Draupadi Rejects Karna😱 Mahabharat 101 Episode Part 2

  Рет қаралды 7,312

Markhor Reactions

Markhor Reactions

Күн бұрын

Пікірлер: 57
@rachit676
@rachit676 Жыл бұрын
7:00 asal mahabharat me yahi karte waqt karna hara tha
@rajivsingh6779
@rajivsingh6779 Жыл бұрын
Asali Mahabharata mein karn pratiyogita jeet bhi jeet le thi sahi se padhai kro adhi adhura gyan mt pelo
@rachit676
@rachit676 Жыл бұрын
@@rajivsingh6779 achha 😂
@baljinderchaudhary1456
@baljinderchaudhary1456 Жыл бұрын
Bhilon ki mahabharat bhi padhna tujhe pta chal jayega ki arjun kitna bada dhanurdhar tha Karan ke satth koi comparison nhi hai arjun ka Karan bal aur dhnurvidya mein arjun se kahi upper thew
@rajivsingh6779
@rajivsingh6779 Жыл бұрын
@@baljinderchaudhary1456 tu gadha hain asliyat mein kayar ki tarha arjun bhag Raha tha
@baljinderchaudhary1456
@baljinderchaudhary1456 Жыл бұрын
@@rajivsingh6779 bhai maine toh yahi kaha hai ki arjun karan ke bhargav astra se darr kr bhag gya tha martti sena chod Vashvi shakti jab tak thi tab takk arjun karan ke samne bhi nhi aaya Vaishnav astra ke time arjun ko krishna bhagwan bachate hai Bhai rajiv singh mein toh karan ke pakshh se hu aap mujhe hi glt bol rahe ho
@Captain.Jackk01
@Captain.Jackk01 Жыл бұрын
Orignal Book aur series me nhi Dropati aisa nhi bola..series walo ne drama banane k liye ye dropati ka dialoque dala hai
@rajivsingh6779
@rajivsingh6779 Жыл бұрын
Original book mein to dropadi ko bhi Karn ne vaishya nahi bola tha
@jadejaajay3434
@jadejaajay3434 Жыл бұрын
​@@rajivsingh6779you don't know anything
@jadejaajay3434
@jadejaajay3434 Жыл бұрын
Dropadi did rejected Karan and it's true you should do some research
@rajivsingh6779
@rajivsingh6779 Жыл бұрын
@@jadejaajay3434 By the way, you also don't know much that Draupadi had rejected Karna because she was an arrogant woman, so just like you
@aham_and_shaheer_myfavourite
@aham_and_shaheer_myfavourite Жыл бұрын
Draupadi rejected Karna and addressed him as Sutaputra but Draupadi had no intention to insult him. It was her will. In Swayamvar, maidens are free to choose their husband. But Karna insulted Draupadi intentionally.
@subhajitdey03
@subhajitdey03 Жыл бұрын
Devi Draupadi ne ye baat nhi kahi thi, ye serial me dikhaya hai यत्कर्णशल्यप्रमुखैः पार्थिवैर्लोकविश्रुतैः | नानतं बलवद्भिर्हि धनुर्वेदपरायणैः ||४|| तत्कथं त्वकृतास्त्रेण प्राणतो दुर्बलीयसा | बटुमात्रेण शक्यं हि सज्यं कर्तुं धनुर्द्विजाः ||५| It means that if kings like Karna and Shalya who are world famous and well versed in the Dhanur Vidya (archery skills) failed in the task, then how this weak Brahmin (referring to Arjuna) who has no knowledge of weapons succeed in the test? & एते चान्ये च बहवो धार्तराष्ट्रा महाबलाः | कर्णेन सहिता वीरास्त्वदर्थं समुपागताः ||४|| This means that Karna is invited in the Swayamvar. It also indicates that Drupada (Draupadi’s father) does not consider Karna unqualified for the Swayamvar. So it clearly indicates Karna takes part in the Swayamvar but failed in the task. Thus the popular story that in which “Draupadi rejects Karna” is later added to the narrative. Please don't be fool by making Karna the unsung hero & Devi Draupadi (incarnation of Swargalaxmi ~ Sachi Indrani) the villain, actually it's the Opposite!! Karna was brave & powerful but sided with adharmis and did so many wrong things & Devi Draupadi was the Mahanayika of the epic Mahabharata!!! Take love!!!❤
