Рет қаралды 221,662
Hello Dosto, yeh Class diagram ka 1st part hai. Jisme meine class diagram ko kaise banana hai, kya kya component hai, Generalization, Association, Aggregation, Composition... sare chiz explain kia hai. 2nd part me ek example ko solve kia hai. Ye mcs-032(Theory) aur mcsl-036(Practical) ke paper me aata hai.
Agar aapko samajhne me koi dikkat ho to aap niche comment karke ya mail karke mujhe jarur batana. aur agar video accha laga ho to please like, share and subscribe our channel.
Thank You so much.
Email: srn.program.1111@gmail.com
facebook: / sourav.s.nag
Twitter: / srn9999
Exam Aasaan Hai !!!