Such a beautiful definition of nikkah Really touch my heart so well
@DoctorZara5 жыл бұрын
Great scholar, May god bless you
@irfanfarooqui17575 жыл бұрын
smghane ka behtrin andaj hai aapka sirji
@mmp35 жыл бұрын
To add, besides Gawah, Mehr is also necessary for valid Nikah.
@mediaanalysis47082 жыл бұрын
See, we can not take a risk that our dayyus parents will be agree or not. Also, we don't want to sacrifice. Also we can't make nikah ourself. As well as wali is not agree for nikah. So best thing in this situation is to do zina.
@IqraKanwal-tu5ws Жыл бұрын
Zinah is not best thing but do marry if your parents are not agree with your choice then agree yourself with them that's only a solution of our all problems
@malay353 Жыл бұрын
No bro. First You convince your parents . Why are you afraid? That your parents wont agree. Haari hui soch
@mediaanalysis4708 Жыл бұрын
@@IqraKanwal-tu5ws Fuck your rules. Dear halala king, I m now Ex-muslim!
@naumanmustafa77283 ай бұрын
Good talk and advice
@khanikhan46503 жыл бұрын
Ya bat tu buhat achi hai,pr aj kal kohe b wafadare nahe krta ,ager 2 insano k darmayan bat ho ,wo kisi time b chor sakta hai ,
@farooqsiyal86825 жыл бұрын
Way of explainig is very good
@sitarashameem85815 жыл бұрын
Jazak Allah sir , beautiful
@ahledrood Жыл бұрын
Molvi kyun kehte hein k mazak me nikkah hojata hai or gawaho ki mojoodgi me bhi hojata hai mtlb wali na bhi ho dusre log gawah honge to bhi hojayega kyun bolta hai koi kuch koi kuch sahi jawab kya hai iska
@TanveerAhmad-vo4dp5 жыл бұрын
Why nikkah is so difficult and divorce is very easy and simple any body can explain it.
@reebahashmi6144 жыл бұрын
Ek Insan Ko apna Naam bnane me bht time lgta hai lekn usey bigadne me 1mnt hi kafi hote hn bs waise hi
@SaddamRIAR3 жыл бұрын
very well said lol, nikah can not be one on one but Talak can be done one on one in just a couple of minutes?
@Sirat1103 жыл бұрын
TALAQ MUSHKIL HAI BHAI. NIKAH MAI TO GAWAH KA HONA BHI SHART NI MGR TALAQ K WQT GAWAH KA HONA SHART HAI ACCORDING TO QURAN AND SUNNAH.
@SaddamRIAR3 жыл бұрын
@@Sirat110 bus kro yr topi dramy molviyon k saamaj ni atay. Shadi krwane ho to moot ati hai inhain or mu phaarty hain itna bara k itne pesy do. Bap lao ma lao bhai larki larka jawan hai samne hain tm nikkah pero dono ki marzi say baat khatam. Simple ni?
@fizaali88252 жыл бұрын
@@Sirat110 masha'allah
@MehsharHakim-dq9mm3 ай бұрын
Beshaq maashaallah
@amnairshad10534 жыл бұрын
Kya ik bewa orat chup k nikha kr skti apni izat k lya?
@QuranQuran-oy6ilАй бұрын
Why nikah is so difficult 😢 Gunnah ki sharah kesy na barhy
@m0msdata154 жыл бұрын
agr gawah km hun then mtlb k agr lrky gawahan km hun mgr dono k ghr main inform hu tu ho jata hai k nii
@princessofdimples25926 ай бұрын
Mara sawal ye ha Kay koi divorced orat jis ka wali ya koi b zimadar bnda na ho agar wo divorced ky 8..9 sal bad phone pay hi larki or larka hijab e qabool kr lay without any gawah to kiyaa nikkah ho Jaya ga??
