نمائش مزار قائد سے آگے ٹاور صدر کیا پیدل جائے گا. سارے دفتر مارکیٹ آگے ہے نمائش پر سفر ختم کرنے کی کیا تک ہے سمجھ نہیں آئ.
@salmaansar15962 ай бұрын
Orangi town se g Purana golimar se Korangi landhi tk bhi start kren
@qamarsaeed43272 ай бұрын
Keep it Up
@syedtayyabalibukhari31362 ай бұрын
Bhai koi liyari Khuda ki basti se b Koi route nkl dein ..wah Koi b government bus n chalti.chinchi Wale man many Karaya lete Hein ....
@zabreenkhan8064Ай бұрын
Continental bakery konse bus jaate he Liaqutabad SE
@TahaAllibhoy2 ай бұрын
درست فرمایا آپ نے
@ashfaqkassim26132 ай бұрын
What about Saadi Town to Hasan Square Route.
@muqeemsheikh85962 ай бұрын
بابر آپ سارے یوتیوبروں میں پڑھے لکھے اور سمجھدار لگتے ہو لیکن افسوس آپ ایک سال سے زیادہ شروع پیپلز بس سروس کو ریڈ لائن بس کہہ رہے ہو ....ڈش انفارمیشن ... دوسری بات
@bashirbaloch172 ай бұрын
کراچی شہر کے لیے بسوں کی تعداد بہت کم یے
@danishhashmi84472 ай бұрын
50 rupees is reasonable.
@MuhammadMustufaQamarChannel2 ай бұрын
😂
@arifqazi44282 ай бұрын
Be realistic.... 100 rupay munasib Karaya hay, Mini bus mein khuari Hoti hay ....
@nidaashna2702 ай бұрын
@@arifqazi4428ye government ki taraf se transport hai or government transport me kiraya other transport k comparison me kum hota hai 50 rupee hona chaye
@newsviews97352 ай бұрын
Red bus ka naya route asia ki sab sey bari aabadi orangi town k liye banta hy jo k ab tak mehroom hy. Na k Pakistani awaam k nokar military walon k area men red bus pehly chalai jaey
@BinaMunir-e1m2 ай бұрын
Saray mulk per in badmasho ka qabza hai bhai
@midreesyousuf64762 ай бұрын
Aik naya route Gulshan Shamim FBArea se aisha manzil Liaquatabad Nazimabad petrol pum golimar lasbela garden shoe market runchorlines nigar cinema never Rd dense Hall Tower kemari tak route ki zarorat hai concern dept. Ghor kre
@sumairakhan75662 ай бұрын
Numaish sae lucky one mall jany k leay konsay stop per utar kr dosri bus Mily gi
@eatanddiscover2 ай бұрын
Es Ka idea nahe
@shafiqurrehman54462 ай бұрын
F 11 waley Road pe agar Red bus service shuru ki jaye tou ye bohat hi achchi ho gi .
@ishratshamim96572 ай бұрын
اپ لوگ یہ بس ماڈل کالونی سے کیو بند کر دیا
@syedaaftab522 ай бұрын
ابولحسن اصفہانی روڈ پر بھی ایک بس چلائی جائے ۔۔
@sabraamjad5942 ай бұрын
Yes Abdul Hassan isphani pr b bus ka root chili please
@ta201119962 ай бұрын
Garden and site area routes per bhi red buses Chali Jai..
@waofficial72 ай бұрын
Ye 1 saal say chal rahe hay, start may White wali EV thee, ab wo kise or route par kar dee hay, ye EV nahe diesel fuel say chalti hay
@faizansaggi2 ай бұрын
1 saal se zyada hogaya is route ko
@arifkhatri81692 ай бұрын
Babar Bhai, ye route poorana ha start rate 50 tha pher 5 to 6 month after increase Rs.50 to Rs.100.
@lawlawyer57952 ай бұрын
سر جاری رکھیں. کراچی کے حالات لوگوں کو بتائیں.
@bilquisbegum38342 ай бұрын
Bhai maymar sy b koi esi bus service chalwadyn k shehr ana jana asaan hojay
@muhammadafsar37472 ай бұрын
Bus Saadi town tak behi hona chaiya ???????
