कितना सुंदर वर्णन, अदभुत, ध्यान की वास्तविक व्याख्या करने और निद्रा से से जगाने के लिए आपका अत्यधिक आभार।
@dhirajjograjiya2929Күн бұрын
Pranam.....Maharaj ji.......
@ramankumarkapila3911Күн бұрын
Hariom.guruji.❤❤❤
@Ramakrishnan-R-Iyer2 күн бұрын
ध्यान किया नहीं जाता, ध्यान होता है !👌
@chanchalsharma40632 күн бұрын
Pranaam Prabhu
@sagarrajput37322 күн бұрын
प्रणाम महाराज जी 🙏🏻
@rajeshkondal2378Күн бұрын
Parnaam.🙏🙏🙏
@shilpadharmesh7281Күн бұрын
Pranam. maharj itni saral or sidhi baat bataye aap ne dhanya ho aap bahot kuch sikhne milta hai aap se🙏
@Sydney_Morelli2 күн бұрын
Ashtavakra’s teachings show that the greatest obstacle to freedom is our obsession with becoming rather than being. #AshtavakraGita #NonDuality #IAMness
@heenaverma64742 күн бұрын
Pranaam maharaj ji bhot acha samjhaya aapne dhyaan kya hai...poorn roop se maujoodgee hi dhyaan hai...dhyaan karna nahi hota ho jata hai..kitna spashta hai bhot bhot dhanyawaad aapko🙏🙏
@UmeshGupta-h2w2 күн бұрын
पेड़ है क्यूंकि मैं हूँ जो कुछ भी है वह 'है' क्योंकि मैं हूँ! अमृत वचन
@Satyabhan_singh_rajavat2 күн бұрын
महाराज जी को सादर प्रणाम! हम तो जानते ही नहीं थे अष्टावक्र गीता को। आपके द्वारा इस ग्रंथ के श्लोकों की मार्मिक व्याख्या सुन कृतार्थ हो रहे हैं। 🙏🙏
@KartikRajput-c1b2 күн бұрын
Bahut hi sunder ❤❤
@Manohardesai-os8wf2 күн бұрын
❤❤❤❤❤ धन्यवाद
@RohitSharma-xv1ti2 күн бұрын
एकाग्रता और ध्यान को स्वयं से जांच-परख कर उचित अवलंबन को ग्रहण करना ही श्रेयस्कर है। मुख्य बात है विवेक का होना और मेरा ऐसा मानना है जैसा तुलसीदास जी ने भी कहा है..बिनु सत्संग विवेक न होई...आप इसी प्रकार से विवेक दृढ़ाते रहे 👏
@Manohardesai-os8wf2 күн бұрын
Pranam
@brajeshpatel56742 күн бұрын
Dhyan na to koi kriya hai na Karta se iska sambandh hai yah adbhut satsang aapane samjhaya maharaj ji aapko koti koti pranam 🙏🙏
@vishnusachdeva-dz5ys2 күн бұрын
In depth one could find the highest thing which is no thing but is BEING...it is meditation 🥰
@SumitRajput-m8g2 күн бұрын
अति सुंदर
@aneeshrajput81282 күн бұрын
🙏प्रणाम महाराज जी🙏
@ratneshgupta-pc7yo2 күн бұрын
ध्यान के मर्म को कृपया ऐसे ही अभिव्यक्त करते रहे
@shyamaverma62882 күн бұрын
Parnam maharaj ji 🙏🙏
@sangeeta44302 күн бұрын
Parnaam maharaj ji 🙏 Aap ke madhyam se adhyatm ki baarik se baarik baat ka hume gyaan ho raha hai Aap ka bahut bahut dhanyvad 🙏
प्रणाम आपका सत्संग बहुत ही सुंदर है और बहुत ही उपयोगी है बस आपके सत्संग एसे ही आते रहे जिससे की हमे सत्य की ओर बड़ने में मदद मिले धन्यवाद आपके चरणों में कोटि कोटि नमन
@AgusIndra-zz1by2 күн бұрын
Meditation is not a practice but a surrender of practice itself.