@Learning_point9923 жыл бұрын
Asalam o Alikum Mujhe apse ye pochna tha k meri czn ka nikkah jo k zubani tha us larkay sy chup kr kia hamari family ko nhi pta tha, uske dost ny krwaya or us mai 3 gawah b mojud thay.. Kya ye nikkah hogaya tha qqk nikkah maulvi ny nhi parhaya lkn us k gawah thay... Un k darmiyan mia bv wala relation b huwa.. bht sy logon ny kaha k aisay nikkah nhi hota tum log gunaah kr rhy.. Us larky sy meri czn ny kaha k dubara nikkaah kro meri ami ko shamil kr k lkn uski niyat shyd kuch or thi or kisi or aurat k sath taluqat b wo tal matol krta rha.. Czn ny us sy ghusay mai kaha thek hai phr mujhe talaq do or apni zindagi jiyo.. Aab us ny talaq dy di hai doran haiz 3 dafa ... Kyaa ye nikkah waqai tha or kya talaq b hogai hai.. Plz is baray mai rehnumai farmaein takay agay kisi gunah sy bach sakay wo. Shukriya
@asad-wj6qx Жыл бұрын
Agar main or aik larki kisi aesi jgah hain jahan koi nai hai... Like any island or in a jungle where we r living.. Or bahar nai askty.. Kia phir hm aik dosry se nikah kr skte hain..
@sirajuddin03042 жыл бұрын
asalam walikum muja ap sy ak bat pochni ti agr koi nikah kary mobile phone par or larki ki taref sy gawah bi moojod ho to keya ya ho jata hy
@azlanameer49125 жыл бұрын
فقہ اسلام میں ھے کہ جب کسی جوڑے پر شک گزرے کہ وہ منکوحہ نہیں اور ان کے پاس نکاح نامہ بھی نہیں نہ گواہ ہیں ۔۔۔ تب عدالت عورت سے جواب طلب کرے گی۔ وہ کہہ دے تو نکاح موثر سمجھاجاے گا اور اولاد ولد الحلال متصور ہو گی۔
@saqlainali77795 жыл бұрын
اذلان بھائ! ایک اسی طرح کا مثءلہ درپیش ہے۔ آپ نے ج لکھا ہے اس کا حوالہ مل سکتا ہے؟
@azlanameer49125 жыл бұрын
@@saqlainali7779 میرے بھائی! ایل ایل بی پارٹ ون اور پارٹ ٹو کی اسلامی فقہ پر کتب ملاحظہ کیجیے۔ میں نے 1994 میں لا کیا تھا۔ اس میں ایک پہلو یہ بھی ھے کہ عدالت میں زوجین حاضر ہوں۔۔۔۔تو ہی عورت کے دعوی کو تسلیم کریں گے۔ اگر عدالت میں اکیلی عورت جاکر یہ کہے کہ فلاں بن فلاں میرا شوہر ھے اور وہ شخص نہ مانے تو صورت حال کلیتا مختلف ہو گی۔۔۔ امید ہے اپ ہر دو صورتوں کو سمجھ گئے ہونگے? سلامتی ہو
@zaibsvlog45164 жыл бұрын
@@azlanameer4912 can u please tell me some thing agr ap khud 3 klmy prh k qabool hai keh do phir nikah ki dua b prh lo par gawah mojood ma ho to nikah ho jay ga ya nai?????
@RizwanAhmad-cy5yo5 жыл бұрын
Superb
@SM14.184 жыл бұрын
It’s mean nikah valid nhi hai forget other relative jus please explain like that is nikah valid like that or not ?
