I'm shia but Engineer sb has explained very nicely and logically. All sects should seriously consider his advice on this particular issue. May Allah SWT bless Engineer Sb, ulemas, muslims/momineen for their good work and unbiased, positive research!
@iqrarajput6012 Жыл бұрын
I'm sunni dear but mera dil kr raha hai mein bi shia bro's ki tarah mitti per sajda kru
@simpleman41767 ай бұрын
We must Join our hand and be muslim 😊
@simpleman41767 ай бұрын
@@iqrarajput6012ap Khumra pay kr lain istarah Suni masjidon main bhi ap per aitraz nae hoga
@noreenidrees62082 жыл бұрын
NABI pak s.a.w.w or ahly baiet a.s py lakhon or karooron darood o salaam...💚🌟🌹❣
@al-Zero3132 жыл бұрын
Here's the thing, a prayer prayed on turbah made from the earth of Karbala or any holy place ultimately causes the prayer to be more rewarding, according to our narrations. And generally carrying a mohr or a turbah is much more practical than placing it at a masjid for alot of reasons.
@zafarahsan7785 жыл бұрын
سجدہ ھے غرور کو ختم کرنے کا نام،غرور مٹی پر ھی ختم ھوتا ھے ۔نہ کہ قالینوں پر
@umairnaqvi7525 жыл бұрын
Kya bat ay jnb
@asimnaqvi404 жыл бұрын
Ali bhai ne kaha ke puri chaal pe sadjah karo, 7 cheeze uspe chule To fir ek baat bataiye Paijama to guthno se neeche tak to sunnat hai namaz me, to fir chaal pe padho ya kapde pe, aap ka guthna nahi chulega uspe, Nabi a.s. ka mitti pe sadjah aap ki kitabo me aaya hai, aur aap kehte hai ki puri tarah 7 cheezo sath karna hai na ki sirf peshani ka mitti pe hona zaruri hai, To kya fir aap shorts pehan kar namaz padhna acha samjhte hain?
@kamlipaul84984 жыл бұрын
Kia qaleen par namaz pardna manna hai.?
@asimnaqvi404 жыл бұрын
@@kamlipaul8498 sajdah kapde pe sahi nahi hai
@drqaral4 жыл бұрын
اپنی اپنی سوچ کا فرق ہے ۔
@sairaraza863 жыл бұрын
Labaik Ya Hussain (A.S)
@Muhammadi96 жыл бұрын
اسلام نے تو آسانیاں پیدا کی ہیں۔ جہاں بھی پاک جگہ ملے نماز ادا کر لینی چاہیے۔
@imamali70585 жыл бұрын
A banda apny bap ko nai janta hy a kai deen ki bateny btaya ga
@sadw12005 жыл бұрын
ہمارے یہاں سجدہ صرف خاک یا خاک سے نسبت رکھنے والی چیزوں پر ہی ہو سکتی ہے لیکن سجدہ کی جگہ پاک اور غیر نجس ہونی چاہۓ اوپر سے وہ مٹی کربلا کی ہے وہ سجدہ حسین علیہ السلام آخر کون بھول سکتا ہے خاک شفا ہے اسلے وہ مٹی آفضل ہے اس نسبت کی بنا پر وہ کوئی عام مٹی نہیں ہے!!!!
@aaliyanrasool82275 жыл бұрын
@@imamali7058 bhai baat to tameez se kro
@tabassumm88834 жыл бұрын
bgair aehkaam ke ibadat krna bekaar hai.
@SYShah3 жыл бұрын
Jo asal masayil hai unki to koye fikir he nhi, bs rafayadain, miti pe sjda..etc Jaise mamle lake ummat Mai fitna fehlaya jrha h
@imransaeed48283 жыл бұрын
سیدھی سی بات ہے کہ شروع میں زمین یا کھجور کی چھال سے بنی چٹائی پر نماز ادا ہوئی۔ وقت کے ساتھ ساتھ دریاں اور پھر قالین آگئے۔ ہر حالت میں نماز ادا ہو جاتی ہے۔ چاہے ٹکیہ رکھیں نہ رکھیں۔ اب سب سے بڑا مسئلہ نماز ادا کرنے کا ہے۔ بس نماز ادا کرو چاہے ہاتھ باندھ کر یا ہاتھ چھوڑ کر۔۔۔ شکریہ
@abuhammad94563 жыл бұрын
Chup be
@munzirbaig23602 жыл бұрын
Mery bhai asal baat deen ko Allah ki marzi sy manna ha. Na k apni sy. Jo baat Nabe e Karem s.a.wslm sy sabit ho uc main aur koi baat shmil nah ho skti.
@ms40502 жыл бұрын
Namaz kiss ki qabool ho aur kiss ki nahee, woh to insaan ki niyat, aur Allah ki marzi par hai. Namaz to us ki bhi qabool ho saktee hai, jo sajday main jhuk bhi nah sakta ho, aur sirf isharay say namaz parrhay. Matti, khajoor ki chattai, ya qaleen to namaz ko qabool nahee karwaain gay.
@ashiomar97012 жыл бұрын
Acha to ap k apne rules hain?Bhai mere jo b hum sab krty hain wo ek alg bay hai lekin Kya sahi hai wo sahi ko apni asani k ap itna halka to na len na k Bhai koi msla hi nai to phir aram se bistar pe lety lety hi phr liya krn namaz itna taradud kar k kharay hony ki b Kya zarort hai.
@muhammadimranhadyawala1617 Жыл бұрын
Pehle miswaq thi ab tooth brush Dant saaf kerne hain
@madihahussaini95966 жыл бұрын
Allah hadayat dyn hum sb ko.... Allahi Ameen
@dietcoachfatimahassan73 жыл бұрын
Ameen
@zainabbas85883 жыл бұрын
Summa Ameen
@user-py5qp8rz6c3 жыл бұрын
حیاتی ہوی حیاتی ♥️
@ashiranwar30282 жыл бұрын
Ameen
@faysalabbasbaladi97254 жыл бұрын
نا تیرا خدا کوئی اور ہے نا میرا خدا کوئی اور ہے۔ 🙏
@ayshasana838 Жыл бұрын
Beshk
@basirahmad99703 жыл бұрын
Nabi pak S.A.W nay jis tarha nimaz adha ki hai ya jis usolo say nimaz adha krna jayez qarar diya hai bass os tarha parhnah chahiyee. Un k bad jis jis nay koi nai tareeqy apnaye sab deen mai nai cheez hai, matlab bidaat hai... Simple Allah pak hum sab ko hidayat pe rakkeh...Aameen
@aliashfaq33876 жыл бұрын
Dunia ko bedar hoo laina to doo har qoom pukara gii hamara han ya hussain!!!!! Yaa bhi man rha ha shia sahi han wah wah
@anilashaheen31675 жыл бұрын
HahahahaxD Ali bhai nay kaha k shia biddat kr rhy hyn zrra ghoor say sunno.
@FaithIsMyName1105 жыл бұрын
@@anilashaheen3167 biddat xD azan m nae hui baji ??😂😂😂😂
@muhammadumersheraz69665 жыл бұрын
@@FaithIsMyName110 han Azan main b hui ha or brelvi b bidat krtay hain. Un ko bhot kuch thek krnay ki zarorat ha.
@uroosafatima77964 жыл бұрын
Bacha pgla gaya he
@Saeed-ln5ig4 жыл бұрын
Oh bhi jan hud ko marny waly kabi jeet ni saqty firqa e wariat haram
@mmunir10203 жыл бұрын
یا اللّٰہ فرقہ پسند علماء سے امت کو محفوظ رکھنا یا اللّٰہ گمراہ علماء سے امت کو محفوظ رکھنا یا اللّٰہ بدعت والے علماء سے امت کو محفوظ رکھنا یا اللّٰہ جھوٹ بولنے والے علماء سے امت کو محفوظ رکھنا
@nawaeanjum3 жыл бұрын
اللہ ہدایت دے سب کو۔
@dietcoachfatimahassan73 жыл бұрын
Ameen
@irfanjutt30653 жыл бұрын
Ali bhai ap ka muslman ummat pe bohat ahsan hai Allah ap ko apne hifzo eiman me rakh Ameen ya rabolle Alamein. 🌴🦋🌴🦋🌴🦋
@sherazisyed48483 жыл бұрын
Karbala ki Matti khake shifa hai ♥️ Slam Ya Hussain A.S ♥️♥️♥️♥️♥️
@billalqurashi1857 ай бұрын
Karbla ki mti kufiyon ki amajgah hai, shifa hai to kia Hussain ki shifa ki aqal k andho
@billalqurashi1857 ай бұрын
Madina ki mati shifa nhn?
