Walikumasalam brother kia Hal hain app Kay. Ahmar Hafeez Pakistan Karachi Lahore
@kaifkiduniya722211 ай бұрын
Walaikumassalam Bhai Alhumdulillah Kaif ahmad India Uttar Pradesh basti 272001 😁
@AhmarHafeez-g1t11 ай бұрын
@@kaifkiduniya7222 Jazakallah for reply.
@oppo-hl1tq11 ай бұрын
Paisa bhut hai Qatar may a sahi baat hai liken kiske pass? A meter kar ta hai
@kaifkiduniya722211 ай бұрын
Sahi h
@PoojaSharma-ck4rg11 ай бұрын
Bhaiya hum qatar a rhe hai trip ke liye ap pls bta skte hai kaisa. Weather hai hum kis type ke kapde lay ke aye
@kaifkiduniya722211 ай бұрын
Raat me thand ho rhi hai Aapko jacket ki zarurat pad sakti hai mai to pahenta hu nikalte waqt Aaj hi kafi tez or thandi hawayen chal rhi thi Din me normal hai raat ke liye zaruart padegi
@PoojaSharma-ck4rg11 ай бұрын
@@kaifkiduniya7222 thnku bhaiya .doha me same weather hai ?
@hussainnasirhussainnasir704811 ай бұрын
Bhai ap qatar mein kiya karty hai
@ZaibAfzal-k4r10 ай бұрын
Kaif 22 kesy hain.mery pass uae license hy.lekin valid nahi main kis visa py qatar aa sakta hun.main uber py kam karna chahta hun.please
@Mustaqeemkhan0511 ай бұрын
Me middle East me. Aana chahta hu aur sath me online degree kar pau ga
@farmanullah509911 ай бұрын
Bro house job kaa nahe bataya?
@sidnuman975811 ай бұрын
Kaif bhae ap Pakistan ka naam lyty hoy darty q hain??India promote krty hain ap bato bato me
@kaifkiduniya722211 ай бұрын
Aisi koi baat nhi sir Aap meri baki videos jakar dekhiye
@oppo-hl1tq11 ай бұрын
Bekar baat hai Qatar may nahi job hai bhai uber tu bilkul bakwas hai bhai Qatar may May ise video dhek kar Qatar may gaya tha aur barbad hu gaya . Bhai
@kaifkiduniya722211 ай бұрын
Aap jaise logon ki zarurat hai mujhe jo sahi baat bataye
@MuhdShahnvaz00-fk9bp8 ай бұрын
Aapka contact number chahiye Saudi Arabia rituran hu Bus comercial aur hewy driver hu