@stkitchenclassic9067 Жыл бұрын
Bina Gawah k bhi nikah hojata hy
@Saima-jj1hc Жыл бұрын
Ni gwa AUR wali Ka Hona zroori h
@Ahmad-ik6vz Жыл бұрын
نہیں بالکل نہیں !!!!! اس طرح تو ھر بدکار جوڑا پکڑے جانے پر سزا سے بچنے کے لئے اپنے آپ کو شادی شدہ ظاھر کر کے بچ جائے گا لیکن گواہ نہ ھونے کی صورت میں سزا ھوگی۔ جبکہ شادی شدہ جوڑے کو کو اگر ایسا مسئلہ درپیش ھو تو گواہ لوگوں کو بتائیں کے یہ دونوں میاں بیوی ھیں۔
@raokhan67043 жыл бұрын
Mera sawal hia ky aik dolha dolhan ky elwa aik urt our aik mard gwa ho our nikh khwa nikha krwa dy to kia nikha ho jay ga plz jawab dy
@attitudequeen97282 жыл бұрын
Assalam -o-alaikum Meri love merriage horhi ha or family ki mrxi sy horhi ha bs meri age ka thora sa issue ha B-form pr 15 saal ha pr wesy meri real age 17 ha to kya mera B-form pr nikkah ho skta ha plzzzzz bta dein may bht preshan hu plzzzzz bta dein may haram relationship ni rkhna chahti apny life partner ko apny nikkah ma lana chahti hu plzzz bta deina mera nikkah hojaye ga
@rahilamahmood54242 ай бұрын
Assalamalykum Nikha ka mutlab hai hum kuff Iss ka mutlab hai birabrey . Syed zadi ka Nikha sayed say he Ho sakta hai. Aur Nikha ka mutlab illan hai sab ko batana.
@ahmadbaloch42874 жыл бұрын
Igr ghr wallo ko full mnany ki kosshish ki geii ho or woo naa manny to kia bagair gawwa ho sakti hy shadi
@IqraKanwal-tu5ws Жыл бұрын
Apko Jawab Mila iska ?
@zainishah48455 жыл бұрын
sir kia aik larka aur larki ka is surat mai nikah ho jata hai k agr aik larka aur larki aik jaga mojood hn aur larka larki sy poch k falan bint e falan kia apko falan bin falan sy nikah kabool hai aur ya baat 3 bar dohrai jae aur wo han kahy aik dosri larki b mojood ho wahan par aur gawah ki surat mai wo ya sub sune to kia nikah ho jae ga
@HammadMian5 жыл бұрын
zaini shah No.
@gullhassan98284 жыл бұрын
If I am not wrong, fiqhi ikhtilaf hai ahl e tasannan k Jan gawah shart hai lakin fiqah jafariya Mai shart nahi like wise in "TALAQ" ahl e tasannan k han TALAQ k liye gawah shart nahi lakin fiqah jafariya Mai shart hai,,,,,,,,,, fiqah jafariya Mai Girl k liye normally WALI k ijazat shart hai ,,,tasannan no ,,,,,,,in this condition it's very last condition to do so if you are bound to do otherwise wali ki shart hai ,,, if you find suitable person and you are sagacious,,, question depends on condition,,,, normally fiqah jafariya very difficult
@uzmabano13064 жыл бұрын
Allah pe depend krta h ki wo qubool krenge ya nahi
@rimshaiqbal61834 жыл бұрын
kindly mujy btye gye kai msg pr nikah ho jata or shia sunnii ka nikah ho jata
@aafaqahmed53383 жыл бұрын
pta chalay tu muje b btana
@hudamir26793 жыл бұрын
Kya ho gaya sab ko msg pe konsa nikkah hota
@JunaidAhmad-b8x6 ай бұрын
To emam Malik k mslk ma gwahu k bgaar nekh ho jata ha koe es treeky sy krty hn to un ka Kya ho ga
@fizaali88252 жыл бұрын
Agr Alan na kya jy chup Ka Kar lya jy Tu jaiz Hy?
@asiyadoll82972 жыл бұрын
aoa sir meri aik dost h jes ny aik orat ko gawah bana k aik larky say nikah qabol kia h to kea ye nikah hta h
@noorsheikh50114 жыл бұрын
salam ager nikah bager hake Maher k bole jahe to hota ya ni
@saqlainamir21684 жыл бұрын
Mobile py aejab o qabool kr leny sy nikah ho jata h?????
