Bhai aap bhut aage jaoge apko Dil se support apka information Dene ka tarika bhut acha hai
@vehiclesMR7 ай бұрын
Dhnywd Bhai Sahab abhi tk ksi ne mujhe support krne ka na bola na Kiya or Ap ne mujhe motivate kiyaa uske Liya or 1 br dhnywad AP kaa 👍🏼👍🏼👍🏼
@princesaxena3123 ай бұрын
@@vehiclesMR bhiya mera comment ka reply kardo
@abdulrahim32065 ай бұрын
Pepar aur tyr khatam hone ke baad sab smj me ajata
@princesaxena3123 ай бұрын
Anand bhaiya me icer ki 3014 le rhaa hun le lun kay moshi ke bete hain unko knowledge me santh me chalunga unke 3014 ko bhada mil jata hai kay thoda batao aap reply kariye 🙏
@rajender137 ай бұрын
Bhai tata 712, 710, t7 ke owners se bhi baat karne ki koshish karna, pahari area hai in gadiyon ke 6 chakka variant Mahindra pick-up ko takkar de sakte hein ya nhi, ye bhi janane ki koshish karna
@vehiclesMR7 ай бұрын
Bhyaa m search krte rhta hu agr ye gadi mujhe milti h to me query krunga
@makvideos66564 ай бұрын
Mera 4 chakka t7 he ....... Takkor me nahi ayega tata ultra t7 ka bara bor
@rajender134 ай бұрын
@@makvideos6656 Mera matlab loading capacity wali takkar ka nhi tha. Pahadon me jaha 4×4 laga ke Mahindra pickup nikalni padti hai kya waha 6 wheeler chhote truck extra tyre hone ki vajah se nikal jayenge? Abhi tak pahadon me chadhai Wale kache link roads me gavon se maal highway Tak laane me pickup ka akela raaj hai. Iski takkar is mamle me yodha ke alawa koi nahi kar pata. But ye dono gadiyan 2 ton ke niche ka hi kaam karti hein, 3 ya 3.5 ton me koi 4×4 pickup ya truck nhi hai jo inki market me competition de nye tareeke se
@abdulkhanmirzapurpakadi42217 ай бұрын
Bhai sab ek swal our kriye owner se ki kist nhi bhrne pr gadi khich lene k bad bhi gadi malik ko koi presani hogi ya nhi
@vehiclesMR7 ай бұрын
Haa bro
@YATHRA6607 ай бұрын
DRIVER //OR // OWNER KA NUMBER MILEKA THO ACHAAHE MEM KERALA SE
@MCG0996 ай бұрын
कुच नही होता fainace कंपनी गाडी बेच के पैसा कवर करेगा जो बचेगा ओ आपके pan card पे डाल देगा ओ सेटलमेंट मे डाल देगा कोई fainace कंपनी से एजेंट कॉल करेगा तो पेल देणा ओ bolegaa केश करेगा तो कर बोलनेका कूच होता नही