Thanks sir apke information ki vajah se mere business ka loss nahi hua thankyou so much...
@pawelparashar5 ай бұрын
Mere paas pehle se 12v inverter mein 200AH ka battery laga hai. Usme extra ek aur battery lagana ho toh same inverter mein laga sakte hain yaa naya 24V inverter lena padega?
@amanupdategyan44222 ай бұрын
Mera inverter 1225 microtek hai maine 2 battery lgayi hai ek luminous ka 220ah ka hai or powerzone 230ah ka hai done ko parallel me connection kiya hu.. koi dikkat to nhi hoga... Kya series me krna chaiye ya parallel me ..
@EngineerBharat2 ай бұрын
12v ka inverter hai to parallel And 24v ka inverter hai to Series
@roshanchaurasia22522 ай бұрын
Backup kaisa milta hai aapko
@sarandutta41156 ай бұрын
Gamaplus 12 v me 200 ah ka do battery laga sakte hai
@EngineerBharat6 ай бұрын
Yes gamma + 24v me aata hai us par lagaye...
@trendingtimestatus36436 ай бұрын
Hlw sir Mera yaha 170 v hota hain mein stabilizer ke badle mein solar ongrid system per shift Karu to muja 220-230 milaga kya Or mera load 45kva iska half 23 kva system installation Kato Voltage problem solved hoga kya ? Reply karne jarur
@EngineerBharat6 ай бұрын
Voltage drop aapke Grid me hota hai to On grid system lagane par bhi voltage down hi rahega
@vikashkaushal3726 ай бұрын
1-> Sir 150ah ki two batteries ko parallel me connect kr de to battery ki gravity same rhe gi ki km jyda hogi ? 2-> Battery ko hm series me connect krte hai phir 24 volt inverter se battery ko charge krte hai to gravity unbalance ho jati hai when both battries same company and same ah ki hai
@EngineerBharat6 ай бұрын
gravity unbalance होती है लेकिन gravity unbalance होने की सम्भावना बहुत कम है
@vikashkaushal3726 ай бұрын
@@EngineerBharat Sir kis situation me parallel me ki series
@vikashkaushal3726 ай бұрын
Me
@V980006 ай бұрын
एक सवाल है भाई जी, 24V इन्वर्टर में 2 बैटरी में हम अगर कुछ महीने बाद दोनों बैटरी की polarity को बदल दिया करें तो कोई फायदा मिलेगा?? मतलब अगर A बैटरी के प्लस और B बैटरी के नेगेटिव को 6 महीने बाद बदल कर B बैटरी का प्लस जोड़ा जाए और A बैटरी का नेगेटिव लगाया जाय।
@EngineerBharat6 ай бұрын
agar battery me koi dikkat Hai to Aapas me badalne par bhi koi fayda nahi hoga. Kyunki battery charge or Discharge to vaise hi hogi
@V980006 ай бұрын
@@EngineerBharat hmmm... कुछ साल पहले sukam कंपनी का बैटरी eqalizer आता था जो बहुत बढ़िया डिवाइस था। क्या इस समय किसी अच्छी कंपनी का 24V में बैटरी eqalizer आ रहा है??