@hudamir26793 жыл бұрын
No never
@ghulammohyudin74194 жыл бұрын
Mashallah
@junaidkhan-ll3kg5 жыл бұрын
بالکل درست ہے کہ نکاح کے اطلاع کے لئے لڑکے لڑکیوں کے رشتے داروں کو شرکت کرنا نکاح کی گواہی کے لئے ضروری ہے، اور نکاح کا رجسٹر ہونا ضروری ہے، اسی طرح طلاق بھی رجسٹر ہونا چاہیے تاکہ عورتوں کا استحصال نا ہو، ویسے بھی اگر نکاح رجسٹر ہوتا ہے تو تسنیخ نکاح بھی لازمی رجسٹر ہونا چاہیے، کیا آپ اتفاق کرتے ہیں اور اگر نہیں تو کیا اختلاف ہے
@eclecticeccentrickamikaze6526 Жыл бұрын
you should answer Yes or No - i mean - is it legal in islam or not?
@pinkysaeed61934 жыл бұрын
Agar larka larki Allah pak ko gawha bana kar nikha khud say kr lany or suchy dil say sari zindgi wafdari say muhbbat saay sath nibhaniny without molvi or gawha just larka larki.. Halat or majbori ki waja say ye zina tu ni ho ga please explain anyone know that
@cookingvlogs94803 жыл бұрын
Zina hoga
@hudamir26793 жыл бұрын
This is zina
@hudamir26793 жыл бұрын
Zina is a major Sib
@shabnam224 Жыл бұрын
@@cookingvlogs9480 kaise jina howa
@Saima-jj1hc Жыл бұрын
Nikkah ki fraiz dehkain us m saf Likha h k 2 gwa AUR aijab o qbool zroori h
@reebahashmi6144 жыл бұрын
Sir Jinka rishta waalidein k razamandi se Tay ho Chuka hai shadi 2,3 saal Baad hogi r agr ladki chahti ho ki hm aapas ne nikah krlen take uske hone wale shohar se baat karne me gunah na ho toh kya nikah jayez hai q ke waalidein toh yahn pe ruswa nhi hnge na shdi toh usse hi honi hai sbki mrzi v Shamil hai yahn par toh yeh nikah jayez hoga????
@DanishKhan-eo9ij4 жыл бұрын
Is ka answer milaa muja lazmiii bahan Batiya ga ....
@generalmedicine93113 жыл бұрын
apko iska jawab mila?
@hudamir26793 жыл бұрын
Family ko involve kara nikah mai zubani kalami nikah mat krna
@reebahashmi6143 жыл бұрын
@@DanishKhan-eo9ij nhi mila bhai
@reebahashmi6143 жыл бұрын
@@generalmedicine9311 nhi
@nazirbut98014 жыл бұрын
kuch arsa ke liye kisi majboori ki waja se 2 gawahoon ki mojudigi mein larka aur larki pass baith kar hijabo qabool karein, to kia ye zabani nikah ho jata ha ? aur phir kuch arsa baad nikah form fill kar ke nikah register karwana kesa ha
@WaqarAhmed-ec5xp4 жыл бұрын
i think yes
@muhammadfaizanfaraz244 Жыл бұрын
Ho jaye ga
@ultraSOFTskillsАй бұрын
کیا مسلمان والدین اپنے بچوں کی شادی کے معاملات میں اپنی گیمیں اور سازشیں نہیں کرتے؟
@zarascreationfun46105 жыл бұрын
Agar larki k Walid shadi hi na karty hon larki ki...or har rishta thukraty rahain.....or larki ki umar 37 b hochuki ho tou kiya is shadid majboori me nikkah kiya jasakta hr kisi shareef insan se.....??