@simpleman41767 ай бұрын
Kisi mitti main shifa nae hai sb jhot hai. illah ma Shallah jab tak Allah nae chahta. Nabi Akram S.a.w nay kufar pay muthi bhar kay rait phanki ghazwa hunain pay aur sb Kufar andhay hogay kyun kay Wahi nazil hoe thee aur Nabi akram s.a.w ki mitti nay andha nae kiya balkay Allah nay kiya , Na us mitti rait main koi kamal tha sirf Madad Allah ki hai. Toh sb hojata.
@billalqurashi1857 ай бұрын
@@simpleman4176 exactly brother
@knowledgetv81003 жыл бұрын
ماشاءالله جزاک اللّه بدعت تو کہا : ساتھ میں حق بات کہ دے مٹی اور کھجور کے پتی پر سجدہ افضل ہے
@dietcoachfatimahassan73 жыл бұрын
Beshak
@owaisqarni31333 жыл бұрын
Such me
@LifeEasyKaro3 жыл бұрын
Haar cheez biddaat kr do.
@saamali20383 жыл бұрын
bhai fazeelat ki bat kar rha hai wo.namaza chahe bed par lo ho jaye gi.
@Nomishah833 жыл бұрын
Khake shifa sadqy mola Hussain ap ki Mati ki azmat
@missionbiology84115 жыл бұрын
labaik ya HUSSAIN a.s
@noreenidrees62082 жыл бұрын
Na maien wahbi....🙏 Na maien babbi....🙏 Maien hoon Muslim ilme kitabi....📚🌹❣
@noreenidrees62082 жыл бұрын
Allah pak ali bhai ko salamt or ajary azeem day...amieen....🤲🌹❣
@HASSAN09992 жыл бұрын
ajr e azem aqal sy milta hay jiska dimagh he kharaab ho ussy ni milta
@noreenidrees62082 жыл бұрын
@@HASSAN0999 haha ya ajary azeem tumny dana hota tu....Allah nay dana hai....🤨😂😉
@noreenidrees62082 жыл бұрын
@@HASSAN0999 jaltty rahooo....🔥
@HASSAN09992 жыл бұрын
@@noreenidrees6208 alhumdulilha 🥰 humain jalne ka koi shouq ni hay aur dear sister ! gali glooch sy masly khatam ni hoty daleel sy nafratoon ko mitana prta hay aur engineer sb ka yeh clip mujhy bhi bht psand aya mgr maine tou unke kuch aur clip dekhy jo mujhy jahelana guftogo lagi jispr maine kaha hay allah apko aqal dy aur tum logun ko bughz jaisi bemaari sy bachay jo tum logun mn bht aam hy
@HASSAN09992 жыл бұрын
@@noreenidrees6208 isliye tou maine kaha hy ajr e azeem aqal sy milta hy tum logun ka to koi dimagh he ni hy jisy use krke humain proof do
@mansoorali57934 жыл бұрын
Proud to be shia
@furqanali20146 жыл бұрын
Koi tiki nahi shiya khake shifah ki mitti pe sajda karte hain
@khawherasadikhashpa61915 жыл бұрын
Khaki shifa afzal h.lkin mti pr sjda Kya jaskta h plz ma b shiya hu
@qasimqadri36014 жыл бұрын
He is an idiot
@Zangics24 жыл бұрын
Khak e Karbala hai jis par hum sajda karty
@234crick4 жыл бұрын
@@khawherasadikhashpa6191 ya bro.....kuu ki karbala se bhi pehle bhi khak pr hi sajda hota tha lekin waqia krbala ke baad jab khaq mein bhi afzal khaq aayi toh uss pr hi sajdah kiya jaane laga...
@syedfurqanali85414 жыл бұрын
beta agr shia hazarat mitti ki thekri pa sajda krny ko mana kardien to beta lakhoo ki dukan band ho jaie gi
@noor14-56 жыл бұрын
Tikki is the soil of hazrat e imam Hussain turbat which is most afzal then any other mitti. This soil turned into blood after the martydom of imam Hussain a.s and hazrat umme Salma had witnessed it when saw prophet pbuh in dream while weeping.
@seebag26083 жыл бұрын
Sajda Allaha ko karna chahaye chahay zameen par ho ya qaleen par apni na add karo
@ramishhasanzaidi56713 жыл бұрын
@@seebag2608 o sajdah Allah ko krtay ho insaan ki bnai hoi cheez pr. bhai wah. Sajda insaan ki bnai hoi cheez pe krtay ho or kehtay ho Allah ko kr rahay. Jab rasool ne kabhi insaan ki bnai hoi cheez pr sajda nahi kiya to hum q krein. Hum bhi sajda Allah ko krta lakin us cheez pr sajda krtay jo Allah ne bnai hoi ho. Isi trah rasool Ne bhi kiya
@ImtiazKhan-xp4qu3 жыл бұрын
Mitti to haram k bhe hai
@kalkaias26294 жыл бұрын
Yeh aadmi engineer hai..!!! That's not tikki.. That's sajdigah.. Made up of khaak e shifa
@royalairconditoinroyalairc60163 жыл бұрын
Bhai hame b batay khak e shifa ka mtlb please
@mohdtameemahmed16013 жыл бұрын
@@royalairconditoinroyalairc6016... Pagal hai yeh rihafzi... Unki chakker me pado
@taskeenzahra1113 жыл бұрын
@@royalairconditoinroyalairc6016 bhai khake shifa ka matlb ye hai ke ye ik piece of soil hota hai jo Hazrat Imam Hussain A.S KE roza mubarak ke soil se banti hai ye karbala ke soil se banti hai and is piece par namaz adaa karte hain...
@taskeenzahra1113 жыл бұрын
@md. murad Har kisi ke apni life hai jis tarha marzi guzaro.. And by the way maine usse meaning bataya 😒
@farmanaliafridi3 жыл бұрын
Khaak e Shifa ?????????????????????
@muhammadsagheer33752 жыл бұрын
My best teacher Ali Bhai
@mohdfarhan84153 жыл бұрын
Assalamualaikum ALi bhai Mera Naam Mohammed Farhan hai mai hyderabad India se hu Aap k bayanaat ne meri zindagi badal de h Ali bhai meri dil ki bohat badi tamanna h mujhe ek baar aap se baat karne ka mauqa mile Allah aap k khidmaat qabul kare
@rehmanshah28123 жыл бұрын
Farhan bhai yhi bhot bari bt he k lakhi logo me apko haq mila or smjh i wrna log tw mukhalif ho gaye such k apnane k bajaye Allah se dua kren k ap isi trha haq pe ta qayamat qaim rhen ameen.
@mohdfarhan84153 жыл бұрын
@@rehmanshah2812 rehman bhai Beshak hidayat dene wale zaat sirf Allah ki h Mgr kuch Allah k aise bande hai jinki wajah se kai logo ko hidayat milti h Unhe me ek Allah k bande Ali bhai hai Allah ali bhi k khidmat qabul kare aur behtareen ajar de
@ayra16244 жыл бұрын
The Prophet (s) used to pray on earth and is also reported to have shown reverence towards the soil of Karbala in his lifetime with the foreknowledge of what would happen upon it. So although it is not compulsory for the Shia to pray on a turba made from the soil of Karbala, it is considered meritorious to do so.
