Ep#02 Zamin ki Orbit (Madaar) ke Radd me Aala Hazrat ke Dalaail | Physics se zamin ki Orbit ka Radd

  Рет қаралды 2,497

Juned Husein Ashrafi

Juned Husein Ashrafi

Күн бұрын

Пікірлер: 66
@salahuddinmansoori4789
@salahuddinmansoori4789 25 күн бұрын
Mashaallah subhanallah aajke modern generation ko aise hi ilm ki zaroorat hai.Allah pak aapke ilm me aur izafa de .
@user-lk8pb7jf2w
@user-lk8pb7jf2w Күн бұрын
Hame intezar rahe ga aap ke agle apisod ka .🎉
@SalmanKhan-lo7uh
@SalmanKhan-lo7uh 2 күн бұрын
Mashallah bhai Kamal ka kaam kr rhe ho aap. Allah aapko salamat rakhe.
@BinteAamirAttaria
@BinteAamirAttaria 2 ай бұрын
کس طرح اتنے علم کے دریا بہا دئیے علمائے حق کی عقل تو حیراں ہے آج بھی احمد رضا کا تازہ گلستاں ہے آج بھی🖤🤍
@MuhammadQasim-b1c
@MuhammadQasim-b1c 14 күн бұрын
Very good thank you
@MohammedAqeeb-zw3wp
@MohammedAqeeb-zw3wp 28 күн бұрын
Masha Allah ♥️ behtareen work bhai. May Allah grow this channel exponentially. May people accept the truth and dump the garbage we've been fed our whole lives. Much love brother🌹
@AbdulSattar-gk6mi
@AbdulSattar-gk6mi 28 күн бұрын
اللہ تعالیٰ آپ کے علم میں اضافہ فرمائے
@ahtishamansari5896
@ahtishamansari5896 12 күн бұрын
آمین یارب العالمین!!!!
@zulfequarali1512
@zulfequarali1512 3 күн бұрын
Bahuth bhadiya Bhai. Aajkal school me science sirif magic show ban ke rah gaya hai
@JndSaiyed
@JndSaiyed 3 күн бұрын
Bilkul sahi tarjumani ki bhai aap ne. Lakdi ghumao aur chote bache sab kuch sach maan lete hai.
@wasiraza9818
@wasiraza9818 Ай бұрын
Wah Pahli dfa imam ki tashree itni asan dakhi
@shaikhtariq5112
@shaikhtariq5112 27 күн бұрын
Sahi ✨
@manzoorrazanaviwala9988
@manzoorrazanaviwala9988 15 күн бұрын
Bhai kya baat hai 🎉🎉
@Info_With_Haseeb3
@Info_With_Haseeb3 Ай бұрын
Mashallah subhanallah bhai ❤❤❤❤❤❤❤ bahut achchha video hai mai bahut din se fauze mobeen padh raha hun lekin mujhe thik se samajh nahi aa rahi thi to aap ka Bahut bahut shukriya 💖💖💝💕💕 aur bhi video banaiye isi tarah ki
@JndSaiyed
@JndSaiyed Ай бұрын
Ji bhai. JazakAllah. Ise aur logo tak pahuchaye. Is ke baad agar Allah ne chaha to book bhi explain karenge.
@amirrazvi7541
@amirrazvi7541 25 күн бұрын
Bahot Aala
@zohaibmaqbool
@zohaibmaqbool 17 күн бұрын
Zabardast
@saklensumra1667
@saklensumra1667 8 күн бұрын
Me hamesha sochta tha ke ala hazrat ilme falakyat ke mahir the par par me nahi janta tha kese par aaj yaqeen ho gaya ke wo wo sainsadan the❤
@Sonufacts-x3y
@Sonufacts-x3y Ай бұрын
Allah aap ko salamat rakhe ❤
@AhmedRaza-ln4cm
@AhmedRaza-ln4cm Ай бұрын
❤jazak Allah
@topnewsinternational2844
@topnewsinternational2844 Ай бұрын
ماشاء اللہ، جزاک اللہ
@wahedshaikh3803
@wahedshaikh3803 15 күн бұрын
Mashallah Allahﷻ apne Habeebﷺ ke sadqe aapke ilm me izafa farmaye
@knighteNo
@knighteNo 2 ай бұрын
Impressive animation and explained in simple terms. I read Some parts of fauze mubeen (English) but it's going out of my mind😅. Mashallah Keep it up. Waiting for more. May i ask what's your qualification.
