Рет қаралды 149,924
is video mai maine bataya hai ki, how to select good advocate. how to find good lawyer. Ek accha vakil kaise chune. aj ke samay mai ek accha vakil khojna bahut muskil kam hai, par is video ke madhyam se ap jan paenge ki ek accha vakil ghar baithe kaise dhundha jae.
Logo ko kabhi na kabhi court cases ka samna karna padta hai or court jane ki naubat bhi aa hi jati hai phir wo chahe civil case ho ya criminal case ho, par jabtak ek achha vakil nahi mil jata to ap case ko nhi jeet sakte, kyoki ek achha vakil ek kanooni jankar ke sath sath ek kanooni salahkar bhi hota hai. par yaha samsya ye hai ki aakhir vakil ko kaise dhundhe. sabhi court mai senior or junior vakil hote hai.
Kuch vakilo ka bahut nam bhi hota hai, or aksar log un nam wale vakilo ke piche bhagte rahte hai kyoki unke man ki wo dharna hai ki jo nam vale vakil hai wo hi apko jeet dila sakte hai par aisa nahi hai jo nam wale vakil hote hai we apko samay nahi de sakte unke pas samay ki kami hoti hai kyoki unke pas bhot se client hote hai par aksar log unki senorty pe jate hai.
par aj hum janege ki wo aakhir kon sa tarika hai jisse hum ek achha vakil dhund sakte hai, waise to bahot tarike hai ek vakil dhundhne ke par ye jo tarika maine bataya hai wo bahot kargar hai sabse bahla ap google mai search kar ke pata laga sakte hai ki apke area mai kon sa achha lawyer hai uski rating ko dekh kar pata lagaya ja sakta hai waha apko unka phon number bhi bil jayega jisse ap pata laga payenge ki wo vakil sahab ka deal karne ka tarika kya hai kyoki aadhe se jyada doubt apka bat karne se hi clear ho jayega ki jis vakil se ap bat kar rahe hai wo knowledge wala vakil hai ya nahi.
dusra tarika hai ap ecourt services ka sahara le sakte hai waha jakar ap case status mai advocate name se jis bhi vakil ke bare mai janna chahte hai us vakil ka nam dale or unse related case ka detail aa jayega jisko dekh kar ap pata laga sakte hai ki ap jis lawyer ke bare mai pata lagana chah rahe hai wo kaisa hai
app link :- play.google.co...
har kshetra mai do tarah ke log hote jo apne kam mai expert hote hai or jo kuch bhi nahi jante hai, waise law filed mai be do tarah ke vakilo se samna karna padta hai ek jo expert hai dusre jo lawyer ke nam par bas degree liye baithe hai.
my Instagram
/ dkjha4407
another queries
Ek accha vakil kaise chune
How to select good advocate
how to find good lawyer
अच्छा वकील कैसे चुने
जाने अच्छे वकील साहब का चयन कैसे करे
वकील साहब का चयन उनने नाम के अनुसार
ऑनलाइन कानूनी सलाह
कानूनी सहायता
वकील बनने की पढ़ाई
वकील कितने प्रकार के होते हैं?
kaise ek vakil ke khilaf sikayat kare
vakil par case kaise kare
kya vakil par case kiya ja sakta hai
#lawyer #advocate #howtofindlawyer #llbjunction #deepakjha #dkjha #deepakkumarjha #findlawyer
#searchlawyeronline #advocateonline
कैसे एक वकील के खिलाफ एक शिकायत करना
वकील कानून
सरकारी वकील के कार्य
वकील के बारे में जानकारी
Page navigation