بہت اچھے انداز میں رویہ طریقہ کار سے بہت اچھے اچھے سوالات و جوابات اور کمیرہ میں فوکس بہت اعلیٰ کوالٹی کے ساتھ بہت ہی پیارا ویڈیوز بنایا فل انفرمیشن دی۔
@SajidAli-on7gw3 жыл бұрын
Great job brother same Dubai rule take driving licence Pakistan zindabad
@Pak-hy1to Жыл бұрын
Thankyou Sar Sar aap ki video main Dekhi mujhe bahut Kuchh sikhane Ko Mila
@farazkhakwani3 жыл бұрын
Driving test suggestion for higher licensing authorities: Please Driving test road py hona chahye jis me different rules ko judge kia ja sky k bnda kon kon se road rules and signs follow kr rha hy na k sirf forward or reverse ko check kiya jaey, forward reverse krna sub ko ata hy road rules ko follow krna kisi ko nhi ata Ye cones wala nihayat idea thek nhi hy
@adanali87252 жыл бұрын
pakistan main signs hote kidher hain ?
@terminator97352 жыл бұрын
Exactly. Aur retest within a week de skta ho Banda. Staff Ka behaviour friendly aur welcoming Hona Chahiye. Rishwat de k license banane wala system khatam Hona chaiye. Safe driving ko tarjeeh deni Chahiye. Ye fazool rules Nahi hone Chahiye k ek Baar gear laga liya toh dobara Nahi laga sakte. Safe drivers Chahiye hamen stuntmen Nahi! Baki Sab safety measures k maximum points hone Chahiyen. Document requirements minimum honi Chahiyen aur SB kaam ek hi sitting aur office se ho Jana Chahiye. License banane Ka aur koi aur tareeka Nahi Hona Chahiye. Pakistan mein boht se log bagger license k gari chalate aur boht se log aise bhi Hain Jin ko gari chalani kya hilani bhi Nahi ati per un k paas license hota!
@arslanmalik13642 жыл бұрын
Agree sath aik aur suggestion main doon ga asal test Road signs ka he hota hai aage peeche to har koi kar leta hai
@terminator97352 жыл бұрын
@@arslanmalik1364 bilkul. Asal test ye hota hai k ek Banda driving krte huay saray traffic rules follow Kar sakta hai ya Nahi. Pakistan mein ye sab chorr k iss pe focus hai k gear ek baar lgaya ya 2 Baar Jo Kisi traffic rule ki violation bhi nahi hai. Aur sirf garri agay peeche krne Ka test hota jab k ap ki wali baat asal test Hona hi ye Chahiye k banda tamam driving SOPs, traffic signs aur traffic rules follow kar k gari Chala sakta ya Nahi. Bahar mulko mei jo instructor ap Ka test le rha hota Woh ap ko ek route btata hai. Ap agar uss route ko Sahi follow Nahi KR parahe ya ap se koi turn miss ho jata ap tab bhi pass ho jatay ho kyu k rasta bhulna ya turn miss Kar dena traffic violation Nahi hai. Lekin ap agar koi SOP violate karoge tab bhi ap ki fault count Hoti even agar ap nai blind spot check na Kiya ho. Ye fark hota hai. Pakistan mei toh kher gaari agay peeche karva k bike Ka license sath complementary de dete koi system hi nahi hai hi
@arslanmalik13642 жыл бұрын
@@terminator9735 . Sath ye mantaq mujhe samjh nahi aati k cones touch ho to fail agar touch ho bhi jaye to fail kyon kam az kam wo lane main to hota hai na kissi professional se bhi test mushkil se pass hota hai
@chandne17342 жыл бұрын
Mashallah nice bhi jannnn
@ADNANKHAN0786.2 жыл бұрын
Bohot asan he or 10 sawal sirf Bai hum ne to 13 hazar sawal italian language me yad kar k license kiya he lekin hamari awam itne kam sawalon k bawjud bger license k gari calate hein 😑
@HaisumUsman2 жыл бұрын
Bohat khoob bhai jan, very well explained, really liked that.. Jazak Allah
@ADILALI-my6vz Жыл бұрын
Masha Allah beautiful information brother
@MuhammadazamMAzam-mm8dx3 жыл бұрын
Bohat Achhi video JAZAK ALLAH
@MevwishKashif-hp9di7 ай бұрын
So sos so informative vedeo Thanka ❤❤
@kotlitv13 жыл бұрын
بڑی معلومات دیتی جے ساریے نوں پتا اے
