Walaikum assalam bht bht shukriya janab.dont forget to subscribe 👍
@jaelectric2 жыл бұрын
Great 👍👍👍
@KhanBaba-kf4zg2 жыл бұрын
good work 👍
@zaheerelectric2 жыл бұрын
Thank you keep watching and don't forget to subscribe 🤗
@sabikaadnan984 Жыл бұрын
Good information
@zaheerelectric Жыл бұрын
Thanks dont forget to subscribe
@MirshadIrshad-p2z16 күн бұрын
Good
@waseemvlogs4997 Жыл бұрын
Main ny Pani check karny liaye hath dala Tu Pani main earth tha Kia jab rod chal Raha ho Pani main hath nai dalna chaiye
@zaheerelectric11 ай бұрын
Nai pani ko hath nai lgana chaheay
@SandStax Жыл бұрын
Good work boss
@zaheerelectric Жыл бұрын
Thanks a lot jnab.dont forget to subscribe and keep watching 👍
@mathtutorials9873 Жыл бұрын
1500 watt k rod h 45 mnt me 9 unit consume huay kia waja hogee
@noorain127 Жыл бұрын
Ya rode kitna watt ki ha
@zaheerelectric Жыл бұрын
1200
@Syed-Irshad0110 ай бұрын
Sir hamara bill is rod ki waja se 12k aya ha 5 January ma liya ta hum ne 255 watt consume hoi ty
@AbdulHameed-fg4gs3 ай бұрын
Price & watts bataye?
@zaheerelectric2 ай бұрын
1200 watt. Price 450 thi pehly
@housepropertysale7470 Жыл бұрын
Full garam pani chaye ho tu Kitna time lagega or iski price kia bhai??? Mne suna hai ye pani ko uper SE garam krta hai bs
@zaheerelectric Жыл бұрын
400 ka hai .pani ko garam krta hai mukamal.sirf oper say garam krny wali bat kisi ny ghalt batai hai
@zaheerelectric Жыл бұрын
Ap jab pani cholhy py garam krty hain to aaag sirf brtan k nechy hoti hai to kya sif bartan ka nechy wala pani garam hota hai ya sary Pani ka temperature tabdeel hota hai ??? Bilkul isi tra jab yeh heater pani k ander dip hota to pani jab garam hota hai to sara garam hota hai or almost 15 minut tak pani ki balti sahi say garam kr deta hai
@housepropertysale7470 Жыл бұрын
@@zaheerelectric JAZAkALLAH explain k lye phle mne Socha tha Lene ka tu kse ne btya ase hi Sahi garam ni karta uper uper SE hota hai Andre sb thanda hota h is lye mne nhi buy kia tha phr thank you apne Sahi proper guide kia JAZAkALLAH
@zaheerelectric Жыл бұрын
Welcome
@mylifemyrules155 Жыл бұрын
What a Joke 🤣😂🤣🤣
@mathtutorials9873 Жыл бұрын
16 litre pani ko grm krny k lye 45 mnt lgy aur 9 unit consumed huay
@aliyanali8509 Жыл бұрын
Is this really dangerous? Shock itna high bhi to nai higa
@zaheerelectric Жыл бұрын
Bijli kisi ki dost ni hoti. Akhri had death hoti hai or dunya mn bht say log electric shock ki waja say fot huay hn is leay ehtyat bht zaroori hai. Yeh itna achi quality ka ni hota k is py bhrosa kiya ja saky
@muazzamshah7300 Жыл бұрын
1 hour main kitnay unit lay ga
@zaheerelectric Жыл бұрын
sir ap complete video dekh lain.wesy ap ko asan formula bta deta hn .jab 1000 watt load aik ghanta chalta hai to aik unit drop hota hai. isi tra 500 watt 2 ghanty main 1 unit drop krta hai or 2000 watt half hour main aik unit drop krta hai ab koi b chz hai ap us k wattage ko time k sath calculatre kr k unit nikal sakty hain