@baljinderchaudhary1456
@baljinderchaudhary1456 Жыл бұрын
Dekh bhai karan kitne veer thew uska parmaan shri krishna ne diya hai arjun ko woh bhi mention hai samjhe kundal kawach ke bina bhi arjun nhi maar paa rahe thew karan ko jahan inn serial walon ne bataya hai takshak woh toh yog maya se aa baitha tha karan ke tarkash mein Aur bhagdutt woh mahan yodha thew jinka jikar hi nhi kiya gya arjun ko mara unhone buri tarah Samshatkon ne arjun ko pakad liya arjun ki munddi kattne wale thew woh bhargav astra ke time kyu bhage thew arjun
@okayysam
@okayysam Жыл бұрын
@@baljinderchaudhary1456Agar ab serial ki hi baat karni hai toh serial mai toh Virat Yuddh bhi theek se nahi dikhaya, Gandharva Yuddh bhi nahi dikhaya, Panchala Yuddh mai Kauravon ke saath Karna bhi tha aur haara bhi tha yeh bhi nahi dikhaya, Guru Dron ke ashram mai tha aur Arjun ko maarne Brahmastra maanga tha usney ye bhi nahi dikhaya, Abhimanyu , Satyaki aur Bheem dwara Karna hi haar bhi nahi dikhayi, Karna ki aankhon ke saamne Arjun ne Vrishsen ka vadh kiya tha woh bhi nahi dikhaya, Cheerharan ka idea Karna ka tha woh bhi nahi dikhaya, Vanvas mai jaakar Pandavon ko jalane ka idea Karna ka tha woh bhi nahi dikhaya, Laksha grah aur Abhimanyu vadh mai Karna khushi khushi shaamil tha woh bhi nahi dikhaya. Kis kis baar ki complain karogey bhai?
@rachit676
@rachit676 Жыл бұрын
Well said
@subhajitdey03
@subhajitdey03 Жыл бұрын
@@baljinderchaudhary1456 ap apna likha mahabharat Ved vyas ji ko dikhae Or unko batae ki apne galat likha he!! 😂 Karna was definitely a powerful yodha but not the best!!! I'm not an Arjun fan nor Karna fan but according to Ved vyas Arjun was far better yodha than Karna!!! He beated Karna so many times! & jo Angaraj Karna ki Kavach ki baat thi to ek shield kya kisi insaan ki taakat batati hai? Ap vichar kijie na! Agar kavach uske sath rehta to equality kaha hoti? Arjun k pas kya usko raksha krne k lie koi Kavach thi nhi! Sirf Karna k pas thi to equal rehkar agar nhi ladoge to kisme kitna samarth hai wo kese jana jaega!! Or Sab se badi baat Angraj Karna agar Dharm ka saath dete Or adharm ka sath chod dete to Lord Shree Krishna kya unka sath nhi dete? Unhone to Karna ko dharm k marg pe lane ka boht prayas kiye the par unhone Dharmgyani hokar vi adharm ka sath nhi chore! Aur to aur Dyut parva me Angaraj Karna ka sabse bada paap Devi Draupadi ko Vehsya-Byavicharini bulana ye konsa Dharmik ka kya kaam hai? Ye to uska boht bada paap tha, Or baat agar yodha ki he, fir according to Ved Vyas scripted Mahabharata, Bheem was the most powerful yodha, & Arjun was the best archer & far better archer than Karna, even Bheema defeated Karna so many times!!!
