetThings Жыл бұрын
@@RazaElectronics Bhai glan Dori to pump wali side pe dalti hai na paani ki leakage k liye. Oil leakage ho rhi hai
@muhammadahmed18862 жыл бұрын
Belt slip ho rahi ha or plate bhi tight chalti ha
@RazaElectronics2 жыл бұрын
Cut wala belt lagaen
@qaritariq30654 жыл бұрын
ماشاءاللہ
@sonialadli4 жыл бұрын
chaka kitny ka hota h
@RazaElectronics4 жыл бұрын
400
@muhammadahmed18862 жыл бұрын
Motor chalti ha or belt nahi ghomti
@zafitanoli86784 жыл бұрын
AP ny bearing waly donkey pump k bearing nikly pr video ni bani
@MathsGuru.20233 жыл бұрын
Sir crank set ki price aj kal kitni he
@RazaElectronics3 жыл бұрын
500
@MathsGuru.20233 жыл бұрын
Thank you brother
@switchgearsknowledge86694 жыл бұрын
Raza BHI donkey pump k under reat chali jati ha koi jali lagany Ka tareqa btya
@alpha01pk4 жыл бұрын
strainer laga lo
@princenoman87292 жыл бұрын
Crankset ki price kia hoti
@RazaElectronics2 жыл бұрын
600
@nadeemmustafa40594 жыл бұрын
Comment ka jawaab chahye like nahi
@tahirmirza12323 жыл бұрын
Bara mu feed channel h
@amjadmufti27844 ай бұрын
Raza bhai where is your repair shop, can I contact you what is your cell number.
@nadeemmustafa40594 жыл бұрын
Bhai aik sawal hai. Gland dori agar sahi sey na dali ho to kya pump k pressure py farq ata hai? Ya bas thori water leakage hoti hai aur pressure py koi khas farq nahi parta?? Please gland ya jen dori ka maqsad aur ahmiyat bataaein.???
@RazaElectronics4 жыл бұрын
بھائی اگر تھوڑی بہت پانی آتی ہے تو اس سے پریشر کو کوئی نقصان نہیں ہے لیکن اگر زیادہ پانی گرینڈ کی جگہ سے گرنا ہے تو اس صورت میں جو ہے آپ کا پریشر ٹوٹے گا