Maine apke hi margdarshan me apni study start ki h....nd mujhe ap per pura trust h k ap student ki need samjhate h.....
@Selectionmaterial11 күн бұрын
Thanks for your valuable feedback 🙏
@vimalkumar-so2my11 күн бұрын
आगरा मे सर
@GauravSingh-hw9rh10 күн бұрын
Sir filhaal pariksha vani + ghatnachakra k source ko follow kar hain. Isme kuch addon karna ho to bataiye
@HoshiyarSharma-y3p11 күн бұрын
Sir geography ke liye ncert saar ki koi 1 book padne se ncert ka kaam ho jaiga
@apekshagupta486811 күн бұрын
Sir 1jan se answer check kr dijiyega please
@mayankchauhan359211 күн бұрын
Bhaiya.... Uppcs pattern ka hisab se... New book list.. ki video bana do Bhaiya ji 🙏🏻
@Selectionmaterial11 күн бұрын
Aaj bana denge 👍
@vimalkumar-so2my11 күн бұрын
👏👏👏👏🙏🙏🙏🙏🙏
@rudraroks319311 күн бұрын
Sir ro aro ko crack krne ki strategy books btaiye sir uppcs ko dekhte hue jo new pattern aya h ...
@Selectionmaterial11 күн бұрын
Aaj bata diya jayega
@HoshiyarSharma-y3p11 күн бұрын
Sir aap kaha se hai
@vimalkumar-so2my11 күн бұрын
आज आप के जिले मे है
@Selectionmaterial11 күн бұрын
स्वागत है 🙏🙏 आगरा से 35 km दूरी पर ही , मैं रहता हूं। 🙂
@AnshuSaraswat-z6g11 күн бұрын
New waali NCERT ya purani
@Selectionmaterial11 күн бұрын
Old vese bhi ab easily mil nahi paati , new ki hi ek do reading kar lijiye . Aur vese bhi jo Standerd book ancient history ki RS SHARMA wali hai use aap old ncert ka updated form hi man lo
@Selectionmaterial11 күн бұрын
Geography ke liye bhi new hi padh lo achhi hai, mene bhi channel par padha rakhi hai 👍 Pahle 6 to 12 th poora padho, uske baad 9th , 11th & 12th ka baar baar revision
@AnshuSaraswat-z6g11 күн бұрын
@@Selectionmaterial ok thanks for Ripley..... maine pahli baar exam diya tha sir mere 58 sahi hn 78 glt hn😌
@Selectionmaterial11 күн бұрын
@AnshuSaraswat-z6g कोई बात नहीं आगे के लिए , व्यवस्थित तरीके से प्लान बनाकर तैयारी करिए 👍
@AnshuSaraswat-z6g11 күн бұрын
@@Selectionmaterial sir is baar koi chance h kya sir female ki merrit km jaati h