@Ikram_niazi_4923 жыл бұрын
THE Nabi S.A.W offers prayr on Soil totallay on soil...shia are doing totally differnet ...thay r doing like charsiii as he has charss in his pocket😂😂.... NaBi.S.A.W had not done like this so Thare is no stamp Of Muhammadii then it is Bidda
@syedmushtaqnaqvi68473 жыл бұрын
@@Ikram_niazi_492 tera bap charsi hoga
@neverhateanyone33592 жыл бұрын
@@syedmushtaqnaqvi6847 pura khandan uska charsi hai
@fasialraza50033 жыл бұрын
Ali un vali aullah wasi o rusool ulaah hy va khlifa to ho balafasl Ya ali Ya Hussain
@devilmusiczone11963 жыл бұрын
Brother always use A capital in name of Ali A.S
@mudassarhussain9213 жыл бұрын
سجدہ سر کو جھُکا دینے اور اپنے مالک کے سامنے سرِ تسلیم خم کر دینے کا نام ہے۔اور یہ قالینوں پر بھی کیا جا سکتا ہے،بشرطیکہ دل میں اخلاص ہو۔کیونکہ وہ مالکِ حقیقی دلوں پر نگاہ رکھتا ہے نا کہ حالتوں پر۔
@faryazzchoudhary45663 жыл бұрын
Ae Allah Ali bhai ko nek hidayat de or lugon ko gumrah karne se baaz rakh ameen ya rabbal alameen
@ashharrizwan97743 жыл бұрын
Shia ki mokif hamesha bhot majboot rhta hai ali bhai ap hi to shia ke hamnava hai
@hasanraza_58784 жыл бұрын
یاد رکھیے 36 سیکنڈ تک دین کا نظریہ ہے _ اس کے بعد ؛ علی بھائی کا نظریا ہے کے میں یہ سمجھتا ہوں _ جزاك اللہ
@hassanabbas_53 жыл бұрын
100% sahi kaha bhai ap ne
@Taseer19893 жыл бұрын
Jidr 36 include kye udr 4 sec aur b count krlo mre bhai
@rashidminhas70k3 жыл бұрын
100percent true bhai Mola salamat rakhein Aameen sum Aameen
@asimtariq95763 жыл бұрын
Hazrat Muhammad SAW neh to mitti ki tikki nahi rakhi. واللہ اعلم
@nazarhussain83603 жыл бұрын
The Mitti is We Calling Khak e Shifa That's Better than Normal khak Mitti. This is The reason We do Sajda Khak e Shifa More than Other.
@cookingskillswithsoniasha5123 жыл бұрын
Good ans
@nazarhussain83603 жыл бұрын
Thanks.
@bilal32913 жыл бұрын
Khak e shifa 🤣🤣🤣
@cookingskillswithsoniasha5123 жыл бұрын
@@bilal3291 😡
@areekahaq47705 жыл бұрын
Sir wo tikki ni sasdighar hai AP (SAWW) na farmaya hai mati ma sajda kro na k kapra ma jo janemaz hota hai is lia shia na kaha aghr namaz matti ma he prhna hai to q na qarbala ki pak matti ko sajda kia jaye .
@faridabbas15494 жыл бұрын
Matti ko nahi bahi , matti par boliye warna yaha ek ek word ka issue banaya jata hai.
@nawaidfarooqi76094 жыл бұрын
to Allah ko Sajda na howa, Karbala ki mitti ko howa, Jab Sajda main Khial Karbala ki matti ka ho to Allah ka khial na hoga.
@sidranaz1084 жыл бұрын
@@nawaidfarooqi7609 acha jawab hy apka ap log in shia hzrat sy bhs mt krain ye smjh ni sakty ...
@ipak20104 жыл бұрын
@@nawaidfarooqi7609 Mere bhai sajda Karbala ki Matti per karte hain wo us Matti ko sajda nahi karte. Zara dimagh ko khol bat samjahne ke gharz se bahass kro to ilmi rahe gi. Doosray ko neechay giranay ya ghalat sabit karne ke liye ilmi bahass nahi hoti
@zaryabhaider20934 жыл бұрын
To bhai ap koi b matti rakh lain ... bus rakh lain .. Kioun k NABI S.A.W.W na b matti per hi Sajad Kia tha
@alizaffar12724 жыл бұрын
Mere bhai shian e Ali as ka hr amal sunat e Rasool saw ha.....
@razahassan81683 жыл бұрын
Sajda mitti ya mitti se paida hone wali cheez pr hai jo na khaii jati ho na pehni jati ho, Zid hum nhi krte jesa aapne khud Haramain ki misal di. Jahan masjid mai chataii hoti hai hum mitti ki sajdega nhi rakhte. Zid pr aap log hain ke maloom hote hue bhi aml nhi krte. Bahut pasad krta hun aapke bayaan lekin jab aap kisi baat ko haq bolne ke bajaye gol gol ghumate ho toh afsoos hota hai ke haq ko ye bhi chaba gaya. Aap ke reply ka mutazir "Syed Raza Hassan Rizvi Al Sabzwaari" Delhi India
@irfanjutt30653 жыл бұрын
A Mashallah. I love you Ali bhai. 👍💐👍💐👍💐
@imranRafidhi5 жыл бұрын
Tera Astaan Jo Na Mil Saka Tere Rahguzar Pe Jabe'en Sahi.. Hume Sajda Karne Se Garz Hai Gar Wahan Nahi To Yahe Sahi...
@abufatimicbm76945 жыл бұрын
Sajda na tou mitti ko hai aur na he qaleen ko, sajda sirf ALLAH ke liye hai, ab chahey mitti per karo ya qaleen per dono jaeez hain.
@dralimuhammadshah38814 жыл бұрын
Sajda qabe mai ho sajda rozae rasool p ho sajda masjid mai ho sajda ghra mai ho kuch faraq karo fazeelat ka vese hi sajda chaina k musale p ho ya america k qaleen p ya nawasey rasool ki khak p ho kuch to faraq karo
@Football_club94 жыл бұрын
Valid point
@kiddykidz92794 жыл бұрын
Exactly ye niyyat ka mamla h na zameen ka na kaleen ka na kisi or cheez ka Allah ko sajda krna h srf dil ki pakeezgi chahiay
@sidhumoosewala23614 жыл бұрын
یہی اس کو سمجھاؤ
@antinasbiantikhuwarij89804 жыл бұрын
lakin hum ne tu dekhna hai ke allah ke rasool jin per allah ne apna kalaam nazil kiya hai unhone kistrah sajddaa kiya tha . main allah ke rasool ki taref dekhun ya aap ki taveelaat ki taref bhai ?
@zilehuma67693 жыл бұрын
I agreed I am sunii Muslim but I want to gain knowledge about shiya muslim ....
@fooddhamaka.46603 жыл бұрын
Deen me sbse bari biddat to aap jaise log hai....
@drraanamahmood56363 жыл бұрын
I LEANED A NEW ASPECT TODAY ! MASHA ALLAH
@drraanamahmood56363 жыл бұрын
@Bashart Ali ok
@drraanamahmood56363 жыл бұрын
@@ShiaNoorAhlBayt I was born and raised in Karachi and cuŕently a US citizen.
@drraanamahmood56363 жыл бұрын
@@ShiaNoorAhlBayt yes I am
@drraanamahmood56363 жыл бұрын
@@ShiaNoorAhlBayt Thanks
@AliAhmed-eb8sw5 жыл бұрын
ماشاء اللہ شیعہ سے اختلاف کرتے وقت علی بهائی کا رویہ کافی نرمی والا ہوتا ہے
@drqaral4 жыл бұрын
صحیح کہا آپ نے شیعہ کی دورہ علی بھائی آنکھیں بند ہی کر لیتے ہیں..... اور سنیوں کی دفعہ انہیں کوئی تاویل نہیں سوجھتی
@AliAhmed-eb8sw4 жыл бұрын
@@drqaral ji bilkul
@abdullahfarooqqureshi52654 жыл бұрын
Maal jo khaya hy shia se 😛
@العلموالمعرفة-ل5ك4 жыл бұрын
یه نیم رافضي هے
@dralimuhammadshah38814 жыл бұрын
Sir munafiqi wala ravaya hai is lie shia follower bhi to chaiey na
@ashhalnaqvi37726 жыл бұрын
Shia Kisi Sihabi(R.A) ki Ghustakhi Nai karte!!!!!!! Magar Shia kisi Munafiq ko Sihabi bi Nai Maante!!!!!!!
@ahmed.indian78235 жыл бұрын
Hum tu open shia ko ibn sabba shimmr khomenei k janasheen mante hi that means ...........kaf......
