Bhai 160 2v me Usd Forks ka update hoga ki nahi,ya fir main 160 2v ka Race edition leloon❤
@MotorRedefinedКүн бұрын
Avi toh update ka koi chance nahi hai bhai
@arunkumarkewat5203Күн бұрын
Main diwali se wait kar raha tha 2-3 months aur wait kar sakta hoon yadi update mile to, ya fir race edition leloon
@Shanu-j5e22 сағат бұрын
@@arunkumarkewat5203 bhai race edition lele... Maine bhi liya hai NOV ko..... Or 2v mai usd nehi aayega... Agr aajaye to 4v nehi lega koi... TVS bahut chalak hai... Or tu 2v mai usd leke kya karega ? Telescopic enough hai bhai... Ha thoda mota hota to badiya hota... phir bhi village area city keliye telescopic enough hai.... Racing edition lele mast bike hai☠️... Pura ka pura beast hai🔥❤️
@rabidas797117 сағат бұрын
Kolkata on road price kitna hai Or is bike main kitna weight laa sakta hu
@kvg_partha9 сағат бұрын
Love from duttafuliya ❤
@arunkumarkewat5203Күн бұрын
160 2v main vibration kitne ki speed sefeel hone lagta h plz reply
@MotorRedefinedКүн бұрын
85kmph
@arunkumarkewat5203Күн бұрын
Thank you Bhai 😊 60-70 ki speed wale hain ham, Bahut mehnat se paise ekkatthe kiye h bhai, ham jaise log ek bar hi bike buy kar pate h,isliye dar raha tha wrong bike na leloo,bhai Monday ko jaunga 160 2v race edition lene,
@Shanu-j5e21 сағат бұрын
@@arunkumarkewat5203bhai tu bilkul mat dar... Bina soche rtr 2v racing edition lele.. Maine liya koi problem nehi hai... Chalane mai bahut maja aayega ye meri guarantee hai.... 💀
@arunkumarkewat520321 сағат бұрын
Thank you bro.
@sarangbedekarvlogs353819 сағат бұрын
TVs redeon ka video laiyye
@iphone15.789Күн бұрын
sir ji in mese sabse best bike konsi hogi hero extreme 160r 4v vs tvs apache 160 4v usd vs n160
@ranjansutradhar1046Күн бұрын
Choose between n160 or xtreme 1604v because this two bikes are newly designed and also their engines, rtr 160 4v is using the similar design body and engine since 10 years with minute headlight graphics and now usd is included, don't be fooled by it's usd still the front tyre of apache is 90mm with red tvs raider alloy and same chunck ugly looking exhaust
@iphone15.789Күн бұрын
@ tvs apache 160 4v hi mind me tha lene ka agar hero extreme 160r4v or n160 jyada accha option hoga kya or maine suna n160 purani hone par milage 30 tak aa jata hai
@ranjansutradhar1046Күн бұрын
@@iphone15.789 Bhai n160 sabse jyada mileage deta hain, x 160r4v sabse jyada fast hain aur engine bilkul v heat nhi hota mere bhai ke pass hain maine continuously guwahati se leke bongaigaon Assam mei chalaya Jo ki arround 200km hain aur avg speed 85-90 tha guwahati mei Maine 10 litr petrol bharaya aur bngn aate aate 6 litr jaise bacha tha, agar tumko performance chahiye xtreme lo agar mileage toh n160 lo rtr mei na mileage aur na performance accha hain, samaj gaye ulta rtr ka front tyre cycle jaise lagta hain usd ke upar Maine live dekha 😁
@iphone15.78920 сағат бұрын
@@ranjansutradhar1046 pulser n160 vs hero extreme 160r4v dono mese sabse best batao aaj hi maine apne mohalle me n160 dekhi kya bawal lag rahi thi lekin
@ranjansutradhar104619 сағат бұрын
@@iphone15.789 test ride lo bhai dono ka, Maine pehle sehi bola agar tumko accha handling , fastest accelerating aur koi dekke apna sar ghuma de toh xtreme lo , aur agar tumko mileage chahiye toh n lo
@fashiontaimgohil5071Күн бұрын
Love you bro
@RohitYadav92950Күн бұрын
Ap le dekr raider ya apache lekr ajate ho. Kuch aur bhi dusri bikes ko bhi laya kro, like triuphs, RE ki, etc
@learnofacts5373Күн бұрын
Bhai Mera yaha bihar me onroad 1lakh 26k bol raha hai Please reply