Kya aap iss prakar se prepare kar rahe ho?😮 Comments mein jarur batana 🙌
@AshutoshLaxman21 күн бұрын
Bhaiya class 10 ke liye 14 to 15 hrs schedule kya hona chahiye ki 15 se 20 din me syllabus complete kar le😢😢
@shobharani929321 күн бұрын
Nhi
@Yash_008521 күн бұрын
Me ab is tarah hi prepare krunga promise 😊
@JaveriyaBano-r2s21 күн бұрын
Abhi tak to nahi but ab se karungi zarur .
@Ashik-r1i21 күн бұрын
Bhaiya ap 12 ki bored or neet ki ak sal ma kase complete Kiya apka over thinking nhi hua ka ma bored ma markes ka aga mara neet sap
@keep_learning-d6u21 күн бұрын
Thank you bhaiya ,aap motivate bhi karte hai,daat bhi dete hai aur emotional bhi kar dete hai lekin hame (chote bhai behen) ko aap par poora bharosa hai kyu ki aap jo bhi Bolte ho hamare liye hi hai 😊😊
@TheApronBoy21 күн бұрын
🥺❤️
@Pinki-k6o21 күн бұрын
Bahot achhi baat batai hai aapne, mene aapke pichle video bhi dekhe and ye method kafi time se follow kr rhi hu, kafi retaining hai ..❤❤❤
@AdnanKhan-pn9ek21 күн бұрын
Thanks bhaiya for make this video isse mujhe kafi help hogi syllabus khtm krne me 🙏or aap bohat ache se guide kr ho 😊 once again thank you so much bhaiya 🥰✨
@asthamondal437120 күн бұрын
Quality is better than quantity 🥲🥲🥲
@PwCom-b3u7 күн бұрын
You mean 360 is better than 720
@Alphasajanmahato-w5i21 күн бұрын
Bhaiya apko Dekh ke mere andar alag hi level Ka motivation ajata Hain🔥🔥💪
@VidyaK____e21 күн бұрын
Bhaiya aap bahut achi tips dete ho aap ke tips ke vajha se padhai main asani hoti hai bhaiya thank you so much bhaiya ❤❤❤✨✨✨
@DrdeekshaSingh21 күн бұрын
Bhaiya aap jaise bhaiya dhuna bhut mushkil hai bhaiya aap bhut aacha motivate kar ho thank you so much bhaiya ❤😢
@harshildole672119 күн бұрын
Thank you so much Bhaiya ke apne ye video banaya kyu ki muje pata hai ke last ke time me fast revision kitna important hai 🙏🙏👍😇
@passionofsucess-oq6tt20 күн бұрын
Thanks bhayiya ❤❤
@Priyabm120 күн бұрын
Yes bhaiya Mene bhi kar chuki huu 2 din me 11th or 2 din me 12th😊
@AnujChaurasiya-d4z21 күн бұрын
Thank you bhaiya itna behtareen video banane ke liye million thanks bhaiya🙏🙏 .
@AnujChaurasiya-d4z21 күн бұрын
You are really great bhaiya and our guidence 👌👌
@sandippadvi193021 күн бұрын
Maine 10 bar kar liya bahut help full hai ❤
@SanjanaFagna827921 күн бұрын
Offline or Online?
@RinkuChoudhary-b4f21 күн бұрын
Bhaiya ab to jam ke mehnat karni h kyuki apne mami papa se dur yeha padhane aaye h aj makar sankranti h aur lagbhag sab apne ghar gaye h yad to hme bhi aati h pr kya kare ab bas pura ji jan laga deni h apne es paper ke liye
@Priyabm120 күн бұрын
Me abhi daily 1hour me 2chapter karti hu...😊 Bhaiya daily revision ke baad bhi questions bohot galat hote hai kya karuu samjh nhi aaa rhaaa or test se bohot dar lagta hai test nhi de paa rhi hu...😢😢😢
@NoorAlam-hx6fv21 күн бұрын
Inshallah i will select in NEET 2025 🤲🤲🤲❤️
@BarshaHalder-lf1xu21 күн бұрын
Thank you GURU ❤
@Ifakhan-y1e21 күн бұрын
Thnx bhai 😊
@trishasharma597421 күн бұрын
Nice 👍👍 and thank you bhaiya for informative information
@JaveriyaBano-r2s21 күн бұрын
Shashi bhai thank you so so so much 😊
@Akashmotivationalvideo-od8df21 күн бұрын
Thik bhaiya ❤❤❤ thank so much
@aayeshapathan180121 күн бұрын
Yes bhaiya Thank you so much
@WaseemAhmad-x1y20 күн бұрын
Thank you bhaiya❤❤
@Priyabm120 күн бұрын
Bhaiya next video physics chemistry ke liye lao revision ke liye please 😢😢😢😢
@anonymous_idk21 күн бұрын
Please tell bhaiya, is there any pdf in which topic wise pyq's given.. I mean only index type, from which topic how many questions came
@antima32317 күн бұрын
Thankyou bhai 🎉
@Varshaaggarwal0921 күн бұрын
Thanku bhaiya Bhaiya plz suggest karo youtube se physics konse teacher se kare
@shubham_1600m21 күн бұрын
Bhaiya physics ki ek chapter wise weightage ke hisab se bata dijiye ❤️
@priyanshi_shroff38421 күн бұрын
Tysm Bhaiya ❤😊
@ShrustiWasnik-g2c21 күн бұрын
Thankyou bhaiya 😊
@AJAYKUMAWAT-qw2ii21 күн бұрын
Thank you bhaiya
