Finch Breeding Formula Finch Breeding tips_ فنچ بریڈنگ فارمولا

  Рет қаралды 122,407

Birds Lover

Birds Lover

2 жыл бұрын

Finches Breeding Formula Finch Breeding tips full detail

Пікірлер: 186
@Karachi-Birds-Lovers
@Karachi-Birds-Lovers 5 ай бұрын
Bhai mashallah achi information dii ap ne. Thank you so much
@birdslover915
@birdslover915 5 ай бұрын
❤️
@Buyutdemangbirdfarm
@Buyutdemangbirdfarm Жыл бұрын
I like Finch bird and thanks for your information
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
❤️
@alexanderjohnjohn5911
@alexanderjohnjohn5911 2 ай бұрын
@birdslover915
@birdslover915 2 ай бұрын
❤️
@RajatHaoladar
@RajatHaoladar 14 күн бұрын
Vai hamare gpuldian egg lay kar rahe hai lekin unme bathte nehi aur eggs hatch bhi nehi karte aur kuch din baad eggs throw karte hai...
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Bhai zebra finch ke male ek dusre se ladte Hain aapke pass colony mein itne sare pair hai tab vah ladai Nahin karte mere pass do pair Hain ek dusre se ladai karte hain cage ka size bhi achcha hai ❤
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Brother bht kam jhgra krti hain meri finches in k pairs bany huwy hain is liye
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thanks bai 😊
@Shahnawazcg
@Shahnawazcg Жыл бұрын
😍😘
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
❤️
@hasanaskari1173
@hasanaskari1173 Жыл бұрын
Like it
@savej8966
@savej8966 8 ай бұрын
My cage,1 male zebra finch 2 female finch birds, fist time breeding not heating, ab breed kari hai to not heating problem age11 month
@birdslover915
@birdslover915 8 ай бұрын
1 male 1 female separate rekho
@ShehzadBirdsWala
@ShehzadBirdsWala Жыл бұрын
Hmm sahi
@ScienceandDeen
@ScienceandDeen 4 ай бұрын
Follow my page for more variety
@bidyutdhibar8097
@bidyutdhibar8097 23 күн бұрын
Breeding box mera v finch bird ko de diye
@user-ux3xo4qq8v
@user-ux3xo4qq8v 7 ай бұрын
Love finch❤❤❤❤❤❤❤
@birdslover915
@birdslover915 7 ай бұрын
❤️
@thakarsaahab1368
@thakarsaahab1368 Ай бұрын
Ram ram bhai
@hanzalasiddiqui4725
@hanzalasiddiqui4725 Жыл бұрын
Bhai ande kay chilke pees kar dene hain ya aesi hi rakh den cage mai
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Aise he rakh dain
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Zebra finch ke bacche do mahine ke ho gaye hain ghas kyon nahi utha rahe meherbani Karke iske upar video dalen shukriya
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Jld video aa jye gi
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thanks bhai ❤
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Bhai zebra finch ke Ande ko 13 din aaj ho Gaye Hain magar bacche Nahin nikale ji Bhai aap bataen shukriya❤
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Kal nikal aye gy InshAllah
@rajatkr.mondal4106
@rajatkr.mondal4106 Жыл бұрын
Bhai finch anda de rahi hai, lekin anda se bacche nehi ho rahi hai...sab anda kharap ho jati hai😭😭😭 reply please
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Proper dite den cage main sticks lgay breeding food jo videos main btai jati he wo den details k liye channel py mojod videos dekhy
@ShahzaibKhan-td9iv
@ShahzaibKhan-td9iv Жыл бұрын
Pyare bhai ap inhe palak ya losan de or egg boil de or 2,3 calcium k syrup pani me solve kr k den or ye course 2 week kre or abhi box htade 2 ,3 week bd breed Len insha Allah faida hoga
@quraan_aur_sunnat
@quraan_aur_sunnat Жыл бұрын
Calcium ki Kami hai bhai
@Mohammadzakirkhan44
@Mohammadzakirkhan44 11 ай бұрын
Aap apni French ko Ande ke chhilke aur samundri jahaj calcium ki Kami dur hogi to ki taaja padegi bacche bhi nikalenge
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Zebra finch Ande deti hai magar Ande mein hi bacche mar jaate Hain aur kuchh Ande kharab b ho jaate Hain bhai comment Karke bataen kya garmi ke vajah se hote hain ji aap bataen shukriya
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Garmi ki wajah se esa nhi hota koi or reason he. Pata nhi ap k birds ka setup kesa he kya galat ho reha he jski wajah se dead in shell ho reha he. Birds dekh k he problem ka pata chlta he
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ka cage ka size 4 boxer wala hai ek box mein do pair aate Hain ji aap bataen kya reason ho sakta hay ji aap bataen
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Shukriya bhai