@vasirawat9787uk2 күн бұрын
🙏🙏
@Rahulkumarsingh241312 күн бұрын
Ekagrata ek vishay se bandhi hai, jabki dhyan anant hai-seema ke pare. #EkagrtaKyaHai #DhyanAurEkagrta #NonDualTeachings
@Abhijeet-s2g2 күн бұрын
Vichar bina bulaye aayein, aur bina roke chale jaayein. Yahi dhyan hai
@Dayashankar-s5b2 күн бұрын
It is a fact that being aware of awareness is the direct path to be in meditation, requiring no efforts by the seeker.
@SinghHarpreet4172 күн бұрын
Jab tak hum karte rahte hain, hum creator ke role mein atke rehte hain. Dhyan us moment ka anubhav hai jab hum creation ban jaate hain. #NonDuality #IAMness #BeingMeditation
@RoopkishorBaghel-th6yc2 күн бұрын
Ekagrata ek chhoti torch hai, jo ek time par ek hi cheez ko roshan karti hai. Dhyan ek surya hai, jo har cheez ko prakashit karta hai
@JimScott-m5z2 күн бұрын
Meditation is less about silencing the mind and more about realizing that the mind’s noise is irrelevant
@Rishabh-Malav2 күн бұрын
Dhyan ek existential paradox hai: jab aap kuch karte hain, vo chhup jata hai. Jab aap kuch nahi karte, vo prakat hota hai. #NonAction #IAMness #AdwaitVedant
@Maheshkumar-te2rl2 күн бұрын
Jo drishta aur drishya ke prapanch se pare chale jata hai, wahi chetna ka swarup samajh sakta hai
@Sudhir-2882 күн бұрын
Ek simple fark hai-ekagrata mein aap ek problem ko solve karte hain, dhyan mein aap samajhte hain ki problem thi hi nahi
@MeenaMalhotra-n1o2 күн бұрын
Swaami ji Dharam kya hai
@AlokDediha2 күн бұрын
Dhyan ka arth hai apni asli prakriti ke samarthan mein hona, bina kisi vyaakulta ke
@Suvendu_ji2 күн бұрын
Kya hum ek agrim stage tak pahuchne ki koshish mein apne asli swarup ko bhool rahe hain? Dhyan ka yahi mool sawal hai
@PalakPatel-e5e2 күн бұрын
Jo chitta ek vishay pe tik jata hai, uska scope limited hota hai. Dhyan ke sthiti mein aap anant ka anubhav karte hain
@Ashwani-s4z2 күн бұрын
Dhyan ko complex banaya nahi ja sakta. Jo complex hai, wo dhyan nahi ho sakta
@MeenaMalhotra-n1o2 күн бұрын
Maharaj ji aapka ashram kahan hai. Main aana chahti hoon
@satya_ki_aurКүн бұрын
प्रणाम! वीडियो देखने के लिए धन्यवाद। कृपया अपने प्रश्न और सुझाव हमें नीचे दिए गए ईमेल पते पर भेजें ताकि हम महाराज जी द्वारा आपको विस्तृत समुचित उत्तर उपलब्ध करवा सके: ईमेल आईडी: satya_ki_aur@yahoo.com टीम - सत्य की ओर
@AanshuChaddha2 күн бұрын
Dhyan koi app nahi jo aap install karte ho. Ye to ek operating system hai jo hamesha run kar raha hai-bas iska use karna seekhna hai
@ParagAsati-p2l6 сағат бұрын
3 sal bar bad ho gaye hai yah sal meri jindagi ke bahut hi mahatvpurn the Nahi to me 24 sal me sadi abhi kar leta Ab me jaldi se jaldi sadi karuga aur mujhe ab kuchh bhi nahi chahiye hai bus Me jaldi se jaldi Sadi karuga Mujhse sirf Mami papa se matlab hai Mujhe kisi se koi bhi matlab nahi hai Me 24 sal ka ho gaya hu aur ab me sadi karuga bus Mujhe kisi se koi bhi matlab nahi hai bus
@iamSantoshipandey2 күн бұрын
dhyan ka mool hai-kuch bhi karne ki koshish bandh karna. #Samadhi #AkriyaDhyan #NonDualTeachings