@chnasir90713 жыл бұрын
دو ٹیسٹ کے درمیان 42 دن بہت لمبا انتظار ہے ۔۔ٹیسٹ کے دوران چھوٹی سی غلطی کو سدھارنے کے لیے اتنے دن نہیں چاہیے ہوتے۔دس دن کافی ہوتے ہیں
@mrfalak88073 жыл бұрын
Khoty k putr ye sub janty hein jaan bujh k krty hein ye sub
@shawailyakoob12152 жыл бұрын
Ha myra b aj test tha lekin driving may kutto nay fail krr diaa begairt
@MAhmad-xp1bv2 жыл бұрын
Yar bro me sirf bike chalata hon. Gari ache sy chalani ni aati..na e abi gari ka program hy..to kya license k liey gari ke drive ka test zarori hota hy ya sirf bike ka license b mil jata
@muqaddasmaqsood86052 жыл бұрын
Hn schi 😭
@RehanKhan-xe8on2 жыл бұрын
@@MAhmad-xp1bv Apko just Bike ka license mil jay ga , Jab ap learner banwany jao gey to waha apko mention karna hoga k just Bike ka driving license banwana hai, or apka bike per driving test liya jay ga,
@zahidmian45122 жыл бұрын
ویڈیو کی حد تک واہ جی واہ ماشاءاللہ باقی حقیقت اس کے بہت مختلف ہوتی ہے کیونکہ میں نے خود اپلائی کیا ہوا ہے ان تین مہینوں میں میں کوئی 7 دفع گیا ہوں سنٹر اور سنٹر میرے گھر سے آنے جانے کا کل ملا کر 120 کلو میٹر بنتا ہے اور مزے کی بات ان 7 دنوں میں مجھے یہی سننے جواب ملا ہے جی آج کا ٹیسٹ کینسل ہو گیا ہے بندہ پوچھے سالیو بندہ تواڈے واسطے ویلا کہ ہر ویلے ادھر ہی آتا رہے آآآآآ تھو تواڈے اداریاں تے
@MaqsoodKhan-ym3hn4 ай бұрын
Good 👍 nice
@furqanbangash2 жыл бұрын
gaari ko 50 meter aage or peechay karne se ap ache driver ban gaye.. bhaee wah...
@ShahbazAli-yy3sz3 жыл бұрын
Weldon dear .great video .
@namrafaqirmuhammad83592 жыл бұрын
Yes 42 days very long England main 10 days baad Dy sakty Han again test
@bilalch48063 жыл бұрын
Ma shah allha mara darving licnas asa hi bana ta but darving tasat buht moskil hy tori bi gunjasha ni hy ya buht achi bat hy ma pas hu gaya ta bilkul fit Tarfiq police zind bad pakistan zind bad
@MShehzad-ip9ey3 жыл бұрын
Nice information Dear Brother God bless you always
@namrafaqirmuhammad83592 жыл бұрын
But very good work har Kisi ko isi tra law k mutabik hi driving seekhni cahey
@shakeelmushtaq32853 жыл бұрын
Public Tv , Zindabaad , Pakistan Paindabaad ,
@doniyakhalid3040 Жыл бұрын
very informative.. thanks
@rao2483 жыл бұрын
Achi video bnayi hy. Good job
@islamicinvitation3602 жыл бұрын
Very nice good working
@amajidhkhan92243 жыл бұрын
Nice post . Very helpful .
@Rizvi_shah_1233 жыл бұрын
Great ye h tbdelee zabrdast
@farhanmujeeb82092 жыл бұрын
Asslamalikum bht maloomati video banai h sirf yeh janana chata hon ke agr id card dosre sher punjab ka ho to kia main rawalpindi se license banwa sakta hon kia?
@asadislam55843 жыл бұрын
Karachi mai rishwat k bager kahin nahi banta 5000 se 8000 tak deny partey hen chahy nazimabad branch se banwao ya korangi se ya kahin aur se ...
@abatauqeer13 жыл бұрын
Good job 👌 America may driving test Kay liay reverse driving test nahi hota. Why someone have to reverse that far which is practically not possible and someone should not go reverse that far on the road which is not safe. Pakistan may her chese nirali ha..
@syedainnaqvi74593 жыл бұрын
اeye sightا بھی تو ٹیسٹ ہوتی ہے اس کا نہیں بتایا
@جٹفوڈ3 жыл бұрын
Bohat khuob shokariya apka
@asimkhankharal.66753 жыл бұрын
Excellent program.
@kalakhan-iq5kg Жыл бұрын
Oòooòòò
@kalakhan-iq5kg Жыл бұрын
Ò
@kashifrdx2 жыл бұрын
Slam Kya ap btaa skty hein k diving test dety wkt jo gari chlaaty huwe fail ho jaey wo again kitni baar test de sktaa he Kya koi limit he ? Ya kitny chance hoty hein after 42 daya walay
@Hassannfaisal2 жыл бұрын
total kitni overall tickets purchase krni hoti hai ?? post office sai.