@baljinderchaudhary1456
@baljinderchaudhary1456 Жыл бұрын
@@subhajitdey03 isi baat par toh sala gussa hai yaar aap logg ek side padhte ho dusri nhi Arjun ke pass kuch nhi tha agar sueyadev ne karan ko kundal kawach diye thew janam se toh kya glt kiya Aapne swargyatra nhi padhi hai arjun ki inderdev ne apne puttar ko woh sabhi astron ki diksha di swarg le jaa kr saaf saaf mention hai ek kawach bhi diya tha divya kawach keeredh mukut jis kawach ko karan ne cheer diya tha aur keeredh mukut ko nassth kr diya tha Arjun karan se jydaa toh kya kahe itne sraap hone ke badh bhi krishna bhagwan satth hone ke badh bhi bajrangbali hote hue bhi sabhi yodhaon ko chall se mara yeh unn yodhaon ka bal aur parakram nhi tha kya Aur bhai yudhishitir aur keishna bhagwan ka statement padh lena pta chall jayega ki kaun kya hai samjhe Draupadi ek agni se utpanh kanya thi devi thi but Draupadi ke paap ki jab vikahaya hogi tab karan ka aur duryodhan ka apmaan bhi shamil hoga hi Waise hi jaise karan ko dandd mila duryodhan ko mila Dandd se toh aur neyati ko toh bhagwan krishna g ne bhi savikaar kiya hai bhai thoda har vishay mein ruchi doo naa ki kuch bhi kahe jayo
@pallavi.bharati
@pallavi.bharati Жыл бұрын
Karn ko Draupadi ne sootputra nahi kaha tha balki Karn khud dori nahi laga paata hai us dhanush pe isliye haarta hai ye aata hai Mahabharat book me aur Karn ke maamle me to 99% jhuth dikhaya hai serials ne ek folk story ke adhaar pe jo Mahabharat ka hissa nahi. Mahabharat book ke hisab se dekhe to Karn hi asli villain tha bachpan se, Duryodhan aur Shakuni se bhi badhkar. Serial me dikhaya ki Karn ko Dronacharya nahi padhaye jabki Mahabharat book me saaf likha hai ki Karn Dronacharya ke shishya/student tha aur bachpan se Pandavo ke ache performance se jalan rakhta tha, khaskar Arjun se.. Arjun ko takkar dene keliye vo Dronacharya se kaha ki usey Brahmaastra bhi sikhaaye jispe Dronacharya ji samajh gaye uske iraade isliye mana kar diye to vo Guru Parshuram ke paas gaya jhuth bolke sirf Brahmastra seekhne.. Brahmastra ke alawa usne baaki sab kuch Dronacharya se seekha tha aur bachpan me Bheem ko zehar dene ka idea Duryodhan ko Karn hi deta hai. Hinduo ki problem ye hai ki ve book na padhke serials ko hi sach maan lete hai isliye aapko itne Karn fans dikhenge varna jitne Hindu mere jaise Mahabharat book padhte hai ve sab Karn ko hi asli villain maante hai, Krishn ne bhi Karn ko marne se pehle Neech Purush kahe aur Vedvyas ji ne bhi Karn ko Duratma (Buri Rooh) kaha hai Mahabharat book me. Soot us samay kai the Sanjay/Pratigaami/etc infact Vedvyas ji jinhe Puran aur Itihas ki zimmedari diye ve bhi Soot hi the.. Soot ka matlab Shudra nahi hota hai, Brahman maata aur Kshatriya Pita se janma beta Soot kehlata hai aur usey Janeu pehanne ka adhikar hai bahot sammanit hote the soot, book me dekhe to Karn ko koi bhi Soot kehke neecha nahi dikhata, ye "sootputra Draupadi kahi, baki log dhutkare, Dronacharya bhi etc" ye sab kuch saal pehle hi Dinkar ke imaginary kitab se inspired ho dikha rahe serial wale kyonki Karn Kunti ka pehla beta kaha jata hai to Kunti putr ko acha dikhane ke chakkar me ye sab sympathy lene wale bakwas milaaye gaye.. Karn se shadi na karke bach gayi Draupadi, Karn to Duryodhan keliye ladki kidnap kiya, khud ek ladki se zabardasti shadi kiya, Draupadi Pandavo ko nanga karna chaaha, Abhimanyu ko akele paake gherke maara.. bahot hi ghatiya tha Karn tabhi Krishn bhi usey Neech Purush kehte hai Mahabharat book me, aise hi ye shadi bhi Draupadi aur Pandav keliye koi majburi nahi thi, bahot kuch serial me masala daalke dikhaya ja raha jo aap poora dekh loge tab comment me uski reality bolungi
@prabirkumarmeher222
@prabirkumarmeher222 10 ай бұрын
Dharti kavi ek ratna ko janm nahi deti, jati Or barn k adjhaar banewala ye samaj dropadi ki puja karta hai
@rachit676
@rachit676 Жыл бұрын
Sutputra koi gaali nahi hai, wahi pehchan hai uski to isme sharam kya, ye chize faltu ka serial walo ne glorify kia hai
@mahakal5586
