All the Muslims who are ignorant about highest Love Fear and Hope in Allah , they can advertise such beliefs but those who are fully acquainted with the Sunnah of Allah with regard to his highest Love , Fear and Hope in Allah can never believe so in the absolute authority of Allah who once upgraded our forefather Adam Pbuh as Masjoodi Malayika and settled him in Janah but soon he alongwith his life partner were exiled from Heaven's down to Earth because of a single simple mistake of eating an abandoned fruit..
@IqraMCQ4 ай бұрын
Dr khalid Zaheer sb Thank you Thank You Thank You 💙💙💙💙💙💙💙 Khuda pak ki ap par Karoro Karoro Rahmaten ho sir 🥰 Ap ny jis masly ko aaj bayan kia sirf Isss masly ki waja se mi agnostic tha. Lekin sir ap ny jannat orrr Jahanam ka ek alag tasawur dia orrr aysa tasawur jis ko ham Quran se relate kar sakty hae. Lekin ap k isss tasawuur k bad bhi mere koch sawal hae. Ap mere Peer o Murshid hae ap please iss par bhi Roshni dalen. 1. Jese ki ap ny farmaya ki Khuda ka peegham wazih hoa tha jin par orrr phir unho ny inkar kia wo jahannami hae. Lekin kia wo hamesha hamesha ki jahanam mi rahengy ???? 2. Kia wo log Jin par khuda ka peegham wazih nahi hoa. Ap Quran se ya hadith se bataen ki wo Non-Muslim logo ka hisab Allah Eman billah orr eman bil Rasool par nahi karega Balki unnn ki achi Niyyato ya aamal par karega. Murshid jiii isss ka jawab par Quran ki rooo se roshni daliyega. 3. Ap k explanation k mutabiq phir ayse billions of people hongy jin mi barri taddad Muslims ki bhi hae jinn par ki haqeqat wazih nahi hoa, Too kia ap Quran se kah sakty hae ki ayse log apny amal ki waja se jannat ya jahannam mi jayngy. Apni Kalma, Namaz, or Peghambar par eman lany ki waja se nahi. 4. Quran se sabit karen ki aysa shaks bhi jannat mi jaa sakta hae jo hazrat Muhammad pbuh par eman na lata ho, q ki usss par sachai ka ilam nahi poncha. Ya ayse log jannat mi nahi jayngy orrr khuda pak unn ko Aaaraf mi tahrayngy ? Ap Quran se isss bath par roshni daly ki ayse logo k sath kia hoga ? Murshid sb mere inn sawalo ka jawab dijiye. Bssss Phir Mi ap ko gawah banaonga apny eman ki. Orrrr apna Roohani peeer o Murshid ap ko tasleem kar longa.
@zohraimam65972 жыл бұрын
آ مین یارب العالمین !
@bobjenkins41644 жыл бұрын
جزاک اللہ
@zohraimam65973 жыл бұрын
مسلمان اچھے اور با اخلاق ہوتے ہیں ورنہ وہ مسلمان نہیں بلکہ منافق ہیں ۔
@ghulamfarooq40954 жыл бұрын
آمین ثمہ آمین یا اللہ ۔۔۔۔۔جزاک اللہ خیر
@darkclouds75404 жыл бұрын
Jazak Allah
@hafsamuhammad05904 жыл бұрын
Shukriya, Allah Pak Aap Ki Ye Koshish Qubool Farma ay, Apna Apna Chehra, Apni Apni Jahannum, Apni Apni Jannat, Tamaam Tareefain Uss Allah K Liyay Hein Jo Tamaam Alameen Ka Rab Hai, Durood Unn SAWW Par Salam Unn SAWW Par
@gu75814 жыл бұрын
Honest thoughts; we need to open up
@aazeem90554 жыл бұрын
Nice , Islam needs such visionary scholars. Allah Almighty bless him.
@MajeedAbdul-w4s7 ай бұрын
Sir stay blessed... Iyak na budo w Iyak nastaeen...ameen
@sairaimran31194 жыл бұрын
Beshak subhan Allah..