@AneesSanghaar2 ай бұрын
Need more projects like this appreciated Sindh Government 👍🏼
@saleemshahzad44092 ай бұрын
ASSALAMOALEKUM SIR AK BUS BALDIA RUBI MOR SE NAZIMABAD LIAQUATABAD OR SADER K LIY START KI JAY.
@maqboolahmed87422 ай бұрын
Stop k alawa bus na ruky. Bohot over load chalti hain. 33 seaters mein 100 plus sawari kar lety hain.
@AyeshaKhan-cs6wz2 ай бұрын
Mashallah bht achi gari ha.
@muhammadabidqureshi37452 ай бұрын
Aaj Kul Tu Mazda van walee aksar routes pe Rs 100 ya aur Zeada Karaya letee Hain, Chingchi ke long routes pe bhi karate Zeada Hain.
@عمرانعمران-ز8ك5ح2 ай бұрын
pls Bager Ac Wali porani Busen khatam kren
@irfankhaniffi93442 ай бұрын
Bhai power house se Rabi center kn si jaigi plz bta den
@innocenteye71412 ай бұрын
Aladdin Park se Clifton tak chaleg to acha hi
@AdilBhai-s4d2 ай бұрын
Orangi town se kb Chale gi bhai
@muhammadsiddiq61702 ай бұрын
Nadar e sahulat biomatric Bhi available he in Rimjhim Tower Saforah scheeme 33 pr.
@faisalhameed21982 ай бұрын
Malir k ander Kahan tak jaati hai
@vedios99192 ай бұрын
Ye route acha ha...or Bahria bus pr vlog bnye...
@eatanddiscover2 ай бұрын
Inshallah
@NomanShah-v3d2 ай бұрын
Ji ji behriya par batao
@user-np8sz1lq9h2 ай бұрын
Har root per Jo red bus hai uska 50 karaya hai iska bahut zyada hai 100 rupaye
@MaazSafi-j9o2 ай бұрын
Apne waise acha interview lia but sorry to say wo jo ek safed reesh baba ji se apka rawayya bat krne ka thek nhi tha
@syedahsan5602 ай бұрын
Yr orangi twon me q nhi chal ri koi bolo shrjail memon ko kia orangi twon Karachi me nhi he kia
@FarzanaBegum-k1g2 ай бұрын
Is bus ko khokhra par sa surjani tak bi chalna chia
@hasanrao61902 ай бұрын
Sindh government health system Mai to sabse agay hi hai puray Pakistan Mai. Ab transport Mai b agay jarahe Hain. That's good Alhumdulilah
@nidaashna2702 ай бұрын
In a sarcastic way 😂😂
@hasanrao61902 ай бұрын
@@nidaashna270 in a positive way. But blind people can't see
@KhKhan-sf2 ай бұрын
Karachi Electric kay bill kia nazar nahi attay. Private Transport tu bohat kafi hay . Govt phelay roads tu thik karay dosri gadar and pani kay maslay.😂😂😂
@abdulwaheedzamani78202 ай бұрын
One route from gulistan e johar to shahra faisal to defence to sea view or korangi must be introbuced
@TariqKhan-ri7wq2 ай бұрын
Burns Road Tak Bhai.
@vjam1392 ай бұрын
Are these bus routes NOT for residents within the city. Why not for شاہراہ قائدین, Khalid bin Waleed Road, Kashmir Road, From Shahrahe Qaideen to Gulshan, Sadar, Nazimabad, DHA, Airport, Railway Station. Within city roads.
@KhKhan-sf2 ай бұрын
JDC nay free bus service shoro kee hay 10 rupee karaya woo bhi agar dayna chaho tu warna mojahan😊😂
@hussnainakhtar6992 ай бұрын
Kiraya fix nahi balqay variable hona chahiye.