@mahakal5586 Жыл бұрын
Bhai suttputra karna ki pahchan nahi thi ager kisi atto wale ko atto wale ka beta kahe use ki pahchan hone ke baad bhi to kya ya thika hai kya ye thik hai ki atto wale ka batta atto hi calayega
@harikrishnank1996
@harikrishnank1996 Жыл бұрын
यत्कणशल्यप्रछुखः पार्थिवेलॉकविश्व॒तिः । नानते बलवद्धिहिं धलुर्वेदपरायणै; ॥४॥ तत्कर्थ त्वकृतास्क्रेण प्राणतों दुबेलीयसा । बडुसाजेण शकक्‍्य हि सज्य कतु घलुद्विजा: ॥५॥ है द्विजगण ! जो धनुष धलुवेंदर्मे पण्डित, बलवान्‌ , कण ओर शल्य आदि लोकोंम प्रशंसित राजाओंके द्वारा नहीं झुकाया जा सका । अश्लविद्याको न जाननेबाले, शाक्तिमें दुबे एक बहु उस धनुष पर डोरी कैसे चढा सकेगा || ४-५॥
@YuvrajDarekar-ps7fv
@YuvrajDarekar-ps7fv Жыл бұрын
Karma movie song Dil Diya hai jaan bhi denge ye watan tere liye sham ko lao bhai
@monuagarwal6690
@monuagarwal6690 Жыл бұрын
Bhai asa Kuch nhi tha sutputr Koi gali nhi h serial walo NE Ase hi mahool bna diya iska
@baljinderchaudhary1456
@baljinderchaudhary1456 Жыл бұрын
Sahi mein mantaa hu bhai sutt ek jatti kull hai
@harikrishnank1996
@harikrishnank1996 11 ай бұрын
Mention of first failure - “Then those princes--Karna, Duryodhana, Salwa, Salya, Aswatthaman, Kratha, Sunitha, Vakra, the ruler of Kalinga and Banga, Pandya, Paundra, the ruler of Videha, the chief of the Yavanas, and many other sons and grandsons of kings,--sovereigns of territories with eyes like lotus-petals,--one after another began to exhibit prowess for (winning) that maiden of unrivalled beauty. Adorned with crowns, garlands, bracelets, and other ornaments, endued with mighty arms, possessed of prowess and vigour and bursting with strength and energy, those princes could not, even in imagination, string that bow of extraordinary stiffness.” [Ref - Adi Parva: Swayamvara Parva: Section CLXXXIX] Note - Duryodhana had a brother whose name was Karna. But he was not that famous that he would get a mention alongside the likes of Duryodhana, Salya, Aswatthaman etc.
@harikrishnank1996
@harikrishnank1996 11 ай бұрын
Then the mention of second Failure - “Then Arjuna approached the bow and stood there like a mountain. And walking round that bow, and bending his head unto that giver of boons--the lord Isana--and remembering Krishna also, he took it up. And that bow which Rukma, Sunitha, Vakra, Radha's son, Duryodhana, Salya, and many other kings accomplished in the science and practice of arms, could not even with great exertion, string, Arjuna, the son of Indra, that foremost of all persons endued with energy and like unto the younger brother of Indra (Vishnu) in might, strung in the twinkling of an eye. ” [Ref - Adi Parva: Swayamvara Parva: Section CLXL] Note - Radha had many sons but it was obvious that Radha’s son Karna could be the only one who could get a mention alongside the likes of Salya, Duryodhana etc.
@UniversityofWhatssapp
@UniversityofWhatssapp Жыл бұрын
Karn ke sath har baar Apmaan hota h
@harikrishnank1996
@harikrishnank1996 11 ай бұрын
The condition of winning Draupadi’s hand - “And when that vast amphitheatre, O monarch, became perfectly still, Dhrishtadyumna possessed of a voice deep as the sound of the kettledrum or the clouds, taking hold of his sister's arm, stood in the midst of that concourse, and said, with a voice loud and deep as the roar of the clouds, these charming words of excellent import, 'Hear ye assembled kings, this is the bow, that is the mark, and these are the arrows. Shoot the mark through the orifice of the machine with these five sharpened arrows. Truly do I say that, possessed of lineage, beauty of persons, and strength whoever achieveth this great feat shall obtain today this my sister, Krishna for his wife.' Having thus spoken unto the assembled monarchs Drupada's son then addressed his sister, reciting unto her the names and lineages and achievements of those assembled lords of the earth.'" [Ref - Adi Parva: Swayamvara Parva: Section CLXXXVII] Note - The criteria is to succeed the test to win Draupadi’s hand.