@TheSaboorAnsari3 жыл бұрын
Beautiful! ❤️😭
@nadeemusmani39184 жыл бұрын
Excellent explanation....
@nabdul60634 жыл бұрын
Thanks for explaining.
@fazalmalikakif55554 жыл бұрын
Doctor sahb., aap baja ferma rahay hein magr Allah nay quraan mein bar bar fermaya hai k mein her gonah moaaf ker doonga magr Shrk naheen.,. .
@humnawahumsafar50834 жыл бұрын
@@gullelala2041 role model wala example ghalat h kyuki Momin hone k layak waqai role model ajki date m kam hi h. (Aur yuhi khudko ahle imaan btane wale bhot h) Points: 1) jo log khudko musalamaan bta rhe h, Unme se bhot jhoothe sabit honge. Aksar firqaparast, madda prast logo k sath yehi hoga. 2) Apne uper duniya m hi jannati ka thappa lagwane k bajae aur ghabrane k bajae.. imaniyat p kaam krna chahiey, aqal se deen ko samjhana chahiey jese rasool sikhate h. Maishre se jahalat mitane aur haq p hujjat puri krne k lie. (Shayad yehi baat apne b kahi thi, joki asal aur zaruri h) Note: Mohammad s.a.w ki quom b baki rasoolo ki trah agr ghalat kamo m padegi tou iska hashr wahi hoga jo baki insaniyat k sath hua.
@humnawahumsafar50834 жыл бұрын
Sare k sare musalmaan tou jaenge hi jannat m lkn waqai m musalmaan kon h ye tou judgement day m faisla hoga. 1) Imaan jab musallam hota h tab insaan musalmaan hota h. Yaani imaan 0 ya 1 nahi.. Balki ek range h.. Insaan Imaan m kam, zyada musallam ya be imaan ho skta h. 2) jab insan paida hota h tou muslim hota h kyuki wo submitted hota h Allah ne use jo diya uspe. Jese suraj chand tare farishte sb muslim h. Wese hi ek bacha maa k pet m ho.. Maa kisi b dharm ho.. Lkn muslim hota h. 3) jb bada hota h tou, will se imaan la skta h ya beimaan ho skta h. Ab jab wo apne will se imaan lata h.. Tab wo musalmaan hota h 4) Islam is not racism. Jese brahman ka brahman hota h.. Simply by virtue of birth esa nahi hota islam m. Ek rasool ki aulad b be imaan ho skti h. Protect the concept of imaan (& musalmaan) from disease of racism, which has corrupted many other religions of the world.
@nasrullahqaisrani31017 ай бұрын
ان الله یغفر الذنوب جمیعا
@saleemkhan124 жыл бұрын
Excellent series you have started, Doctor Sahab! Thanks for your precious time. I regularly listen to Ghamidi Sahab couple of series too. God bless you.
@humnawahumsafar50834 жыл бұрын
Start listening from 15:00.
@NinjaThinker3 жыл бұрын
Hum b shrow say sunain gay
@ArmanAli-ww7ml4 жыл бұрын
Beautifully explained..appreciate that
@sadafbilal24454 жыл бұрын
Very well explained dr sahab
@zohraimam65972 жыл бұрын
مسلمان محمد صلی اللّٰہ علیہ وسلم کو اللّٰہ تعالیٰ کا آ خری نی اور رسول مانتے ہیں !
@ehtashamasif66393 жыл бұрын
Very logical and intellectual thoughts, highly appreciated
@Aamerikram3 жыл бұрын
Sir can you add English subtitles for this vdo for people who can’t understand Urdu? Thanks
@IrfanKhan-resistance3 жыл бұрын
Very clever n enlightening answer. This is the most accurate explanation.
