ZAKAT Kin peh FARAZ hai ? ZAKAT ka NISAB Aur Kin 10-CHEZON peh kab aur Kitni ZAKAT dena FARAZ hai ?

  Рет қаралды 405,753

Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel

8 жыл бұрын

A Video Clip from 95-b-Mas'alah By Engineer Muhammad Ali Mirza (Recorded on 23-Aug-2014)

Пікірлер: 394
@Saveara.
@Saveara. Жыл бұрын
After listening this, how beautifully Allah has maintained the money cycle. If only people pay actual zakat of the assets they have. The world will be a better place. SubhanAllah
@Armyofdhruvrathi
@Armyofdhruvrathi Жыл бұрын
Alhamdullilah, अली भाई. आपके वजह से नौजवानो को समझाणा आसान हो गया | मौलवियो कि जो पोल खोल हुई है इससे वो बौखला गये | लेकिन जो गुमराह थे अल्लाह ने उन्हे हिदायत दि | अल्लाह आपको जजा ए खैर दे, आमीन |🤲🤲
@varismalek7070
@varismalek7070 3 ай бұрын
Ye ali Mirza sab bhi molviyo se bhi den shikhe he Bina molviyo ke den aasan nahi he
@sirajimam3208
@sirajimam3208 6 жыл бұрын
Jazak Allah deen ko ap jaise educated logo ki zaroorat hai.
@shafukhandanish
@shafukhandanish Жыл бұрын
Alhumdulillah Allah hum SB ko Sahi raste pe Chala.. ese lider ki SB ko zarurat h
@shiningwizard1
@shiningwizard1 4 жыл бұрын
wow easy fact 40 per divide, really helpful
@handtv8
@handtv8 Жыл бұрын
Mashallah Dil khush ho gaya 🇮🇳 mufti sahab 💝❤️
@nawabali5731
@nawabali5731 4 жыл бұрын
Beshaq,Har muslim,Sahi Zakat nikale.hamari barbadi ki wajah yahi bhai,Gaur kar Len.
@mdmerajuddinansari5245
@mdmerajuddinansari5245 5 жыл бұрын
Jazakallah Allah aap ki hifazat kare aameen 🇮🇳
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 4 ай бұрын
Haaq goo Aalim e deen Ali bahi....👍🌹❣
@THMughal
@THMughal 4 жыл бұрын
ماشاءاللہ، جزاک اللّہ خیرا
@muzafrmuzafr350
@muzafrmuzafr350 4 жыл бұрын
Masha allah allah aap ko jzae khair de
@freeindiangameng8513
@freeindiangameng8513 7 ай бұрын
Jazakallah khair from India
@rajaislam9126
@rajaislam9126 8 жыл бұрын
ali bi ap ko alla taalla jazay khar da ameen
@shahnazparween927
@shahnazparween927 6 жыл бұрын
mai ne aik bar apne shawhar se ghussa me kaha k tumhara paisa mere lie haram hai to shariat k motabiq keya hukam hai
@asifshamim3001
@asifshamim3001 4 жыл бұрын
Aameen
@mushibhai1936
@mushibhai1936 3 жыл бұрын
@@shahnazparween927 پپپپپپپپ/پ/پ///پہ//پپپپپپپپ//پ////پپپ/پ//طظظظطپ0ططططظطئطططططططظطظط
@realislam9885
@realislam9885 2 жыл бұрын
@@mushibhai1936 ye kya bakwas hae
@sirfmuslims
@sirfmuslims 3 жыл бұрын
Jazak Allahu Khaira
@shabbukhushi1023
@shabbukhushi1023 4 жыл бұрын
jazak allha allha aap ka elm. ma barkat da
@wakilahmadahmad2750
@wakilahmadahmad2750 Жыл бұрын
Mash Allah jazakAllah khaira
@ishtiaqahmadahmad9813
@ishtiaqahmadahmad9813 4 жыл бұрын
ماشاءالله
@loveislife8002
@loveislife8002 5 жыл бұрын
ماشاﷲ ﷲ پاک آپکو سلامت رکھے
@asifshamim3001
@asifshamim3001 4 жыл бұрын
Love to see mirza ali
@shiningwizard1
@shiningwizard1 4 жыл бұрын
MashAllah Ali bhai mujhy meray swal ka jawab mil gya, per month zakat.
