अतिसुंदर! बढ़िया जानकारी देने के लिए आपका हार्दिक आभार जी!❤😊
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
धन्यवाद 🙏
@HeartinRoots2 ай бұрын
Very nice sharing sister 😊 10:35
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Thank you so much 🙂
@abdulazizkhan68332 ай бұрын
🌹🌹🌹🌹!!!! nice video
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Thanks 🙏
@priyapathak92072 ай бұрын
Nice information mam 👌👌
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Thanks dear 🙏
@jagritisharma98022 ай бұрын
Birdof pradise pr vidio pls benay
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Sure , very soon
@jagritisharma98022 ай бұрын
@@gardeningaesthetics thank you Ye keha se le nersery pr nahi milta
@pinks3101Ай бұрын
Mam please do a garden tour and show us how you arrange your plants in clusters. Also aap paani daal e ka baad aas pass ki jagah ki safai kaise rakhti hain. Mere yahaan bada garden hai but baar baar mitti and kichad ho jata hai. Gardening ka zyada samay ismain chala jata hai. Plz kuch ideas ho to share karein. Thankyou ❤
@gardeningaestheticsАй бұрын
Sure , once my winter garden will go on full bloom , will make a video , and one video on how I maintain my garden 🙏❤️
@shubhangichopra10582 ай бұрын
Thank you Ma’am ❤
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
You're welcome 😊
@S.K.Bhattacharya2 ай бұрын
Bahut achi jankari di apne mam thank you so much.... please aap bargad bonsai ke bare me kuch bata sakti hai...mere pass ye plant hai..reply soon mam
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Sure , I will make a video on that very soon
@S.K.Bhattacharya2 ай бұрын
@@gardeningaesthetics thank you so much mam reply karne ke liye🙏
@sadiakhan59092 ай бұрын
Maam aap philodendron micans ki bhe care or propagation btaen
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Sure dear
@Ijazshaikh242 ай бұрын
Mam kya hume misting daily karni hoti hai koi bhi season mai specially aroids ki ?
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Sardiyo May daily jaruri nahi hai par week May do teen baar depending upon sun exposure
@kakoliboro57962 ай бұрын
Ma'am kya abhi Aglonima( online ) and other indoor plants buy karna chahiye?
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Green leaves wale kar sakti hai par colour ful wale March end May kijiye
@kakoliboro57962 ай бұрын
@@gardeningaesthetics thank you so much 👍
@NavdeepSingh-ek8vi2 ай бұрын
Ma'am apne video mein btaya ke kuchh plant sensitive hote hai jinko jyada thand mein andar le aana chaiye. Mere pass kafi plants hain par ye nahi pta konse jyada sensitive hain please plants ke naam btaye so that hum unko apki advice ke according andar rakhle jyada thand mein. Aur abhi plants repotting kar sakte hain ya February mein he kare plz reply
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Hi. Navdeep winters May philodendron ki kuch varieties aur peace lily jyada kharaab hote hai jab inki leaves jyada yellow hokar gir nay lage to aap unko andar laakar rakh lijiye , jab frost pade to accha rahega . Ya phir aap unko chajje ke niche ya covered balcony May bhee rakh sakte hai jaha dhoop bhee mile aur palang par frost aur chilli winds bhee na lage.
@binderrayat99602 ай бұрын
Ma'am Maine August mein vermi compost, fungicide, neemkhali,apsum salt , gober khada sab dala tha ab kon se khaas dale
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Ab koi jarurat nahi hai bus ek baar tilling kara dijiye ❤️
@amirshah73222 ай бұрын
Hi colorful plants ko kon se best fertileizer den winter mn
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Winter plants ki caring par kal video link community post par kal say daal diya karungi
@sushmavashisth68872 ай бұрын
Mam coleus kharab kyu hone lga h main hmesha use ghr ke stairs pr rkhti hu..
@gardeningaesthetics2 ай бұрын
Abhi new cuttings lagani hogi.
@thegreatestofalltime7772 ай бұрын
Maine toh chinta chod diya hai. Jo hoga dekha jayega!! 😂