Рет қаралды 625
Fish Tandoori | Aaj hamne banaya bohoti tasty Fish Tandoori village style me #DesiInsane
hello friends me hu Mohan or aaj hamne banaya fish Tandoori village style me.. aap isi tarah ghar pe fish Tandoori bana sakte ho bohoti asan hai
agar apko ye video dekh ke thora sa bhi help hua he to like karna or comment pe batana ke video kesi bani
#FishTandoori #fishrecipe #fishTandoorirecipe
#fishTandoori
#Fish
#village
#katlaFish
#FishTandoori
#fishTandoori
#FishRecipe
#DesiInsane
#fishrecipevlog
#fishTandoorivideo
#Tandoori
#tandoori
/ @desiinsane
fish Tandoori banane ke liye aapko chahiye
ingredients....
Fish 🐟
haldi powder
jeera powder
mirchi powder
mustard oil
Salt
garlic paste
ginger paste
mirchi paste
lime juice/nimbu pani
onion for garnish
other ingredients
Net
lakri ka chula angar ke liye
pehle machli ko achche se saf karna he uske bad machli ke upar kat lagana he fir sabi masale ko ek sath mila ke machli ke upar achche se lagana he or fir 30 minutes ke liye chor dena he
fir angar jalane ke bad angar ko pura ready karna he fir angar ke upar net ko bithana he or fir machli ko net upar rakhna he.. 5 minutes hojane ke bad palti kardena he machli ko fir sarso ka tel lagana he machli ke upar.. ase dono side lagana he.. fir dono side ko 10 minutes kar ke angar ke upar pakana he.. fir machli ko dhire se angar ke upar se hatana he dhyan rakhna hat na jal jaye... fir machli ke upar nimbu pani chirakna he or onion se garnish karna he... or fir fish Tandoori puri tarah se ready ho jayega.. or fir koi bhi chatni se fish Tandoori ko sarve kare
thank you for watching my video please like and subscribe #DesiInsane 🙂