@Kaminisingh567721 күн бұрын
Thanku Bhaiya ❤
@gungunansari884021 күн бұрын
Inshallah is baar 700 paar🤟
@NoorAlam-hx6fv21 күн бұрын
Inshallah plz mere liye bhi dua krna
@gungunansari884021 күн бұрын
@NoorAlam-hx6fv inshallah ☺️
@MrLutfan-p4o20 күн бұрын
@@gungunansari8840jarur hoga insallah 😊😊😊😊😊
@Shivani-fo1zj21 күн бұрын
Thankyou bhiaya 🙏🙏
@BackToBackYT-cc6ui21 күн бұрын
Love you ❤ bhaiya from samastipur Bihar
@anitakanathe57421 күн бұрын
bhaiya ap hum 12th boards(mainly mp boards ke hisab se bhi thoda ) walo ke liye bhi ek strategy video or ek perfect timetable bhi bta do jisme 12 to 13 hrs ki study ho daily bana do na 90+ % ke liye for a PCB subject
@PankajsirKingofchemistry20 күн бұрын
Bahiya ek doubt h ki bio me ek chapter ke maximum kitne questions kre and kis year tak ke sufficient honge pls tell me
@MeenaShinde-v3c20 күн бұрын
Bhaiya plz chemistry or physics ka bhi bata do
@RakeshSahu-k7d21 күн бұрын
bhaiya please aapse request hai har chapter ka 11th ka weightage Bata dijiye please
@PriyanshuKumari-ey5dl20 күн бұрын
Thanks brother
@ANSHURAZ-rn2zw21 күн бұрын
Thanks bhaiya
@siblinggoals12321 күн бұрын
Starting from now.....
@Mr-frr21 күн бұрын
1.Sunday=11th NCERT 2.sunday=12th NCERT Padhta hu 3 mahino se 🗿🤟🏻
@Youtubestudy-l7q21 күн бұрын
Bhaiya please physics 120 marks confirm krwa do please
@YASH-ck9qq21 күн бұрын
yes bhaiyaa bio 350 chem 140 phy 120 plan batao bhaiyyaa home self study lectures
@poisonste560021 күн бұрын
Yes Bhaiya
@sonakshisaini147620 күн бұрын
Nta wako k sath connection h kya 😂😂
@gungunansari884021 күн бұрын
Yessssss 😊
@kumkum-b1g21 күн бұрын
Bhaiya plz mujhe reply krna m physics m notes,dpp,pyq kr rhi hu only ese hi bio or chemistry m bhi itna hi enough h ya or kru plz rply 🙏
@surekha450910 күн бұрын
Bhaiya ncert ka har ek line hi important hota h Kya kya highlights 😢 Shorts form main revision hi nhi ho pata h
@nishu_jaat_jd21 күн бұрын
Telegram channel name kya hai bhai sahab
@PSRP50421 күн бұрын
Bhai yaar pl abhi st kareto neet ho sakta he kyaaa
@Danish001_d17 күн бұрын
Bhaiyya almost kitne years ke pyqs lagana Biology
@Ragini-e7t21 күн бұрын
Test series?
@cricketwithrehan444821 күн бұрын
Bhaiya bs bio hi karegay pure din?
@Join_with_freefire21 күн бұрын
Bss physics ke liye aap video bna do bhaiya phir se comment kr rhi hu
@surajdiwakar935821 күн бұрын
Bhaiya physics me padhna hi nhi chahta dar lagta hai pta nhi q bahut tension hai bhaiya
@aqshafatima296821 күн бұрын
Bhaiya chem or bio to ho jta h mujhse physics ni hota mujhse 😖😖 or ab shyd hoga b ni or shyd mera selection b ruk jyega physics ki wjh s mujhe kuch smjh ni aa ra ky kru😢
@ChandrakantaKalamani21 күн бұрын
Bhayya is. It possible
@FutureDr_08921 күн бұрын
Bhaiiya mere se physics question nhi bnte wjh ye h ki mene abhi tk prectice nhi ki maa bimar h pdhne ka time nhi milta tha ghr k karan Bhaiyya mujhe ye last chance mila h nhi hua selection to shadi kra denge Kuchh bta de please 😢 Please selection hone k liye kuchh please
@DipendraJarwalIK21 күн бұрын
Maine biology mein sirf ncert hi padhi , notes to Banya bhi nhi , kya galat kar diya. Waise pyq basis par to sahi kiya h but
@nikhildewangan415921 күн бұрын
Thoda logical thumbail lga liya kro 👍 20 chapters a day 😂
@Pinki-k6o21 күн бұрын
😢
@nitinkrishna616121 күн бұрын
Logical lagaya To tum dekhoge hi nhi😂😂
@nikhildewangan415921 күн бұрын
@@nitinkrishna6161 is liye illogical log hi dekh rahe honge ye video 🤣🤣
@shristigangwar-p5c21 күн бұрын
😅@@nitinkrishna6161
@nitinkrishna616121 күн бұрын
@nikhildewangan4159 self harm?💀😂
@ShashankSingh-l1l20 күн бұрын
Bhaiya mujhe physical chemistry padhne mai dikkat aati hn ( achi nhi lagti) toh mai zada dhyan inorganic or organic or physics pr du toh thik rehga?!
@alfiyakhan496819 күн бұрын
Bhaiya me BSC nursing kar rhi hu 1 sem h or mujhe neet ki preparation karna h please mujhe guide kar dijiye ki mai kaise karu dono ko mange please reply 🙏🥺