@masoomclarki
@masoomclarki Жыл бұрын
Bhai meray pass zebra finch hay per wo anday nai deti male female confrm hay gonsla banaya hay lekin anday nai deti
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Food achi den breed start kr den gi
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Bhai zebra finch ke Ande mein se bacche nikalte Hain magar kuchh Ande gabe ho jaate Hain ji Bhai kis vajah se hote Hain please reply karne shukriya😢😢😢😢😢
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Jin eggs main se bachy nhi nikalty hatching time pura hony ka bad finch usy bahir phaink deti ho gi
@user-cp3js4rf3j
@user-cp3js4rf3j 8 ай бұрын
Wow nice
@birdslover915
@birdslover915 8 ай бұрын
❤️
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 9 ай бұрын
Bhai zebra finch main new lekar Aaya hun magar vah ghonsala Nahin banaa rahe nesting material bi provide kara hun aur kuchh nesting makkhiyon ke andar bhi dala hun tab bhi finch ghonsala Nahin banaa rahi teen char din ho gaye hain ji bhai aap bataen main kya Karun shukriya😢😢😢
@birdslover915
@birdslover915 9 ай бұрын
Finch ka age kam az kam 4 mah honi chahiye breeding food b use krwen jld nest bna len gi
@haramvlogs3935
@haramvlogs3935 23 күн бұрын
bhai inho ny ande ka bataa magr yeh nae banya Ande k chilky kse dene hain Sabit rakhne hai Ya kia krna hai Plz guideme... ya chura kr ke dena hai unhe ksi ko is k bary main kch b update ho plz zarur batein
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Zebra finch ko garmi mein kulfa de sake hain
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Zayada thadi chz na den finch bimar ho sakti he fresh water he kafi ho ga
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thanks bai 😊
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ke chicks Ande mein se bahe nikal aate Hain magar Matki mein hi mar jaate Hain aur yah Ande mein chicks mar jaate hay ji Bhai aap bataen shukriya
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Finch feed nhi krwati is liye mr jaaty hain birds ko daylight main rakhen multi vitamin den . Channel py full video hain isi topic py wo dekhy ap ko solution mil jyeega
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ka breeding season kab mahine se shuru hota hai ji aap bataen shukriya
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Finch sara Saal breed kr sakti he agr abi breed nhi kr rehe to ap August se breed start krwa sakty hain
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thank you so much bro
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ko egg food after 1 hafte mein kitne martba istemal Karen August ke mausam mein ji Bhai aap bataen shukriya ❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
2_3 time's in a week
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ke Ande kharab hone se kaise bachen ji Bhai aap bataen shukriy 😢
@Munalmunu
@Munalmunu 10 ай бұрын
Mere pass 3 finches pair hain..3 pair Nest banaye,but 2 pair egg lay kar ke bache v nikal diye lekin 1 pair abhi tak egg v nehi lay kiye...kyu?? Please answer me
@birdslover915
@birdslover915 10 ай бұрын
Pair nhi ban reha ho ga. 3rd pair ny nest bna liya h??? Agr nest nhi bnaya to nesting den kuch dino tak ban jay ga pair phr eggs b lay kr den gy
@mujeebkhan2687
@mujeebkhan2687 9 ай бұрын
Bhai hmare finch mitting kar li to egg kitne din me ajaye ga
@birdslover915
@birdslover915 9 ай бұрын
Within 5 days
@faisalmunawar8515
@faisalmunawar8515 Жыл бұрын
Mere finch baccho ko nahi khila rahe hain isliye mar jate hain me kiya karu? Mere pas ak or pair hain wo log thik se baccho ko khirahe hain
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Daylight main rakhen birds ko or multivitamins den
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch gundam ki roti Nahin khati ji aap bataen shukriya
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Brother finch roti bht shooq se khati hain hamari videos main ap dekh sakty hain k finch kitny shooq se roti khati hain
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thanks bhai 😊
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 10 ай бұрын
Bhai zebra finch ke baal utar rahe hain female Puri ganji ho gai hai ji Bhai abhi aisa kya Karen jo finch mein baal a jaen shukriya😢😢😢
@birdslover915
@birdslover915 10 ай бұрын