@yousafkhan76224 жыл бұрын
achi qabil e fahm explanation.shukriya
@nawazkhattak45044 жыл бұрын
Wao zabardast sir please jaldi jaldi different topics upload Kiya kare
@NoumanIqbal-o5t2 ай бұрын
Dr .saab app ne Quran se yeh baat nahee sunee ke Ache amaal ke shorwaath hee iman se hai ...Iman hoga tou ache amal akhirat man kam ayenge
@syedasifimam7297 Жыл бұрын
اگر کسی کے طرز عمل سے منافقت جھلک رہی ہو پھر بھی بدگمانی نہ کرنا یہ رویہ اللّٰہ تعالیٰ کو مطلوب ہے ؛
@hikerover70455 ай бұрын
تو پھر امر بالمعروف اور نہیں عن المنکر کامطلب کیا ہے؟ ،اسلام کا مطلب بس یہی دو جملے ہیں۔
@aleemawolrd45372 жыл бұрын
Justice kis ke saath kaise in case of anyone?
@eagle1145S4 жыл бұрын
It was very long awaited series..Thank you so much for raising your views on such subjects... Really appreciated
@ashirao64354 жыл бұрын
بہت اچھی طرح تفصیلا سمجھایا
@maxdevsecret74562 жыл бұрын
Recommendation: please don't over think otherwise it can lead you to go astray from right path... Or kabhi aisi baat na kre jisse logo shako shubhat paida hota ho. Allah ham sab ko hidayah ata kre.
@zarinezaidi42362 жыл бұрын
Jab say Allah nay irada keya mai apnay makhlooq mai mutarif hon. Iss kay leyye uss nay bari bari apnay pas say 124000 ambeyah bahjay ( meri samajh ye hai kay keon kay Allah ambeyah ko apnay pas say bbahjta raha goya un kay inbuilt default mai uss era key zarourat kay mutabiq eylem justice and deen atta karta hai. )) Uss ka deen uss key merzi. Uss nay shura say makhlooq ko bilkul haq nahe deya kay khud select kar leen. Saray ambeya failure nahe thay bouhhat say qabelay or khandan deen ey ilahi per aatay rahay. Or uss zamanay kay loug uss ambeyah ka bataya hoa kalma perhtay rahay. For example lal illaha illalLAH ibraheem khalil oulah phir safwat oulla phir kaleem oullah phir eyssa rih Allah lastly Mohammed swa rasool Allah yanay la il la ha illal lah jay baad nabi key gawage houti thii. Jo jo apnay era ka kalma samjh kar mantay thay or neyk kam kartay rahay keon na jannati hou saktay hain. Khuda aadil hai zalim nahe hai khuda Qadir ey mutlaq hai HE HAS MANY CRITERIAS TO OFFER JANNAT. kalma perhna muslim bun kar ye samjhna kay jannat hasil hogey. Aqal aik factor hai Environment aik factor hai Khoon key taharat aik factor hai Exposure and many more. Aaj tak kbhi muslim sur jourh kar nahe beathay kay khuda jab kahta hai aik rakat agar namaz qobool kar lon tu jannat de don ga. Kis qism key namaz khuda ko qobool hogey. Kon se namazeen moun per maar dey ga. Agar message he na pouncha ho kessi kay pas tu keya wo jahenumi hoga Khuda tu aadil hai zulm uss kay pas nahe. Wo tu bin mangay apni ouri khiqat ko atta karta hai bin mangay jitni wo kaeish kartay hain . For ex. Shatat namroud feroun ko khuda nay kouch rouka deynay say nahe. Wo khudaey dawa dar gheer Allah yanay God nahe thay . Wo bohl gaey khuda ko magar khuda apni khudaey nahe bohla na hawa bund key na pani etc na takleef Khuda nay mouqa deya kay wo khuda ko samjheen nesanyan iss dunya mai hain khuda ko samjhnay kay leyye. Phir ghour bunda na karay. Nature jis cheese kay khelaf ho insan mai wo karay tu gunnah hai. Myslim hain tu obligatory hain ousol ey deen or farou ey deen un ko kam jan kar ignore karna etc etc tu saza tu hogey. Eyman dil mai hona chahye moun say kalma perhna kafi nahe .hai.