@tigerkhan93255 жыл бұрын
Chup karo sab
@sadw12005 жыл бұрын
@@ahmed.indian7823 kabi khuda kaley is nafret ko ek side per rakh ker us Khomeini nai zinda kis ter ha guzara hai pata ker Akher woh thai kon???....faket khuda kaley
@punjabderang39253 жыл бұрын
لیکن جن مٹی کی ٹکیوں پر یا حسین لکھا ہوا ہوتا ہے اس سے کیا مراد لی جائے؟ 🤔
@KhadimHussain-hd6qz2 жыл бұрын
Naam Kia hia
@rickshassan88755 жыл бұрын
Sahi fermaya Mirza sb ne.......Jo loag yeh behas chairh rahy Hein k kerbala k mitti afzal hai to bhaiyo sari life Hazrat Muhammad (pbuh), imam Ali (AS), Bibi Fatimah (AS), Imam Hassan (AS) ne to kerbala k mitti p sajda nahi kea.....imam Hussain (AS) k bhi life k akhri namazein sirf kerbala mein Hein......baqi zameen or natural cheezon p sajda kerna chaye......werna kaun decide kary ga k Mecca k mitti afzal hai or Madina k or kerbala k or Najaf k and the list goes on
@AbidAli1107 жыл бұрын
Subhan ALLAH! Bohot khoobsoorat wazaahat ki hai Molana sahab ne.
@AnwarHussain-nk5op5 жыл бұрын
Mirza sahab ey baat nahi hai jo aap bata rahey hain shia ki jo tikki hai oh karbala ki mitti sey bani hui hai jispey peshani rakh kar namaz pardhey hain
@alibutt64725 жыл бұрын
Bhai ap nei b to jwab dia hei tamiz sei or kuch ap k Shia brother nei yea hi bat bht harsh way Mei khi plz in logo ko smjayai k andaz acha apna behter KR lai
@tabtak50596 жыл бұрын
آپ لوگ سجدے کا مذاق نہ بناؤ تو اچھا ہے سجدہ اللہ پاک کے لئے ہوتا ہے دعا ہے ہم سب کے سجدے قبول ہو ۔آمین
@indiamycountry83274 жыл бұрын
Allah nai jo zameen banaya hai wo napak kaisai Ho sakti hai. .
@tabtak50594 жыл бұрын
@@indiamycountry8327 matlb kya hy
@indiamycountry83274 жыл бұрын
@@tabtak5059 Shiya tikri per sijda kar tai hai... Y
@sohailjutt45074 жыл бұрын
Ameen
@syedfazal19423 жыл бұрын
@@indiamycountry8327 q ka sajdah miti per karna chahiya thats why brother
@mdraziahmad12453 жыл бұрын
Iman aur taqwa yeh do cheez hi aham hai agar yeh do cheez insaan ke ander nahi hai toh phir sab dikhawa hai chahe kitna bhi sunnat par amal kare.
@fanivlogs59783 жыл бұрын
مٹی والی جگہ پے آپ پھکی کھا گئے مرزا صاحب. کتنی آسانی سے بات کو پھیر کر آگے چلے گئے سر آپ تو.
@syednajamhaider97675 жыл бұрын
Sajda zameen se uggi hoi kisi cheez per bhi hosakta hai. Zaruri nahin k Karbala ki mitti ho. Mitti per sajda afzal hai or mitti kahin se bhi lee ja sakti hai.
@Anonymously1103 жыл бұрын
We believe that the best form of sajda (prostration) is on Khaak (earth/soil) because it is an expression of humility in the court of Allah. (1) Furthermore, the khaak of karbala is most often used by shias because that is where the family of the Prophet P.b.u.H suffered & sacrificed everything solely for the sake of Islam and Allah. The point is NOT to gain any physical importance from the khaak of Karbala where the blood of those shohada was spilt; rather, the purpose/intention is to (or is supposed to be that we) offer our prayers to Allah on a piece of the same khaak (soil/earth) where the Grandson of the Prophet P.b.u.H offered his last prayers, sacrificed his life and His family in order to protect the religion - Islam.
@shohrathussain26733 жыл бұрын
@@Anonymously110 kerbla kay shaheedon nay deen ko nahein, balkay jange badar kay 313 mojahedeen nay deen ko bachaney. Rasool allah ki doaa bhool gaey (ay allah, agar terey Mutthi bhar sipahi jang haar gaey tau taa qiamat tera naam larney waala na hoga)
@musa09853 жыл бұрын
@@shohrathussain2673 agar karbala ka waqiya na hota tou yazeed jaida shaks islam la legitimite khalifa ban jata aur phir wo apni marzi se islam ko chalate.Yeh tou imam Hussain ne ise rok diya warna tou baqi sarey dar gai the us sai
@musa09853 жыл бұрын
@@shohrathussain2673 hamesha muqabla kar ne kiun pohanch jate ho wese? Badr aur karbala dono ne islam bachaya Badr aur karabala dono main dushmano ki aik hi ideology thi islam dushmani
@shohrathussain26733 жыл бұрын
@@musa0985 ghar mein dakoo aagaey, agar tum zinda ho tau samaan bachalogey, agar mar gaey tau samaan kaisey bachaogey. Badar walon nay deen ko bachaya, hazrat hussain nay nahein. Hazrat hussain ko shaheed kerney waley bhi shia yahudi thay. Khatoot llikh kar bolaya aur shaheed kerdiya. Hazrat yazeed ko allah jannat mein bolund moqam dey, unhonay 12000 shia yahudion ka qatle aam kiya, isliye hazrat yazeed paleed hein, na ibn e maljam, na abu lahab. Itni bari na insafi aur bughz. Daanishwar kehtey hein keh jis mein yeh boraeeyan hon, usski padaaish mein zaroor nuqs hota hey. Tumharey mazhab mein mutah (zina) tau bari ebadat hey.
@AliShah-kl4kf7 жыл бұрын
Ye am miti nahi karbala ki Hakae shifa ha molvi saab
@muhammadumersheraz69665 жыл бұрын
Bas kr do beta nimaz par lo kafi ha yeh krbala ki mitti ya kabay ki mitti yeh madenay ki mitti bas kro mitti bas mitti ha taqwa peeda kro. Kis musebat main logon ko dal rhay hain. Jhan jaga milay jesi jaga milay nimaz par lain swab khloos par milay ga matti ki waja say nhi 🤔
@azamsoomro23265 жыл бұрын
@@muhammadumersheraz6966 ye amm mithii nh hy
@talatnaeem51355 жыл бұрын
Har bndy k pass wohi Matti Hy?
@muhammadumersheraz69665 жыл бұрын
@@asimhussain6003 main Allah kay liay lannat krta hon kafir kehta hon ap ki to muj say lagta ha zati dushmani ha
@muhammadumersheraz69665 жыл бұрын
@@asimhussain6003 Ali nay Allah say madad mangi main Ali ki sunnat par chlatay huay Allah say madad mangta hon jzakallah
@justfoefun96286 жыл бұрын
Sajdah gah is just mitti, means earth or it can be any stone, its mentioned in the hadeeth books that the Prophet SAWS used to pray on stone
@dietcoachfatimahassan73 жыл бұрын
Nice
@123Hollywood3 жыл бұрын
Right
@ahtgaming951 Жыл бұрын
Apki bat durust he lekin chatai se zyada afzal karbala ki khak he jis ko hum sajdah gah banate hen❤
@joharshaikh2 жыл бұрын
Carpet or Musallah (ja-namaaz) also cannot be eaten nor can be wore, I guess. But I also think doing sujood on floor or tiles directly without any carpet is better, due to something I read that if you touch the forehead on the ground it release some electrical things.. I don't remember exactly. But then again Prophet didn't say anything about it. So the matter is quite open. AllahuAalam.
@javadkhan45356 жыл бұрын
اگر کالین پر سجدے کےلئے الگ جگہ بنالے تو کیا یہ بدعت نہ هوگی. ..
@fatimashah8874 жыл бұрын
G many b yahi kaha ino ny hi apni ek video ma kaha k ek tiki ku rakhty hy sajda 7 aza ka hota hy to u tikiya rakhy or yaha kah rahy hy sar k nichy ek chitai rakh ly ajeeb mazak hy
@thelastlagoon38623 жыл бұрын
@@ShiaNoorAhlBayt 1.Quran paak me ye kahan likha ha k matam jaaiz ha? 2.Kya ksi nabi ya sahaba ne uss door me matam kia? 3.soog or matam me farq ha ya ni? 4.Agar footgi pr loog matam karren to usse soog kahen ge???