25_20 din tak aa jye gy par calcium supplements den
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch Apne hi Ande deti hai mere pass ek pair hai mein acchi diet bhi deta hun aur mein calcium b deta hun aur soft food b aur green food b deta hun aur cage ka b size achha hai To b Ande Tod deti hey ji Bhai meherbani Karke aap bataen shukriya 😢
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Kitny pairs hain cage main
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Cage mein ek pair hai pahle mere pass do pair they ab mere pass ek pair hai
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai aapane reply nahin kiya please reply karen
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Finch esa bht kam krti he k apny he andy khud he tor dy jab finch ko weakness hoti he ya finch bht zayada disturb hoti h tbi finch esa krti he. Finch ko easy mahol den or proper diet bhtr ho jye ga
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thank you so much Bhai ❤
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Zebra finch 5 egg de diye hey tab bhi Ande per Nahin baithati ji Bhai aap bataen shukriya
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Kitny pairs hain cage main . Male female dono ik ik kr k baithty hain age male kisi or female k sath pair bna le to ando py nhi baithty
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Thank you so much Bhai ❤
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Zebra finch ke chicks ek do din se khud khatey hey ji Bhai aap bataen kitne dinon mein alag kar de
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 8 ай бұрын
Bhai zebra finch ko November mein egg food kitne martba den aur green food kitne martba de ji Bhai aap bataen shukriya❤
@birdslover915
@birdslover915 8 ай бұрын
Egg food weak main 3 dafa
@birdslover915
@birdslover915 8 ай бұрын
Green food har 2ry din dy skty hain
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Zebra finch lysovit syrup se jyada Ande dengi yah kelsham p syrup se jyada Ande ji Bhai aap bataen shukriya
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Dono use krwaen tbi zayada anday de go
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thanks bhai 😊
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 2 ай бұрын
Bhai meri zebra finches ko Aaye hue one week ho gaya hai main isko soft food green food calcium p syrup istemal kara raha hun rice food bhi istemal karva raha hun magar vah nesting nahin kar rahi ji Bhai aap bataen aisa kyon ho Raha hai
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch k chicks kitne dinon mein Ande dene shuru kar dete Hain ji Bhai aap bataen shukriya
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
3_4 month ki age main
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thank you so much Bhai ❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
❤️
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ke chicks die mahine ke ho Gaye Hain magar vah nesting rakhte Hain magar Matki mein Nahin jaate ji Bhai aap bataen shukriya❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
3_4 month ki age main breed krty hain
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thank you so much bhai ji bhai aap mujhe Sare jawab dete Hain mein bhi aapko acchi tarike se support karunga ❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Thanks ❤️
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Zebra finch garmi mein Apne Ande kyon kharab kar deti hai kis wajah se kuchh bhai kahate Hain ke garmi ke andar powder ho jata hai ji aap bataen kis vajah se meherbani Karke uske upar video da lein shukriya
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Garmi ki wajah se anday khrab nhi hoty ap k birds k sath koi or problem ho go
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch kitne martba breed kar sakti hai ji bhai aap bataen shukriya❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Sara Saal breed kr sakti he agr diet achi rakhi jaye ho health ka khyal rekha jaye to breed krti rehti he
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai mein isliye poochh raha tha ki meri finch har dafa 5 Ande deti thi abhi char Ande deti hai ji Bhai aap bataen kis vajah se shukriya❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Calcium ki kami ki wajh se calcium den or multivitamin