@expozingpakistanbeauty5238
@expozingpakistanbeauty5238 3 жыл бұрын
Per month kis tra 03016698500 watsapp
@drraanamahmood5636
@drraanamahmood5636 3 жыл бұрын
Buhat khoob !
@farhanshaikh7718
@farhanshaikh7718 4 жыл бұрын
JazakAllaho khair
@elieli9296
@elieli9296 7 жыл бұрын
jazakAllah
@ZebaRashid-nm5mc
@ZebaRashid-nm5mc Жыл бұрын
Jzakallah khair 🖤🖤
@nusratfatehalikhan9958
@nusratfatehalikhan9958 4 жыл бұрын
Very informative
@khokhar3894
@khokhar3894 2 жыл бұрын
God bless you sir ❤
@humamalik1253
@humamalik1253 3 жыл бұрын
Jazak allah khair
@asifsayed7280
@asifsayed7280 7 жыл бұрын
Jazak Allah Khair very clear explanation
@MalikAbrarAli236
@MalikAbrarAli236 4 ай бұрын
جزاک اللہ خیرا ❤🇵🇰
@MalikAwan-bx8wb
@MalikAwan-bx8wb 2 жыл бұрын
Jazakallah
@mohammediqbal1257
@mohammediqbal1257 Жыл бұрын
Thank you brother
@Iamaqsashaikh
@Iamaqsashaikh Жыл бұрын
Asalamualikum, kindly please koi guide krde is bat py. Me 20 saal ki hun aur online kaam krti hun aur meri amdani fixed nahi, aik mahine zyada paisa banta hai to aik mahine banta hi nahi but mujhe aik saal hogaya hai kaam krte huwe aur meri kuch savings bhi hain to kya meri un savings py bhi zakat hogi? Savings zyada nahi hain jese apne bola ky jiske pas 7.5 tola sona hoga to 2.5% uspe zakat hogi but mere pas itne sonay jitne paise nahi hain bohat kam hain isse to kya meri uspe zakat farz hai? Aur agar han farz hai to kya meri savings py hi zakat farz hogi ya jo mere pas sab kuch hai 1 rs se leke 10 lakh tak jo use me paise hain woh sab mila ky mujhe uska 2.5% nikal ky zakat deni hogi? Yeh me srif apna pooch rhi hun, mere ami abu alag se zakat nikalte hain, Mujhe aik saal huwa hai kaam krte huwe aur apni kamai horhi hai tou us hawalay se I’m confused ky mujhe alag se zakat nikalni chaiye ya nahi?
@alltypeinformation5820
@alltypeinformation5820 3 ай бұрын
Mashallah Good Explanation
@ManoSul
@ManoSul 4 жыл бұрын
Kia khoob samjhaya
@soniaali1320
@soniaali1320 4 жыл бұрын
Masha Allah jazakallah plz aj k hisab se apky pas kitni saving per zakat he aur sona sary sat toly nahi he sirf 20 gram he aur ek lahk hain tu kia in sub ko mila kar zakat daingy plz plz batain
@engr7474
@engr7474 5 жыл бұрын
Subhan Allah
@shamshadkhan4649
@shamshadkhan4649 3 жыл бұрын
JazakaAllah
@mohammedarshadali3535
@mohammedarshadali3535 2 жыл бұрын
MashaAllah... Mashallah
@masif7796
@masif7796 3 жыл бұрын
Jazak Allah
@1ImknPTI
@1ImknPTI 2 жыл бұрын
Kia expensive watches pr zakat hoti hai ?I know it’s silly questions but kia kroon kisi aur se pochna mushkilhai 🇵🇰🇺🇸
@AbdulQadir-sw3py
@AbdulQadir-sw3py 2 жыл бұрын
No, he explained in video. Plz watch full video for reference.
