Bahut badiya video sir Apki video dekhne ke baad maine apna inverter thik kiya. Aur problem fuse main hi nikli Thanks❤️
@rahulpoonia7863 жыл бұрын
Thank you..i fixed my inverter after watching ur video👍
@electricalknowledge81323 жыл бұрын
Sar videos clear banaya karo aap bahut acche tarike se samjhte ho aap ki video dekhkar bahut kuchh sikhane ko milta hai dhanyvad
@surajfreedish97774 жыл бұрын
Very good information सर muje inverter repairing Kam shikhna hai join in calass
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
Okay video ke through sikhiye.🤗🤗🤗
@MrKuldipkushik193 жыл бұрын
Vidieo achha laga. Itne kaam ka 400 rupee bhara hun.
@rabishankarbiswas5929 Жыл бұрын
sir aap bataiye inverter ka transformer kaise check karenge ki achha hai kharab.ispar vdo bana dijiye.
@naveenjangir86744 жыл бұрын
बहुत अच्छी वीडियो
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
Thank you. Keep Supporting 😊😊 Keep loving 🤗🤗🤗 .
@nitishkushwaha56774 жыл бұрын
Very nice information
@niteshchhetry38352 жыл бұрын
Sir aap ka online class hota hai ya nhi...?
@ankushakolamaharashtra35684 жыл бұрын
Fuse kis kaaran uda tha ye bhi bata dete bhai🤗
@sohangope31824 жыл бұрын
Nice video
@tapansen3625 Жыл бұрын
Sirji, 12volt battery se na deke, 12volt adafter se de sakte hoo. Please tell me.
@SanjeevKumar-gt9wi4 жыл бұрын
Good
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
🤗🤗🤗🥰🥰
@chongshenchang93672 жыл бұрын
Why fuse blown..?? Kya problem hai.
@sahumusic76811 ай бұрын
कितना ओवर एक्टिंग करोगे
@lalitsokhal32783 жыл бұрын
Sir mere pas microtek inverter 1115va e2 puls model h... voltage fluctuation bhut ho rha h... or voltage b khuch drop ho rha h... Sir please btay ki kya kya or kha kha problm ho skti h... mane aapki videos b dekhi h... aapki video me jo jo aapne chige btai wo to thik lg rhi h... par fir b fluctuation ho rha h.. drain wire Puri tight hai.. or hit sink b propar sahi lgi hui h... eske alawa or or konse component me problem ho skti h... please btay sir.. fluctuation ki wjh se mobile charger bhut kharb ho rhe h
@sanusingh56853 жыл бұрын
Price kya hnn new fuse ka jo aap ne iss inveter mnn lagaya???
@gonesrinivas13302 жыл бұрын
Agar se fuse uda kuchh Na kuchh problem hoga Kan mein Bidi Laga diya tumne to .. ✍️
@prasantsahu73073 жыл бұрын
Sir good morning 2 time DC fuse change only one fuse continue burn iam not understand PL explain Kya problem hai
@ElectricalBeast3 жыл бұрын
DC fuse ek saath dono udta hai. Ek udta hai to bhi kaam karta hai. Fuse ka connector tight rakhiye, loose hone se bhi continue rehta hai.
@glocaluniversitynewsabdulq61484 жыл бұрын
Ok
@hhhhgghhh26363 жыл бұрын
Microtek inverter hai usmein DC ki jagah AC a raha hai kya Karan hai bataen
@electricalknowledge81323 жыл бұрын
Mera 24 volt ka inverter hai aur charging indicator show karta hai lekin output Nahin de raha hai main kya Karun please reply charge bhi nahin hota hai le jaane ke bad output kuchh Nahin deta kya Karun main sar please reply
@mdirshad-xv4bb2 жыл бұрын
Ap pahle sirige me kyo jode the
@ghostgamingtf4 жыл бұрын
Pink
@adityagiri68924 жыл бұрын
Sir Mera battery on hai aur bulb km nhi jal rha h but charge bhi nhi h rha h
@nitinniranjan65033 жыл бұрын
Sir my inverter is HB 1125 overload fault hokar dono fuse ud gaye the mene dono change kar diye lekin phir ud gaye kya kare
@sayarmalchauhan1174 жыл бұрын
Low voltage aane par inverter cut nahi hota hai aur sabhi inverter se judi lights band ho jaati hai.
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
Low voltage par inverter, inverter mood me hee rehta hai. Voltage problem hai
@sayarmalchauhan1174 жыл бұрын
@@ElectricalBeast low voltage par inverter, inverter mode par nahi aa raha hai yahi problem hai.
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
Voltage Kam rehne par agar mains mood par h to sahi hai, voltage Kam rehne par agar inverter, inverter mode me h to bhi sahi hai. Agar battery low ho jaata h to inverter mode me rehne par light nhi jalega. Air mains mode me light jalega, Branded inverter me kam voltage rehne par, inverter mode me rehkar battery low kar deta hai. Voltage sahi rehne par kaam karta h kya???
@hhhhgghhh26363 жыл бұрын
12 volt ki jagah aisi kyon a raha hai
@Killer_Assassin.3 жыл бұрын
5rs
@devkinandan2864 жыл бұрын
sir mere pas yahi HB 1125 inverter hai jiska transformer battery charge hone ke bad v kafi heat rahta hai Kyo? ?
@imranansari1664 жыл бұрын
Fuse bar bar quen urta h aapne bataye ne
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
Overload ho jata hai ya fuse connector me loose ho jaata hai to ya high charging ho gya ho to fuse ud jaata hai.
@manojkumargupta11514 жыл бұрын
Bhai mere inverter ka fain sahi hai Or kitna bhi lod de to bhi nahi chal raha hai to mai kaise reaypeyar kare
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
Charging mode me chal rha hai aur load dene se nhi chal rha h to koi problem nahi hai. Agar dono situation me nhi chal rha to problem hai.
@manojkumargupta11514 жыл бұрын
@@ElectricalBeast dono mud me nahi chal raha hai kaise banay bhai
@avinashbedake63144 жыл бұрын
DC fuse bar bar udane ke Kya Karan Ho sakata hai
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
Overload hota hai inverter ya kit ki problem ya fuse connector loose hone se.
@emrankhan45674 жыл бұрын
Dc fuse baar baar kharaab ho to Kya karein
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
Pin loose hoga heat hokar kharab hota hoga.
@SerajAlam-du6ke4 жыл бұрын
Kaise theek hoga
@sunilyadav-on7vd4 жыл бұрын
Microtek EB700 fuse udya raha hai bar bar kya kare
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
DC ya AC fuse Ud rha hai? Aur kitne der chalne ke baad I'd rha hai.
@emrankhan45674 жыл бұрын
Sir IAM sorry but .battery.12volt dete hi fuse ud jata hai pls Kya karein ?
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
Battery to 12 volt deta hee hai. Inverter fuse udta hai n aapka, to charging me fuse udta hai? ki inverter mode me udta hai? Ye batayiye?
@SerajAlam-du6ke4 жыл бұрын
Invertar mode
@Raju_tv_wala_87554 жыл бұрын
फ्यूज किस कारण खराब होता है बताया नहीं आपने
@ElectricalBeast4 жыл бұрын
Battery को Ulta जोड़ने पर फ्यूज उड़ता है या overload होने पर या pcb ख़राब होता है तब। 🤗🤗 Keep Supporting 😊😊 Keep loving 🤗🤗.
@rajendramodashia13484 жыл бұрын
हमारे इनवर्टर के बी सी रोज और बार उड़ रहे हैं क्या करें