@i4niable4 жыл бұрын
Asal main Allah ki scheme ku samjhna namumkin hay. Quran main nijat ki 2 sharait hain yani Iman aur naik amaal. Ye baat bazahir durust maloom hoti hai kay jab kisi shaksh tak Islam ka peghaim nahi poncha tau uss main us ka kiya kasur hay aur wu kiyun jahannumi qaraar hoga. Yahan tau halat ye hai kay 90% musalman bhi Islam ku sahi taur par nahi samjhtay tau ghair Muslims sai kiya tawaqu karain. Phir Iman bhi Bil ghaib hai....yani ye kam ab atheism kay pasmanzar main ab mazeed mushkil hai. Phir ye sawal paida hota hai kay aaj kay dur main deen ki tabligh o ishaat kaisay ho ya karni bhi chahiye. Aap iss maslay par roshni dalain kiyunke aap ki daleel ki roshni main deen ki tabligh o ishat aur islah ki koi khas zaroorat baqi nahi rehti. Shukria
@ajazsheikh20294 жыл бұрын
Sirf musalman ghar me paida hone se koi musalman nahi hota usko bhi Allah ke hone aur Mohammed (s.a) ko Allah ka Rasool hone ka yqeen hona chahiye
@adeelusmani51324 жыл бұрын
Dr. Sahib, Someone may differ but you presented your point quite logically. I have one question, please answer: Allah says that he will forgive every sin except polytheism. So what about those groups like Christianity, Hinduism , who are deviated & polytheist in terms of their ideology, so those groups will also manage to seek forgiveness from Allah? Waiting for your answer.
@rizwanullah73544 ай бұрын
I love you dear
@khuzaimaasif11834 жыл бұрын
Ye swal muje hmesha Persian krta tha aj ans Mila
@aleemawolrd45372 жыл бұрын
Allah unhe jannat dega Dr. APJ Abdul Kalam banega
@hikerover70455 ай бұрын
جنت جانے کے لئے مرے خیال میں انسان ہونا لازمی ہے اور انسان ہونے کے لئے کچھ کوالیٹیز درکار ہیں جن کے بغیر انسان بننا ممکن نہیں سوال یہ ہے کہ کیا ہم انسان بن سکتے ہیں؟ ان مذاہب میں تو انسان بننے کی کوئی رہنمائی موجود نہیں بلکہ جانور بننے کے نت نئے طریقے سکھائے جائے ہیں البتہ دیں خدا جس کی بنیاد قرآن یے کو مذہب کی جہالت سے دور ہی رکھیں پلیز ۔
@aleemawolrd45372 жыл бұрын
Christian muslim relation ka kya matlab hai?
@miftahulqamar77664 жыл бұрын
Um Glad Someone picked Up this topic and explained it fairly. Sir U need to explain more abt it for us to open our mind and open our think tank
@tahirhassnain8204 жыл бұрын
❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@riazhussain462 Жыл бұрын
بات عقل اور منطق کی نہیں بلکہ عقیدہ کی ہے۔ عقیدہ قرآن اور حدیث اور سنت کے مطابق ہو گا تو بندہ کو اللہ اپنے فضل وکرم سے جنت میں داخل کرے گا ورنہ جہنم رسید کر دیا جائے گا ۔
@multitaskingmishu57074 жыл бұрын
Sir app say contact krna chahti hn mn bht aziyt mn hun plzzz mujhy koi tareeka btain kesy krun contact please sir😭😭🙏🙏
@zarminakhalid44784 жыл бұрын
Doctor sahib,mujay samajh nai aei,deen ko spread karna beshak aik responsibiliy ha magar Allah ny Quran mei farmaya ha k
@zarminakhalid44784 жыл бұрын
Doctor sahib mujay samajh nai aei,deen ko spread karna beshak aik respinsibility ha muslims ki but Quran mei Allah farmtay hain k Beshak Deen Allah k nazdeek Islam ha:
@humnawahumsafar50834 жыл бұрын
@@zarminakhalid4478 haan. Usi deen ko smajhne k lie Quran p tadabbur zaruri h. Aur esi samjhane walo logo ki baat sunke ehtram k sath swaal jwaab se sikhna zaruri h. Rasool mohammad s.a.w ek baat samjhane k baad 3 baar puchte the.. Taki unke companions un baat p soche. Yehi tareeka h deen ko smajhne samjhane ka.