@harikrishnank1996
@harikrishnank1996 11 ай бұрын
Presence of Karna - “"Dhrishtadyumna said, 'Duryodhana, Durvisaha, Durmukha and Dushpradharshana, Vivinsati, Vikarna, Saha, and Duhsasana; Yuyutsu and Vayuvega and Bhimavegarava; Ugrayudha, Valaki, Kanakayu, and Virochana, Sukundala, Chitrasena, Suvarcha, and Kanakadhwaja; Nandaka, and Vahusali, and Tuhunda, and Vikata; these, O sister, and many other mighty sons of Dhritarashtra--all heroes--accompanied by Karna, have come for thy hand. ” [Ref - Adi Parva: Swayamvara Parva: Section CLXXXVIII]
@rachit676
@rachit676 Жыл бұрын
Devi Draupadi never rejected karna, karna lost the competition because he could not string the bow
@bikunayak8230
@bikunayak8230 Жыл бұрын
Chal ye watsup source ka gyan kahi aur Spread kr arjun ke died hard fan 😂😂😂
@bikunayak8230
@bikunayak8230 Жыл бұрын
Pichwade fat ti Hai arjun ke died hard fan jab karn ki Legacy dekh ke 😂😂😂
@bikunayak8230
@bikunayak8230 Жыл бұрын
Hypocrisy admi 😂😂
@bikunayak8230
@bikunayak8230 Жыл бұрын
Kon he log kaha se ajate Hai 😂😂
@dinni.786
@dinni.786 10 ай бұрын
chl bhoddika vo pashuram ka shishya tha ek sadharan teer chor dega pgl h kya tu sala sabsa takatwar yodha pura mahabharat mei karan tha
@baljinderchaudhary1456
@baljinderchaudhary1456 Жыл бұрын
Bhai bhut si kathaye todh marodh ke pesh ki gyi hai asal mein garud puran aur shiv puran ki manne toh karan ko shri krishna aur arjun ke illawa koi takkar nhi desktaa tha kahi pee karan ke dhnush uthane ka ulekh hai aur kahi draupadi ke apsabad ka aap use bhi jhuthlaa nhi skte
@baljinderchaudhary1456
@baljinderchaudhary1456 Жыл бұрын
Arjun tatha anay pandavon ke bade bhai thew karan kya unmein samarthya nhi hoga bilkul hoga
@j.sanket445
@j.sanket445 Жыл бұрын
@monuagarwal6690
@monuagarwal6690 Жыл бұрын
Bhai reality me asa nhi hua Karn Se dhnus Ki prtyncha hi nhi chdi thi wo failed hogya tha serial walo NE Ase hi jod diya ye seen book me asa nhi h
@bikunayak8230
@bikunayak8230 Жыл бұрын
Chup watsup source wlae 😂😂😂
@bikunayak8230
@bikunayak8230 Жыл бұрын
Kabhi mahabharat Book padhi Hai ya yese hi hypocrisy ki tarah share kr Raha hai 😂😂
@bikunayak8230
@bikunayak8230 Жыл бұрын
100% sure tujhe Mahabharata ka kitna shlok page aur uska Cover bi pata nahi Hai because ur fraud 😂😂😂 & jeloausy person 😂😂😂
@bikunayak8230
@bikunayak8230 Жыл бұрын
Hypocrisy admi 😂😂😂
@bikunayak8230
@bikunayak8230 Жыл бұрын
Kitni fat ti hai arjun ke died Hard Fan jab karn ki Legacy reveal hoti hai 😂😂😂
Mahabharat Episode 198 Karna goes against the Pandavas  PART 2
13:49
Markhor Reactions
Рет қаралды 5 М.
To Brawl AND BEYOND!
00:51
Brawl Stars
Рет қаралды 17 МЛН
Beat Ronaldo, Win $1,000,000
22:45
MrBeast
Рет қаралды 158 МЛН
黑天使只对C罗有感觉#short #angel #clown
00:39
Super Beauty team
Рет қаралды 36 МЛН
Гениальное изобретение из обычного стаканчика!
00:31
Лютая физика | Олимпиадная физика
Рет қаралды 4,8 МЛН
Pakistani Reaction On Episode 204, Duryodhan multiplies his army PART 1
13:01
Pakistani Reaction On Mahabharat Episode 200 PART 1
11:20
Markhor Reactions
Рет қаралды 3,3 М.
Mahabharat Episode 197 Kunti asks Karna for a favour | PART 2
13:06
Markhor Reactions
Рет қаралды 5 М.
Karna Abhi Bhi Duryodhan Ka Ehsaan Maan Raha | Episode 198 PART 1
13:09
Markhor Reactions
Рет қаралды 4,6 М.
Mahabharat Episode 201 PART 2 Duryodhan seeks protection
11:39
Markhor Reactions
Рет қаралды 1,2 М.
To Brawl AND BEYOND!
00:51
Brawl Stars
Рет қаралды 17 МЛН