@JndSaiyed
@JndSaiyed 2 ай бұрын
JazakAllah brother for motivating, keep sharing to students/techers to help them think out side of the box. I've spent a few years studying fauz e mubeen. I hold two diplomas and have recently completed Dars e nizami (Aalim course).
@Amini9266
@Amini9266 Ай бұрын
Ma sha Allah bohat khoob
@DilshadAhmad-rf3ux
@DilshadAhmad-rf3ux Ай бұрын
Mashallah bahut khoob
@kaunainnizami7031
@kaunainnizami7031 18 күн бұрын
Iska jawab h ki suraj bhi apne center of gravity ka chakkar lagata h jo ki suraj ke thodi hi door h. Aur isse space jo ki ek chadar ki tarah h usme curver paida hota h jo suraj ke chakkar lagane ki wajh se bar bar change hota rehta h isi wajh se zameen ka orbit bhi change hota rehta h aur isi curve ke lagatar badalte rehne ki wajh se centrifugal force bhi lagta h zameen par. Misal ke taur par kisi badi chadar me ek badi wazan dar ball rakhe to curve paida hoga ab isi ball ko gumaye aur fir upar se choti ball dal den aur badi ball ko lagatar hath se pakad kar usi chadar par ghumaye to choti ball ko centrifugal force bhi milega aur wo ek ande jaisi circumference me ghumegi bhi
@JndSaiyed
@JndSaiyed 17 күн бұрын
Bhai aap ne jawab banane ki koshish ki lekin bana nahi. agar Sun ko barycentre ke around ghumta hua mane to us ke ghumne ki wajah se earth ki orbit agar elliptical bane bhi to wo "with reference to barycentre" hogi na ke "with reference to Sun". Yani sun aur earth ka distance to phir bhi same hi rahgea. Is ko Sun, Moon aur earth ki orbit ke example se samjho. Moon ghumta he earth ke around aur (science ke mutabbik) earth ghumti hai sun ke around. To moon ki orbit elliptical bane to wo "with reference to Sun" hogi na ke "with reference to earth" yani moon aur earth ka to distance change nahi hota. Moon ki orbit earth ke around circle hi rehti hai, elliptical nahi banti. agar ab bhi samajh naa aaye to paper pen le kar draw kar ke dekhna. Ye geomatry ka question hai. Dusra point ye ke agat sun ke khud ghumne ki wajah se planets ki orbit elliptical hoti hai to baki sare planets ki bhi aise hi hona chahiye. yane Saal ke jis waqt earth ki orbit ande jesi hone lage saal ke usi waqt jupiter, saturn, venus, neptune, pluto etc sab ki orbit bhi ande jaisy hone lage aur usi direction me ho jis direction mein earth ki orbit ande jaisy hoti hai. Lekin aisa bhi hota nahi. sab ke sab planets alag alag direction mein orbit banate hai.. Aur alag alag waqt banate hai. In short, bhai ye jawab jis kisi ne payda kiya hai wo khud janta hai ke ye sirf khayali pulao hai. Kya koi scientist ne bhi is ki taaeid ki hai? bas kuch bhi imagine kar ke naye naye idea late raho? Aise gaadi kahi ja kar rukegi nahi. Misaal mashhoor hai. Ek Juth ko manwaane ke liye 100 juth payda karne padte hai.
