Sir 2 wheeler ke licence mein kya E-Riksha ka licence Add kar sakte hain aur Manyata donon ka rahega Ya ek ka rahega please reply
@TechVibesStudio2 ай бұрын
Ha add ho jayega
@Bhartunaina1232 ай бұрын
Answer krna please aap Apply krne ka baad learning licence test Dene bhi jana hai computer pr.ya kuch din baad apne aap aa jayga learning licence
@TechVibesStudio2 ай бұрын
Online test dena hai mobile ya computer se
@Sunil-10304Ай бұрын
Sir hamne e riksha kist me liya hai 2 lakh ka our license banake de rhe to ek gurnter mang raha bijli ka bil jiske name usi ka pan card adhard card to sire nhi mil raha isa koi kya karu bahut problem me hu😢😢❤ replay
@TechVibesStudioАй бұрын
Kewal Delhi ka Address ka Aadhar card lagega ban jayega
@Sunil-10304Ай бұрын
@TechVibesStudio sir kist me le rhe isliye sant gurnter mag raha lekin nhi mil raha
@AzadKhan-qd3imАй бұрын
Bro is E-Rikshaw under road texes if yas so tell how much to pay.
@TechVibesStudioАй бұрын
Iske bare me mujhe pata nahi hai aap kisi dealer se sampark kijiye wo apko batega.
@mohdmanzeb6 ай бұрын
Sir mane e-rickshaw kai licence kai liye apply kar diya or fees bhi de di but mujhe loder licence yani e- cart wala karna tha aab kya karo batao sir plz
@TechVibesStudio6 ай бұрын
Bhai dobara se karna padega, fee return nahi hogi, aur abhi apne jo apply kiya hai us aplication ko cancel karna padega pahle.
@a1amazingfact8 ай бұрын
Sir new riksha lene k lie e riksa ka licence bnana compulsary h??
@TechVibesStudio8 ай бұрын
Bhai riksha lene k liye to nahi hai, lekin chlane ke liye apke pas driving licence hona compulsory hai.
@comp5866 ай бұрын
Ll b test ka bad kya krna ho ga
@TechVibesStudio6 ай бұрын
(LI b-?) payment karne ke baad learning licence ka online test dena hai, test me paas hone par apko learning licence mil jayega iske baad 1 month wait karna hai, iske bad test ke liye slot book karna hai aur authority jakar test dena hai, test me pas hone k baad DL by post 10 din me apke address pe aa jayega, Watch this video kzbin.info/www/bejne/r5DGqmCEnKuGmZIsi=J2GjMilmt9Hm8nBT
@PradeepSingh-qp6je5 ай бұрын
Mera learner licience aa gya h ab usse licience kaise banau please help me
@TechVibesStudio5 ай бұрын
Kis class ka banana hai?
@devendrqthakur92318 ай бұрын
एमपी में कैसे बनेगी लाइसेंस दलाल तो बहुत लूटते हैं
@TechVibesStudio8 ай бұрын
Bhai RTO jakar pata kijiye, waise apply karne ka process sab jagah online ho gaya hai.