@drqaral3 жыл бұрын
ایک شخص جو محمد الرسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی نبوت پر ایمان نہیں لاتا وہ کتنا ہی اچھا کیوں نہ ہو جاۓ وہ جنت میں تو نہیں جا سکتا۔۔۔۔۔اس بات کو خالد ظہیر صاحب کچھ وضاحت سے بتائیں۔۔۔
@i4niable4 жыл бұрын
Aap ki daleel ki roshni main ab ye sawal bhi paida hoga kay kiya nijat ki 2 sharait yani Iman aur nayk aamal two in one hain ya alag alag. Kiyunke generally Muslims main Iman kisi darjay main mujud tau hay lekin nayk aamal nahi. Kon nahi janta Muslims puri dunya main corrupt tareen aur akhlaqiyat kay hawalay sai past tareen hain. Wu konsa gunah hai ju hum nahi kartay. Dosri taraf Non Muslims main nayk aamal hum sai ziyada hain wu akhlaqiyat main hum sai buhut buland hain lekin iman kay hawalay sai khali ya kamzur ....yani duno taraf maamla kharab hay. Lehaza agar Iman aur Nayk aamal two in one hain tau duno khatray main hain aur agar Iman aur nayk aamal alag alag hain tau phir duno kay pas nijat ka chance hay. Yani agar Iman kay beghair nayk aamal na qabil qabool hain tau phir nayk aamal kay beghair Iman kaisay qabil e qabool hoga. Thanks
@humnawahumsafar50834 жыл бұрын
Very important message. Agr ye baat quom na samjhe tou racism ki bimari m mubtla ho skti h. Bas ye yaqeen rhe k har musalmaan tou jannat m jayega hi. Lkn waqai kon musalmaan h ispe faisla akhirat k din hoga. Yaha hum logo ko imaniyat ko smajhna samkhana chahiey aur nek kaam krna chahiey. Take maishre m hikmat paida ho
@sakibsaiyedsakibsaiyed1114 жыл бұрын
बैशक मोमीन का नजरयात भी ठीक होना जरूरी बैशक ईनशान 22 धटे नजर खुद रखताहे ईनशान लबी ईबादत ठीक नजर से बहेतर होसके
@aleemawolrd45372 жыл бұрын
This message was deleted
@mohammadhayat15604 жыл бұрын
اسلام علیکم تو یہ ایمان بااللہ اور ایمان باالرسول ص ۔ملائکہ پر ایمان کا کیا بنے گا؟؟اگر ایک بندہ اللہ ایک بہت اچھا بندہ ہے لیکن اللہ کا انکاری ہے۔اس کے رسول کا انکاری ہے۔اور ملائیکہ کا انکاری ہے۔
@maxdevsecret74562 жыл бұрын
Begair akhri nabi or allah pe iman lae, wo bhi dil se, tab hi jannat me jaega.. Or ha haq find out karna har insaan pe Zaroor h na ke allah pe
@mztvworldnews81944 жыл бұрын
ALLAH PAAK NY ACHA OR BURA RASTA BHI TO dekhaya ha
@NoumanIqbal-o5t2 ай бұрын
Har insan Deen e fitrat par paida hota hai ...aap ko yeh maloom hona chaheye ke ek insan dunya man dunyawee kamyabhi hasil krsaktha hai tou kia Haq ke rasthe wou itnee see tahkeeq nahee kar saktha ke us paida krne Wala Allah ki Paak zaath hai hai...aaj Kal social media itnee taraqee kar gia ke koi bhi non muslim yeh bhi nahee jantha ke Islam kia hai Are Kuch TOH ghor karo
@aashiatech40734 жыл бұрын
Assalamualekum... Dr Sahab... Aap ki kahi ek ek baat mai akser pichle kai saalon sai logo sai poochta hoon... Ein baato ka koi jawab einke paas nahi hai... Aur ho bhi nahi sakta... Yakeen jaaniye aapki ek ek baat minno an /ditto mai sochta hoon... Bilkul 100% jaise ki aapne narrate ki... Last 10-15 years sai... Shukria...