@farukhafzal2765 жыл бұрын
Ainy Ali ye bhot bara gunah hai jo apke walid sb ya us larki k walid sb kr re hain aisay mokay pe behtr yhi k izat ke sath khud he kisi se nikkah kr lein nikkah sunnat hai or gunah se bachata hai ye haq hai har mard or orat ka agr baap ne krwa ra to sharam ka mukam hai aisay baap k liye mazrat k sath behtr yhi hai k khud izat se kr lein or rukhsat ho jain khud he
@MuhammadUsman-ln4yc5 жыл бұрын
yaar naiki karny sy ye maa baap rokty hain larka acha hota hai kabi kise waja sy nahi karty aur mera nahi khyal aisy wali ki koi qadar hai islam may jo larki musalman ho jay aur maa baap na kary phir maa baap shohar ki har baat mano lakin agar achi cheez sy roky aur bury kaam ka boly to in sy pichy hato main app ko samjha rahi hon lakin main b isi mushkil may hon agar app apna watsapp no dy sakti ho to aik baat karo gi shid app ka masla hal ho jay q k main ny to aik time rakha hai agar kar diya to theek agar na kiya to kudh hi karway gay
@thelearner25895 жыл бұрын
یہ حالات تو مجموعی طور پر ھمارے معاشرے میں غالب ھے
@saharatif81705 жыл бұрын
@Ainy Ali: Unfortunately parents are way far from Our religious knowledge.. So in that case, if they are not taking ur marriage seriously and Not having conversation with you or listening, that I have heard in some Islamic lectures , you can make Imam or Scholar ( Who keeps authentic Islamic knowledge as your Wali) For Reference: you can watch Bro Nauman Ali videos on specifically this topic. I live in West, and here it's really easy to find imam/scholar( who holds an authentic Islamic knowledge) through local Mosque, as Alhumdolillah Masajid here are Not only for having prayers but play the roles of Community Centers as well.(ALHUMDOLILLAH)
@hudamir26793 жыл бұрын
Nikkah kara lekin gawah ki mojodgi pe nikah register krwaya
@manalsidhu59504 жыл бұрын
Agr Allah ko gawah bnaya jaye koi aur na ho to ? Allah sy bara to koi gawah nhi hai Pls sir reply me
@fizanali25584 жыл бұрын
Mujy be ansr chahy
@alianajeff20604 жыл бұрын
Allah to hr amal ka gawah h....lkin Allah ny hi insanon ko gawah bnany ka hukm dia h....wo is lye k nikah ka ailan ho jy....gwahon ki mojodgi zarori h
@manalsidhu59504 жыл бұрын
@@alianajeff2060 yes you are right..but agar larka larki apas mein rishta rakhna chahty hain...jese bf gf hotay..wo is rishty ko nhi maantay aur gunnah smjhty. Isliye wo chahty k agr wo milain ek dsry sy to namehram ho kr nhi balky mehram bn kr milain Aur wo ye baat ghr walon ko nhi btana chahty Sath galat rishta na rakhny ki wja sy zubani nikkah krna aur Allah ko gawah bnana q k wo abhi apnay baray mein kisi ko btana nhi chahty Is surat mein to Allah lo gawah bna skty hain na Q k un k rishtay k baray mein sirf Allah ko hi pt
@alianajeff20604 жыл бұрын
ni esa nhi h....esa koi option deen ny nhi dia....esi koi example ni milti deen sy
@alianajeff20604 жыл бұрын
agr chup kr bhi kia jy to bhi nikah proper hona chahiy jismy mehr aur gawah hon ...
@muhammadtayyab39834 жыл бұрын
Sir ak larki or larka bat kra masg pe or ak dusra ko qabool kr lain matlb 3 bar bol dain qabool ha to kia nikah ho jata ha
@DrKhalidZaheer4 жыл бұрын
میرے محدود علم کے مطابق ایسا ہرگز نہیں ہوتا- نکاح معاشرے میں ایک نئے خاندان کے وجود میں آنے کا اعلان ہوتا ہے- یہ ایک مرد اور ایک عورت کے چھپ چھپا کر باہمی رضامندی سے تعلق قائم کرنے کا نام نہیں ہے- اس لیے جب بھی کوئی اسلام کے نقطہ نظر سے جائز نکاح ہوگا تو اس کا اعلان لازما ہوگا، خاص طور پر ان لوگوں کے لیے کہ جو دولہا اور دلہن سے قریبی تعلق رکھتے ہوں-
@fizaali88252 жыл бұрын
@@DrKhalidZaheer please rehnami kry agr tajdeedy nikah krna Hu tab bhi guwa ki zarorat hy?
@zoyafatima89214 жыл бұрын
Dusri shadi ya divorce ki surat mein kiya parents security k tor pei kuch likhwana chaey to likhwa skty ya nhe?
@imtiyazshaikh80474 жыл бұрын
Aapka divorce huva kya ??