@thelastlagoon38623 жыл бұрын
@@ShiaNoorAhlBayt kya Quran me likha k panjtan k hawale k begair koi dua kabool ni hooti?
@lyricalworld21083 жыл бұрын
@@fatimashah887 Dogla banda ha ye 😂
@lyricalworld21083 жыл бұрын
@@thelastlagoon3862 Bhai .. listen ... Foutgi or Shahadat ma farq hota... .. Agr banda fout ho us pr matam krna haram ha , becoz, wo Allah Ki marzi se is duniya se gaya .. But Shahadat mean kisi ne zulm kr k mara ho ... And mazloom Ka sath dena Quran ma ha..... Rahi bat matam ki .... Matam Nabi S.a.w.w. k zamany ma b hua tha.... Apko daleel chahiye hi gi wo b de dn gi ... 1 daleel owais e qarni ki ha.. 2sri Jab nabi s.a.w.w. k chacha Hamza shaheed hoye tb ki ha ... In dono daleel ma matam zahir ha .. Or nabi ne Subko Dua di thi ..... Or aisa kaisy ho sakta k Nabi aisy kam pr logon ko dua dain jo haram tha ... Khudi socho .. Faisla apny krna ha ..
@icelandic_mughal22233 жыл бұрын
Focus on namaz and it’s spirit instead of unnecessary distraction of marble, khajoor, tikki etc…
@afzaalahmed88303 жыл бұрын
Exactly I was going to say this
@alizafatima99523 жыл бұрын
We have to make sure to perform a better namaz while keeping in view the requirements, just like it is important to perform ablution or wudu before prayer.
@icelandic_mughal22233 жыл бұрын
@@alizafatima9952 don’t confuse waduu ( an extension of cleanliness) with nonsense like tikki, khajoor patta, etc. the requirement is clean place, clean body, clean/sound mind. Cover yourself modestly and for men even cloth that at least covers navel to knees. Don’t add more as you seem fit.
@icelandic_mughal22233 жыл бұрын
@@alizafatima9952 better namaz with “tikki”. Allah is closer than your jugular. Close your eyes and focus on that only. You don’t need Sunday bazar items to make “better” namaz.
@makhdoom653 жыл бұрын
But we cannot ignore Sunnat E Nabvi so better watch your words before commenting.
@syesshoaibshah21806 жыл бұрын
hmy fakhr h shiya hony pr labaik ya Alle nabi olady Ali a.s
@ghazalakanwal34063 жыл бұрын
💞
@GM455733 жыл бұрын
Mujy fakhr ha musalmaan hony pe , mujy fakhr ha Hazrat abu bakar sadiq (R.A) mujy fakhr ha Hazrat umar (R.A) mujy fakhr ha Hazrat Usman ( R.A) mujy fakhr ha Hazrat Ali (R.A) .
@NadeemAnsari-rh2yk5 жыл бұрын
U R ultimate funny Kya Justify karte hai aap Mind blowing. Kuchh bhi kahin se bhi justify hi sakta hai
@mohammedyakoob71535 жыл бұрын
Apney aaghaaon say wafadaari saabith karna padhtha hai bhai
@NadeemAnsari-rh2yk3 жыл бұрын
Bhai saheb. Huzoor SA oont per safar kiye the. Toh kya aaj oont per safar karna chaahiye ??? Yeh bol kar ke yeh AFZAL hai aur SUNNAT bhi. Huzoor SA bagair mic or caamera ke tableegh karte the. Aap toh video bana rahe ho ??? Huoor SA bagair Airconditioner ke tableegh karte the toh aap AC kyun lagaaye ho AFZAL toh bagair AC ke tableegh karna hai aur SUNNAT bhi. Bhai saheb oos waqt kapde ke musalle market mein nahin milte the kyunki kapde itne zyaada DUNIYA mein hi nahin the jitne ab hain. Kyunki TEXTILE ka kaaam electric ki Machine se nahin hota tha. Khajoor ki chataai bahot COMMON thi aur taqreeban har ghar mein thi Engineer saheb thoda LOGIC ka bhi istimaaal kr liya karo.
@noreenidrees62082 жыл бұрын
Jazak Allah o khaira ali bahi.....👍🌹❣
@abidaashraf27663 жыл бұрын
پوری چٹائی کیوں نہیں؟ چٹائی کی پٹی بدعت میں کیوں شمار نہ ہو گی اگر مٹی کی ٹکی بدعت ہے؟ پلیز واضح فرما دیں۔ جزاک اللہ۔
@hassam_awan3 жыл бұрын
Q k Matti Ki tiki ko Farz smj liya ha Shia Logo ne Jbky Chitai K begair bhi Log namaz prh laity Hn Farz nai smjtay Chitai Ko
@abidaashraf27663 жыл бұрын
@@hassam_awan hmmm 🤔
@lyricalworld21083 жыл бұрын
@@hassam_awan bro wo mati ki tikki nahi ha for ur kind information 😒 Wo khak e shifa hoti ... Aik sunni Kaisy shia k bary ma kuch bta sakta ha???? Bro if u want to know what is shia . just read shiat yourself😒😑 Im proud to be a Shia .. alhumdulillah... and I am Hussaini
@hassam_awan3 жыл бұрын
@@lyricalworld2108 jo bhi hoti ha smj to farz liya ha na shia Logo ne or me shiyo k firky or har firky k mukhtalif akeedo k bary me ap se bhi bahtar janta hun Ap shia ko bs apny hi akeedo ka pata ha . or Ap shia honay pr proud krtay Ho Ham Muslim Honay Pr proud krtay hn ❤️ Hamary nabi Jo hamy bana kr gaye thy ham os pr proud krtay Hn Or ap k Bharo ne ap ko jo bnaya ap os pr proud kro😅
@hassam_awan3 жыл бұрын
@@lyricalworld2108 Ap Mitti ko shifa dene wali Khtay Ho Or ham is mitti ko bnany waly Ko shifa dene wala khtay hn ❤️ ap k or hamary mazhab me zameen asmaan ka farak ha 😀
@SajidAli-vb3xe7 жыл бұрын
~سجدگاہ پہ سجدہ کیوں؟ ایک سنی سے مناظرہ~ سامی : علی آپ شیعہ لوگ سجدہ گاہ پر سجدہ کرکے جو ایک جمی ہوئی مٹی ہے شرک کرتے ہیں اور اس کو خدا کی جگہ پوجتے ہیں علی: اگر اجازت ہو تو ایک سوال کروں؟ سامی: پوچھیئے ! علی: کیا خدا کے (جسم) پر سجدہ واجب ہے ؟ سامی: یہ بات کفر (محض) ہے ۔کیونکہ خداوند جسم نہیں رکھتا نہ آنکھ کے ذریعہ دیکھا جاسکتا ہے،نہ ہی اسے ہاتھ کے لمس سے چھوا جاسکتا ہے ،اور اگر کوئی معتقد ہو کہ خدا جسم رکھتا ہے بی تردید کافر ہے ، اور سجدہ خدا کے لئے ہونا چاہیئے ،خدا پر سجدہ کفر ہے کیونکہ سجدہ کامقصد اللہ کے سامنے بندگی کا اقرار ہے ۔ علی: آپ کا یہ بیان ثابت کرنا ہے کہ ہمارے سجدہ گاہ پر سجدہ شرک نہیں ہے کیونکہ ہم سجدہ گاہ پر سجدہ کو سجدہ نہیں کرتے۔ اور اگر (یہ فرض محال) ہو سجدہ گاہ کو خدا مانتے ( العیاذباللہ) تو ہم کو اس کے لئے سجدہ کرنا پڑتا نہ کہ اس کے اوپر کیونکہ سجدہ کرنے والا اپنے خدا پر سجدہ نہیں کرتا بلکہ اس کے لئے سجدہ کرتا ہے ۔ سامی : پہلی مرتبہ ایک صحیح تحلیل اس مسئلہ کے لئے سن رہا ہوں کہ اگر آپ لوگ سجدہ گاہ کو خدا مانتے تو اس پر سجدہ نہیں کرتے ، اس پر سجدہ کرنا ہی دلیل ہے کہ اس کے عبادت نہیں کرتے ۔ پھر علی سے کہا : اگر اجازت ہو تو ایک بات پوچھوں ؟ علی: بسم اللہ سامی: پھر یہ اصرار کیوں کہ صرف سجدہ گاہ پر سجدہ کرتے ہیں اور دیگر اشیاء پر سجدہ نہیں کرتے ؟ علی: تمام اسلامی فرقوں کا اس بات پر اجماع ہے کہ رسول اللہ (صلّی اللہ علیہ وآلہ وسلّم) نے فرمایا: ’’جعلت لی الارض مسجدا وطہورا ‘‘زمیں میرے لئے مسجد ( سجدہ کرنے کی جگہ ) اور پاک کرنے والی قرار دی گئی ہے (1). سامی : زمیں پر جو خاک سے ڈھکی ہوئی تھی! علی: اس بنا پر ، رسول (ص) نے اپنی تمام نمازیں زمیں پر پڑھیں اور خاک پر سجدہ کہا اور اس زمانہ اور اس کے بعد کے مسلمانوں نے خاک پر سجدہ کیا ،اس وجہ سے خاک پر سجدہ پر سجدہ قطعی طریقہ سے صحیح ہے اور ہم رسول(ص) کی پیروی میں خاک پر سجدہ کرتے ہیں اور بے تردید ہماری نمازیں صحیح ہیں ۔ سامی: آپ شیعہ حضرات صرف اس سجدہ گاہ پر جواب اپنے ساتھ رکھتے ہیں کیوں سجدہ کرتے اور دیگر اشیاء پر سجدہ نہیں کرتے ؟ علی : اس سوال کے دو جواب ہیں : (1) مذہب شیعہ تمام اجزای زمیں ( خاک یا پتھر ) پر سجدہ کو صحیح مانتا ہے ۔ (2) محل سجدہ کا پاک ہونا نماز صحیح ہونے کی شرط ہے اور خاک نجس پر سجدہ صحیح نہیں ہے ، لہذا ہم مٹی کا ایک تکڑا ساتھا میں رکھتے ہیں تا کہ یہ اطمینان رہے کہ نماز کے وقت ہم پاک مٹی پر سجدہ کریں ۔ البتہ اس جگہ یا خاد پر سجدہ جائز ہے کہ جس کے مورد میں شک ہو کہ پاک ہے یہ نہیں ۔ سامی: اگر آپ کا مقصد خالص اور پاک مٹی پر سجدہ کرنا ہے تو آپ کچھ مقدار مٹی (خاک) کی اپنے ساتھ کیوں نہیں رکھتے ؟ علی: خاک یا مٹی کا ساتھ میں رکھنا ایک مشکل کام ہے کہ اس سے لباس بھی گندہ ہوجائے گا اس لیئے ہم کچھ خاک (مٹی) کو پانی میں ملاکر سخت کرہیتے ہیں اور پھر اس کو ساتھ رکھتے ہیں کہ جس سے لباس بھی خراب نہیں ہوتا ۔ دوسری طرف سوکھی ہوئی مٹی پر سجدہ کرنے سے زیادہ خضوع حاصل ہوتا ہے ، کیونکہ سجدہ خضوع کا بلند ترین مرتبہ ہے او رفقط خدا کے لئے مخصوص ہے اس بنا پر اگر سجدہ کا مقصد خدا کے حضور میں بندگی اور انکساری ہے تو جس چیز پر سجدہ کیا جائے اگر کم ارض ہوتو بہتر اور سایستہ تر ہے ۔ اور اسی وجہ سے مستحب ہے کہ سجدہ کی جگہ ہاتھا اور پیر رکھنے کی جگہ سے نیچے ہو تاکہ خدا کے حضور میں یہ سجدہ زیادہ خضوع کی نشاندہی کرے ۔ اسی طرح مستحب ہے کہ سجدہ کی حالت میں اپنے ناک بھی زمین پر لگائے کہ یہ بھی بندگی کا ایک طریقہ اور خضوع میں اضافہ کرتا ہے ۔ لہذا مٹی پر سجدہ بہتر ہے دوسری چیزوں سے جن پر سجدہ صحیح ہے کیونکہ اس حالت میں جسم کا سب سے قیمتی عضو یعنی پیشانی کو خاک پر رکھا جاتا ہے جو کہ خود کو اللہ کے سامنے ناچیز دیکھا ہے اور اگر سجدہ کرتے وقت پیشانی کو کسی قیمتی فرش یا قیمتی کپڑے یا سونے چاندی عقیق وغیرہ پر رکھے گا تو یہ بعید نہیں کہ اس خضوع کم ہوجائے اور وہ اپنے آپ کو خدا کی عظمت اور جلالت کے سامنے چھوٹا اور ناچیز نہ سمجھے جو کچھ میں نے بیان کیا اس کی روشنی میں کیا ایسی چیز پر سجدہ کرنا شرک اور کفر جو خضوع کو بڑھائے ۔اور ان چیزوں پر سجدہ کرنا جو خضوع کو ختم کردیتی ہیں ’’وسیلہ تقرب‘‘ہے ؟ یہ بات ناحق اور نا درست ہے ۔ سامی: آپ کی سجدہ گاہوں پر عبارتیں لکھیں ہوتی ہیں یہ عبارتیں کیا ہوتی ہیں ؟ علی: تمام سجدہ گاہوں پر عبارت نہیں ہوتی ایسی بھی سجدہ گاہیں موجود ہیں جن پر کوئی عبارت نہیں ہوتی البتہ کچھ سجدہگاہوں پر عبادت کندہ ہوتی ہے جو یہ بتاتی ہے کہ یہ سجدہ گاہ خاک کربلا (2)سے بنائی گئی ہے کیا آپ کے حساب سے یہ شرک ہے ؟ یا یہ کہ لکھنے کی وجہ سے اس پر سجدہ صحیح نہیں ہے ؟ نہیں یہ بات درست نہیں ہے! ۔ س
@khansab80826 жыл бұрын
سب مناضرہ جھو ٹا ھے تم نبی کریم جناب محمد ص ( صل کما راءتمو ن) کا کیا مقصد ھے کیا محمدص نے الٹا اضو کیا کیا قران 85 پارے ھے کافر و
@Wall_of_gratitude6 жыл бұрын
@Sajid Ali OK .... Mujhy apse 1 question krna hai... WO yay k... Is threr me hi mention hai k.. "Sajda gah ko bhtr h k hathu pau se neechy ho" r tamam firku ka b is pe aitifak h k "sajdy k wakt naak r matha at least hathu pau k barabar ho" .... To yay mitti rkhnay se to Sajda gah, unchi ho jay GI.... To is bary me ap kia khain gy.... Piz explain.... Make me clear ... Thanx... I'm waiting for yr reply
@nusratyasmin6625 жыл бұрын
Mein nay abroad shia logon ko tissue paper rakhtay daikha hay sajday kay maqam par boht bar. Is ka kia mutlab hua phir.
@kakkarlovely49785 жыл бұрын
Our agr ouse tikya per kisi asye momin ne ibadat ki ho .woh jannat main ho to apka Kiya khayal hai .tikyi rakhe layee ..our ab bhut acha Kam kar rhye ho ..Jo Muslim main soula karytye hai .ounka muqam bhut afzal hai geooo moulnaa sahab Allah apko panjtan pak ke sadyqe main our himmat de ameen
@kashifrehman66053 жыл бұрын
Is k sunne walo ko pr Aqal heraan Hoti hai Aese bndy ko b log sunte hai
@Real_Entertainment17 жыл бұрын
Aik baat to sabit hogayi ki miti p namaz pdna afzal hai ab har jagah world me chatiya bichana is nt possible jab insan ofc me hota hai ya kahi aur masjid door hoti hai so v carry that tiki of miti. Baat aik hr hai miti p Namaz pdni hai phr chahye marbla ho ya tiki. Kaleen p namaz padna sahi nahi hai
@user-HafizHamza19947 жыл бұрын
ye tumne kese keh diya.apne pas se deen ijad na kro
@waqar_Ali_Haider64 жыл бұрын
Khake shifa hoti hai g 😍😍 Meti ki bani hoti hai
@ghazalakanwal34063 жыл бұрын
♥️♥️
@razazaidi28396 жыл бұрын
tujhe na pata shyd kuch bhi...msjide harm ki jaghs or jaha se afzal he isliye wsha farsh pr krte he sajda or karbla ke mitti jesi koi dosri mitti nhi isliye us pr sajda krte he sajda har mitti pr ho jata he pr jo jaga khuda sa ya masuom se mansuob ho waha ki fazilat bard jati he molana shab
@haider91153 жыл бұрын
Shias are always much right that is just because of they follow the family of prophet Muhammad. (saws.)