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Bhai zebra finch Apne bacchon ko feed Nahin karate main light bhi laga bhi hai 2 din se bacchon ko Nahin karate aur roshani bhi jaati hai ji Bhai aap bataen kis vajah se jald reply karen shukriya😢
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Dana pani har waqt finch k cage main hona chahiye or soft food den finch ko
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Bhai zebra finch ne ghosla Bana liya hai tab bhi Ande Nahin de rahi ji Bhai aap bataen shukriya❤
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/rJ_KdJt9d7yJfbc
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai aapki colony mein itne Sare pair breed karte Hain main bhi 2 pair rakhi they magar wo ek dusre ka anda Tod deti thi aapki finches Nahin todti ji aap bataen is vajah se shukriya😊
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Brother meri finches anday nhi torti. Ap Cage size bra rakhy matkiyan lgay nesting den or food achi den
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thank you so much Bhai ❤
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ke male female ko maarta hai aur female Ande deti hai anda andar se he Tod deti hai pata nahin bhai male todta hai ya female ji Bhai aap bataen shukriya 😢
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Female ik dosry k eggs torti hain
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ke age mein ek hi pair hai phir b Ande Tod dekhte hain mein acchi diet ka b starmall karata hun aur calcium be deta hun aur cage ka size achha hai fir b Ande kyon Tod dekhte hain ji Bhai meherbani Karke comment karke bataen bahut shukriya 😢
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Ji Bhai aapane reply nahin kiya please reply karen
@Topeng14
@Topeng14 Жыл бұрын
❤️🥰🌥️🕊️🇵🇭
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch k chicks Matki se bahir a jaate Hain tab finch kab tak feed karate hai ji Bhai aap bataya shukriya ❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Egg se bahir any k 6 ghnty bad feed krwana shuro krti he or 30_35 days tk feed krwati rehti h
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thank you so much Bhai ❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
JizakAllah ❤️
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Zebra finch ke Ande fertile both kam hote hain ji bhai aap bataen aisa kya Karni ke zebra finch ke Ande fertile hun jyada se jyada shukriya❤
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Bro finch main infurtality bht kam hoti he sabi ando main se bachy nikkal aty hain almost. Ap bs food achi rakhen baki sab thk ho jye ha ahista ahista
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ko ek din chod kar dusre din calcium p they sakte hain ji bhai aap bataen shukriya ❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
G brother dy sakty hain
@kumarjitu2709
@kumarjitu2709 5 ай бұрын
Surah aur mota kangani kya hota hai bhai
@birdslover915
@birdslover915 5 ай бұрын
Kangni means milet seeds red and yellow
@kumarjitu2709
@kumarjitu2709 5 ай бұрын
@@birdslover915 name the millet, it's proso or finger or kodo which millet
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Bhai zebra finch ke ek pair hai cage mein 5 Ande diye they magar ande per Nahi baith rahi sab Ande kharab ho jaate Hain cage ka size bhi bada hai cage mein sticks bhi lagi hui hai acchi diet bhi de raha hun ji Bhai aap bataen kis vajah se😢😢😢😢😢😢
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Jb finch anday dy to cage main kuch b changing nhi krty or na us ki location change krty hain or na zayada disturb kiya kren
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Bhai zebra finch ki colony mein ek pair ek pair chhode yeh saare finches pair chhod den Bhai main jodha nahi banaya tha main do pair rakhe the magar vah mail ek dusre se lad rahe the ji Bhai aap bataen aapane colony kaise bane thi mein bhi colony lagana Chahta Hun to main do pair chhod Kar Dekha ke vah mail ek dusre se lad rahe the Charo ne Nahin pair Nahin banaya tha
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Ban jye ga jora esy b kuch din tak jhgra b kam ho jye ga