@mybigguide12203 жыл бұрын
Shyde asa karna sa pakistan ka license ki value achi ho jay or hum jasy overseas ka fayda ho jay
@umersharif26823 жыл бұрын
Poles ka exact gap agr btaty to mazeed informative ho jata Main cheez missed
@-hc_5sl3 жыл бұрын
Very nice video helpful video
@Islamkiduniya9113 жыл бұрын
Waha sy kaha sy ly kr aya ta stamps?
@mughalbadsha-n8u2 жыл бұрын
Very good information
@adnanrana8910 Жыл бұрын
Bahi tickets kitni dyni hoti ha motor bike learner KY liye.......???????
@dashingboys39323 жыл бұрын
Very nice thank you so much
@UnboxingwithAsim2 жыл бұрын
Es tra ki informative video logon k liay lay k aya krain.
@a-z18762 жыл бұрын
Driving licence ki muddat kitni hoti hai ( bike or car k ) ?????🤔🤔🤔🤔🤔
@Furyblockmango3 жыл бұрын
زبردست جناب
@ASMR_compilation3 жыл бұрын
Yrr . Very informative video
@syedzafaralishah47263 жыл бұрын
Ya jo questions poche gae ha inka hmari sign or traffic rule sa combination ha , hmare Pakistan ya sb sign mujood ha 2nd vedio bht achi ha apki bike walo ka test dekhe ya kese lete ha so plz ya ap sa request ha zarur is ki vedio bnae , bcz us ma ajeeb tareeqa qanoon ha jo ma ankho sa dekh kr aya ho.
@anastoufeeq9821 Жыл бұрын
Test k badd, kitnoo dinno me license mill jata ha??
@azamali-pj2sc3 жыл бұрын
Men Ne bus car truck Trailer sub garian chalai hen 2005 men liecenc bunwaya tha jub SIRF nwab Shah se liecenc Bunty thy 18 tarmeem Pas hoty hi Sindh k liecenc ko Punjab police manti hi nhen jub k 2005 men sway Nwab Shah k liecenc Bunty hi nhen thy pr selute hy hy hamari police ko jo manti hi nhen or Punjab k licence bunwao phir 3 year k bad htv krwao or phir 1 sal bad psv
@چیئرمینجذبہٹیم3 жыл бұрын
10% log pass hoty hain 90% ko rishwat dy ker license banwana parta hia
@jiwaypakistan13 жыл бұрын
Very helpful.. good job
@zaheerabbas30403 жыл бұрын
Pehly Dubai jese rood to bna lo. Phir Dubai traffic signal btao. Gari nichy inssan de kr log nikl jte hn. Ofsoos
@saleemkhanswati42872 жыл бұрын
I'm turck drive form Saudi Arabia
@zubairmanzoor27113 жыл бұрын
Very Weldone Brother 😍 u r Doing Such a Good JOB❤️ KEEP IT UP
@snorlax3902 жыл бұрын
Driving license pss kerne per kab tak ghar deliver hogaiga.
@arifhabib75623 жыл бұрын
Thanks for sharing informative video
@abidansaari60092 жыл бұрын
Wah g wah bhai program Kartay Kartay license b banwa Lia hai hhhhaaa baray taiz ho
@newupdate82173 жыл бұрын
Traffic 🚦 warden sir hum cons Kii paractice kis jagaa jaa kar kar sakty hain????
@imtiazalivlogs96802 жыл бұрын
So informative video
@saifkhankhan90253 жыл бұрын
Dubai me driving license par Pakistan me driving karsakty ho
@naveedlyallpuriya60863 жыл бұрын
Great effort ....... Nice work
@muhammadameerhamza77403 жыл бұрын
Very Informative Video
@swaadishtklmalaysia3880vloger3 жыл бұрын
Good imaran khan bahir ky mulk mai bhi her kisis ka ha licens
@IrfanAli-oe2qp3 жыл бұрын
Very nice very Butyfull look like you Irfan from Karachi Pakistan
@asadg5773 жыл бұрын
Mirza muaaz bashir Sahab very nice man Pakistan army SSG isi zinda bad
@CGGG0.2 Жыл бұрын
Slaam bhai bike ka b need hota hai?
@arshadqureshi75543 жыл бұрын
Learning driving license expire limit should be more than one year because overseas Pakistani are coming for annual vacation after one year.Or they may be allowed to appear in driving test with expired learning license.
@Fairytalefunzone13 жыл бұрын
The process is very complicated... postal office jao... HBL jao... aur traffice police k hatak ameez rawaya...
@mashooquebaloch51493 жыл бұрын
Nice information
@theadventureboys32963 жыл бұрын
اصل مثلا وقت ہے جو ہر کسی کے پاس نہیں
@asmashaheen14352 жыл бұрын
Very informative
@Pakistan.Property-Hub2 жыл бұрын
Address jahan k ho wahin se hi banda test day sakta hai ya jahan job krta ho wahan pay bi apply kia ja sakta hai?