@rafaqatwazir92673 жыл бұрын
😂😂😂
@haider91153 жыл бұрын
@@rafaqatwazir9267 😎
@rightway16854 жыл бұрын
نہیں بھائی ہمارے نزدیک جنس زمین کےعلاوہ باقی چیزوں پر سجدہ جائز نہیں ھے۔اور یہ ٹکیہ ہم خاک شفا کی بنی ہوئی لیکر آتے ہیں سلسلہ ذہب کی روایات ھےھمارے پاس ۔۔امام صادق آل محمد ص سے تواترکے ساتھ موجود ھےامام علیہ السلام افضل قرار دیتے تھے کہ کربلاکی مٹی جس پر افضل ترین خون ناحق بہایاگیا تربتہ الحسینی کاینات کاسب سےاھم اور افضل مٹی ھے۔۔اس پر سجد کرنا افضلیت رکھتاھے حسین ع کے سجدےکی وجہ سے جو حسین ع خون میں لت پت آخری سجدہ ادا کررہے تھے ۔۔تب اس زمین کی قیمت بہت اعلی درجہ کی شمار ہوتی ھے۔میرے رسول کا لہو بہایاگیا اس سرزمین پر اور زمین اپنےآپ میں کس قدر گریہ وفغان تھی یہ تورویات اپ کی کتابوں میں بھی موجود ہے۔۔۔۔۔الحمدللہ ہمارا کونسپٹ معمول اور مقدم ھے ہی ھے۔۔۔۔
@irfanjutt30653 жыл бұрын
Na me wabi na me babi me hn Muslim ilmy kitabi. 📚📙📘📗🇵🇰🇵🇰🇵🇰
@ishfaqqayoom23055 жыл бұрын
It is not sunnah ,it is a hadith ,how would the people pray on soil in cold areas ...you molvi
@nadbhatti2 жыл бұрын
he will never condemn the tikki. on one hand he says i talk about books, on the other hand he will just defend whatever shias are doing, ignoring books.
@anatomyformedicalstudentsh74545 жыл бұрын
جزاک اللہ آپ نے کم از کم شیعہ موقف کی تائید کی شیعہ مسلک میں وہ ٹِکی در حقیقت کربلا کی مٹی خاک شفا سے بنی ہوتی ہے شیعہ مساجد میں ضروری نہیں ٹکی پر ہی سجدہ ہو بلکہ لکڑی کے چھوٹے چھوٹے ٹکڑے بھی اسی مقصد کی غرض سے استعمال ہوتے ہیں اسکے علاوہ جیسا کہ آپ نے خود فرمایا کہ ماربل اور اسکے علاوہ کسی بھی درخت کے پتے کو بھی استعمال کیا جاتا ہے اور یہ ٹکی جسے ہم سجدہ گاہ کہتے ہیں یہ امام زین العابدین نے پہلی دفعہ کربلا کی مٹی کو ٹکی کی صورت دی تھی
@ilovegrass98923 жыл бұрын
There is no one to give *Shifa* other than *Allah.* No Worldly Clay(Mitti) can give you benefit for using it and never will and we are the *Muslims* who will only follow what's the *Sunnah* strictly and firm belief.
@cookingskillswithsoniasha5123 жыл бұрын
Wrong ans There os much diffrence between normal clay and khaky shifa
@ilovegrass98923 жыл бұрын
@@cookingskillswithsoniasha512 NO! ONLY ALLAH CAN GIVE SHIFA. CORRECT YOUR AQEEDAH
@wali221304 жыл бұрын
تمام بھائیوں سے گزارش ہے کہ خالص دہنی معاملات میں اپنی رائے اس وقت تک نہ دیا کریں جب تک آپ کو معلوم نہ ہو کہ شریعت اس معاملے میں کیا کہتی ہے علماء کی قدر کرو چاہے وہ سنی ہوں یا شیعہ , اور اختلافی مسلئے پہ جو آپ کو صیح لگے وہ کرو
@shaboshabo38285 жыл бұрын
Yee kaha py likha hai .......... ...,..ki sajdha gha sth Lana gunha hai
@zakirhussain-rk1bf6 жыл бұрын
firr batao ...aap lok kyung kalleeen py sajda karty ho...aur Jo khaaqq py sajda karty hai unko kafir khehty ho?
@samreenfatima96823 жыл бұрын
Ye log khud kaafir hai inki zindagi mai koi dukh nahi ye to pura zindagi khushi hi manatay islya gunaaho mai ghiray hai humari zindagi mai to hamaray Maula ka unkay bachi ka gham hai
@alhabtoormotors42213 жыл бұрын
@@samreenfatima9682 bari khushi hui sunke. Ye baat zor se bola karo na taqiyya kyun. Tumse behtar daesh hain jo khul ke kafir ka tag lagate hain, tum peeche se waar karti ho ehle mutaa. Munh pe kafir bolo na darpok.
@naturalsciencesolution34005 жыл бұрын
Jahan tak meri maaloomat he wo matti ki tikya asal men karbala ki matti hoti he jo Ahl-e- tashai hazzraat ke liye moataber he isliye wo mitti ki tikya rakhte hen (Wallah Alam)
@Anonymously1103 жыл бұрын
We believe that the best form of sajda (prostration) is on Khaak (earth/soil) because it is an expression of humility in the court of Allah. (1) Furthermore, the khaak of karbala is most often used by shias because that is where the family of the Prophet P.b.u.H suffered & sacrificed everything solely for the sake of Islam and Allah. The point is NOT to gain any physical importance from the khaak of Karbala where the blood of those shohada was spilt; rather, the purpose/intention is to (or is supposed to be that we) offer our prayers to Allah on a piece of the same khaak (soil/earth) where the Grandson of the Prophet P.b.u.H offered his last prayers, sacrificed his life and His family in order to protect the religion - Islam.
@galaxy_studio_97123 жыл бұрын
Prophet Muhammad (SAW) did not do any sajda to any khak e shifa or tikki, thats why shia need to learn and understand they are doing biddat which is haram.
@dr.danish.qadri25923 жыл бұрын
Mirza is a shia sympathizer.
@murtazachohan5806 жыл бұрын
Kaaashh Ap Log iShaaq Ka Takaza Smjh Jao Allah Ap Sbko Tofeeq Dy Ameen
@wajid2553 жыл бұрын
G bhai , bilkul theek farmaya aap nay , Jis mitti ki tikki ko ye aam mitti samujh rahay hein, wo aam naee , bulkay wo karbla ki mukhtalif ziaraat muqadsa ki mitti hoti hay, Ye baat nabi pak ki aal say ishq karnay walay hi jaan saktay hein , koi engineer naee.
@hinakhalid94667 жыл бұрын
Qudrat sy juri chz py sajda krna jaiz hy ..chahy wo matti ho tree ka leaf ho ya kuch b ho....q k aajzi ani chyeh sajdy mn bs...yhi point hy ...
@kanizabanu87497 жыл бұрын
Ya ali madad
@shaheens1125 жыл бұрын
Exactly
@codewithmeer4 жыл бұрын
so when Prophet used to read namaz. Does he used to do sajda alone on ground or khajoor mat or he entire used to stand on ground? Entirely. Then dont you think it is stupidity just to put your forehead on the ground. You should put your forehead hands legs and feets to touch ground as well.