@shakirafzal79
@shakirafzal79 2 жыл бұрын
کیا زکات کے پیسے اس نیت سے انویسٹ کرنا جائز ہے کہ یہ ایک مستقل ذریعۂ بن جائے اور اس سے آنے والا منافع حاجت مندوں میں تقسیم ہو۔
@Saveara.
@Saveara. Жыл бұрын
you mean profit?
@Phenkoo
@Phenkoo 5 ай бұрын
Ager pesy doob gaye tab kiya karo gy lehaza jo hukum hy usi py ammal karo
@israrkhanpratapgarhi6167
@israrkhanpratapgarhi6167 6 жыл бұрын
Masha Allah
@KamranKhan-eb9vo
@KamranKhan-eb9vo 5 жыл бұрын
Agr ksi k pas kuch currency & gold ho jiski cost 52.50 tola Chandi ki cost jitny hoto uspar zakat farz hogi ? Ya currency 7.50 tola gold ki cost k brabr hoto zakat farz hogi ?
@sabaunisa7510
@sabaunisa7510 4 жыл бұрын
Ye sab kitab mai padhti ho mai Magar zakat ke maslie mai canfios thi thanks
@Khalidparvez4
@Khalidparvez4 2 жыл бұрын
JAZZAK ALLAH AMEEN
@shaikhmo.irfansiddiqi669
@shaikhmo.irfansiddiqi669 4 жыл бұрын
Badiya bataya aapne.
@muhammadriaz9736
@muhammadriaz9736 4 жыл бұрын
Ap ne jo misaal. Di thi us mei apne 4 tolay ko b add krdia tha zakat mei. Uski samajh ni ai
@advocateomer1862
@advocateomer1862 5 жыл бұрын
Ali bhai ye jo rents hum log letay properties ka aus pe kia ehkaam hein???
@skarzu8489
@skarzu8489 4 жыл бұрын
علی بھائی میرے پاس ایک فوری وہیلر کر ہے جس کو میں چلا کر روجی روٹی کرتا ہوں کیا اسکا بھی جکت بنے گا
@firozalitkd3280
@firozalitkd3280 5 жыл бұрын
Mashaallah
@drasia6376
@drasia6376 Жыл бұрын
Sahib e Nisab mean when we have suppose gold more than 7.5 …. We have to pay zakat …but if new money added just b4 few months then should we pay 2.5% of total ?
@waqqasasghar
@waqqasasghar 4 жыл бұрын
Salam, can you please also inform ke kia agar apney koi car installment par li ha and obviously jo uska remaining balance hota ha that is your liability and apnay har month aik fixed amount pay karna hota ha aglay 3 ya 4 salon tak, to kia un installments jokay car ke value ha jo abhe apnay pay karni hai installment par wo apki liability ya debt ha to kia ap usko apnay assets ya savings main say minus karsaktay hain for zakat calculation?
@nihranibrahim6680
@nihranibrahim6680 Жыл бұрын
NAHI
@sanach6619
@sanach6619 4 жыл бұрын
Bhai plz btna agr gr ni ho pasiy b na gr banny KY aur gold 6 toly ha kea mujy py zakt frz ha
@strange_08
@strange_08 Жыл бұрын
masha allah
@nkstech929
@nkstech929 2 жыл бұрын
Asalam o alikum, please mujhy batayen agr kisi society mai installments py plot book krwaya ho. Or installments complete ho gaye hoo phr possession abhi tuk nhi milli. Or development charges pending hain. Intention investment hai ky jb in future rate acha mily ga to sale kren gay. Question is kiya is property py zakat lagy gi? Agr lagy gi to booking value py yah market value py? Please jald bata dein mai ny zakat pay krni hai
@muhammadawaishamid4479
@muhammadawaishamid4479 4 жыл бұрын
Ager koi banda ek plot khareedta he.. 1 savings k lia to zakat hogi? 2 apna ghar banane k lia to zaka hogi? 3 ghar bana kar sale karne ke niat se( matlab bussiness ke niat se) lakin market me kami ane ke wajese wo ghar banane me dair karta he or sal guzar jata he or phir ghar bana kar sale karta he...lakin sal se zada ho jata he...to is pe zakat hogi?????