@ATIQnn2 ай бұрын
کینٹ کے اندر 50 روپے اور کراچی میں ایک اسٹاپ پر بھی 100 روپے ؟؟
@taimoor19822 ай бұрын
Direct saddar q nahi
@qaisarqaisar4412 ай бұрын
بھائی بس سروس تو اپنی جگہ لیکن یونیورسٹی روڈ برباد ھو گیا ھے
@anasashraf30102 ай бұрын
Maymar sa kb chlay gi
@attakalhoro97802 ай бұрын
Bohat curption hy ticketing main
@waqarahmed11472 ай бұрын
3:46 Ye white cap wala Nigerian larka almost ladies compartment main ghus chuka hai, isy roka jae
@Classiccuts222 ай бұрын
بھای ٹرانسپورٹ کے علاوہ اور بھی بہت سی پریشانیاں ہیں کراچی والوں کو ان پہ بھی نظر کرم کریں۔۔۔ناظم آباد ٢ نمبر ایک نمبر تین نمبر لالو کھیت ان تمام علاقوں کی گلیوں کی سڑکیں انتہای خراب ہیں کسی گلی کی کوی سڑک سلامت نہیں رہی ہے اور سونے پہ سہاگا گٹر لاینز ابل رہی ہیں۔۔۔ناظم آباد جو پہلے بہت بہترین علاقہ ہوا کرتا تھا اب گارڈن اور رنچھوڑ لاین بن چکا ہے۔۔۔خدارا اس بھی بھی پروگرام کریں
@jamalsiddiqui74082 ай бұрын
جن بے غیرتوں کو کراچی والے ووٹ دیتے ہیں یا دیتے رہے ہیں ۔۔۔ ان کا گریبان پکڑیں اور پوچھیں کہ انہوں نے کراچی کے لیے کیا کیا ۔۔۔ ؟ ۔۔۔۔ صرف اختیارات نہ ہونے کا رونا بہت پرانا ہو چکا ۔۔۔۔
@rimlastreetfood7072 ай бұрын
Bhai orangi mey bhi koi red line bus Chalao Allah k Waastey. Ap apni video mey orangi town ki mehroomio k baarey mey bhi baat krey pls . Na infrastructure, na security & koi road hey sirf & sirf khachra hey orangi town k naseeb mey. Kya yeh karachi k district nhi hey.
@NAVIDAhmad-vi2bk2 ай бұрын
Bhot km hen sindh kahumt ko chae
@anwarali85222 ай бұрын
Rent zayda hea eak se five stop tk 30 rupees eak se 10 stop tk 50 rupees or last stop tk 100 rupees ho na cheyea
@WareeshaMoattar2 ай бұрын
Love you
@newsongs4772 ай бұрын
Ev-3 Kam se Kam last route tower tak hona chahe
@ammijan628826 күн бұрын
Singal kiraya50 our dabal long rot par100 hunachahiye Ayesh se bultan 50 our dabal par 100 huna chahiye
@muhammadyousaf26972 ай бұрын
Should be connect to other rout as faran
@gamingwithlittlepanda96522 ай бұрын
Har bus ko tower tak jana chaiyey kunkey numaish par kuch bhi nahi milta is key ilava saddar key liyey bhi towersey busey chalani chahiyey
@amritsingh31422 ай бұрын
Mere khyl se is buses k lye traffic se alg road hona chaiye
@jalbanibaloch97582 ай бұрын
To address the traffic congestion in the overpopulated city of Karachi, there is an urgent need to reorganize the traffic routes and plans. It is proposed that all buses coming from the east (Malir) and the north (Sohrab Goth) should terminate near Numaish Chowrangi. Similarly, traffic from the west (Hub) should terminate at Gulbai. To reduce congestion on MA Jinnah Road, no public transport should be allowed on this route. Instead, a special tram service or double-decker buses could be introduced to transport passengers from Numaish to Gulbai, creating an efficient east-to-west corridor. Additionally, the areas of Saddar, MA Jinnah, and Lee Market, which represent the historical core of Karachi, should be declared protected heritage zones, preserving the city's rich cultural legacy.