@gulnaznazi4413 жыл бұрын
Ager kase larki ko na pta ho k msg pr nikkah ho jta ha tu kia kryn kia msg py nikkah ho jta ha tell me
@hudamir26793 жыл бұрын
Msg pr nikah nhi zzina hota
@khatanazkashmiri80625 жыл бұрын
Kya gwahon k bgair aur wali k bgair nikha ho jata hai ya jaiz hota hai??
@HammadMian5 жыл бұрын
khatana'z kashmiri Islam mein Khufia nikah ki ijazat nahin. Larki ke leay Wali ki shart hai. Nikah khule Aam hona chaheye aur larkay ki taraf se dusre din Walima hona chaheye. Islam khufia nikah ko Batil kehta hai
@khurramrana97894 жыл бұрын
Ejaab qabool krne se nikaah ho jata hy yani larka 3 bar lrki ko bol dy k toun mujhe shadi k liye qabool hy essi trha larki bhi bol dy tou ho jata nikaah lkn nikaah ka elaan zaroori hy
@hudamir26793 жыл бұрын
@@khurramrana9789 lol ye nikkah nhi just a trap and its zina
@Likeart1128 ай бұрын
hr koi is swal pr speech kiun deta or itni details or bad k nataij pr kiun guftugu shuru kr dete...kya koi simple se swal ka jawab simple way main kiun nhi deta k aya 2 logon k darmian Allah aur rasul ko gawah rakh k dil se acceptance dono tarf se ho or niyat b saf ho to kya apis main is commitment pr nikkah ho chuka k nhi????
@zebasiddiqui21395 ай бұрын
Why nikah is permissionable to all
@Ahmad-ik6vz Жыл бұрын
100 فی صد مسئلہ کی درست روح بتائی۔
@fizanali25584 жыл бұрын
Mara ghra wala nikha kara raha hn mara or mara ak nikha hva ha but wo ghra apna nae bata pa raha khata nae manta??? Plz batn kai karo mai
@hudamir26793 жыл бұрын
Larka nhi bata RHA apna ghr pe ? Ap na court mai na k nikah kia tha chup k agr nhi tu bas aik trap hae jo larka bichata aur ye zina hae jitni bar bi physical huwa
@bilalalikhan46452 жыл бұрын
Sir Aap Nekah ky Bary main bta rahy hy ya Tamshy kerny ka 😂
@yusrakhan55012 жыл бұрын
Sir I want to talk you plz
@nazirbut98014 жыл бұрын
kuch arsa ke liye kisi majboori ki waja se 2 gawahoon ki mojudigi mein larka aur larki pass maith kar hijabo qabool karein, to kia ye zabani nikah ho jata ha ? aur phir kuch ursa baad nikah form fill kar ke nikah register karwana kesa ha
@Saima-jj1hc Жыл бұрын
Lrki k wali k Hona zroori h... Agr lrki devorse ya bewa h to wali k bgair b ho skta h
@rosekhan26824 жыл бұрын
Mein dvc wLi hun kya bagher gawah k molvi mera nikah kr sakta h
@aamirshahzad58954 жыл бұрын
Rose Khan apko jwab Mila kahin say AP k swal ka
@gmirza1003 жыл бұрын
ولی اگر نہیں یا خلاف ہے اور عورت اگر عاقل بالغ ہے تو ریاست ولی ہوتی ہے اور نکاح میں کوئی حرج نہیں ۔ البتہ نکاح کے گواہ اور اسکا اعلان لازم ہے۔۔۔ مطلب خاندانوں کو پتا ہو کہ نکاح ہو چکا ہے۔
@IqraKanwal-tu5ws Жыл бұрын
Apko Mila Jawab ??
@cryptolover86555 жыл бұрын
ALLAH ka Deen shareeyet Muhammad s.a.w.w hai and ye koi qadiyaniyon ka Deen nahi Jo nekkah ko explain Kar rahey hai Jo bat Quran me hai wohi nekaah hai kindly umat ko missguide mat karne
@nosheenkhan94785 жыл бұрын
Kia ye nikah apas m phone py b ho jata h??? Or talaq kesy hogi????plz reply
@hassanbutt98955 жыл бұрын
Gunah hu ga
@hassanbutt98955 жыл бұрын
Jasmani relation nhi hu ga
@ilovemyindia95934 жыл бұрын
Hona chayiye...... Kash esa hota....