@anqna7087
@anqna7087 4 жыл бұрын
U till very good👍👍👍👍
@muhammadrehanqurban638
@muhammadrehanqurban638 4 жыл бұрын
Stipend per Zakat hu ge? Ju 1 sal sy apny pas save rakhy hun gy...
@arkkhan5201
@arkkhan5201 6 жыл бұрын
Assalamalikm Ali Bhayi ye plots ka masla Zara wazeh karein,Agar kisi ke barren plots ho us pe Zakat tab hoga jab plot Farokht kardia jayega ya phir salana zakat nikalna parega chahe sell karein ya na karein????? Aur dusra masla, agar kisi ke pas ghar mein sona parha ho aur wo us ne apne behan beti ya bate ki shadi kelye mukhtas kiya ho to us pa bhi zakaat hoga???????
@nasirjavedkhankhan5878
@nasirjavedkhankhan5878 3 жыл бұрын
sir jaisy k aj k dor mn har chrez pr text ada krhy to kiya phir b zakat ada krna hogi plz is pr roshni dal fn
@rafiahmad4232
@rafiahmad4232 5 жыл бұрын
Agar mere pas 50 gram gold hai aur 400gram silver hai to kya zakat lagega
@zaedkhan5311
@zaedkhan5311 5 жыл бұрын
Thanks
@faisalkhan-sx5rh
@faisalkhan-sx5rh 5 жыл бұрын
Ager zakath h tu kia makan ki mojuda maliyat p hogi,ya us se aney waley rent pr???
@rayankhan6071
@rayankhan6071 Жыл бұрын
Agar zameen ghr banane ki neat se li ho.lkn kuch salo bad ghr bnane k bjae us zamen ko bech dia jae to kia zakat uspe bhi hogi?
@maryambutt2291
@maryambutt2291 5 жыл бұрын
sir mai divorce one hu school mai job krte hu 2bchy hain mai cmaitea dale hue ghr k leay to 5 lac tk jma kea to mai uspy zkat nae dy skte q k slry utne nae or ghr or bcho k leay cmaite dal k jma kre hu kea mjy zkat dyna frz hai
@ashfaqahmed9382
@ashfaqahmed9382 5 жыл бұрын
Assalamalekum Jazakallahu qair ke aap ne detail me smajhaya. Barai maherbani mujhe Hadees ka hawala dijie jisme SONA ya Gold ki miqdaar ka zikar hai... Aap ne jo refrence di thi sub chek karli, sub me chandi hi ka zikar hai, Jazakallah
@tariqazizmohmand6402
@tariqazizmohmand6402 3 жыл бұрын
Huzoor paak ne zakat k liye chandi ka nisab Btaya. Aur us k qeemat k barabr sonay per bhi. Tab chunke nisab k chandi 7.5 tola sonay k barabr the tou sonay ka yeh nisab muqarar Hua. Aap ghamdi sahab k bayan sun lain.
@kausharrazakhan974
@kausharrazakhan974 Жыл бұрын
As-slamu alaikum... Ali bhai.. Jakat pr ache quality me video record kra de...is quality se ankh pr jor pdega..
@talibwasti5201
@talibwasti5201 3 жыл бұрын
Assalamoalikum one of the Sheikh / scholar said jewelry for Personal use no matter how much she has there is no ZAKAT. Please comment
@PatientHealthCareShahid
@PatientHealthCareShahid 2 жыл бұрын
Mashallah
@awaisshaikh1136
@awaisshaikh1136 3 жыл бұрын
Ali bhai aap ek tola kitna gram calculate kr rhe ho. Hamare yahan india me ek tola me 10mg hota hai jiske hisab se 7.5 tola 75mg hota hai bhai but aap kuch 87mg k aas pas bta rhe ho. Meri wife k pas 7 tola sona hai jo 70mg hota hai to kya uspe zakat banega
@mehwishshakil962
@mehwishshakil962 Жыл бұрын
or agar kisi k pass itna sona hai joski amoint sarhay bawan tola chandi ki ben rhi ho to kya us per zakar wajib hai??