@iftikharuddin1599
@iftikharuddin1599 16 күн бұрын
چاندکی گردش بھی سرکل نہی ہے اج کل چاند زمین کے کریب آیا ہوا ہے اس لیے اس کی روشنی بھی ذیادہ ہے​@@JndSaiyed
@curiousness3.1459
@curiousness3.1459 4 күн бұрын
@@JndSaiyed beshaq hq
@curiousness3.1459
@curiousness3.1459 4 күн бұрын
bhai aap kahan se hain kya me aap se mil sakta hun kyunki alfouzul mubeen padhane ke liye physics bhi aani chahiye aulmao ko to bhut kam Aalim hain jo science subjects pr gehri pakad rakhte ho
@Sonufacts-x3y
@Sonufacts-x3y 20 күн бұрын
Please aur video 😊❤❤
@expertglow9588
@expertglow9588 Ай бұрын
Finally
@sabirrazasabri75
@sabirrazasabri75 25 күн бұрын
ماشاء اللہ ♥️
@user-rz5ei8xl5e
@user-rz5ei8xl5e 8 сағат бұрын
Kya earth or sun space mai travel nhi kr rhy sth kya wo bhi sakin hai ? Or is case mai baki planet ka kya bna
@smartwork8559
@smartwork8559 Ай бұрын
माशा अल्लाह ❤❤
@muhammadbilal6865
@muhammadbilal6865 Ай бұрын
Masha Allah great work
@nasirmahmood9186
@nasirmahmood9186 Ай бұрын
Bohat khoob sir Cary on sir
@Fact.Finder_
@Fact.Finder_ 3 ай бұрын
Really appreciate it. 100 dedication ❤
@sabirrazasabri75
@sabirrazasabri75 24 күн бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@AH-bs8lx
@AH-bs8lx 15 күн бұрын
Masha Allah koshish acchi hai bhai but Centrifugal force tangent par nahi lagta wo to opposite to Centripetal force lagta hai tangent to revolving body ka forward momentum hota hai Aap force ko resolve karne ki bajaye Velocity ko resolve kariye tab sahi hoga apka explanation
@JndSaiyed
@JndSaiyed 15 күн бұрын
Bilkul sahi kaha aap ne. Waise video mein kahi bhi use centrifugal force nahi bataya gaya jo tangent par hai. Centrifugal force ka outcome bataya hai. Is par yu rahega ke centrifugal force ke bajaye velocity/momentum badhne ghatne ki kya wajah hai? Aur daleel thik ho jayegi. Positive correction ke liye JazakAllah. 👍
@zakikani6569
@zakikani6569 25 күн бұрын
Bro next video laoo
@imblogmaster
@imblogmaster 2 ай бұрын
bhai or bhi episode lao
@JndSaiyed
@JndSaiyed 2 ай бұрын
Coming soon ان شاء اللہ bhai.
@imblogmaster
@imblogmaster 2 ай бұрын
@@JndSaiyed bohat shukriya
@nasirmahmood9186
@nasirmahmood9186 Ай бұрын
Nice and true
@farhaantamboli4262
@farhaantamboli4262 10 күн бұрын
Assalam walikum hazrat Hamara kya aqida hai Ki earth rotate aur sun ka revolution dono bhi nhi karti? Ya rotate hoti hai lakin sun ka revolution nhi karti?
@JndSaiyed
@JndSaiyed 10 күн бұрын
وعلیکم السلام ورحمة الله وبركاته. Bhai earth na rotate karti hai na revolve. Balke Sun Earth ke around us ke path mein revolve karta hai
@rizwanqureshi6313
@rizwanqureshi6313 2 күн бұрын
Bhai please earth flate hai ya sphere iske uper ala hazrat ke dalil par video banaye mujhe ala hazrat ki flate earth vala proven janna behad jaruri hai bhai please mujhe bata de ya fir vo explanation bata de ke kahan milegi pls
@JndSaiyed
@JndSaiyed Күн бұрын
Aala Hazrat ka mauqif earth sphere ka hi hai. Aala hazrat ne khaas taur par kahi dalaail nahi diye ke zamin sphere hai. Kisi aur chiz ke discussion mein prove kiya hai ke zamin sphere (kurra) hai. Fauz e mubeen se obviously zahir hai ke aala hazrat zamin ko flat nahi maante. Kyu ke jagah jagah aap ne zamin ko kurra yani sphere likha. Is ke ilawa fauz e mubeen mein aap ne science ke bahut sare galat claim ka correction kiya hai agar che book ka main maqsad zamin ko saakin batana hai. To aala hazrat agar science ke earth sphere ko galat maante to us ka bhi radd zarur karte. Aala hazrat ke ek maahir student allama zafaruddin bihari ki ek kitab hai (سلم السماء) jis me unhone earth sphere hone ke proofs diye hai. Wo ilm e tawqeet yani namaz ke time nikalne me maahir the. Us ka mutal'aa kar sakte hai.
