Thank you for your important Information, lekin bhaiya chune ka prayog karne ke baad pani kiya "dusre" Pond main shift karna hota hai?
@Fishinfo2 жыл бұрын
nahi....,,kuch nahi horna he pani ke sath, Agar yah tarkeeb Kam Nahin Karta Hai To Utha Kar Hi fakna hoga, yah bahut aasani se Jata Nahin Hai Kuchh Samay lagta hai
@riyazhaque62012 жыл бұрын
Bhai nice video....ye jo kadi ka rassa aap e banaya hai vo kis chiz ki kadi ka hai?
@Fishinfo2 жыл бұрын
bhai yah Rasha chawal ka par ka hai..(rice tree)
@ShibaBehera-gj1ju4 ай бұрын
Sir potassium parmanganate pond me use karna se alage khatam hoga ?
@Fishinfo4 ай бұрын
yes
@didarhossain74983 жыл бұрын
ভাই সঠিক ধারণা পেলাম
@manimaran-th6uz2 жыл бұрын
Just apply potassium permanganate (kmno4) 500 gms per acre for this problem
@premanandasahu27214 ай бұрын
Kahan pe milega
@Arunkumar-ie8sx3 жыл бұрын
Thanks for making video
@Fishinfo3 жыл бұрын
welcome brother
@ehteshamahmadkhan8805 Жыл бұрын
Bhai mere talab me uglena ki problem hai maine bahoot kosish ki hatane ki aur khatam bhi kar diye, lekin dusare din phir se pure talab me ho ja rhi hai bhau main bahoot pareshan hoon ye kaise khatam hoga meri machli feed bhi nhi kha rhi..please batao kaise khatam hogi
@Fishinfo Жыл бұрын
yah bahut aasani se jaane wala chij Nahin Hai... iske sath Machhali ka feed khane ka koi Sampark Nahin Hai
@ehteshamahmadkhan8805 Жыл бұрын
Bhai please batayen kaise khatam hogi kya karna hoga pure talab me hai
@RahulkumarMukhiya-b6b Жыл бұрын
Machhali mein silver aur bhi Ghat mein machhliyan moorti hai silver V-Guard machhali talab mein Marti hai usmein dikkat yah Lal Lal Lal Lal gaon ho jata hai kripya iska
@nushratjahan62722 жыл бұрын
Thanks
@RahulkumarMukhiya-b6b Жыл бұрын
Talab mein oxygen ki Kami se machhliyan ho raha ho to kya kiya jaaye kaun si kripya ek video banaen main Rahul Bihar se matsya palan karta ham logon ke talab mein yah samasya aata hai
@Fishinfo Жыл бұрын
is topic per video banaa Hua Hai dekh Lijiye
@anubasnet71482 жыл бұрын
My pond has excessive red bloom,is it euglena or iron? how can i remove it?
@Fishinfo2 жыл бұрын
donon ke bare mein hi main bataya,, yah aasani se jaane wala Nahin Hai, Agar Mera bataya Hua tarkeeb aapka pond mein Kam Nahin karta hai, to sabse Behtar Hoga aap isko uthakar nikal De.... Thank you for comment