@dietcoachfatimahassan73 жыл бұрын
Hmm
@shahabuddinnizamani75243 жыл бұрын
exactly
@hinajahanzaib2043 жыл бұрын
Khak e shifa ka concept aaj samajh aya ...laikin aik sawal hai us pai Ya Hussain, Ya Ali Raza ..aur bhy bohet kuch likha hota hai to kia yeh shirk mai nahi ayega??? Plaese clarify Agar kuch likhay bagair use ho to yeh justify horaha hai .....but mera to khayal hai carpet ho, mitti ho marble ho bas saaf ho aur Allah pak hamain namaz parhnay hu taufeeq dai Ameen
@rohanchishti72815 жыл бұрын
Jaha tk mujhe malum h me Jo hazraat khake shifa shareef pe sajda krte hai, wo ek ACH ha amal usko samajhye h, usko wajib Nahi samjhta kiuke wo ek mutahib Yani achcha AML h, alhamdulillaaah Maine bhi Kai bar us muqaddas mitti pe sajda Kiya h, mgr Mai Apne samne 2 tikki rakkhi thi, ek pr peishani rakkhi air doosri pr naak , kiuke sajde me nak aor peishani dino Ka zameen pe tikna zaroori h, bas Allah Pak qubool farmaaiye , ameen sadqe me janabe panjetan Pak alaihimussalaaam. Ke
@fashion..72606 жыл бұрын
Karbala k pur afzal mati ko tum tikki nahi keh sakte
@sipahsipah46954 жыл бұрын
Hehehe yar chote chote bato ko din ka issue banana bilkul jaiz nahe hy sajda Allah ko keya jata hy aur qaboleyat ka power b Allah k pas hy
@ameerfarooq34583 жыл бұрын
kabbah ki mitti sa afzal nai ha
@taliyaabiha85233 жыл бұрын
Khak e shifa 🙂💕
@ghazalakanwal34063 жыл бұрын
♥️♥️♥️
@syedrizvi32013 жыл бұрын
Labbaik Ya Hussain
@mesumraza91666 жыл бұрын
Ya ALi mola
@aneesasofi33295 жыл бұрын
Mashallah😘 A.s
@nazarhusainmarediya44563 жыл бұрын
janab. sajda mitti pe kiya jata hy. or. karbalaki jo mitti hy. usse. badi pak mitti or koi nai hy. is liye ham. us mitti ka istemal karte hy. jo.
@esskaygroup72433 жыл бұрын
shia every time true and every were true
@brightbrain013 жыл бұрын
Fir aeroplane kyu use krte ho, car kyu use krte ho camel pe ghumo...
@zaairabbas58897 жыл бұрын
محمد علی صاحب بدعت کا فتویٰ ٹھوکنے سے پہلے ہماری کتب سے آئمہ ع سے مروی روایات پڑھ لیتے أحمد بن علي بن أبي طالب الطبرسي في (الاحتجاج) عن محمد بن عبد الله ابن جعفر الحميري، عن صاحب الزمان (ع) أنه كتب إليه يسأله عن السجدة على لوح من طين القبر هل فيه فضل؟ فأجاب (ع): يجوز ذلك وفيه الفضل، صحیح السند روایت ہے ، محمد بن عبد اللہ نے امام زمانہ عجل اللہ کی خدمت میں لکھا کہ آیا قبرِ حسین ع کی ٹکڑی پہ سجدہ کرنا جائز ہے؟ اور آیا اس کی فضیلت ہے؟ تو امام عجل اللہ نے جواب میں لکھا کہ ہاں جائز بھی ہے اور اس میں فضیلت بھی ہے اتمما حجت کیلئیے ایک روایت ہی کافی ہے یہ بدعت بدعت کے راگ نہ الاپا کریں جناب ۔
@ajazmir50597 жыл бұрын
zaair abbas آپ نے بھاہی صیحح فرمایا ہے جیو مولا سلامت رکھے
@talibayyubi44406 жыл бұрын
zaair abbas Bhai itni riyawat pta hone ke bawajood Hazrat Umar ka nihayat buland martaba nhi pehchan sake
@urjaanoeo6 жыл бұрын
Tumhari kittaby hy e jhuti to rawayat kya ly koi 🤣
@waqasarifbuttbutt16496 жыл бұрын
Allah k banday Sajda sirf Allah ko jaiz hai or kasi ko b nahi. mujay tu in ke batain sun k he shia logo par atbar howa hai k they r also on right. mujay ap logo sa koe masla nahi jinab na he hona chaye. haan matam k elawa kasi cheez par akhtlaf nhi.
@videoali94265 жыл бұрын
@@waqasarifbuttbutt1649 ager sajda allah ko jaiz h to tum kaleen per sajda q krty ho bhai apna sucho humara to ali as waris ha ali haq h aur hum ali as k sath hen umer k sath ni umer to ghardar tha
@fakhargilani23693 жыл бұрын
محترم، جس نرم اور دھیمے لہجے میں ہمارے فقہ جعفریہ سے تعلق رکھنے والے بھائیوں کی بدعتوں کا ذکر کرتے ہیں یہ رویہ ہمارے دوسرے فرقے والے بھائوں کے ساتھ بھی روا رکھا کریں۔ جزاک اللہ خیرا
@baharegul5644 Жыл бұрын
Bhai jan isne saroon firqon main jo biadatein hai wo btaye hoe hai sirf shia ki baat ni krta bakio ko bhu phuki di hoye hai Ali bhai ne
@fakhargilani2369 Жыл бұрын
@@baharegul5644 بھائی جواب، یا بقول آپ کے پھکی کی بات نہیں ہو رہی، علی صاحب کے انداز و روئے کی بات ہو رہی ہے، آپ خد اپنی اداؤں پہ ذرا غور کریں ہم اگر عرض کریں گے تو شکایت ہوگی
@baharegul5644 Жыл бұрын
@@fakhargilani2369 huq baat ko jis bhi lehjy main kaho huq huq hota hai .ali bhai ka rawaya or undaze guftago baki firqon k sath bhi yehi hai or isme koi burai ni hai
@fakhargilani2369 Жыл бұрын
@@baharegul5644 معذرت کے ساتھ، آپ کے اکاؤنٹ کا نام ہے، یوور ڈیڈ، یعنی آپ کے والد محترم، آپ کا باپ، اور اگر یوں کہا جائے کہ تیری ماں کا خسم، باتیں تینوں حق اور سچ ہیں، لیکن آپ کو کس جملے نے متاثر کیا ؟ بد تمیزی مقصد نہیں تھی، بتانا تھا کہ ایک نقطہ محرم سے مجرم کیسے بناتا ہے۔
@muhammadumersheraz69665 жыл бұрын
Allah ka wasta ha sirf nimaz par lo bas kro yar yeh btain kaheen gair muslim na sun lain warna poori dunya muslim ho jay gi
@stocksonslovers49953 жыл бұрын
G hum dekh rahe hen
@erumhassan53833 жыл бұрын
Haq is Haq matii pe sajda karna u call it tikaa or what ever .proud to be a shia
@bladycivilian2 жыл бұрын
Bongi shareef
@sanasiddiqui45213 жыл бұрын
I think sajday k liya sidq e dil ka hona zaroori hai baqi phir app sajda zameen par karain, jaye namaz par ya khajoor ki chal pay ya kisi or Pak cheez pay Jo bhi available ho, kya farq parta hai.
@fakhirraza24724 жыл бұрын
"ye khali main shion ko mashwara nahi da raha sunion ko bhi.".......🤣🤣Chalo shuker ha.
@mehdialibai39383 жыл бұрын
hahahahaah
@nohastatusvideos77783 жыл бұрын
😂😂😂😂
@muhammadghufranrahim3935 жыл бұрын
مولانا صاحب اس طرح تو قالین بھی زمین کی ہی جنس ہے وہ کونسا انسان نے معجزانہ تخلیق کیا ہے
@aamersohail51983 жыл бұрын
Bahi jeee jis cheez say caleen bna ha wo phn nay ma ati ha means dagha
@gazifitness7776 жыл бұрын
Wo tikki nahi karbala ki khak hy jo paak mitti hy
@noreenidrees62082 жыл бұрын
Haaq goo Aalim e deen Ali bhai....👍🌹❣
@zeeshan10375 жыл бұрын
Afzaliyat us khuda ki hai jiske sajde se pehle har ek cheez ko uske shayane shaan karte hain hum....ab agar aap sajdegah ko afzal keh k shirkat ki baat karen to fir namaz se pehle kiye jaane waale baqi k saare arkan maslan nahaana saaf kapde pehanna etc etc ko b aap kuch kuch keh dete agar ye sirf hamara nikala hua hota shayad!!!'