@shahzaibfun9577 Жыл бұрын
Doctor, har insan deen fitrat pr payda howa ha or Allah SWT quran ma farmatay hain ka hum apni nishaniya dekhatay hain takay aqal rakhnay walay ghor-o-fikar karain. hadees ha ka agar kisi nay mayray baray ma sunna or phr bhi wo non muslim mar gaya to wo jahanum may jaay ga. agar baat ya ha ka hum musalman gharanay ma payda howay to muslims ma bhi firkay hain to ya aap ka kaam hay ka deen ko sahi tarha samjhay na kay wo kaam karain jo aap kay parents kar rahay hain. or Allah SWT na clearly quran ma farma dia ha ka deen sirf islam hi ha jo koi iss ka siwa koi or deen pasand karay wo na kabil-qubook hoga. or us ka lia hamaysha ki jahanum hogi or ya bht jaga Allah nay farmadia ha. hopefully ka ab aap ka concept clear hogaya hoga. or iss cheez ki fikar aap na karain ka Allah kaysay insaaf karay ga. judgment day per aap kay body part khud aap kay khilaf witness hongay or koi ya bahana nahi bana sakta ka hum non muslim gharanay ma payda howay , aaj jo log non muslim say muslim ho rahay hain wo kis bina per ho rahay ha ? issi lia ka unho nay tahqeeq ki or sahi deen pahchana, Hazrat Ibrahim na Allah SWT ko dhonda aap wo storey parhain , Hazra Salman farsi na kis tarha apnay rab ko pahchana or bht si example hain.akhir ma ek or hadees ka hawala donga kay 4 type ka log hongay jo Allah SWT say kahay ga ka hum tak aap ka deen nahi pohcha or Allah SWT wahi per un ka test la kar un ka faisla kar day ga jab un say kaha jaay ga kay ya fire ha is ma kood jao to jo log kood jaaingay wo pass or jo nahi kooday ga wo fail or wo 4 type ka log ya hain 1: jo Mohammad SAW or Hazrat Eissa AS ka beech ka dour ma payda howay. 2: jo paydaishi andhay or goongay thay ka kuch samajh nahi saktay thay 3: jo bht aged thay sahi say samajh nahi saktay thay 4: jo majnoon yani pagal thay . ya log hain jin ka test waha hoga baki sab ka lia ya dunya hi ha examination hall.
@maxdevsecret74562 жыл бұрын
Or musalman kam se kam ye allah or rasool pe iman rakhta h bhlehi aman nhi karta to iski sza pane ke baad jannat me Zaroor jaega.
@aftabalamansari9977Ай бұрын
Jo muslims Allah aur Rasool ko tasleem kar liya, zindagi may sachche dil se 1 bar bhi kalma e shahadat parh liya, Allah k karam se wo jannati. Lekin non-muslims Allah aur us k rasool ka inkar kiya o jahannami --- is baat per Dr sahab ko aitraz hai kya. 3:01
@ansarkayani58164 жыл бұрын
حضرت صاحب قرآن احادیث کا مطالعہ حاصل کریں اور کسی جید عالم کی راہنمائی لیے عمل کا اجر عقیدہ کی بنیاد پر ھوتا ھے اور آخرت میں کوئی غیر مسلم یہ نہیں کہہ سکے گا کہ میرے پاس ڈرانے والا اور حق کی دعوت لے کر کوئی نہیں آیا تھا اللّٰہ قرآن میں ہی فرماتا ھے مفہوم تمارے لیے اسلام ہی دین ھے اسطرح کی بہت سی احادیث اؤر آیات ملیں گئی اور ویسے اللّٰہ قرآن میں یہ بھی فرماتا ھیکہ اس کو پر کر کچھ لوگ ھدایت پاتے ھیں آور کچھ گمراہ ھو تے ھیں
@maxdevsecret74562 жыл бұрын
Aap ke bato se to yhi lagta h ki gair muslim bhi jannat me jaenge halanke aisa bilkul bhi nhi agar wo achhe kaam krenge to unko dunya ho me uska badla ata kar diya jaega.
