Harr insaan ko sunna chahiye aur amal zaroor karna chahiye bina amal ke sunna aur khuda ki maarefat aur khuda ki Humse jo ummeed hai wo Jaanna fuzool hai.. Ayatullah behjat koi aam molana anhi hain ye wo shaksiyat hain jinse imam e zamana imam mehdi a.s kai baar mulaqaat krte the unki zindagi me aur imam hussain a.s ne basharat di unhe aur unko 21 tohfe diye jinme se do tohfe ye the ki ayatullah behjat r.a ko apne peeche ka bhi nazar aata tha aur agar duniya me koi bhi unhe kabhi bhi agar yaad karta toh unhe wo maloom ho jata tha.....allah jinko pasand krta hai unhe apna dost banale ta hai unhe wali allah Kehte Hain.. Ayatullah behjat ek wali allah the.. Unse khuda ki maarefat haasil karein aur dusron se hamdardi se pesh aayein kyunki Qayamat ka manzar aur hashr ka maidaan bohot gazabnaak hoga aur hashr ka manzar jab hum sabka hisaab kitaab hoga wo door nhi hai wo itna nazdeek hai jaise raat ke baad subah hai. Aap khud so hein zindagi kitni tezi se guzar gyi abhi tak.. Sochte hain toh jaise abhi hi kuch Waqt Pehle hum bachhe hote the school jaate the aur ab itne jawaan aur budhe ho gye.. Isliye khuda ke hukum ko manne ki poori koshish krein unn baaton ko halke me naa lein jo khuda Humse chahta hai. Kisi ka dil nhi dukhayein mazaak me bhi.
@UR_FAV_zaynab9 жыл бұрын
Jazakallah
@HamidahIshak10 жыл бұрын
SALAAM BROTHER.PLS TRANSLATE TO ENGLISH OR ARABIC.SYUKRAN..AMMI.
@haider19058 жыл бұрын
Farsi is my language and I was carefully listening. But it seems to me the translator is saying something very different from Ayatullah Behjat.
@muhammedrazadawoodani77017 жыл бұрын
Haider please do the translation
@jjmoh797911 жыл бұрын
Don't make the voice so dramatic!! It's not a drama.