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Bhai zebra finch ke Ande mein se bacche Nahin nikal rahe 17 din ho chuke hain acchi diet bhi deta hun soft food be deta hun greenfoot bhi deta hun aur cage ka size bhi bada hai zebra finch first breed kar rahi hai ji Bhai aap bataen first breed mein aisa hota hai aur dusre cage mein 5 Ande diye the ek anda to pata nahin kahan gaya char bacche the aur do bacche nikale hain aur do mein se nahin nikal rahe vah finch bhi pahle martba breed kar rahi hai ji bhai aap bataen kis vajah se please reply shukriya😢😢😢
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Brother first time thora bht problem hoti he next time achi breed ho gi InshAllah. Jin eggs ko 17 days ho gyen he un ko check kr len ho skta he infurtaile hon to un ko nest se bahir Nikal den finch dubara anday de de gi
@uniqueoneelectronics
@uniqueoneelectronics Жыл бұрын
Finch kitnay din main egg deti hi
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Finch jb 4 mAh ki ho jaye to breed krna start kr deti he finch ko eggs py lany k liye breeding formula channel py mojod he ap videos dekhy
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch jyada se jyada Ande de is ke liye kaun si syrup istemal Karen ji Bhai aap bataen shukriya ❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Calcium p+ vidalin m
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Salam bai acha humrai finch Phele Andy bache Kar chuki ha ab us ne dubara 5 Andy diye he magar 20 din ho Chucky he par ando me se bache abi tak nai nikly kiya waja ya or din sabar Karen finch mada bi hundo par Bethti he or ha Kuch logo ka kena he k Kuch andy 21dino me bi bache nikalte he plz ap batahen😢
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Nhi bro 13 din bad he nikal aty hain agr 20 din ho gye hain to mazeed wait na kren eggs check kr k phaink den
@mariannedoramady3063
@mariannedoramady3063 Жыл бұрын
what do you feed new born finches in english
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Finch parents feed the chicks with seeds milet seeds
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Bhai zebra finch ke Ande Dekh Kar kaise pata laga sakte hain ke Ande fertile hey ji Bhai aap bataen shukriya❤
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Furtalie eggs kuch din bad dark shade main hona shro ho jaty hain jessy jessy un main chicks banty
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Thank you so much Bhai ❤
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
, bhai zebra finch first breed mein jyada Ande deti hai k 2nd breed mein jyada Ande deti ji Bhai aap bataen shukriya❤
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Kuch first main 5-6 dy deti hain agr diet achi na mily to next time 4 dy gi or kuch first 3_4 deti hain or next time 5-6 dy deti hain
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Bhai zebra finch 1st breed mein bacche nikalti hai ji Bhai aap batao shukriya❤
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
G brother first breed main b bachy nikalty hain
@marwadiravi3525
@marwadiravi3525 2 жыл бұрын
Bhai mere finches ne nesting kar le hai vo kab tak ande de ge.
@birdslover915
@birdslover915 2 жыл бұрын
Agr male female dono nest main jaty hen to jld he female eggs lay kry gi. Egg shells do inko taky breed achi ho
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ke chicks khudai kehte hain ek do din se ji Bhai kitne dinon mein alag kar den aap bataen shukriya ❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/qX60poeehNyffdk
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
​@@birdslover915much
@samarthkulkarni9969
@samarthkulkarni9969 2 жыл бұрын
Can we use upper layer of coconut
@birdslover915
@birdslover915 2 жыл бұрын
Yes we can
@birdslover915
@birdslover915 2 жыл бұрын
Break them into pieces and the give it to your birds for nesting material
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 10 ай бұрын
Buy zebra finch ke Ande mein se bacche kyon Nahin nikalte Sare Ande kharab ho jaate aur ek do bacche nikalte Hain calcium Di Puri hai male female be confirm hai Ande mein se bacche bahut hi kam nikalte Hain 5 egg mein ek do bacche nikalte Hain ji Bhai aap bataiye kis wajah se hota hai iska solution kya hai ji Bhai aap bataen shukriya😢😢😢😢😢
@birdslover915
@birdslover915 10 ай бұрын
Brother Dana konsa de rehy hain kangni den yellow
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 10 ай бұрын