@rizwanqureshi6313
@rizwanqureshi6313 Күн бұрын
@@JndSaiyed jazakallah bhai...bahot bahot sukhriya apne ye important information mujhe di varna me ye galtfehmi me tha kuch logo ki vajah se le ala hazrat ke earth ko flate bataya hai....koi khaas kitaab hai bhai ala hazrat ki jise me padhu jo astrology aur physics ki Provence me ho
@Info_With_Haseeb3
@Info_With_Haseeb3 Ай бұрын
Assalamualaikum bhai❤ earth ke piche mars jupitar hai to earth ko ye dono garah aur aur sun khinc rahen hain😮
@JndSaiyed
@JndSaiyed Ай бұрын
وعلیکم السلام ورحمة الله وبركاته. Ji. Science ke nazriye ke mutabik har planet ek dusre ko khichta he.
@ParvezKhan-ep7zg
@ParvezKhan-ep7zg 27 күн бұрын
Aala ❤ Hazrat Ne Jo Tehkeek Ki Hai Vo Bilkul Sahih Hai ✅✅✅ Science Ko Khud Hi Doubt hai .... 😂😂😂 ke Earth Sun ka Rotate Kese karr rahi hai
@abrarshaikh2254
@abrarshaikh2254 4 күн бұрын
0:20 is proof that u don't understand gravity. Any 11th class physics student point out that wrong pictorial representation of projectile motion!
@JndSaiyed
@JndSaiyed 4 күн бұрын
That time stamp is from EP#01. Go and check that video first.
@user-dq6gg4xg5z
@user-dq6gg4xg5z Ай бұрын
do u know about English translation of fauz e mubeen?? named.... a fair success in reputing earth motion... u can take help from it. therefore u are also understanding fauz e mubeen very well
@JndSaiyed
@JndSaiyed Ай бұрын
I know about that translation. It's a good translation if you want a literal translation. But meaning wise, it's not a comprehensive translation. I would rather go with urdu. I have no problem with that.
@AkhtariStudio
@AkhtariStudio 12 күн бұрын
After watching full video I subscribed you, I request you to keep active your channel
@user-dq6gg4xg5z
@user-dq6gg4xg5z Ай бұрын
are u Jawad raza khan???
@JndSaiyed
@JndSaiyed Ай бұрын
No I'm not Jawad Raza
@AbbasAhmed-m6p
@AbbasAhmed-m6p 19 күн бұрын
​@@JndSaiyedjanab aapse contact karna je hamari team bhi aapki tarah kaam kar rahi he
@JndSaiyed
@JndSaiyed 19 күн бұрын
@@AbbasAhmed-m6p ماشاءاللہ Badi achi baat hai. Mere email par contact karein please.
Reflection 70b Faked?! What We Know So Far...
19:39
Matthew Berman
Рет қаралды 66 М.
Kya Zameen SAKIN hai ? Quran aur Science - Javed Ahmed Ghamidi
20:29
Ghamidi Center Of Islamic Learning
Рет қаралды 161 М.
English or Spanish 🤣
00:16
GL Show
Рет қаралды 17 МЛН
When you discover a family secret
00:59
im_siowei
Рет қаралды 35 МЛН
Новый уровень твоей сосиски
00:33
Кушать Хочу
Рет қаралды 1,4 МЛН
Khulasa E Risala Fauz E Mubeen Dar Radd E Harkat E Zameen | Noori Mehfil | 25vi Shab | JRM KURLA
1:31:25
Alaa Hazrat Maulana Ahmed Raza Khan as a Scientist | Earth stationery or revolving around sun?
24:22
Zameen Sakin ya Harkat mey?
8:42
BookLand
Рет қаралды 29 М.
Fauz e Mobeen | Is Centrifugal Force real? | Ala hazrat
3:58
Ansuni Batain (Jawad Raza Khan)
Рет қаралды 5 М.
Kya gravity exist krta hai | zameen sakin hai by Ala Hazrat #gravity #earthscience
4:38
Ansuni Batain (Jawad Raza Khan)
Рет қаралды 2,5 М.
Zameen sakin hai by ala hazrat | Zameen ghumti hai ya suraj | Earth stationary in Quran  #youtube
23:42
Diyya Law and Secular Opportunism!
15:46
Qaiser Ahmed Raja
Рет қаралды 26 М.