@عمرانعمران-ز8ك5ح2 ай бұрын
imran khan Agar Green line bus karachi me nahi Lata to Aaj Red Line bus Nahi hoti Shukria imran khan ❤
@AfzalAziz-y6e2 ай бұрын
Green line bus nawaz Sharif ne shore ke the
@hasanrao61902 ай бұрын
Youthia ho aur Imran niazi Ka supporter ho wo jhoota naa ho it's impossible. Tmhare Imran niazi ne bas tm jaiso ko pagal hi banaya hai isliye to jail Mai hai aaj
@mushtaqjaffery24212 ай бұрын
Kyun nalaiqi wali batein karte ho. Greenline bohat purana program tha, Nawaz Maryam, Bilawal, asif zardari ko fursat nahi thi. Jub tak wo sub dafa nahi huay, green line chali nahi.@@AfzalAziz-y6e
@SaraInam-s5y2 ай бұрын
Imran Khan k aane se saal Bhar pehle start ho Chuka tha jo Imran Khan k samne due date pe complete hone k bajaye delay hi hota Raha aur Imran Khan k bad complete hua, han route tower se numaish tak delete kar k short kar dia gaya.
@kiefali37692 ай бұрын
سروس تو اچھی ھے آن۔ کی۔ لیکن۔ آگر۔ ❤❤کسی۔ کے پاس سامان۔ ھو چھوٹا سے بھی بیگ ھو۔ تو بس۔ پر نہن چڑھنے دیتا
@yusrakhawaja69842 ай бұрын
دعائیں دیں عمران خان نیازی کو❤ پاکستان زندہ باد
@abdulkhaliqghouri32092 ай бұрын
کارڈ سسٹم ہونا چاہیے د بئی کی طرح
@shafiqurrehman54462 ай бұрын
Karachi k awam ghareeb hain , 100 Rs kiraya bohat ziada hai. 50 Rs se ziada nahi hona chahiye . Hukumat Sindh ko chahiye is bus ka kirays kam karay . Kiaraya 50 Rs se ziada nahi hona chahiy .
@nabilayounus4822 ай бұрын
Jnab model colony se tmam buses hta di gai hn sari buses khokrapar poncha di gai hn model walay apna mun dekhty rh gay hn.oper se kraya doubble kr dia hy,request ye hy k ek tu model se buses shuru krain or students k liay karaiy mn riyaat di jai.
@romanafatima69172 ай бұрын
Kiraya zada h or dusri bt set bht km h or lambi roods pr khary hokr safar krna bht mushkil hota h B's dekhne ki bari bus h
@AbdulBasit-nj1ix2 ай бұрын
Bhai yae baldia or meter we'll kimaray say beasts cannt barasty saddar kub chalk gee bhai
@nidaashna2702 ай бұрын
Baldia me chal gai hai bhai
@AbdulBasit-nj1ix2 ай бұрын
@@nidaashna270 bhai tawer say baldiya or kemari say barasta Mt Khan road sultana baad cannt saddar kub chalk ga bhai
@AbdulBasit-nj1ix2 ай бұрын
@@nidaashna270 bhai tawer say baldiya or kemari say barasta Mt Khan road sultana baad cannt saddar kub chalk ga bhai
@mushahidhusain24092 ай бұрын
India New Delhi me khwateen ke liye bus free hai school free light,water, health se related saari cheeje free hai
@asif-yh9go2 ай бұрын
Lahor me 20rup karaya karachi me 100rupy shabash shahbaz sharif
@salmaansar15962 ай бұрын
Kiaya ziada h
@ImtiazHussain-c5y2 ай бұрын
Model say ye bus chalti thi wo band kardi. Ye ziadati Kun model main insan Nahin rahtey. Sirf gothom main insan hain
@SorifAhmed-kq2yz2 ай бұрын
Kiraya ziyada ha bhai kam karwao
@jerrythomas90872 ай бұрын
100 Ruppee bohat ziyada hai kiraya.
@ta201119962 ай бұрын
Universal fare is not right, till half way it should be Rs.50/- reasonable fare..