@user-uo4gw3up8x
@user-uo4gw3up8x 4 ай бұрын
Aslam.o.Allkum ager ek bewa urat hyn unka beta parta h or wo khud kmati hyn or makan apna or zewar 20 tolly se bhi zada hai.. Lykin wo zakat or kherat khati hyn.. Kia un per apne zewar ki zakat dyna wajib hai? Jb k wo zewar unho ne apne bety yia ek hi beti k futre k liy sambhala ho.. ???
@ayshcandy7155
@ayshcandy7155 2 жыл бұрын
agr Gold bs 1 2 tola ho or sath jo saving ho wo b 7 toly k barabar na bany or dono ki amount mila kr b sony ka nisab na bany to tb b zakat deni hogi? jesy aj kal kehty hain k 1 tola sona b 52.5 tola chandi se mehnga hai to agr utna ho to us pr b zakat lagy gi. kindly reply de den. Jaza k'Allah
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 4 ай бұрын
Firqa wariyat murda baad....🤑🤡🐵 Ilme kitabi Muslim zinda abad...👍📚🌹❣
@shabirbhat1346
@shabirbhat1346 Жыл бұрын
Kya hum salery deposit k time salary k 2.5% zakat desakhte hai per month
@nawabi2
@nawabi2 4 жыл бұрын
Engineer Bhai JazzakAllah Khairan Kaseera.
@mirzashaze7522
@mirzashaze7522 3 жыл бұрын
if i saved amount for my sister wedding should i pay Zaqat on that amount??
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 4 ай бұрын
Na maien wahbi....🙏 Na maien babbi....🙏 Maien hoon Muslim ilme kitabi...📚🌹❣
@raufahmed5737
@raufahmed5737 3 жыл бұрын
Kia jo ham monthly salary lety hain ager wo 12 month main 7.5 tola sey zyada ho jaey to zakat dena ho gi. Jab k ye raqam wo hai jo main ney kamai lakin kharcha krney k baad raqam kam bachti 7.5 tola sey.
@zaneeqahmad3968
@zaneeqahmad3968 4 ай бұрын
kya koi bta sktaa hai K pura sal paisy save rahy or zakat deny sw 1 mnth phly us mj se adhy khrch hogy ab zakat wo total saving py lgy gi ya bss remaining amount py
@mian.umer1187
@mian.umer1187 3 жыл бұрын
Ali Bhai hamen ksy ny btaya ha ky gold jtna bhy ho uspy zakat lagy Hy Chahy 1 tola bhy ho. Aismy to guide kr den koi. Kuch log khty hn 7.5 toly Wala thk ni ha nasab. Please guide Karen. Unka moqif ye bhy ha ky aj Kal 1 tola Sona ky price 52 toly chandi sy Zaida to 1 toly pr bhy zakat lagy gy.
@jannats6149
@jannats6149 3 жыл бұрын
Sahib e nisaab pe aik byan de den plz.
@malihamazhar2227
@malihamazhar2227 8 ай бұрын
Asalamoalikum…meri shadi feb 2020 mai howi ti tb meray pass sona aya… zakat maal py saal bhar guzerny k baad farz hoti to kya 2020 sy 202l k saal ki bhi zakat ho gi? Meray pass pehly itni rakam ti ni k zakat dy sakoun ab sona baicha hy k zakat dy sakoun to please please mujhy guide kr dain k 2023 February tak kitny saloun ki zakat farz hy meray py
@arzooashfaq7139
@arzooashfaq7139 3 жыл бұрын
Jo kewlery use krte hain os pr b zakat hy?may ne kisi se suna hy ke jo zewarat use krte hain os pr zakat nai hy??
@hassanmirza66
@hassanmirza66 4 жыл бұрын
Ali bhai mere dost pochty hain k 52 tola chandi par to zakwat hai lekin agr sona 7.5 tola se kam ho to zakwat nahi hai is ka hal kiya hai plz jwab zror dena
@sgsheikh2866
@sgsheikh2866 Жыл бұрын
jaise ek baar jo gold meri wife ko mila hai sasural ki taraf se ek baar jakat nikalne ke baad kya har sal usi gold ka jakat nikalana ya fir ek hi bAr
@djrocco9730
@djrocco9730 4 жыл бұрын
Ali Bhai hum ne apne ghr ka kch hissa bech kr qarz ada kia bqi pse se plot le lia 10 Marla ka plot. Plot rhene k liye Lia hai. Is pr zakat bne gi please guide me 2.6 lac pr marla 26 lac ka plot hai abi koi 30 lac se 33 lac tk lagata pr hum ne sale Ni krna
@sajidabbasi6915
@sajidabbasi6915 4 жыл бұрын
Agar zameen rent per li ho to kya ushr rent dany k bad dany k bad dayna ho ga ???
