I had a doubt that in service centre they may mix up the coolant with water so that they get profit. Now if this is a new bike then the company filled coolant must be in it no? After the specified period ,change coolant by yourself with pure coolant,not with water ,then check if the engine feels better or not
@akifhussain076 ай бұрын
Ya sure bro 👍🏻
@alpha_rishabh6 ай бұрын
Bhai mere pass ktm rc 200 hai 2024 model top up k liye y coolant use kr skta hoon as mujha nhu pta phle s company knsa dalti hai meri bike first service ho chuka hai 4000 km done bs top up kr skta hai btao plz reply??
@akifhussain076 ай бұрын
Ha bhai ap ye same coolant apni rc 200 me use kar sakte ho koi problem nahi hogi, ye sabse best coolant ha budget me aane wala, apni bike me kafi time use karra hu aaj tak heating issue nai aaya, you can go for it 👍🏻
Bhai pehele purana wala nikalana nhi tha kya,direct dal diya. . Mere me triangle light aare mujhe lga mera engine to gya pr ab pta lg rha coolent level km ho gya h
@akifhussain078 ай бұрын
Bro agar coolant bohot purana ho gaya ha use karte karte like 15,000 + km then poora coolant drain karke change karna better ha, lekin agar zyada km nai hue ha to top up karna better option hoga
@alpha_rishabh6 ай бұрын
Thanks nice information
@fringeanomaly92849 ай бұрын
Bhai ji thoda ache se ek short video bana do on how to check the oil and.coolant level khaskar coolant bcz vo dekh ke ache se samj nahi aata bcz vo.coolant ka cover thoda white color me hai isliye
@akifhussain079 ай бұрын
Sure bhai ek short video bana ke daal dunga confusion clear karne kw liye
@RLA1527 ай бұрын
Isme pahale se motul ka coolant atat hai kya
@akifhussain076 ай бұрын
Wo poora patanai bro ki konsa aata ha company ki taraf se.
@shabdhim726529 күн бұрын
KTM uses Motorex
@dongaming9991210 ай бұрын
Nice bro thanks for the information 🫡
@gmindtech Жыл бұрын
ज्यादा अगर अपने डाल दिया तो तो उबलता हुआ कूलेंट पैरो पे गिरेगा जो बहुत गरम होता है लगभग 80c
@karthikselvaraj462110 ай бұрын
Good❤
@SaurabhSoni310 Жыл бұрын
Tere ko bhi pata nai hai kab change karna chahiye coolant. Aur ye sab chize ktm app me manual me mil jata gai
@akifhussain07 Жыл бұрын
Bro first of all mujhe ache se pata ha ki uska coolant kab aur konda change karna ha but video banate time bohot shaam ho gayi thi so lighting kam hone ki wajah se and cameraman bhi ha ek chota bacha tha bar bar mistakes kar raha tha us wajah se mujhe retakes lene pade aur us chakkar jo bolne ka socha tha usme gadbad ho gayi And more importantly ye video banane ka purpose un logo tak information pohchana ha jinko us app me kuch samajh nai aaraha ya fir unko video dekh ke apne confusions clear karne ho coolant ke baare me SO HOPEFULLY IT WILL HELP THOSE PEOPLE ✌🏻