@danishsiraj82424 жыл бұрын
Apki baat ka matlab kia Naya Nabi aayega smjhane aur Haq waze karega tub hi ye log kafir qrar dye jayenge??
@mahmoodejaz4844 жыл бұрын
Only answer of yours ? Is javaid ghamidi
@Farooqzulfiqar6 күн бұрын
Mery Bhai ye AP ka masla nhi hai aur ghee muslimo ko dunya ki ayashiyan to pta hai Chand tak ponch Gye magar kabhi ye khiya nhi Aya KY akhir hamari Zindagi ka maqsadbkia hai ya ham mar kar kiya khatam ho jaty hai yakeenan unau khiya ata hai har insanvko ata hai wo Jan bog kar ignore karty hai aur jhan tak musalnmano ki bat hai. In Mai sy bhi aksar god ko ahmiyat nhi dety is wajah sy ilm hasil karny ki Koshish nhi karty warna Deen tak ponchna AJ KY is media KY aur jadeed ablagh Mai science Mai FSC karny sy ziyada asan hai Jo har dosra teesra nojawan AJ Kal kar leta hai aur rhi agar koi waqiya hi bohon bhoola Huwa to Allah us sy NAMI Kary ga ye AP ka masla hargiz nhi AP apni fikar karain
@MuhammadTariq-dt2zj4 жыл бұрын
ومن یکفر با للہ وملئکتہ و کتبہ ورسلہ وا لیوم الاآ خر فقد ضل ضلالا بعیدا
@dmisidia93594 жыл бұрын
Satisfied to see so few followers of this ignorant Self made scholar, May Allah further minimize his followers numbers and strength.
@m.sabirawan91194 жыл бұрын
اللہ اپ پر رحم کرے، غرور اور تکبر کا ايمان اور اسلام سے کوئ تعلق نہيں، دعوت کا درد بالکل ٹھيک ھے ليکن مسلمان ايسے نہيں جيسا اپ نے سمجھا اور بتايا،
@nayemrahman803 жыл бұрын
khalid sab ur add is giving us sex symbol
@m.sabirawan91194 жыл бұрын
جناب! اپ زيادہ پڑھ کر کر “کڑھ” گيۓ ھيں، اپنے ايمان کی تجديد کريں!! جنت اور دوزخ کا فيصلہ اللہ نے کرنا اور “ايمان اور اسلام” اسکی بنياد اُس نے خود ھے بتايا ھے، ،،،
@aliraza65954 жыл бұрын
یہ ٹھیک کہہ رہے ہیں کیونکہ یہ ناقابل فہم بات ہے کہ دنیا کے فقط چھبیس فیصد مسلمان جنت میں جاٸیں گے جبکہ چھہتر فیصد جہنم میں۔
@hamzarana84983 жыл бұрын
@@aliraza6595 جس انسان تک اسلام کا پیغام پہنچ گیا اور وہ اسلام نہ لایا وہ جہنم میں جاے گا۔۔۔۔۔جس تک پیغام نہیں پہنچا وہ جہنم میں نہیں جایں گء
@RizwanAhmad-cy5yo3 жыл бұрын
Ap kam parh kr ......😊😊😊
@zakirhusain82434 жыл бұрын
سوال۔ایک انسان دنیا میں ہر لحاظ سے یعنی لین دین معاملات اخلاقیات سے بلکل ایسا ہوں جیسکا تعلیم اسلام نے دیا ہوں صحیح ہو لیکن اسکا عقیدہ ۔بت پرست ہو ۔یا اللہ تع کی وحدانیت قدرت سے انکاری ہو نعوذباللہ عیسی علیہ سلام کو اللہ کا بیٹا مانتاہو اسکا کیا ہوگا
@danialtabishdanial19092 жыл бұрын
is ka faisla allah khud kary ga
@FromShiaToMuslim Жыл бұрын
@@danialtabishdanial1909acha phir tu ye b humari zimadari nhi k usy butt parasti se roke??