@expozingpakistanbeauty5238
@expozingpakistanbeauty5238 3 жыл бұрын
Sir jo logo sai pasy lainy hai us pai zakat farz jo market sai udar laina hai
@syedshahsyedshah8190
@syedshahsyedshah8190 3 жыл бұрын
Salam bhai kia hall hai ap ka .bhai ap say pochna yeh hai k kia zakaat k paso say masjid ma pani nikal sickty hai .jab masjid ma pani ka bohut masla hai .
@raufahmed5737
@raufahmed5737 3 жыл бұрын
Plot abhi aap k naam pr nhi howa instalment dey rhey hai to kya ic pr bhi zakat ho gai.
@sidhujatt9348
@sidhujatt9348 3 жыл бұрын
Aap nay kaha k ager maal main azafa ho tu aus pay zakat ho ge lakin ager kam ho jay tu aus pay kia farman hai aap nay nahi bataya .. example ager meray pay 1 lack hai lakin saal pura same yan bari nahi bul k 80 yan 70 thousands hotay hain tu aus main kia farmaya gaya..
@ishtiaqahmed7254
@ishtiaqahmed7254 4 жыл бұрын
زکواة فرض ھے سال گزرنا شرط ھے محرم میں مال آیا تو محرم میں ھی فرض ھوگی اگر پہلے دیگا تو صدقہ ھوگا اور لیٹ کرے گا تو اللہ کے حصہ کا مال روک رھا ھے جو جاٸز نہی رمضان میں صدقہ کرنے کا ثواب 700گناہ بڑھ جاتا ھے زکواة فرض
@ladiesstitchingcourse6073
@ladiesstitchingcourse6073 4 ай бұрын
Hamari 6 kily zamen h Jo h. Theky py dety hn har sal . Us py zuqat farz h? Koi plz guide kr dy
@ahsanenterpris
@ahsanenterpris 6 жыл бұрын
Agar kisi k pass commercial gaadi h jisse WO kamata h to us PR zakat deni hogi ?
@inspirationtimes1472
@inspirationtimes1472 7 жыл бұрын
Assalam u alaikum plz inform me as soon as possible as Ramadan is to come soon...kya jahaiz ki cheezo pa b zakat d jati hy jo regular use ma naa ho like utensils or bed clothing etc
@standardhotelwares6772
@standardhotelwares6772 6 жыл бұрын
inspiration times òhhh
@talhashehzad6296
@talhashehzad6296 4 жыл бұрын
No
@faisalkhan-sx5rh
@faisalkhan-sx5rh 5 жыл бұрын
Kisi ka makan h,jis ka wo kiraya wasool krta h her mah,or as a property is ki maliyat bhu year by year increase horahi h.tu jia us makan pr zakat h,jb k zaryaye maash bhi behter mojud hu,or apney zati dosrey makan me rehaish ho,braye meher bani rehnumai kren.
@SaifKhan-cz2pr
@SaifKhan-cz2pr 5 жыл бұрын
maulana shb ye masla h k agar koi bhi gents kamane wala beta ya shohar naho to wo kaise aur kitni adaa zakaat kre
@ajmalmirza8564
@ajmalmirza8564 3 жыл бұрын
Agar kheti mein laagat jaise labour cost , fertiliser cost, seeds vagairah ho toh hum kaise calculate karein....otherwise kissano ko bahut nuksaan ho jayega....aaiiinda kheti nahin karr payega......plz elaborate
@raufahmed5737
@raufahmed5737 3 жыл бұрын
22 k ka sona ager 7.5 tola ho to ic main porey pr zakat ho gi ya puer gold pr.