@muneeburrehmanmuneeburrehm65672 ай бұрын
Nazimabad ke Leya bhi bus koi nahi hy
@mohammadyasirkhan27092 ай бұрын
Double A 😂 bhar bhar kar jaoo sub say best greenline hi hai
@ComeBackToAllah3452 ай бұрын
Ek bus powerhouse se bhi honi chaiye is Rot ke liye
@flameroaster75102 ай бұрын
Kiraya bht zyada ha aik stop ka kiraya bhe 100 rupay ha sindh hukumat ne loot machai hui ha
@saminaanwer79732 ай бұрын
Orangi town buhat bra he yhanbhi honi chaye , orange line bas ka koi faeda nhi he
@zahidaismail-hf6cs2 ай бұрын
Kiraya ziada hy 100
@aqsaamir-yx1bu2 ай бұрын
Subse ziyada zarurat maymar me he
@rukhsanaimran72472 ай бұрын
Electric bus k bhi 100 rupees 😢
@eatanddiscover2 ай бұрын
Electric bus nahe hay
@AimanAhmed-et1ns2 ай бұрын
Ev 4 route plz
@eatanddiscover2 ай бұрын
Inshallah
@anwarnomani76552 ай бұрын
Root LIKHA NAHI HOTA
@Ali-oneboy2 ай бұрын
100 rupees is to much need to reduce to Rs 50.
@birds4us4912 ай бұрын
Mauripur Hawksbay walo k sat mazak hoo rha hai. Only 2 Bus chal rye hai 😂😂😂😡😡
@عمرانعمران-ز8ك5ح2 ай бұрын
zardari Bilawal Aur Nawaz Shahbaz nay karachi walon ko har saholeyat say mehrom kiya
@munafsiddik55502 ай бұрын
Route increase tower RS 50
@faraankhan75782 ай бұрын
100 ziyda hai 50 Hona chaiye
@mfms42392 ай бұрын
Bro AP boht achi videos banate hoo aap ek decent bande ho..me Karachi wala hon but mushkat Khan boht over comedy karta hai
@eatanddiscover2 ай бұрын
Ji
@mahemuneer54362 ай бұрын
Humko kisi red green bus sy koi faida nahi Yahan gulzare hijri sy koi bus nai guArti
@عمرانعمران-ز8ك5ح2 ай бұрын
Dunyan kahan say kahan pahunch Gaei zardari Bilawal Aur Nawaz Shahbaz nay pakistan ko Tbah kar dia
@hasanrao61902 ай бұрын
Tabah tum Jaisi Soch walon ne Kiya hai bss. Jo kisi haal Mai Khush nai.
@haniahoor4812 ай бұрын
Ap Pakistan key liye negative bat kuun kartey hain bhai
@muhammadnizzami55402 ай бұрын
Pml n project hai
@hasanrao61902 ай бұрын
Aisa rakhke chamaat maarunga na. Sindh government Ka project hai ye jhootay.
@abdulhakeem54822 ай бұрын
Good news 😂😂😂
@pakistanpoliticswithnaveed73572 ай бұрын
System should be Auto machine, Manuel system is not good.
@muhammadnizzami55402 ай бұрын
Mian Muhammad Nawaz Sharif Zindabaad
@hasanrao61902 ай бұрын
Rakhke chamaat maarunga muu ghoom Jayega. Peoples bus service province ka project hai by Sindh government.
@hasanrao61902 ай бұрын
Punjab mai chalayi nai nawaz sharif ne ye bus aur Karachi Mai Chala Di wah wah wah 😂😂😂. Ye metro nai hai jahil
@muhammadnizzami55402 ай бұрын
@@hasanrao6190 Punjab mai 10 saal pehley se yeah chal Rahi hain jahil speedo ke Naam se aur karaya bhi Sirf 20 RS only.
@hasanrao61902 ай бұрын
@@muhammadnizzami5540 aise bol Raha hai Jaise Mai kahin aur rehta Hun. Jhootay insaan. Ye project nawaz sharif ka hai jhoot kyun Bolte ho jhoot se kya milta hai tmhe. Abhi electric taxi service start hone wali hai wo b Sindh government hi Kar rahi hai. Ab bol Dena wo b Punjab mai 1947 se chal rahi hai nawaz sharif ne chalayi hai🤣🤣🤣
@muhammadnizzami55402 ай бұрын
@@hasanrao6190 jhoot bolney ki aadat nhi bhai yeah sab project pml n ke hain Jo paya takmeel ko pohoonch rahey hai aur Naam ppp waley laga rahey hain. Aur maazrat Punjab sindh se 50 saal agey hai Tum logo pe rahem aata hai