@sunnyehsan26333 жыл бұрын
kiya khufia nikha krna aur kise ko pata na chaliy Islam is ma kiya hukam hy
@aqdasabrar75 жыл бұрын
Mera sawal hy k agar larka larki kisi aisi jagah pay hein jahan pay koi or admi mojood nahi hy or wahan akelay honay say koi qunah honay ka imkaan ho to agar dono nay aik dosray ko Allah ki gawahi Mein bv mian tasleem kr lia to kia nikah ho jaey ga
@MuhammadShahid-ch4cq5 жыл бұрын
Aisi kisi jagah ka naam to bataen jahan koi na ho? Agr aisi jagah hai to foran qsreebi abadi ki taraf rawana ho jain. Anyway, aisi jagah ko society me brothel yani chakla kotha ya heera mandi kaha jata hai. Kia aap aisi kisi jagah me rehtey hain?
@ilovemyindia95934 жыл бұрын
Mtlb zina se bchne ka yrrr....
@ilovemyindia95934 жыл бұрын
@@MuhammadShahid-ch4cq Mtlb Zina se bchne ka yrrr Bina family ko btaye kyuki abhi career bhi ni bna h .... To koi razi ni hoga... Or age 21 years ho chuki h..... Control ni ho rha tb
@ilovemyindia95934 жыл бұрын
@@MuhammadShahid-ch4cq kya kre
@hudamir26793 жыл бұрын
No this is zunah not nikah
@ZahidIqbal-dh3oy4 жыл бұрын
Sir ap k nmbr mil skta he
@ranisohail41653 жыл бұрын
Ye baat bataeen k beewa aurat apne ghar waloon se chup k apne kisi janne wale se nikah kar sakti hai.kya use kiai ki ijazat ki zaroorat hai or aise main nikah jaiz ho ga ya nahi.
@Saima-jj1hc Жыл бұрын
Bewa ya devorse k Lia wli Ka Hona zroori ni
@almastirmizi135 жыл бұрын
Dr sahib I agree with your explanation of the first part, but what you explained about the non Muslims is not a satisfactory explanation. They live in a a free relationship, produce children and one fine day walk out of the relationship. Nikah or civil ceremony or Christian or Jewish marriage contract is important to have a healthy long-term relationship and it has a lot of impact on the lives of their off springs too.
@faizkiyani18764 жыл бұрын
Sir plz btai apki bhot merbani hogi mere nikah ma just molvi tha jis ne nikah paraya ha koi guwa nai tha Kia nikah ni hua
@fizanali25584 жыл бұрын
Mai boht parshn ho ghara batn sa be dar laga rag
@aliazhar22132 жыл бұрын
Assalam Ali kum
@ritikbabu7654 жыл бұрын
Kya ek Hindu larka ek Muslim larki se nikha kr skti h to plz help me Dr khalid sir
@ummehusnain27964 жыл бұрын
Nhi
@reebahashmi6144 жыл бұрын
Nhi hota h jabtk wo ladka islam me dakhil nhi hoga uska nikah hargiz nhi ho skta
@IqraKanwal-tu5ws Жыл бұрын
Nhi
@IqraKanwal-tu5ws Жыл бұрын
Agr wo larka Islam qubool kary tbhi hoga
@Ahmad-ik6vz Жыл бұрын
کر سکتی ھے شادی کے بعد ھمبستری اور بچے جائز ھوں گے۔ البتہ مسلمان لڑکا گناہ گار ھو گا۔
@ummeminhajminhajkhan75345 жыл бұрын
Dr sahab 2 university k student nay aapas ki understanding ki waja say apnay class fellows k samnay 3.3 bar ejab o qabool Kia hay Kia in ka nikah hogaya please jawab dain
@SaadKhan-vl5fk5 жыл бұрын
Umme minhaj Minhaj khan Nahi kuch ayat aur khutba hota Ha
@HammadMian5 жыл бұрын
Umme minhaj Minhaj khan Kia Larki ke wali ki ijazat shamil thi ? Kia Nikah ka masnoon khutba parha gia ? Kia larkay ki taraf se walima kia gia ?