Ji Bhai mein kangani hi deta hun yellow wali ji Bhai meherbani Karke iska solution bataen shukriya😢😢😢
@wariskhan7406
@wariskhan7406 Жыл бұрын
Bhai mai unki soft food aur achi diet dy rae phir b unke anday unfertile hy aisa q horaha hy
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Male ki age kam ho skti hai abi. Agr age puri hai to ap channel py infurtality k issue k solution ki video hai wo dekhy
@wariskhan7406
@wariskhan7406 Жыл бұрын
@@birdslover915 male mai just beak orange hy baqi pura adult feature hy
@wariskhan7406
@wariskhan7406 Жыл бұрын
@@birdslover915 aur maine woh video dekhi hy mai sb follow kr rae
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Breeder male ki beak hamesha red hoti hai
@wariskhan7406
@wariskhan7406 Жыл бұрын
@@birdslover915 jazak ALLAH bhai
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ne anda Diya hai magar Ande per Nahin bhejti ji Bhai aap bataen shukriya 😢
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
3rd egg k bad baithti he finch eggs py
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thank you so much Bhai ❤
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ke chicks dhia mahine ke ho Gaye Hain magar vah nesting Nahin uthate main nesting Rakhi thi magar vah Nahin uthate ji Bhai aap comment Karke bataen shukriya ❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Ap matki ya nest box jo b lgaya he us main kuch nesting rakh den baki cage main Finch nest bna le gi finch ki breed age 4 mah ki hoti h
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thank you so much Bhai ❤
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch privacy dena chahie ya nahin kuchh bhai kahate Hain ke pravesh dena se acchi breed karti hai ji aap bataen ke finch ko privacy dena chahie ya nahin shukriya 😊
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Zorarat nhi finch bird zayada disturb nhi hota ap bs inhy nesting den ye bht khush rehy gy or breed b achi kren gy
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thank you so much Bhai ❤
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Bhai zebra finch ke male ek dusre se kyon ladai karte hain ji bhai aap bataen shukriya ❤
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Nesting k liye ya phir nest box ki selection k liye
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m Жыл бұрын
Thank you so much Bhai
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
❤️
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Bhai zebra finch ka ek pair purchase Karke laya hoon
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Nesting bhi Rakh Diya hun
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Nesting Nahin uthate Matki mein bhi thoda nesting Rakh Diya hai ji Bhai aap bataen kis vajah se
@birdslover915
@birdslover915 11 ай бұрын
Nesting kr le gi finch kuch din tak
@user-sl7rn4cq6m
@user-sl7rn4cq6m 11 ай бұрын
Thank you so much Bhai ❤
@abdulrafay5126
@abdulrafay5126 Жыл бұрын
Finch k bche brhe hone k bd Jo in ki beat jama hojati ghnsle me to Kya use saf krna zruri???
@birdslover915
@birdslover915 Жыл бұрын
Nhi zarori nhi jb chicks bahir aa jyen nest se tb clean kr dena chahiye
@aseemansari17
@aseemansari17 Жыл бұрын
Non use video
@aseemansari17
@aseemansari17 Жыл бұрын
Waste video
@muhammadanwar2935
@muhammadanwar2935 2 жыл бұрын
وٹسپ نمبر
Despicable Me Fart Blaster
00:51
_vector_
Рет қаралды 26 МЛН
New model rc bird unboxing and testing
00:10
Ruhul Shorts
Рет қаралды 25 МЛН
MISS CIRCLE STUDENTS BULLY ME!
00:12
Andreas Eskander
Рет қаралды 15 МЛН
Finch Summer Breeding Formula | Finch Breeding tips
8:01
Birds Lover
Рет қаралды 6 М.
Finches Colony Natural Breeding Colony 🕊🕊🐦🐦
4:05
LOVE BIRDS AND ANIMALS
Рет қаралды 2,7 М.
Fable the Raven | Raven speaks and sings...hidden camera!
10:52
Falconry And Me
Рет қаралды 2,2 МЛН
100 Pairs Zebra Finch Colony / Breeding Progress
11:41
AD Exotic Finches Pakistan
Рет қаралды 84 М.
Finch Breeding | how to breed finch in summer
8:24
Birds Lover
Рет қаралды 4 М.
Компот и ловушки🌹
0:54
🎄фан компота🎄
Рет қаралды 1,7 МЛН
Animal Transformation. Before & After! ✨😎 #shorts #animals
0:10
Spot The Fake Animal For $10,000
0:40
MrBeast
Рет қаралды 159 МЛН
Спас акулу
0:14
Новостной Гусь
Рет қаралды 816 М.
Как так? ))
1:00
Про домашнего медведя. Pavel Vyakin
Рет қаралды 2,7 МЛН