@saleemuddka4 жыл бұрын
Dr. Sahib please give proper reference from Quran our logic does not work ; sorry other wise Masah should be on bottom not on top. This is our responsibility to spread the massage; but not declared Jahannami or Jannati; whatever waswas you raised in your lecture already answered in Ahadith; This is promise from Allah about Toheed will open at least once in life for everyone
@user-oy8jh6fe9x Жыл бұрын
قران ساری دنیا کے لیے رہنمائی کی کتاب ہے کہیں بھی وہاں پر مسلمین نے ہی لکھا ہوا یا ایہا الناس لکھا ہوا ہے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم بھی رحمت اللعالمین بنا کر بھیجے گئے پھر یہاں پر مسلمان بن گئے کردار سازی ہوئی نہیں کہنے کا تو عاشق رسول ہے پر رسول کی کوئی بات سمجھتے نہیں کہنے کو تو قران پڑھتے ہیں پر وظیفے کی صورت میں سمجھنے کی توفیق ہی نہیں ملی اور یہاں پر سارے اسکالرز ایک نقطے پر متفق نہیں حج کرنے کا مقصد کیا تھا وہ بھی صحیح نہیں بتایا رمضان کا مطلب کیا تھا وہ بھی نہیں سمجھایا نماز کا مطلب کیا تھا صلوات کیا تھی وہ بھی نہیں بتایا اور جو مسلمان کہلایا اس نے سمجھنے کی توفیق ہی نہیں کی جو بنا بنایا دین ملا اسی پہ راضی رہا ملاوٹ شدہ دین ملا ہمیں اور اج تک اس کی پیروی کرتے ا رہے ہیں سونے پہ سہاگہ سارے مولوی اور عالم بھی لڑائی کرتے ہوئے نظر ائیں گے کبھی کسی ایک چیز مرکز پر ان کی نگاہ نہیں ٹھہری سب کا الگ یوٹیوب چینل بنا ہوا ہے عام مسلمان کہاں جائے قران کی عربی پاکستان میں رائج نہیں کی گئی سکول میں عربی پڑھنا پر پابندی لگا دی گئی ایک سبجیکٹ ہوتا تھا عربی کا وہ بھی کتنے سالوں سے نہیں ہو رہا تو پھر انسان قران کو کیسے سیکھے گا کیونکہ عرب کا مسلمان عربی ہو کر بھی قران کو نہیں سمجھ پایا اور ہم تو عربی عجمی ٹھہرے اب یہی ہے ایک مقصد کے عربی لغت سیکھیں قران کو سمجھیں جو مجھے سکالرز نظر ائے ہیں جن سے میں لیکچر سن رہی ہوں اگر اپ سننا پسند کریں تو میں اپ کو بتاتی ہوں پڑھیں فہم القران بائ ڈاکٹر اقبال جوائن کریں الموسہ چینل جوائن کریں اہل عقل چینل جوائن کریں قرانک لیسن افیشل چینل کریں حافظ عاطف
@babarsajjad35484 жыл бұрын
Ap ne to sark ko hi defend kr dia. Es hasab see shrk gunna hi ni
@IstiyaqAhmad-kt8rd4 ай бұрын
Hisaab kitaab sirf musalmano se h aur jiske dil mein sachchai k deen ki tadap hogi deen ustak pahuch kar rahega
@gulfammohammad51947 ай бұрын
Kya pata aap ka nazariya galat ho. Her firka apne ko sahi kehraha hai.. Aur dusro ko. Galat