@amajeedkhanamajeedkhan8 ай бұрын
زبردست جی زبردست
@ahmadchishti88483 жыл бұрын
Agar id card par address different city ka ho or aap different city main aarzi tor par reh rahe hon to kya rehaish wale shehr se license ban jata hai?
@mrfalak88073 жыл бұрын
No
@hamad3062 жыл бұрын
Strong tp Pakstat 1R frequently pa chal daa 😊😙😚
@hamad3062 жыл бұрын
Lgh Chung Amer sidhu dish 4 feet
@mahboobtv45473 жыл бұрын
Very usefull Informative
@2MinutesCraftsPK3 жыл бұрын
good information brother ❤️
@bilawalbilawal53443 жыл бұрын
Khuda haqoomat ko hedayat dyy joo itna asan sistam bta rahi hy hy
@mdmubeen90803 жыл бұрын
Bhai jaan kia ap mujhy ye bata sakty hy k mery pass dubai ka driving license hy mery liye kia process hoga plz
@timepass42762 жыл бұрын
Bhai ager learning licence expired hai to us per licence banjai ga,???
@HSPossibleSolution2 жыл бұрын
Helping Others In Their Tough Of Need Is The Best Gift Of Humanity So Your One Click Can Change Whole Life❤️❤️❤️
@saffribabapk17352 жыл бұрын
Pl procedure for disabled person thanks
@sajidmehmood78803 жыл бұрын
Butt sir Jin overseas walon k Pas saudi license ha un k drickat license ban Jaye ga
@shani414 Жыл бұрын
Acha sir bike pa license k liay Kya proceger ha
@UmairKhan-je3of Жыл бұрын
Very good ❤
@W3llw1sher2 жыл бұрын
Thanks for information
@سجادچوہدریسانوال3 жыл бұрын
Very nice
@danishahmed97823 жыл бұрын
Me karachi se hun me learning license ban waya tha before 1 year ab kuch din pehle mene. Permanent ban waane gaya to computer questions answers me fail kr diya 26 me sirf 6 to 7 galat thy or dubara bana ne ke liye bohot lamba time dete hain 42 days ka agr 42 days ke baad bhi fail ho gaye thy aisa he chalta rahe ga ye department haram ke peso se chalta hai bina rishwat kisi ka bhi kaaam nahi ho sakta or jb tk kaam nahi hoga to chalaan bante rahen gy.
@mybigguide12203 жыл бұрын
Information achi ha magr ya to record id card sa b lay sakty hain zrourat nhi ya sub karny ki khyr system humri life main badl nhi sakta so marna ka bad mujy zrourat nhi Shargjeel from South Korea
@zarahatkaybaba55773 жыл бұрын
Bhai ma taseel Pasrur Sialkot sy ho butt ma Lahore me kam karta ho to ma Lahore sy driving licence banwa sakhta ho ky ....
@hafizikram64622 жыл бұрын
AOA. Dear brother I need Driving License urgent base, this is possible? Already I have Saudi driving license please reply me. Thanks
@sajidahmed26362 жыл бұрын
Renewal ka kia procedure hai?
@itxmoosa47412 жыл бұрын
informative 💯
@FaizanAhmad-lj5cb2 жыл бұрын
Bhai lahore ke i d card wala karachi me L T V license permanent banwa sakta hai mera lahore ka bana hoa hai learner licences or 35 days ho gya hai usay i think
@Designwithkashif Жыл бұрын
sir only motor bike ka licences jis na banwana ha. us ka pas car ni ha to?
@shershah53182 жыл бұрын
Stamps Kahan Sey li bhai? Jo mai Wahan Sey lekar Aya Tha? Kahan Sey lekar Aya Tha
@saqlain_g0ndal2 жыл бұрын
italy waly to khoon pasina aik honay k bad kahi ja k license detay hain. pakistan mein very easy❤
@umairyuzarsifoglu Жыл бұрын
bhai tickets kahan sy purchase kr skty hajn
@abuafzalabro81573 жыл бұрын
dear agr saudia ka LICENCE ho to kiya procedure hoga, Pak mi driving licence lini ka. plz
@rabimehar15963 жыл бұрын
Sir jen k pas parane tickt waly liecnc h un logo ko b test dena pry ga
@YuLahm10 Жыл бұрын
Hello! Is it possible for foreigners to take driving in test in Pakistan? I would like to move to Pakistan to work.
@Danishkhan-yu7py2 жыл бұрын
Bhai blochistan ka id card hai or reh rha hon kpk mine ..to kpk mine ban sakta hai
@saadhasan66123 жыл бұрын
Her Pakistani ki driving license Lazmi lena chahiyae.