Mere pass Hai ye...ek number kaam ka chiz hai...tandoori to ekdm sahii banti hai boss.. sirf 5 min pahile garam karke fir use karo
@smartshopper1 Жыл бұрын
Bilkul sahi kaha aapne.
@FHOBYAMV121 күн бұрын
Many mini safe ka kharida hai electric tandoor trade fair se one week ho gaye . Vah kaisa hai uske bare mein bataen aapke pass jo hai aur Maine jo kharida hai inmein se kaun sa behtar hai
@ramsinghindia8912Ай бұрын
Thank you so much mum 🎉🎉
@smartshopper1Ай бұрын
Glad you liked it!👍
@SpicyPandit4 ай бұрын
Kya cloud kitchen k liye perfect h?
@smartshopper14 ай бұрын
No idea about this, waise bhi ye home use ke liye hai.
@ramsinghindia8912Ай бұрын
Thank you so much mam 🎉🎉
@smartshopper1Ай бұрын
Glad you liked it! 👍
@gulsherkhan1800 Жыл бұрын
Curant to ni aata isme
@smartshopper1 Жыл бұрын
nahi current nahi aata.
@funn48692 жыл бұрын
Good
@smartshopper12 жыл бұрын
I glad you liked it.
@AashiAgarwal242 жыл бұрын
👍👍👍
@smartshopper12 жыл бұрын
Thank you 😊
@varshavarsha205 Жыл бұрын
@@smartshopper1szw9
@priya1233able Жыл бұрын
Ab kya haal hai tandoor ke
@usmanganimansuri6364 Жыл бұрын
Electric bill achha khasa aayega 😂
@smartshopper1 Жыл бұрын
Isska max. power consumption 2000 watts hai toh 1 hr use karne par yeh 2 unit use karega. 1 ghanta bahut hota hai tandoor use karne kei liye aur issko koi roz roz use nahi karta.
@nitinebc1231 Жыл бұрын
Ye Tumhare Liye Nahi Hai hahahaha
@madhustylish5 ай бұрын
@@smartshopper1agar mein apne cloud kitchen mein isko use karu jo avi start hone wala hai to uske liye keya. Ye advisable hai
@mukeshkapoor4180 Жыл бұрын
prantha sahi nhi bna
@smartshopper1 Жыл бұрын
Tandoori paratha tawe kei parathe sei thoda alag hota hai. Kai baar paratha theek nahi banta , agar jal gya hai toh usse dekte rahe jis se sahi time ka pata chal jaye aur oil/ghee bhi lagaye.