@MuhammadAslam-mx6fs5 жыл бұрын
جی جی نکاح فاسد ہو جائے گا۔ اور کچھ احکام نافذ ہونگے۔ 1-عدت 2- اولاد لیکن بیوی کو میراث نہیں ملے گی۔
@hudamir26793 жыл бұрын
Ye koi nikah nhi just trap to commit zina
@علّمالقُرآن-غ2ذ5 жыл бұрын
WLi k bgair عقد نکاح nhi hota
@natasharai81395 жыл бұрын
Sir g agr aurat or mard ka koi bhe na ho tu wali Kahan se layen ?
@prgttiadministration43865 жыл бұрын
ye tu kunwari larki k nikah ki shart hy talaqyafta ya bewa aurat ker sakti hy na?
@gullhassan98284 жыл бұрын
G darust farmaya hai is Mai faqhi ikhtilaaf hai ahl e tasannan k haan normally ladki k liye wali k ijazat shart nahi hai ,,,,lakin fiqah jafariya Mai for girl wali k ijazat shart hai
@ghazanfarbillah6565 жыл бұрын
قرآن کے مطابق زنا کی کیا تعریف ہے۔۔۔ قرآن ایک مکمل اور روشن ھدایت ھے۔۔
@saj6383 жыл бұрын
بغیر کسی ذمہ داری کے منہ میٹھا کرنا اور چلتے بننا ۔ ( یہ قران کی رو سے بات نہیں کر رہا)
@enjoywithahme4 жыл бұрын
Agar larka ka pass gwah ho or larke ka pass gwah na ho tab nikah ho sakta ha
@sonirizvi72284 жыл бұрын
Aik aurat aik mard apaas main nikah karte hain nikah hogaya koi gunah nahi tum meri biwi main tumhara suhar cadar taan kar so jayo sukon se phir zina keya hai zina kisko kehte hain bahut asan kardeya zina ko aap logon ne jab kisi Ko i zina karte huwe pakd leya aur wo kehde hamne apas main nikah karliya to keya kar lenge aap alim fazil log mard aurat dono ko hi sukun dediya pihr zina kese hota hai aap ki sahriyat wah wah keya accha tariqa hai mere suhar yehi karte hain aur cadar taan ke sukon se so jate hain namaz roza raat kisi bhi aurat jo jhapate main ajaye nikah karliye phir naha kar tahujd paadliya sukun se sogaye main is leye likh rahi aap ko jitne gunahgar aese log hain otne hi aap hain rasta aap jese log batate hain sukun ka zina ka
@IrfanKhan-zf8ot4 жыл бұрын
کیا دلیل ہے کہ والدین کے بغیر یعنی ولی کے بغیر شادی یا نکاح ہو جاتی ہے؟؟؟ قرآن و حدیث سے دلیل دیں مہربانی ہو گی
@Saima-jj1hc Жыл бұрын
Hadesss buht sari h.....
@Truthbyhava5 ай бұрын
حدیث بتائیں
@arifneelam21085 жыл бұрын
Do gawah ke samne ladka ladki ek dusre ke nikah me aana chaye to nikah ho jata hai
@alikhalid76dxb5 жыл бұрын
بس کردو ۔ باز آجاو ۔ پھر وہ لڑکا وقت گزار کے بھاگ جاتا ھے اور لڑکی برباد بو جاتی ھے۔ جو لڑکا منہ زبانی نکاح مانگے اسکی گاف پر لات مار کے بھگا دو۔۔۔
@Saima-jj1hc Жыл бұрын
Lrki Ka wli b ho to ho jta h
@shorabansari22754 жыл бұрын
Agar Kisi ne bina gawah ke nikah kar liya.magar unhone ek doosre KO choha h lekin sex nahi hua h.to unki talak kaise hogi.